• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:
9,380
39,528
218
Thinking to use words again to write something :redface:
मैं पलकें बिछाए इंतजार करूंगा । और कोई हो या न हो पर मैं हमेशा आप के थ्रीड पर मौजूद रहूंगा ।
 
  • Wow
Reactions: harshit1890

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Update ~~ 54

Exam ane ko hi the, adhiktar bache ek dusre se notes lene ki kosish mein jutte rehne lage. Jo padne mein do kadam aage the vo apne notes bana lete ya unke hath seniors ke note lag jatte to vo kisi ko bantte bina hi padne mein leen the. Sabko sabse jada number lanne the aur uske liye vo alag-alag tarah ke bahane maarte hue bina madad kiye hi aage badna chahte the. Kuch bache canteen ko bhi nahi chhodte wahan baith kar sawalon ke jawab halh karte to kuch library se bahar hi nahi atte. College ka pehla semester sabse jada mushkil lagta hai sabko, kisi ko kuch nahi pata ki kis tarah ke sawal honge aur unhe number kis tarah diye jayenge. Adhe bache jo class mein teachron ke favourite the vo is umeed mein rehte the ki exam mein unko is chiz ka fayda milega aur dusre bache ye soch-soch kar apna khoon jalate ki unhe kisi bhi tarah ka koi favour na mil jaye. Ye to haal tha college mein par hostel ke nazare kuch aur hi the. Girls hostel mein aksar ladkiyan ab corridor ke andar hathon mein kitab liye mandrati hui nazar ane lagi thi, bhale hi ek taraf phone par gappe chal rahi ho ya dusri taraf kisi aur ladki se ho rahi batcheet mein kisi ladki ki burai ya fir ladkon aur boy friend ke kisse. Ye sab raat hone se pehle ki kahani thi, par kamron ke andar jo kahani thi vo kuch alag hi hua karti thi. Halat ko dekhte hue warden ne kisi ko bhi raat ko 10 baje ke baad ek dusre ke room mein jane se rok laga di thi lekin Exam ke dino tak is pabandi ko hata diya tha jiski wajah se Kai kamron mein kuch ladkiyan padne ke bahane se milti to thi lekin andar daru aur gap-shap marte hue wahin so jaya karti thi jaisa ki abhi ek kamre mein ho raha tha. Daru pitte hue ek alag hi prakar ka khel chal raha tha " kya aap madhav bol rahe hain.. " beer ki bottle se ek ghunt utarte hue niharika boli.

" ji.. aap kaun.. " phone speaker par tha isliye samne se atti awaz wahan baithi pancho ladkiyan sun paa rahi thi.

" kaun.. mein kya rakha hai... kaisi kis haal mein hun vo important hai na... " chedte hue andaz mein usne kaha aur honth dant mein daba liye taki hansi na nikle.

" l..ll..lekin aap hai kaun... "

" main.. apke liye... is raatri ki.. kamdevi hun.. kaaam...devi... " niharika ne bade sensation tone mein kaha.

" kaam devi... " madhav ne jab phone par kaha to sabhi ko uski awaz sun hansi aa gayi mano vo sach mein kaam devi ko sakshat dekh raha ho.

" Kya aap madhav nahi bol rahe hain.. sorry lagta hai ki wrong number lag gaya hai " niharika ke sath baithi sabhi ladkiyan hanse lagi to niharika ne sabhi ko ishara krke apni hansi ki awaz dabane ko kaha.

" n..hi..nahi.. mein madhav hi bol raha hun.. "

" ohh..acha... yani hamara number ek dum sahi.. nishane par laga hai.. " awaz ko daba kr kamuk andaz mein bolte hue usne apne muh par hath rakha taki uske hasne ki awaz madhav na sun le.

" hann... par... apko mujhse kya kaam.. " madhav apne shabdon ko bahut sochte hue bola.

" kaam... apse hi to kaam hai hume.. pure college mein ek aap hi hain jise hume apna kaam karwana hai... "

" kaisa kaam... " madhav ne ek lambi sans khinchte hue kaha jiski awaz phone ke speaker par saaf sunai de rahi thi.

" wahi.. jiske hume sukh aur apko santushti milegi... janna nahi chahenge humne kya pehna hai.... " niharika abhi bhi kamuk awaz mein hi thi.

" kya... " madhav ki sans thodi tez ho gayi thi.

" wahi jo aap soch rahe hain.. " niharika bol kar sabhi ladkiyun ki taraf dekhte huehans di lekin isbaar kisi ne awaz nahi nikali.

" main... kya soch raha hun.. " madhav ki sans tez thi.

" jo aap soch rahe hain wahi sach hai.. "

" saachhhhhhhh... " madhav ki sans unchi aur ukhdi hui thi.

" lund khada hai aur ragda jaa raha hai " niharika ki ek dost boli to sabhi hans pade, niharika bhi hansi nahi daba saki, usne mute kiya aur sabhi hans padi. Speaker se madhav ki tez sanson ki awaz aane lagi thi. Usne sabko shant krke mute hataya " bilkul sachh... apki sansein to mujhe pani pani kar rahi hai.. aisa kya kar rahe hain ap "

" main... main... main.... main... " madhav main se aage hi nahi badh paa raha tha. Ek pal pehle vo padai mein leen tha aur ab uska hath lund se hatt nahi raha tha. Vo kuch bol hi nahi paa raha tha, pehli baar samne se kisi ladki ne phone kiya tha.

" apki gaddi to main se aage hi nahi badh rahi. Kuch khas kaam kar rahe hain aap hume ye lagta hai.. "

" naahi... khas nahi.. bas... apko soch raha tha... "

" acha hume.. kya soch rahe the... "

" yahi... yahi ki.... kaise..... karenge apke sath.. "

" aap mere sath kya karenge.. kaise karenge... sochiye, jab soch lenge tab hum apse dubara baat karenge.. bye... "

" rukiye.. rukiye.e.... to.. " madhav iske aage kuch kehta use pehle niharika phone cut kar chuki thi. Phone katte hi sabhi ladkiyan zor-zor se hasne lagi.

" ab ye puri raat sochta reh jayega bechara.... " niharika ki saheli ne jab tak kaha tab tak niharika ne phone se sim nikal liya tha.

" ye ladkon ki jaat hi aisi hoti hai zara si line de do hath ki lakrein sidhe lund ko ragadne lag jati hai, agle padne walle bache ko thoda entertain kar dete hai.. laa number la... " niharika ne dusra sim daal kar apni saheli se dusra number liya aur dial kar diya" kya aap daksh bol rahe hain? "

" lagta hai abhi tak debu ki jagah warden ne koi rakha nahi hai.. badi dikat ho jayegi aise to "

" tujhe kyun dikat hogi? " aaruhi ne shruti ki baat par sawal kiya.

" kitne kaam kar deta tha "

" ek number ka ghatiya tharki tha... "

" han.. vo to hai... "

" tune Motions wala chapter padh liya? "

" kaisa motions? "

" shruti kal physics ka exam hai.. Motions, dimensions ? " aaruhi ke sawal par vo use ghurti rahi. Darasal shruti kahin aur khoyi hui thi, pichle kuch dino se exam ke chakar mein vo apna koi bhi kaam nahi kar payi thi. Na to library se nikali book padh payi thi, na hi Meghnath ke bare mein kuch pata kar payi aur na hi debu ke gayab hone ka reason use malum hua tha. Uppar se aaruhi ko physiatrist se milwana tha vo kis trah react karegi ye baat ek rehasye hi thi uske liye.

" padh rahi hun abhi.. raat bhar mein physics kya mein to chemistery bhi khatam kar dun, tu janti nahi hai mere dimag ko... waise bhi internal exam hai..itna kaun ghabrata hai "

" Yahi marks final exam mein add hote hai, seniors batate hain ki external ka paper tough atta hai isliye internal mein jitna score kar lo utna acha hai "

" tu badi senioron se baat karne lagi " shruti ne aaruhi ko tana marte hue kaha.

" suna tha.. ab padne de, waise bhi kuch hi ghante baki hai " aaruhi ke bolne par shruti ne koi jawab nahi diya. Book to shruti ki khuli hui thi lekin uske bich phone rakha tha jisme vo vishal se baat cheet kar rahi thi.

" mujhe lag raha hai aaruhi jhooth bol rahi hai " shruti ne ye last message bheja hua tha jiska reply ana baki tha.

" kis baat par ? " vishal ne reply kiya.

" us din usne book ka cover dekha aur fir bhi anjan bani rahi aur mujhse boli ki ye kaisi book rakhi hui hai mene. Jabki vo aise chitr wali book khud padh chuki hai, to use to dekh kar hi pehchan jana chahie tha " shruti ne message bheja aur jab tak vishal ka reply ata vo apni baat ko sochne lagi jo use us din raat se hi chub rahi thi ki aaruhi ne jab uski book dekhi to uspar bne chitr dekh kar vo kyun nahi samajh gayi ki ye wahi book hai jo vo khud library mein padhti thi. Kya vo book padh kar bhul gayi hai apne dimagi sthti ki wajah se? Ye baat ek baar ko main maan bhi leti agar us din usne mom ke juthe phone ka natak nahi kiya hota tha. Ho sakta hai vo mujhse fir se jhooth bol rahi ho. Shruti soch rahi thi ki vishal ka message aya.

" jaruri nahi hai ki aaruhi yahi book library mein padti thi, ye to tumhara andaza tha " vishal ka message shruti ko sahi laga, usne to andazan kaha tha ki vo book padti hogi library mein, zaruri to nahi hai.

" hmm... " shruti ko kuch nahi suja to usne itna keh kar baat khatam kar di. Padna bhi jaruri tha, kuch hi ghanto baad exam ki ghanti baj jani thi.

Agle din se shuru hue exam, pura hafta chalna tha. Aaruhi ke liye Nandini ne jis physiatrist se baat ki thi uski date exam ke bich thi. Par shruti ne ye baat jab Urvashi ko kahi ki exam ke baad dikha le to aaruhi ki padai disturb nahi hogi. Urvashi ko ye baat sahi lagi, waise bhi kuch dino se aaruhi normal thi. Urvashi ne nandini se baat karke date li to vo use 10 din baad ki mili. Aaj akhri exam tha aur next week in exam ka result aa jana tha.

" aisa lag raha hai jaise azad ho gayi hun " shruti ne exam room se bahar atte hi kaha.

" aise bol rahi hai jaise exam nahi jail se chhuti hai "

" ek hafte se nahana dhona, khana pina.. chumaa chatti sab band kar rakhi thi, mere liye to jail hi thi "

" tera tisre wala reason mujhe jada valid lagta hai tere liye tabhi tu pareshan thi " aaruhi ne mazak banate hue kaha.

" i agree... "

" to fir ab tu hostel chalegi ya kahin aur? "

" abhi kyun jana hai tujhe hostel, thoda enjoy karte hain ek hafta ho gaya hai "

" nahi yaar.. aaj nahi.. itne din se soi nahi dhang se.. soch rahi hun aaj so hi jaun... "

" kya karegi sokar... vo bhi akele.. "

" shutup... raat ko gappe marenge.. abhi jaa rahi hun "

" theek hai tu jaa.. mein thodi der mein ati hun... "

" hmm ok.. " aaruhi itna bol kar hostel ki taraf chali gayi aur shruti use jate hue dekhne lagi aur fir phone nikal kar vishal ko message kiya, piche ek hafte mein ginti ki batein hui thi. Vishal ka exam khatam hone mein abhi ek ghanta baki tha. " Exam ke baad milna... " itna message karke usne socha ki vo canteen jakar kuch kha le. Vo canteen ki taraf badi, construction abhi bhi chal raha tha " salle taj mahal banwa rahe hain kya? Pakka iski zameen ke niche kisi ko gadda jaa rha hoga... " shruti wahan se badh kar dusri canteen ki taraf pahunchi aur wahan ek kone ki kursi par jaa baithi. " are yar yahan to order khud lena padta hai... " vo uthi aur kuch khane ka saman jo aaj ready hi pda tha uthaya aur wapis apni kursi par jaa baithi. Usne apna phone nikala, facebook login kiya aur uski timeline ko scroll karne lagi. Scroll karte hue vo ek taraf akar ruki jahan par Jazz urf Jaggu ne ek post dala hua tha.. Jahan par books padi hui thi bed par aur caption dala hua tha "Study time".

" har chiz ki photo dalegi ye.. chudte time bhi dalio... "Chudai time" kutiya kahin ki " shruti ne niche ki taraf scroll karna shuru kiya aur samosa utha kar apne muh ke andar dalne ko hui tabhi use aisa laga jaise koi uski taraf dekh raha hai. Usne samose se nazar hata kar us taraf dekha to wahin dekhti rahi. Uska shaq sahi tha wahan baitha shaks usi ko nihar raha tha, kabse ye to nahi malum lekin vo usi ki taraf dekh raha tha. Shruti ko ek pal nahi laga samjhne mein ki vo kaun hai aur na hi usne apni nazre uspar se hatai. Aur vo hatati bhi nahi agar ek awaz usko akar disturb nahi kar deti.

" tu yahan aaj kya kar rahi hai.. " shruti ne rachna ke baithte hi pucha.

" mil kar khushi nahi hui humse " rachna ne uske chai ka cup utha kar sip lete hue kaha.

" han bahut jada.. gand marne ka man hai tera " shruti usko dekh kar boli aur fauran usne apni nazar dusri taraf ghumai lekin ab wahan koi nahi tha.

" udhar kaun tera boyfriend baitha hai kya? " rachna ne bhi uski ankhon se ishara karke apni gardan piche ki taraf modhi.

" nahi tere liye ek handsome ladka dekha tha par chala gaya bad luck "

" uska ya mera? " rachna ne fir chai ka sip liya.

" bataya nahi tune aaj is waqt idhar kaise "

" Didi ki help karne ayi thi library mein "

" ohoo.. yani tu bhi unke kaam dhande mein lag gayi "

" nahi yaar.. aaj last exam hai to students book return karte hai kaam jada tha to unhone kaha chal sath to aa gayi fir socha kuch kha lun.. par tu dikh gayi to socha teri thodi maar lun "

" lund chahie uske liye hai kya tere pas? " shruti ne samosa thuste hue kaha.

" vo to mujhe bhi chahie " chai khatam karte hue boli.

" apni didi se bol, kuch bandobas to kara hi degi "

" bandobas karegi lekin lund ka nahi mera hi.. heheh "

" fatti hai teri bahut "

" vo chhod.. tera kaam hua SIM wala ya nahi "

" hua bhi aur nahi bhi "

" aisa kar kya rahi hai "

" tujhe kyun batau ? "

" matlab bata sakti hai kya pata koi sujav hi de dun "

" acha aisa hai tu ye bata... agar kisi anjan se milne jana ho to usko kahan milna chahie "

" ouuuu... vishal ko chhod diya kya tune? " rachna chekhte hue boli.

" itni kush mat ho.. khujli mitane ke liye vo nahi milega tujhe "

" sad... to fir? "

" tu madad kar na sawal kyun kar rahi hai? "

" chidti kyun hai... uhmm... par tu ye bata teko us anjan se kaam kya hai? "

" use kya farak padega "

" bilkul padega.. agar vo wala kaam hai to us jagah par palang ka intezam karna pdega na heheheh "

" kasam se lodi tu meri dost na bani hoti to tere muh par ulti karti mein "

" chidti kyun hai ... uhmm sochne de.. mansion kaisa rahega? "

" mansion? "

" han wahi.. jo us jhadiyun ke bich bana hua hai ... wo best place hai.. wahan mil le aagr kisi ko nahi batana chahti to, wahan koi ata jata nahi " rachna ke naam se mansion suna to kuch batein wahan ki taza ho gayi. " par kya jise tu mil rahi hai vo safe hai use milna? " rachna ne is baar sawal gambhirta se kiya.

" keh nahi sakti.. "

" tab kuch bhi karne se pehle soch lio, time kharab hai.. na jane kaun kab apse kya chahta ho... " rachna itna boli ki uska phone bajne laga " han didi.. bas canteen ayi thi.. han aa rahi hun " usne phone cut kiya aur boli " chalti hun.. warna didi jaan kha jayegi "

" teri didi ko koi naya lund chahie.. tabhi shant hogi... "

" didi ko chhod mere liye koi khoje to bhej dio... " rachna wahan se jatte hue boli.

" lodi kahin ki.. " shruti khud se boli aur soch mein padh gayi. Baat rachna ne sahi kahi thi, jo bhi karna hoga sambhal kar malum nahi kab kaun kya nikal jaye. Mansion ka diya idea vo manna nahi chahti thi abhi to nahi.. wahan jana risky ho sakta hai.. ho sakta hai rachna ko wahan ke bare mein kuch malum na ho aur usko batana risky ho sakta hai. Shruti kuch der wahin baithi rahi aur fir vishal se milne usi room ki taraf badh gayi jahan aksar mila karti thi.
 
9,380
39,528
218
इस कहानी को आप ने फैंटेसी प्रीफिक्स में लिखा है । और जहां तक मैं समझता हूं इसका मतलब Activity of imaginiry impossible ही होता है । अर्थात कोरी कल्पना ।
लेकिन इस अपडेट में जो कुछ भी लिखा आप ने, सभी रियलिटी के करीब है ।

निहारिका का कालेज के लड़कों से अजनबी लड़की बनकर कामुकता भरी बातें करना हो , या आरूहि और श्रुति की दोस्ती भरी प्यारी बातें हो , या श्रुति और रचना के बीच की छेड़खानी भरी बातें हो......सब कुछ रियल लगा । लग रहा था जैसे हम इनकी बातों को लाइव देख रहे हैं ।
बहुत ही खूबसूरत अपडेट था यह ।

इसके बाद श्रुति का मोबाइल पर फेसबुक सर्च करना और जग्गू की पोस्ट पर उसकी सोच को जो दिखाया आपने , वही सोच आमतौर पर सभी की होती है । आजकल फैशन बन गया है अपनी हर एक्टिविटी को सोसल मीडिया पर डालने की ।

इस अपडेट में कुछ सस्पेंस भी रह गया था । वो कौन शख्स था जो श्रुति को कैंटीन में घुर रहा था ?

अब हमें इस बात का इंतजार है कि कब आरूहि मनोचिकित्सक डॉ के पास जाती है और डॉ क्या डाइग्नोसिस करता है !

हमेशा की तरह बेहतरीन अपडेट हर्षित भाई ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग एंड जगमग जगमग ।
 
Fantasy mein bhi reality ke kirdar hote hai and i guess, aap sabhi ko aur khud ko connect krne ke liye reality aur khud ki soch ko milana jaruri tha. Apne fantasy ko ek dum sahi kaha imaginary impossible and further jo kahani sochi hui hai ya abhi tak jo likhi gayi vo ek imagination hi hai. Jada intezar nahi karwaunga ab apko. Suspense already khola hua hai bas explain karne k jarurat hai :D Thank you bhai ... for reading... It is my luck that everytime when i write something someone actually stick with me even if i took a long break. Its great to see you here.. :hug: Naina I hope she will be around here someday.. and rest of the readers too.. Keep reading
 
Lucky..

“ɪ ᴋɴᴏᴡ ᴡʜᴏ ɪ ᴀᴍ, ᴀɴᴅ ɪ ᴀᴍ ᴅᴀᴍɴ ᴘʀᴏᴜᴅ ᴏꜰ ɪᴛ.”
6,634
25,200
204
Update ~~ 54

Exam ane ko hi the, adhiktar bache ek dusre se notes lene ki kosish mein jutte rehne lage. Jo padne mein do kadam aage the vo apne notes bana lete ya unke hath seniors ke note lag jatte to vo kisi ko bantte bina hi padne mein leen the. Sabko sabse jada number lanne the aur uske liye vo alag-alag tarah ke bahane maarte hue bina madad kiye hi aage badna chahte the. Kuch bache canteen ko bhi nahi chhodte wahan baith kar sawalon ke jawab halh karte to kuch library se bahar hi nahi atte. College ka pehla semester sabse jada mushkil lagta hai sabko, kisi ko kuch nahi pata ki kis tarah ke sawal honge aur unhe number kis tarah diye jayenge. Adhe bache jo class mein teachron ke favourite the vo is umeed mein rehte the ki exam mein unko is chiz ka fayda milega aur dusre bache ye soch-soch kar apna khoon jalate ki unhe kisi bhi tarah ka koi favour na mil jaye. Ye to haal tha college mein par hostel ke nazare kuch aur hi the. Girls hostel mein aksar ladkiyan ab corridor ke andar hathon mein kitab liye mandrati hui nazar ane lagi thi, bhale hi ek taraf phone par gappe chal rahi ho ya dusri taraf kisi aur ladki se ho rahi batcheet mein kisi ladki ki burai ya fir ladkon aur boy friend ke kisse. Ye sab raat hone se pehle ki kahani thi, par kamron ke andar jo kahani thi vo kuch alag hi hua karti thi. Halat ko dekhte hue warden ne kisi ko bhi raat ko 10 baje ke baad ek dusre ke room mein jane se rok laga di thi lekin Exam ke dino tak is pabandi ko hata diya tha jiski wajah se Kai kamron mein kuch ladkiyan padne ke bahane se milti to thi lekin andar daru aur gap-shap marte hue wahin so jaya karti thi jaisa ki abhi ek kamre mein ho raha tha. Daru pitte hue ek alag hi prakar ka khel chal raha tha " kya aap madhav bol rahe hain.. " beer ki bottle se ek ghunt utarte hue niharika boli.

" ji.. aap kaun.. " phone speaker par tha isliye samne se atti awaz wahan baithi pancho ladkiyan sun paa rahi thi.

" kaun.. mein kya rakha hai... kaisi kis haal mein hun vo important hai na... " chedte hue andaz mein usne kaha aur honth dant mein daba liye taki hansi na nikle.

" l..ll..lekin aap hai kaun... "

" main.. apke liye... is raatri ki.. kamdevi hun.. kaaam...devi... " niharika ne bade sensation tone mein kaha.

" kaam devi... " madhav ne jab phone par kaha to sabhi ko uski awaz sun hansi aa gayi mano vo sach mein kaam devi ko sakshat dekh raha ho.

" Kya aap madhav nahi bol rahe hain.. sorry lagta hai ki wrong number lag gaya hai " niharika ke sath baithi sabhi ladkiyan hanse lagi to niharika ne sabhi ko ishara krke apni hansi ki awaz dabane ko kaha.

" n..hi..nahi.. mein madhav hi bol raha hun.. "

" ohh..acha... yani hamara number ek dum sahi.. nishane par laga hai.. " awaz ko daba kr kamuk andaz mein bolte hue usne apne muh par hath rakha taki uske hasne ki awaz madhav na sun le.

" hann... par... apko mujhse kya kaam.. " madhav apne shabdon ko bahut sochte hue bola.

" kaam... apse hi to kaam hai hume.. pure college mein ek aap hi hain jise hume apna kaam karwana hai... "

" kaisa kaam... " madhav ne ek lambi sans khinchte hue kaha jiski awaz phone ke speaker par saaf sunai de rahi thi.

" wahi.. jiske hume sukh aur apko santushti milegi... janna nahi chahenge humne kya pehna hai.... " niharika abhi bhi kamuk awaz mein hi thi.

" kya... " madhav ki sans thodi tez ho gayi thi.

" wahi jo aap soch rahe hain.. " niharika bol kar sabhi ladkiyun ki taraf dekhte huehans di lekin isbaar kisi ne awaz nahi nikali.

" main... kya soch raha hun.. " madhav ki sans tez thi.

" jo aap soch rahe hain wahi sach hai.. "

" saachhhhhhhh... " madhav ki sans unchi aur ukhdi hui thi.

" lund khada hai aur ragda jaa raha hai " niharika ki ek dost boli to sabhi hans pade, niharika bhi hansi nahi daba saki, usne mute kiya aur sabhi hans padi. Speaker se madhav ki tez sanson ki awaz aane lagi thi. Usne sabko shant krke mute hataya " bilkul sachh... apki sansein to mujhe pani pani kar rahi hai.. aisa kya kar rahe hain ap "

" main... main... main.... main... " madhav main se aage hi nahi badh paa raha tha. Ek pal pehle vo padai mein leen tha aur ab uska hath lund se hatt nahi raha tha. Vo kuch bol hi nahi paa raha tha, pehli baar samne se kisi ladki ne phone kiya tha.

" apki gaddi to main se aage hi nahi badh rahi. Kuch khas kaam kar rahe hain aap hume ye lagta hai.. "

" naahi... khas nahi.. bas... apko soch raha tha... "

" acha hume.. kya soch rahe the... "

" yahi... yahi ki.... kaise..... karenge apke sath.. "

" aap mere sath kya karenge.. kaise karenge... sochiye, jab soch lenge tab hum apse dubara baat karenge.. bye... "

" rukiye.. rukiye.e.... to.. " madhav iske aage kuch kehta use pehle niharika phone cut kar chuki thi. Phone katte hi sabhi ladkiyan zor-zor se hasne lagi.

" ab ye puri raat sochta reh jayega bechara.... " niharika ki saheli ne jab tak kaha tab tak niharika ne phone se sim nikal liya tha.

" ye ladkon ki jaat hi aisi hoti hai zara si line de do hath ki lakrein sidhe lund ko ragadne lag jati hai, agle padne walle bache ko thoda entertain kar dete hai.. laa number la... " niharika ne dusra sim daal kar apni saheli se dusra number liya aur dial kar diya" kya aap daksh bol rahe hain? "

" lagta hai abhi tak debu ki jagah warden ne koi rakha nahi hai.. badi dikat ho jayegi aise to "

" tujhe kyun dikat hogi? " aaruhi ne shruti ki baat par sawal kiya.

" kitne kaam kar deta tha "

" ek number ka ghatiya tharki tha... "

" han.. vo to hai... "

" tune Motions wala chapter padh liya? "

" kaisa motions? "

" shruti kal physics ka exam hai.. Motions, dimensions ? " aaruhi ke sawal par vo use ghurti rahi. Darasal shruti kahin aur khoyi hui thi, pichle kuch dino se exam ke chakar mein vo apna koi bhi kaam nahi kar payi thi. Na to library se nikali book padh payi thi, na hi Meghnath ke bare mein kuch pata kar payi aur na hi debu ke gayab hone ka reason use malum hua tha. Uppar se aaruhi ko physiatrist se milwana tha vo kis trah react karegi ye baat ek rehasye hi thi uske liye.

" padh rahi hun abhi.. raat bhar mein physics kya mein to chemistery bhi khatam kar dun, tu janti nahi hai mere dimag ko... waise bhi internal exam hai..itna kaun ghabrata hai "

" Yahi marks final exam mein add hote hai, seniors batate hain ki external ka paper tough atta hai isliye internal mein jitna score kar lo utna acha hai "

" tu badi senioron se baat karne lagi " shruti ne aaruhi ko tana marte hue kaha.

" suna tha.. ab padne de, waise bhi kuch hi ghante baki hai " aaruhi ke bolne par shruti ne koi jawab nahi diya. Book to shruti ki khuli hui thi lekin uske bich phone rakha tha jisme vo vishal se baat cheet kar rahi thi.

" mujhe lag raha hai aaruhi jhooth bol rahi hai " shruti ne ye last message bheja hua tha jiska reply ana baki tha.

" kis baat par ? " vishal ne reply kiya.

" us din usne book ka cover dekha aur fir bhi anjan bani rahi aur mujhse boli ki ye kaisi book rakhi hui hai mene. Jabki vo aise chitr wali book khud padh chuki hai, to use to dekh kar hi pehchan jana chahie tha " shruti ne message bheja aur jab tak vishal ka reply ata vo apni baat ko sochne lagi jo use us din raat se hi chub rahi thi ki aaruhi ne jab uski book dekhi to uspar bne chitr dekh kar vo kyun nahi samajh gayi ki ye wahi book hai jo vo khud library mein padhti thi. Kya vo book padh kar bhul gayi hai apne dimagi sthti ki wajah se? Ye baat ek baar ko main maan bhi leti agar us din usne mom ke juthe phone ka natak nahi kiya hota tha. Ho sakta hai vo mujhse fir se jhooth bol rahi ho. Shruti soch rahi thi ki vishal ka message aya.

" jaruri nahi hai ki aaruhi yahi book library mein padti thi, ye to tumhara andaza tha " vishal ka message shruti ko sahi laga, usne to andazan kaha tha ki vo book padti hogi library mein, zaruri to nahi hai.

" hmm... " shruti ko kuch nahi suja to usne itna keh kar baat khatam kar di. Padna bhi jaruri tha, kuch hi ghanto baad exam ki ghanti baj jani thi.

Agle din se shuru hue exam, pura hafta chalna tha. Aaruhi ke liye Nandini ne jis physiatrist se baat ki thi uski date exam ke bich thi. Par shruti ne ye baat jab Urvashi ko kahi ki exam ke baad dikha le to aaruhi ki padai disturb nahi hogi. Urvashi ko ye baat sahi lagi, waise bhi kuch dino se aaruhi normal thi. Urvashi ne nandini se baat karke date li to vo use 10 din baad ki mili. Aaj akhri exam tha aur next week in exam ka result aa jana tha.

" aisa lag raha hai jaise azad ho gayi hun " shruti ne exam room se bahar atte hi kaha.

" aise bol rahi hai jaise exam nahi jail se chhuti hai "

" ek hafte se nahana dhona, khana pina.. chumaa chatti sab band kar rakhi thi, mere liye to jail hi thi "

" tera tisre wala reason mujhe jada valid lagta hai tere liye tabhi tu pareshan thi " aaruhi ne mazak banate hue kaha.

" i agree... "

" to fir ab tu hostel chalegi ya kahin aur? "

" abhi kyun jana hai tujhe hostel, thoda enjoy karte hain ek hafta ho gaya hai "

" nahi yaar.. aaj nahi.. itne din se soi nahi dhang se.. soch rahi hun aaj so hi jaun... "

" kya karegi sokar... vo bhi akele.. "

" shutup... raat ko gappe marenge.. abhi jaa rahi hun "

" theek hai tu jaa.. mein thodi der mein ati hun... "

" hmm ok.. " aaruhi itna bol kar hostel ki taraf chali gayi aur shruti use jate hue dekhne lagi aur fir phone nikal kar vishal ko message kiya, piche ek hafte mein ginti ki batein hui thi. Vishal ka exam khatam hone mein abhi ek ghanta baki tha. " Exam ke baad milna... " itna message karke usne socha ki vo canteen jakar kuch kha le. Vo canteen ki taraf badi, construction abhi bhi chal raha tha " salle taj mahal banwa rahe hain kya? Pakka iski zameen ke niche kisi ko gadda jaa rha hoga... " shruti wahan se badh kar dusri canteen ki taraf pahunchi aur wahan ek kone ki kursi par jaa baithi. " are yar yahan to order khud lena padta hai... " vo uthi aur kuch khane ka saman jo aaj ready hi pda tha uthaya aur wapis apni kursi par jaa baithi. Usne apna phone nikala, facebook login kiya aur uski timeline ko scroll karne lagi. Scroll karte hue vo ek taraf akar ruki jahan par Jazz urf Jaggu ne ek post dala hua tha.. Jahan par books padi hui thi bed par aur caption dala hua tha "Study time".

" har chiz ki photo dalegi ye.. chudte time bhi dalio... "Chudai time" kutiya kahin ki " shruti ne niche ki taraf scroll karna shuru kiya aur samosa utha kar apne muh ke andar dalne ko hui tabhi use aisa laga jaise koi uski taraf dekh raha hai. Usne samose se nazar hata kar us taraf dekha to wahin dekhti rahi. Uska shaq sahi tha wahan baitha shaks usi ko nihar raha tha, kabse ye to nahi malum lekin vo usi ki taraf dekh raha tha. Shruti ko ek pal nahi laga samjhne mein ki vo kaun hai aur na hi usne apni nazre uspar se hatai. Aur vo hatati bhi nahi agar ek awaz usko akar disturb nahi kar deti.

" tu yahan aaj kya kar rahi hai.. " shruti ne rachna ke baithte hi pucha.

" mil kar khushi nahi hui humse " rachna ne uske chai ka cup utha kar sip lete hue kaha.

" han bahut jada.. gand marne ka man hai tera " shruti usko dekh kar boli aur fauran usne apni nazar dusri taraf ghumai lekin ab wahan koi nahi tha.

" udhar kaun tera boyfriend baitha hai kya? " rachna ne bhi uski ankhon se ishara karke apni gardan piche ki taraf modhi.

" nahi tere liye ek handsome ladka dekha tha par chala gaya bad luck "

" uska ya mera? " rachna ne fir chai ka sip liya.

" bataya nahi tune aaj is waqt idhar kaise "

" Didi ki help karne ayi thi library mein "

" ohoo.. yani tu bhi unke kaam dhande mein lag gayi "

" nahi yaar.. aaj last exam hai to students book return karte hai kaam jada tha to unhone kaha chal sath to aa gayi fir socha kuch kha lun.. par tu dikh gayi to socha teri thodi maar lun "

" lund chahie uske liye hai kya tere pas? " shruti ne samosa thuste hue kaha.

" vo to mujhe bhi chahie " chai khatam karte hue boli.

" apni didi se bol, kuch bandobas to kara hi degi "

" bandobas karegi lekin lund ka nahi mera hi.. heheh "

" fatti hai teri bahut "

" vo chhod.. tera kaam hua SIM wala ya nahi "

" hua bhi aur nahi bhi "

" aisa kar kya rahi hai "

" tujhe kyun batau ? "

" matlab bata sakti hai kya pata koi sujav hi de dun "

" acha aisa hai tu ye bata... agar kisi anjan se milne jana ho to usko kahan milna chahie "

" ouuuu... vishal ko chhod diya kya tune? " rachna chekhte hue boli.

" itni kush mat ho.. khujli mitane ke liye vo nahi milega tujhe "

" sad... to fir? "

" tu madad kar na sawal kyun kar rahi hai? "

" chidti kyun hai... uhmm... par tu ye bata teko us anjan se kaam kya hai? "

" use kya farak padega "

" bilkul padega.. agar vo wala kaam hai to us jagah par palang ka intezam karna pdega na heheheh "

" kasam se lodi tu meri dost na bani hoti to tere muh par ulti karti mein "

" chidti kyun hai ... uhmm sochne de.. mansion kaisa rahega? "

" mansion? "

" han wahi.. jo us jhadiyun ke bich bana hua hai ... wo best place hai.. wahan mil le aagr kisi ko nahi batana chahti to, wahan koi ata jata nahi " rachna ke naam se mansion suna to kuch batein wahan ki taza ho gayi. " par kya jise tu mil rahi hai vo safe hai use milna? " rachna ne is baar sawal gambhirta se kiya.

" keh nahi sakti.. "

" tab kuch bhi karne se pehle soch lio, time kharab hai.. na jane kaun kab apse kya chahta ho... " rachna itna boli ki uska phone bajne laga " han didi.. bas canteen ayi thi.. han aa rahi hun " usne phone cut kiya aur boli " chalti hun.. warna didi jaan kha jayegi "

" teri didi ko koi naya lund chahie.. tabhi shant hogi... "

" didi ko chhod mere liye koi khoje to bhej dio... " rachna wahan se jatte hue boli.

" lodi kahin ki.. " shruti khud se boli aur soch mein padh gayi. Baat rachna ne sahi kahi thi, jo bhi karna hoga sambhal kar malum nahi kab kaun kya nikal jaye. Mansion ka diya idea vo manna nahi chahti thi abhi to nahi.. wahan jana risky ho sakta hai.. ho sakta hai rachna ko wahan ke bare mein kuch malum na ho aur usko batana risky ho sakta hai. Shruti kuch der wahin baithi rahi aur fir vishal se milne usi room ki taraf badh gayi jahan aksar mila karti thi.
Awesome update Bhai...

welcome back bhai..
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Update ~~ 55

Shruti basement ke sports store room pahunch kar vishal ka intezar karne lagi. Room ka darwaja khula hua tha isliye usne andar hi ek jagah par baith kar intezar karna sahi samjha. Usne vishal ko message karke ye bata dia ki vo intezar kar rahi hai. Khali samay katna vo bhi uske liye thoda jada hi mushkil kaam tha. Rachna ke sath thoda aur time spend kar leti to yahan akele intezar nahi karna padta ye sochte hue usne phone par facebook khola. Kuch der scroll karne ke baad usne logout kiya aur fir ID/password daal kar dubara login kiya. Login karte hi usne jaggu wali chat kholi jisme dono ke bich kuch baat cheet ho chuki thi. Pichli raat ko yaad karte hue shruti ne ek message type karke use send kiya tabhi wahan zor se kuch girne ki awaz ayi aur shruti chaunk uthi. " kaun ... kaun hai udhar.. " awaz room ke bhitar se ayi thi. Use aisa laga tha mano koi bhari chiz giri ho. Jab uski baat par kisi ne koi response nahi diya tab use samajh aya ki vo andar ane ke baad light on karna hi bhool gayi hai. Kamre ke bhitar to andhera ho raha tha. " koi hai udhar? " usne pukta karne ke liye dubara pucha lekin jawab kisi ne nahi diya. Kuch nahi hoga koi saman ludak gaya hoga, khud se bol kar vo fir facebook mein khoi. Par tabhi use kuch laga ki kahin koi wahan hua aur usne mujhe vishal ko ek sath dekh lia to ? Ho sakta hai wahan koi ho, ye risk nahi le sakti. Shruti ne phone lock kiya aur usi taraf chal padi, bina room ki light on kiye. Do rack ke bich mein bachi thodi si galyre jitni jagah se vo bhitar ghusi, use bas is baat ka dar tha ki koi use aur vishal ko yahan na dekh le warna uske hath se yahan vishal se milne ka adda band ho jata. Vo bhitar ghusi aur andhere se bilkul mahim roshni ke roop mein ati roshni mein kadam rakhe hi the ki uska per kisi chiz se takraya. Per jis chiz se takraya vo kisi aur chiz se takrai aur jahan se vo takrai wahan rakhe shelf ka saman niche gir pada jise vo sun ghabra uthi. ' aaah behenchod... ' jab agle pal vo shant hui to use samajh aya ki jise vo takrai thi vo ball thi. " Bich raste mein ball " vo thoda aur aage badi to wahan kuch aur saman bikhra tha " yani yahi ball giri hogi jiski wajah se saman gira, par kya ye ball pehle se yahan thi aur agar thi to khud se kaise giri? " abhi vo soch hi rahi thi ki uski nazar wahan bani choti si khidki bani hui thi. Jab usne use thoda najdeek se dekha to uska kanch bhi tuta hua tha. Basement mein bana kamra aur deewar ke uppar choti si bani khdidki jiske piche koi corridor hoga jiski wajah se hi wahan mahim roshni maujud thi. Par shruti ka dhayan is baat par nahi tha uska dhayan is baat par tha ki kya jis khidki ka kanch tuta hai usme se ye football andar aa sakti hai? Aur agar aa sakti hai to yahan kaise ayi? Kisne mari ? Vo shayad khud se ye sawal nahi karti, use farak bhi nahi padta kyun ki use koi matlab hi nahi hai chizon se lekin kuch pal se ho rahi ghatnaon ne use har chiz par majbur kar diya tha. Infact jo thodi der pehle canteen mein jo hua uske baad to kisi chiz ko nazar-andaz nahi kar sakti. Vo abhi soch hi rahi thi ki uska dum ghutne laga, naak aur muh se sans lene ke liye use tadapna padh gaya. Aur aisa kyun hua use tab samajh aya jab usne ye dekhna cha ki use sans kyun nahi aa rahi hai. Uske muh aur naak ko kisi ne daboch liya tha jiski wajah se vo sans nahi le paa rahi thi, usne khud ko us hath se azad karane ki kosish kari lekin vo nahi chudda payi aur abhi jab vo kosish kar hi rahi thi ki itne mein dusra hath usne sine par aa pahuncha jisne uski chattiyun ko daboch kar use dabana shuru kar diya. Ek to pehle se hi shruti ko sans nahi aa rahi thi uppar se uski chatiyun ke dab jane par vo aur ukhadne lagi thi. Kuch pal hi vahan vo hath rahe aur fir niche sarakte chale gaye, niche jatte hi usne bina waqt gawaye jeans ka button khola aur hath andar pahunch gaya. Ab ye bardasht se bahar tha, shruti ise jada bardasht nahi kar sakti thi lekin vo koi tarkib sochti use pehle honth uske gardan par aye aur chumte hue uske kano tak pahunchte hue bole " kaisa laga andaz " awaz sun kar shruti ki ankhein chaunkne se khul gayi aur agar agle pal vo hath uske muh se nahi hatta to saans puri tarah ukhad jane ki wajah se vo ankhein waisi hi khuli reh jati.

Hath muh se hatte hi shruti ne gheri sans khinchi aur bol padi " maa kasam koi aur hota to jaan se maar deti " shruti khud ko alag karne ki kosish karti rahi lekin ho nahi payi.

" dar gayi? "

" dar gayi... " gusse bhari nighaon se shruti ne vishal ko piche apni nazre ghuma kar dekha jo vo puri tarah se laal ho rahi thi.

" tumhari ankhein... " vishal ko laga ki mazak thoda jada ho gaya, par usne socha tha ki aisa andaz shruti ko pasand ayega. Vo jis tarah se gusse mein use dekh rahi thi vo kuch bolne ko nahi hua aur usne kuch aur sochte hue taki shruti ka gussa shant ho jaye, usne apne honth uske honth par rakh diye aur chusne laga. Par abhi tak uski taraf se koi response nahi aa raha tha to vishal ne jo dusra hath jeans ke andar dala hua tha use uski chut ko masalne laga, kachi ke uppar se hi sahi par vishal ka lund us kachi ko hi chut samajh kar khada ho chuka tha aur khada hokar shruti ki chutadon par chubne laga tha. Ab shruti jitni chahe naraz ho sharir ke is khel mein uska gussa kho hi jana tha. Vishal ke sath shruti ka bhi response ana start ho gaya aur vishal ke andar himmat badh gayi. Dono ek dusre ke honth aise chus rahe the mano arsa ho gaya ho bhale hi kuch din beete the, chut par ragdan vo bhi mard ke hath se uppar se uske lund ka dabab chutdaon par padne se vo ab tadapne se lagi thi. Is tadapan ki aag mein ghee dalte hue vishal ne apni kamar dhire-dhire hilani shuru kar di jiski wajah se uska lund shruti ki chutdon mein ragadne laga. Chudai kya hoti hai? Jaruri hai ki kapdon ke bina hi ho, jis andaz mein dono khade the dono ko yahi lag raha tha ki dono ek dusre ke sharir ek andar hi ghuse pade ho. Vishal ne shruti ke honth chhode aur uski gardan par chumte hue uske top ko kandhe se hata kar wahan par chumte hue dant se katne laga. ' aahhh - ahhhhh ' tez aur garam sanson ke sath sisakte hue shruti ne vishal ke balon ko dono hath mein jakad liya tha. Uske andar atma uska soul uska sub-coincious mind sab kuch bas yahi mehsus kar raha tha ki vo chud rahi hai, use apni chut ke andar se nami bahar atte hue saaf mehsus ho rahi thi, bhari lund ki akdar apne sharir par ragad jis tarah kha raha tha use mehsus kar yahi lag raha tha ki vo lund uski chut ke andar utra hua hai jo uski nami ko bahar khinch rakha hai.

' aahhhh ' dono ek sath siske, dono jante the ki dono ek dum charam-sima par khade hai, ek taraf shruti ki chut thi jo ras bahane ko tayar thi aur dusri taraf vishal ka lund ragad se bas apna ras ugalne wala tha. Samay najdeek tha aur vishal ka lund bas apna ras ugalne wala tha aur wahin shruti bhi lekin aisa hota use pehle vishal ne apna hath bahar khinch liya aur shruti se alag hokar hafne laga. Uska lund apna ras chhod chuka tha wahin shruti ko aisa laga mano jeebh par pyasan ko pani ki bund to mili lekin pani se koson dur reh gayi. Shruti ne palat kar usi andaz mein vishal ko dekha jaise thodi der pehle dekha tha par is baar vishal dara nahi balki muskura utha. Shayad vo bhi janta tha ki billi jitni tadpegi utna hi maza use marne mein ayega.

Dophar se sham ho chuki thi, dono ek taraf kamre mein baithe the tabhi vishal ka phone baja " Han gaggan bol "

" speaker par dalo " shruti ke kehte hi vishal ne wahi kiya.

" kahan hai tu "

" hun kahin bol kya hai "

" aaj suraj ke kamre mein plan bana hai "

" kis chiz ka "

" wahi ... jo hum laundon ko bahut pasand hai " ye sun shruti vishal ko ghurne laga, vishal usko aisa dekh speaker off karne ki kosish karne laga lekin shruti ne use rok liya. " kahan gaya, phone par hi nikal gaya kya "

" kya nikal gaya " shruti se bachte hue vishal bola.

" are muh se laad... madharchod... aaj raj kar maal fueknge... " itna sun kar vishal ne chain ki sans li.

" acha to aisa bol na "

" aaja aja jaldi... aaj wahan manpreet bhi ane wali hai... aaj to usko sabak sikha kar rahunga "

" kaisa sabak ? " shruti ne fusfusate hue vishal se pucha jo usne kandhe uchka kar kaha kya malum " duffer use pucho kaisa sabak " shruti ne fir waise hi bola.

" fus-fusa kyun raha hai " gaggan ko shayad utna fusfusana hi sunai de gaya tha.

" kaisa sabak ?" vishal ne bola

" ladki pata hai tere bhai ne facebook par... "

" to? " vishal ne pucha par puchwaya shruti ne tha warna vishal ko koi matlab nahi tha.

" to vo bhi ayegi "

" apne hostel ? " vishal ne same wahi kiya.

" han.. par ek baat bata aaj tu itne sawal kaise kar raha hai. Exam khatam ho gaye hain bhai.. ab nasha utar aaj dusra nasha chadega "

" kaise lekin ? "

" vo tu room par aa tab bataunga.. abhi mein zara raat ki tayari kar lun... tu rakh phone.. 9 baje suraj ke room par aur han aaj code word apne pehle wala nahi hai is baar badal gaya hai, to yaad rakhio baad mein kahin main bhool gaya to andar nahi aa payega "

" main room par ata hun tab bataio " vishal nahi chahta tha ki code word shruti ke aage pata chale lekin shruti ne use zor dia ki abhi puche.

" theek hai jaisa tu kahe main "

" nahi abhi bata de tu sahi keh raha hai baad mein bhool na jaun " vishal ne gaggan ko bich mein rok kaha.

" tu bhi ajeeb hai yaar.. ek minute ruk... padh kar batata hun... Char chavvani cheen ke char khota... khotya.. behenchod kya hai ye.. ruk main tere ko message kar raha hun.. padh lio, aa raha hun bhosdieke darwaja todega kya... hugg raha hun mein abhi... ruk do minute... " gaggan ne itna kaha aur vishal ne phone cut kr diya.

" hugte hue phone par batein? No offence lekin manpreet iske bare mein theek kehti hai, khair ye tum log aisi party karte ho.. vo bhi ladkiyun ke sath? kaise? " shruti ne fauran apni main baat puchi.

" pata nahi ye log kaise kar lete hai... "

" acha? tumhe nahi pata... " shruti ne aise taunt mara ki vishal apni nazre chupa na saka.

" nahi... main kabhi laya nahi na.. ye sab Suraj ka kiya hua hai, wahi hamare department ka sabse tez ladka hai. Final year mein hai aur kehta hai jate jate apne sath sabhi ko dhuain ki tarah rakhna chahta hai. Ek dum halka... koi tension nahi "

" uhmm... " abhi shruti kuch kehti use pehle vishal ka phone baja, gaggan ka message tha. Shruti ne fauran uske hath se phone liya aur code word padne lagi. ' Char chavvani cheen ke, Khota na koi soye, Sote-sote jo chud jaye Vo chut sab ke pas hoye ' Ek pal ke liye shruti hansi par hansi dabate hue usne phone vishal ko de diya " tum ladke bade harami hote ho " itna bol kar shruti apni jagah se khadi ho gayi. Vishal janta tha in sab ki wajah se uska impression kitna kharab ho raha tha. Itni mehnat karke usne apni image ko shruti ke aage piroya tha. Abhi vo khud ki soch mein duba tha ki shruti ne vishal ko uski soch se bahar nikala.

" aaj hostel jane ka dil nahi hai, thodi der baad jaoge to chalega? " vishal ne bina der kiye han mein sar hila dia.
 
9,380
39,528
218
मुझे लगा नहीं था कि श्रुति और विशाल के बीच ऐसा इरोटिक सीन होने वाला है । दोनों का प्रेम सिर्फ चुमा - चुमम्वल तक ही सीमित होकर रह जायेगा ।
लेकिन मेरी सोच को धता करते हुए एक लाजबाव इरोटिक सीन क्रिएट कर दिया इन दोनों के बीच ।
विशाल कहीं ज्यादा तेज निकला जितना श्रुति ने सोचा था । श्रुति को इसके पहले उसे बार बार इशारे करने पड़ते थे लेकिन विशाल कभी भी उससे पुरी तरह खुल ही नहीं पाया ।
और जब वो खुला तो श्रुति को दिन में ही तारे नज़र आने लगे ।

वैसे लगता है अभी भी कहानी बाकी है । कुछ और रोमांटिक पल की गुंजाइश बनती दिख रही है दोनों के बीच ।

एक्चुअली यह पुरा अपडेट विशाल को ही समर्पित करते जैसा लगा मुझे । उसकी डेयरिंग और उसकी कुछ ऐसी आदतें जो श्रुति को नहीं पता था । दोस्तों के साथ ड्रग्स पार्टी या लड़कियों के साथ अवैध संबंध ! कुछ न कुछ तो छुपा रहा है वो श्रुति से ।

बहुत ही बेहतरीन अपडेट था हर्षित भाई । हमेशा की तरह ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग ।
 
Top