• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:
9,453
39,758
218
कहीं पढ़ा था सौ में नब्बे अमेरिकन्स अपने सेहत के लिए Psychiatrist से सलाह मशविरा करते हैं । हिंदुस्तान में अगर कोई ऐसा करे तो लोग उसे " पागलपन की बिमारी " का ठप्पा लगा देते हैं । उन्हें लगता है जरूर यह अपने पागलपन का इलाज कराने गया होगा । यह हम भारतवासियों की दकियानूसी सोच है जो बिल्कुल गलत है ।

नंदिनी मैडम की राय से मैं पुरी तरह सहमत हूं । आरूहि को Psychiatrist की जरूरत है ।
कुछ बिमारियां हिस्टिरिया टाइप की भी होती है जिसमें व्यक्ति अजीब व्यवहार करने लगता है । इसकी भी जांच होनी चाहिए ।


श्रुति ने परफेक्ट अंदाजा लगाया है कि लाइब्रेरी में बुक्स कैसे उसके पास पहुंची थी ।
मिसेज खंडेलवाल अपनी बेटी की सहेली रविना के बारे में अनभिज्ञ है । हो भी सकता है और नहीं भी हो सकता है पर मुझे विश्वास है वो कुछ बातें जरूर छुपा रही है ।

मुझे लगता है श्रुति को आरूहि की माॅम से उसकी मासिक स्राव के बारे में पुछना चाहिए । इसके अलावा उसकी ज्यादा सोने की आदत के बारे में भी पुछना चाहिए । उसके सिर के बाल ज्यादा झड़ते हैं इस पर भी जानकारी लेना चाहिए । उसके पहले के दिन रात की रूटिन क्या थी यह भी जानने की कोशिश करनी चाहिए ।

हमेशा की तरह यह भी अव्वल दर्जे का अपडेट था हर्षित भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
 

Rudrathakur

Active Member
586
3,384
123
Gajab to kahani me ab aaruhi ki mom bhi shamil ho chuki h wo bhi miss nandini ke karan hi ..waise wo bhi apni jagha sahi h agr kisi bhi insaan ke sath kuchh problems h to uski family ko bhi uska pta rhna chahiye wrna baad me uski responsibility kon lega...isiliye nandini miss ne aaruhi ki mom ko bulaya aur puri baat se avgat kraya wahi jaisa shruti bta rhi h un baton pr koi bhi tb tk viswas nhi kr pata h jb tk wo khud apni aankho se na dekh le ya koi saboot na diye jaaye...sab scientifically hi sochte h waise sayd psychiatric kuchh madad kr de kyuki unka trika nhi kuchh kuchh possession wala hi hota h dusra wo bariki se sabhi cheezo like expressions ko theek se padh lete h aur usse manoisthiti bhaanp lete h apne patients ki...to dekhte h ab aage kya hoga...wahi shruti ne apni paltan ko meeting ke liye bulaya dekhte h wo bhi kya kadam uthate h... Wahi jis insaan ka contact aaruhi ke phone me soul naam se h lgta h uski bhumika iss puri kahani me bahut gehri h...
Dekhte h kb tk parde ke pichhe rhna wala h wo bnda aur library ke room wala bnda...so waiting for next 👏👏👏👻👻
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
Waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting waiting
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Update ~~ 49

Shruti facebook par jaggu urf jazz jo uska facebook wala naam tha usko usne friend request bheji aur fir subway surfers khelne baith gayi. " mari mari behenchodd... bachh... aahh.. nikal gaya.. " game khelte hue vo khoi hui thi ki tabhi management room ka darwaja khula aur shruti ka dhayan bhatka. Urvashi bahar nikal kar usi ki taraf badh rahi thi. Shurti ne fauran phone band kiya aur apni jagah se khadi ho gayi tab tak urvashi wahan aa khadi hui. Ek pal dono mein se koi kuch nahi bola, shruti ko samajh nahi aya ki uske bare mein kya vischar hai aaruhi ke mom ke aur urvashi jo apni hi baton mein khoyi thi ki use koi sawal hua nahi.

" aunty.. apko bhi lagta hai ki meri vajah se aaruhi ki ye halat hai? " shruti ne kisi tarah apni baat rakhi. Urvashi ne koi jawab nahi diya. " aunty.. aaruhi ke sath jo bhi ho raha hai main usme uski help hi karna cha rahi thi aur yakeen maniye apko bhi bata deti lekin ye khoj rahi thi ki aaruhi ke sath aisa kya hua hai jo vo aisa behave kar rahi hai " shruti ki is baar bhi kisi baat ka urvashi ne koi jawab nahi dia " main sach keh rahi hun aunty " use lagne laga ki vo jarur uski mom se baat karne ke liye kahengi.

" to tumhe mila? "

" ji.. kya aunty? " shruti apni soch mein thi isliye sawal samajh nahi payi.

" wajah khoj rahi thi tum.. to tumhe mili koi wajah... "

" ji... voo... aunty... mili bhi hai aur nahi bhi... " shruti ne asmanjas mein jawab dia.

" tum kuch chupa rahi ho.. "

" chupana nahi chahti aunty.. bas kaise bataun ye samajh nahi aa raha, aap mere sath yahan se kahin aur chal sakti hai.. bas 10 minute aur lungi main apke.. " shruti ko hami milte hi vo apne sath urvashi ko ground ke piche le gayi, jahan ek shed laga tha, aksar khel kar ya to khiladi wahan baith kar thakan mithate the ya fir koi dekhne wala wahan baith kar khel dekh liya karta tha. Is waqt college shuru hi hua tha aur sab class mein the isliye ground kafi tak khali hi tha. Dono wahan rakhi bench par jaa baithe. Baton ka silsila fir badana tha par samsya dono ke sath ki bole to pehle bole kaun.

" shruti.. " kuch ek-do dahi minute baad urvashi boli " dekho bacha.. main tumhe.. ya tumhare khilaf na kuch soch rahi hun na hi bol rahi hun.. infact main soch hi nahi rahi.. mujhe meri aaruhi ke alawa is samay kuch sujh nahi raha hai.. jo miss nandini ne bataya vo sunne mein asan tha lekin hakikat use jada khaufnak hai.. main ye bhi janti hun ki vo college ko bacha rahi hai taki kisi aur ko is baat ki bhanak na ho aur na hi unki naukri par koi baat aye aur na hi college ke bare mein koi afwa faile.. Doctor hun.. isliye unki baat ko manna pada... aaruhi ko agar kisi Psychiatrist ki help chahie to hum use uske pass lekar jayenge... par mujhe sirf ek baat samajh nahi aa rahi ki achanak se aaruhi ko ye hua to hua kaise? and why she is behaving like that.. usne kabhi aisa nahi kiya... aur main itna medical science ko janti hun ki koi bhi ek mahine ke andar is tarah behave nahi karta.. to fir kaise? " urvashi shayad jitna andar nahi bol payi thi utna shruti ke samne khul gayi thi. Kyun ki vo janti thi ki shruti hi ek matr ladki hai jisne aaruhi ko sabse kareeb se dekha hai pichle kuch hafton se aur jo ho raha hai use behtar koi jaan aur samajh nahi sakta.

" shayad iski wajah se... " shruti ne bag se jab book nikal kar urvashi ke samne rakha to ek pal urvashi use aur fir book ko niharti rahi. Use abhi tak samajh nahi aa raha tha ki vo book kya hai kis chiz ki hai.

" what is this? kaisi ajeeb si book hai? aur tumne kya kaha iski wajah se aaruhi ki ye halat hai? " urvashi confused thi.

" mujhe pura yakeen nahi hai aunty.. lekin ye book kuch ajeeb baton ko rakhti hai.. isme kuch behad ajeeb chizen likhi hai.. maine abhi is book ko pada nahi hai lekin mere dost ne ek aisi hi book ko padha hai usme kuch aisa hi likha hai ki insan apne aap mein nahi rehta.. kyun ki vo kisi shakti ke chapet mein aa jata hai "

" what? " urvashi ke chehre ko dekh shruti saaf samajh rahi thi ki vo kitna jada confused aur shocking hai.

" mere kehne ka vo matlab nahi hai aunty... mene book abhi tak padi nahi hai par main itna janti hun ki is book ke andar aaruhi ke sath ho rahi baton ka jawab hai " Urvashi kuch kehna chahti thi lekin vo keh nahi paa rahi thi, usne book ki taraf dekha, uske ajeeb chitron se use lag raha tha ki ye book koi kala jadu ya fir bhoot -peeshason ki hai.

" yani tum manti ho ki aaruhi possessed hai? "

" no aunty.. mera aisa bilkul manna nahi hai.. " shruti janti thi ki koi bhi uski baton ko isi tarah lega " main yahan ye keh rahi hun ki mujhe lagta hai ki aaruhi ne ye book padi hai.. aur sirf yahi nahi.. iske alawa aisi hi kuch aur books ko pada hai.. mujhe aisa lagta hai, jiska asar uske dimag par itna gehra hua hai ki aaj uski ye halat hai " usne apni baat clear karte hue kaha. Ek pal urvashi ko laga sab samjhne mein itne mein shruti ne apn baat ko pura karte hue use ek baat yaad dilayi " apko yaad hai aunty, mene apse kaha tha ki aaruhi jada tar samay library mein bitati hai.. padai ke liye... " shruti ne ye baat urvashi ko jaise hi batai use judi hui kadi mil gayi.

" matlab ye book library mein hai? " urvashi shocked thi ki aisi books library mein padi hai.

" yes aunty.. "

" aisi books library mein, tumhe kahan se mili? " sochte hue urvashi ne pucha.

" sorry aunty.. par main apko vo to nahi bata sakti.. aap samajh sakti hai ki college aur hostel ki kuch chizen hum bata nahi sakte " shruti ne apni baat jhijhakte hue kahi.

" sirf inhi wajahon se main aaruhi ko kabhi itni dur bhejna nahi chahti thi... " urvashi ek pal ke liye shant hui. " tumne ye baat andar isliye nahi batai? "

" ji.. aunty... "

" lekin main abhi bhi samaj nahi aa paa rahi ki aisi book ko koi library mein kyun rakhega? "

" wahi to main bhi khoj rahi hun aunty.. ki jo bhi shaks iske piche hai vo aisa kar kyun raha hai aur kisne aaruhi ko is book ke bare mein bataya "

" mujhe kuch samajh nahi aa raha hai.. "

" mere sath bhi aisa hi tha aunty.. isliye apko batati to kya batati.. "

" i understand beta.. bar bar tumhe dikhane ki jarurat nahi ki main tumhari koi galti nikal rahi hun.. main bas kuch batein soch rahi hun... kya tum mujhe unka jawab sahi sahi dogi? "

" bilkul aunty "

" kya sach mein college ke us hostel mein koi bhoot pret hai? " urvashi ne gambhirta se sawal kiya.

" honestly aunty.. mujhe aisa nahi laga.. us raat jab aaruhi ka picha karte hue pahunchi thi tab mujhe ghabrahat jarur hui par wahan kuch bhi nahi tha.. agar hota to mujhe bhi abhas hota.. us raat sirf aaruhi thi aur uski awazein... uska abnormal behaviour.. "

" college ki afwa bhi kai baar dimag par asar dalti hai.. waise bhi aaruhi baton ko bahut jaldi sach maan leti hai.. "

" apne ye baat to sahi kahi... vo manti thi ki hostel aur us mansion mein koi bhoot pret hai.. "

" mansion? "

" apko miss ne mansion ke bare mein nahi bataya? "

" nahi.. kaun sa mansion? "

" aap theek thi aunty.. miss nandini college aur apni reputation bacha rahi hai " shruti ne sochte hue kaha " wahi mansion aunty jahan par lavanya ne aaruhi ke sath ragging ki thi, apko ragging ki baat to miss ne batai hi thi ? "

" batai thi lekin kisi mansion ka jikar unhone nahi kiya.. "

" hm.. har koi yahan apne bare mein sochta hai aunty.. koi kisi ke bare mein tabhi sochta hai jab uspar koi baat ati hai.. "

" Mansion ki kya kahani hai? " urvashi ne shruti ki baat ko ko ansuna kar apna sawal kiya.

" Pata nahi aunty.. purana mansion hai.. aksar college ke seniors wahan par party kar liya karte hai.. bas yahi hai.. isliye lavanya ne wo prank kiya.. wahan.. aaruhi usi ki wajah se dar gayi thi.. maine use samjhaya ki ragging ko bhool jana hi behtar hai.. "

" Lavanya ke bare mein kuch janti ho ? " kuch der sochne ke baad urvashi ne sawal kiya.

" jaise seniors hote hai aunty.. lavanya bhi waisi hi ghamndi ladki thi.. use naye students ke sath maze lene mein sukun sa milta tha.. jaise kisi bhuke ko cravings hoti hai use bachon ko dekh kar cravings hoti thi..aur waise hi uske dost bhi hain " shruti ne jada nahi bataya par urvashi ko jaise uski baat sun kar kuch yaad aya. Ab kafi saal beet gaye the vo bhi jab college ayi thi to badi shant thi lekin college aur hostel mein rehne ka asar aisa hua ki senior banne ke baad usne bhi kuch isi tarah ka vyvhar kiya.. apne friends ke sath ragging mein hissa lena... apne juniors ki masti karte hue hasna.. bina ye soche samjhe ki unke mental conditions par kya asar padta tha. Uski room partner aur best friend Kamya aksar junios ko apne room mein bula kar unse ulte sidhe kaam karwati thi, unhe bully karti thi..kabhi unse apne aur khud ke kapde dhulwati.. to kabhi ganna chala kar strip dance karne ko majbur karti aur vo ye sab hota dekh hamesha usme uska hissa bani rehti... wajah thi ki use bhi khushi hi milti thi.. use bhi maza ata tha.. bas vo khud nahi karti thi.. sivai ek baar ke.. vo kissa jo abhi uske zehan mein utar hi gaya tha par shruti ki awaz se tut gaya.

" aunty.. " shruti kai baar awaz laga chuki thi, urvashi soch se bahar ayi. " aunty aap theek hai "

" i don't know.. meri aaruhi ka kya haal ho raha hoga.. jo takleef mein vo hai use hum aur tum nahi samajh sakte " is baat ka shruti ke pas koi jawab nahi tha. " tumne aaruhi ki kis friend ke bare mein pucha tha? "

" raveena aunty... "

" kyun? "

" shayad aaruhi aur vo close the... aur uski death ke baad "

" death? " urvashi ne shruti ko bich mein roka.

" pata nahi aunty.. maine ek din use hostel ki raveena ki kahani batai thi to usne kaha ki uski bhi ek friend thi raveena ... to mujhe laga vo ab nahi hai isliye pucha kyun ki koi bhi choti baat main miss nahi kar sakti thi... "

" no no.. you are right.. but i am not able to recall this friend.. ghar jakar dekhti hun.. maybe ... kuch mil jaye.. aaruhi ki diary se.. "

" aaruhi diary likhti hai? " shruti ne fauran pucha.

" likhti thi.. school times mein.. shayad usi ke friends group ka kuch naya chala tha.. jahan vo apni batein books mein likhte the aur fir ek dusre ko padate the.. something like that.... fir kuch time baad shayad vo bore ho gaye.. aur aaruhi ne likhna chhod diya.. par vo diary hai mere pas.. main usme check karungi.. maybe shayad wahan se recall ho jaye kuch "

" hmm.. " shruti ek pal chup hui " aunty... uncle ko is bare mein aap batayegi to vo aaruhi ko wapis le jayenge? " shruti ne himmat karke ye sawal kiya use aisa laga ki vo unki family mein interfere kar rahi hai.

" nahi ... unhe kuch nahi bata sakti.. he is on duty.. unke liye unka desh aur unki beti dono behad jaruri hai.. aur main unhe is uljhan mein daal kar bant nahi sakti.. aaruhi ko main kuch nahi hone dungi.. agar yahan nahi to main use yahan rehne nahi dungi... " urvashi ki ankhon mein aaruhi ke liye chinta dekh shruti ke pas kuch bacha hi nahi bolne ke liye. Vo samajh gayi thi ki bhale hi urvashi doctor thi lekin apne bache ki musibat ke aage vo sirf ek aam admi.

" aap aaruhi se mil lijeye.. use acha lagega " usne baat badalne ke liye aisa kaha.

" nahi mil sakti ... Miss. Nandini ne kaha hai ki bina Psychiatrist ke meeting se pehle main aaruhi se nahi milun to acha hai.. warna use lagega ki kuch gadbad hai.. "

" apko lagta hai ki unki baat par apko vishwas karna chahie? " shruti ki baat ke piche mansion ki baat na batane ke uppar tha jo nandini ne nahi batai thi.

" nahi.. lekin she is right.. aaruhi ko is bare mein pata hi nahi chalna chahie until unless aaruhi ki ek meeting ho na jaye "

" aur vo meeting kab hai? "

" next week " shruti soch mein padh gayi " shruti can i ask you one favour? " urvashi ne shruti se kaha aur shruti apni soch se bahar ayi.

" tujhe aur koi jagah nahi mili is garmi mein yahan ke alawa? " shruti jo urvashi ke jane ke baad baton ko soch rahi thi vo awaz sun kar apni soch se bahar ayi.

" baith.. " shruti ne baithne ka ishara kiya.

" kya hua.. periods skip ho gaye kya? " uski baat sun shruti ne uski taraf gusse bhari nazron se dekha " ab to lag raha hai aisa hi hua hai... " usne ishare se chodne wala sign banayaa aur muskurai.

" behen ki takii.. main yahan pareshan hun aur tu maze le rahi hai "

" aah.. tu behenchod kab pareshan nahi hoti.. school se lekar aaj tak pareshan hi hai.. itna bhi nahi ki college aye ek mahine se jada hua aur fir bhi mili nahi aur na hi phone kiya.. aur aaj kiya to na dua salam bas milne bula liya aur aisi shakal bana kar baithi hai "

" dekh tujhe sasu maa ki tarah tanne dene hai to chali jaa.. gussa mat dila mujhe.. "

" seniors se aisi batmizi .. bardasht nahi ki jayegi... " vo raudra awaz mien boli.

" senior ki battii bana aur apne andar daal le.. jaise school ke staff room mein nitin se le rahi thi.. waise hi..."

" hayee... kya yaad dila diya... nitin.. aaj bhi yaad hai vo mujhe... ek baar li thi usne meri.. lekin bhula main use aaj bhi nahi payi..."

" tu maze le le yahan.. gand fatti padi hai.. idhar... tujhe apne nitin ki paddi hai.. "

" hahah... tu batayegi kya hua? koi jagah chahie kya deni ke liye.... intezam kar dungi... bol naa.." koni se uski chatiyun ko chedte hue muskurate hue vo boli.

" meghnath madharchod kaun hai, Rubi " shruti ne sidhe mudde ki baat kahi.
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
Mujhe andhera pasand hai ... Kirdaaro ke aane waale kal ki yaad dilate hai... :devil:

Naina ke samne kirdaaro ke paas sirf do raaste hote hain ... Sudhar jaye ya mar jaaye ... jaisi Kirdaaro ki marzi :evilgrin:

Mujhe Kirdaaro ki aisi ki taisi karne mein koi shauk nahin ... wohi mujhe majboor kar dete hai, ab isme mera kya kasoor :D
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
Update ~~ 49

Shruti facebook par jaggu urf jazz jo uska facebook wala naam tha usko usne friend request bheji aur fir subway surfers khelne baith gayi. " mari mari behenchodd... bachh... aahh.. nikal gaya.. " game khelte hue vo khoi hui thi ki tabhi management room ka darwaja khula aur shruti ka dhayan bhatka. Urvashi bahar nikal kar usi ki taraf badh rahi thi. Shurti ne fauran phone band kiya aur apni jagah se khadi ho gayi tab tak urvashi wahan aa khadi hui. Ek pal dono mein se koi kuch nahi bola, shruti ko samajh nahi aya ki uske bare mein kya vischar hai aaruhi ke mom ke aur urvashi jo apni hi baton mein khoyi thi ki use koi sawal hua nahi.
Kya shruti ne kabhi dekha hai ek mobile game apni bahan ke sex Karte huye :D
jo us game ko hi aisi gaali de rahi hai :laugh:
ha ha ha ha ha ha ha ha :roflol:
are kamini Kam se Kam us game ko to baks deti.... pehle mobile ko insects lober bana diya aur ab bichare mobile game ko bhi... :lol:
" aunty.. apko bhi lagta hai ki meri vajah se aaruhi ki ye halat hai? " shruti ne kisi tarah apni baat rakhi. Urvashi ne koi jawab nahi diya. " aunty.. aaruhi ke sath jo bhi ho raha hai main usme uski help hi karna cha rahi thi aur yakeen maniye apko bhi bata deti lekin ye khoj rahi thi ki aaruhi ke sath aisa kya hua hai jo vo aisa behave kar rahi hai " shruti ki is baar bhi kisi baat ka urvashi ne koi jawab nahi dia " main sach keh rahi hun aunty " use lagne laga ki vo jarur uski mom se baat karne ke liye kahengi.
Olle olle dekho toh chaalak shruti ki chaalaki bhari baatein :D
aha khud ki tharakpan, dhokhebaazi, dagabaazi ko chupane ki koshish Kar rahi hai.. :buttkick:
Jhuth pe Jhuth, Jhuth pe Jhuth
Are itni jhuthi shruti aur upor se jhuthi iski kahani :buttkick:
Shruti ki wajah se ye sab ho raha hai..
Are koi to is kulta Shruti ko sabak sikhao..
" to tumhe mila? "

" ji.. kya aunty? " shruti apni soch mein thi isliye sawal samajh nahi payi.

" wajah khoj rahi thi tum.. to tumhe mili koi wajah... "

" ji... voo... aunty... mili bhi hai aur nahi bhi... " shruti ne asmanjas mein jawab dia.

" tum kuch chupa rahi ho.. "

" chupana nahi chahti aunty.. bas kaise bataun ye samajh nahi aa raha, aap mere sath yahan se kahin aur chal sakti hai.. bas 10 minute aur lungi main apke.. " shruti ko hami milte hi vo apne sath urvashi ko ground ke piche le gayi, jahan ek shed laga tha, aksar khel kar ya to khiladi wahan baith kar thakan mithate the ya fir koi dekhne wala wahan baith kar khel dekh liya karta tha. Is waqt college shuru hi hua tha aur sab class mein the isliye ground kafi tak khali hi tha. Dono wahan rakhi bench par jaa baithe. Baton ka silsila fir badana tha par samsya dono ke sath ki bole to pehle bole kaun.
Are dhett teri ki :doh:
I thought ki jis tarah se akele mein 10 minutes mang rahi thi.... lage ki kuch hot hotter hottest hone wale ho dono ke bich...
Tharki Shruti be like
" shruti.. " kuch ek-do dahi minute baad urvashi boli " dekho bacha.. main tumhe.. ya tumhare khilaf na kuch soch rahi hun na hi bol rahi hun.. infact main soch hi nahi rahi.. mujhe meri aaruhi ke alawa is samay kuch sujh nahi raha hai.. jo miss nandini ne bataya vo sunne mein asan tha lekin hakikat use jada khaufnak hai.. main ye bhi janti hun ki vo college ko bacha rahi hai taki kisi aur ko is baat ki bhanak na ho aur na hi unki naukri par koi baat aye aur na hi college ke bare mein koi afwa faile.. Doctor hun.. isliye unki baat ko manna pada... aaruhi ko agar kisi Psychiatrist ki help chahie to hum use uske pass lekar jayenge... par mujhe sirf ek baat samajh nahi aa rahi ki achanak se aaruhi ko ye hua to hua kaise? and why she is behaving like that.. usne kabhi aisa nahi kiya... aur main itna medical science ko janti hun ki koi bhi ek mahine ke andar is tarah behave nahi karta.. to fir kaise? " urvashi shayad jitna andar nahi bol payi thi utna shruti ke samne khul gayi thi. Kyun ki vo janti thi ki shruti hi ek matr ladki hai jisne aaruhi ko sabse kareeb se dekha hai pichle kuch hafton se aur jo ho raha hai use behtar koi jaan aur samajh nahi sakta.

" shayad iski wajah se... " shruti ne bag se jab book nikal kar urvashi ke samne rakha to ek pal urvashi use aur fir book ko niharti rahi. Use abhi tak samajh nahi aa raha tha ki vo book kya hai kis chiz ki hai.

" what is this? kaisi ajeeb si book hai? aur tumne kya kaha iski wajah se aaruhi ki ye halat hai? " urvashi confused thi.

" mujhe pura yakeen nahi hai aunty.. lekin ye book kuch ajeeb baton ko rakhti hai.. isme kuch behad ajeeb chizen likhi hai.. maine abhi is book ko pada nahi hai lekin mere dost ne ek aisi hi book ko padha hai usme kuch aisa hi likha hai ki insan apne aap mein nahi rehta.. kyun ki vo kisi shakti ke chapet mein aa jata hai "

" what? " urvashi ke chehre ko dekh shruti saaf samajh rahi thi ki vo kitna jada confused aur shocking hai.

" mere kehne ka vo matlab nahi hai aunty... mene book abhi tak padi nahi hai par main itna janti hun ki is book ke andar aaruhi ke sath ho rahi baton ka jawab hai " Urvashi kuch kehna chahti thi lekin vo keh nahi paa rahi thi, usne book ki taraf dekha, uske ajeeb chitron se use lag raha tha ki ye book koi kala jadu ya fir bhoot -peeshason ki hai.

" yani tum manti ho ki aaruhi possessed hai? "

" no aunty.. mera aisa bilkul manna nahi hai.. " shruti janti thi ki koi bhi uski baton ko isi tarah lega " main yahan ye keh rahi hun ki mujhe lagta hai ki aaruhi ne ye book padi hai.. aur sirf yahi nahi.. iske alawa aisi hi kuch aur books ko pada hai.. mujhe aisa lagta hai, jiska asar uske dimag par itna gehra hua hai ki aaj uski ye halat hai " usne apni baat clear karte hue kaha. Ek pal urvashi ko laga sab samjhne mein itne mein shruti ne apn baat ko pura karte hue use ek baat yaad dilayi " apko yaad hai aunty, mene apse kaha tha ki aaruhi jada tar samay library mein bitati hai.. padai ke liye... " shruti ne ye baat urvashi ko jaise hi batai use judi hui kadi mil gayi.

" matlab ye book library mein hai? " urvashi shocked thi ki aisi books library mein padi hai.

" yes aunty.. "

" aisi books library mein, tumhe kahan se mili? " sochte hue urvashi ne pucha.

" sorry aunty.. par main apko vo to nahi bata sakti.. aap samajh sakti hai ki college aur hostel ki kuch chizen hum bata nahi sakte " shruti ne apni baat jhijhakte hue kahi.

" sirf inhi wajahon se main aaruhi ko kabhi itni dur bhejna nahi chahti thi... " urvashi ek pal ke liye shant hui. " tumne ye baat andar isliye nahi batai? "

" ji.. aunty... "

" lekin main abhi bhi samaj nahi aa paa rahi ki aisi book ko koi library mein kyun rakhega? "

" wahi to main bhi khoj rahi hun aunty.. ki jo bhi shaks iske piche hai vo aisa kar kyun raha hai aur kisne aaruhi ko is book ke bare mein bataya "

" mujhe kuch samajh nahi aa raha hai.. "

" mere sath bhi aisa hi tha aunty.. isliye apko batati to kya batati.. "

" i understand beta.. bar bar tumhe dikhane ki jarurat nahi ki main tumhari koi galti nikal rahi hun.. main bas kuch batein soch rahi hun... kya tum mujhe unka jawab sahi sahi dogi? "

" bilkul aunty "

" kya sach mein college ke us hostel mein koi bhoot pret hai? " urvashi ne gambhirta se sawal kiya.

" honestly aunty.. mujhe aisa nahi laga.. us raat jab aaruhi ka picha karte hue pahunchi thi tab mujhe ghabrahat jarur hui par wahan kuch bhi nahi tha.. agar hota to mujhe bhi abhas hota.. us raat sirf aaruhi thi aur uski awazein... uska abnormal behaviour.. "

" college ki afwa bhi kai baar dimag par asar dalti hai.. waise bhi aaruhi baton ko bahut jaldi sach maan leti hai.. "

" apne ye baat to sahi kahi... vo manti thi ki hostel aur us mansion mein koi bhoot pret hai.. "

" mansion? "

" apko miss ne mansion ke bare mein nahi bataya? "

" nahi.. kaun sa mansion? "

" aap theek thi aunty.. miss nandini college aur apni reputation bacha rahi hai " shruti ne sochte hue kaha " wahi mansion aunty jahan par lavanya ne aaruhi ke sath ragging ki thi, apko ragging ki baat to miss ne batai hi thi ? "

" batai thi lekin kisi mansion ka jikar unhone nahi kiya.. "

" hm.. har koi yahan apne bare mein sochta hai aunty.. koi kisi ke bare mein tabhi sochta hai jab uspar koi baat ati hai.. "

" Mansion ki kya kahani hai? " urvashi ne shruti ki baat ko ko ansuna kar apna sawal kiya.

" Pata nahi aunty.. purana mansion hai.. aksar college ke seniors wahan par party kar liya karte hai.. bas yahi hai.. isliye lavanya ne wo prank kiya.. wahan.. aaruhi usi ki wajah se dar gayi thi.. maine use samjhaya ki ragging ko bhool jana hi behtar hai.. "

" Lavanya ke bare mein kuch janti ho ? " kuch der sochne ke baad urvashi ne sawal kiya.

" jaise seniors hote hai aunty.. lavanya bhi waisi hi ghamndi ladki thi.. use naye students ke sath maze lene mein sukun sa milta tha.. jaise kisi bhuke ko cravings hoti hai use bachon ko dekh kar cravings hoti thi..aur waise hi uske dost bhi hain " shruti ne jada nahi bataya par urvashi ko jaise uski baat sun kar kuch yaad aya. Ab kafi saal beet gaye the vo bhi jab college ayi thi to badi shant thi lekin college aur hostel mein rehne ka asar aisa hua ki senior banne ke baad usne bhi kuch isi tarah ka vyvhar kiya.. apne friends ke sath ragging mein hissa lena... apne juniors ki masti karte hue hasna.. bina ye soche samjhe ki unke mental conditions par kya asar padta tha. Uski room partner aur best friend Kamya aksar junios ko apne room mein bula kar unse ulte sidhe kaam karwati thi, unhe bully karti thi..kabhi unse apne aur khud ke kapde dhulwati.. to kabhi ganna chala kar strip dance karne ko majbur karti aur vo ye sab hota dekh hamesha usme uska hissa bani rehti... wajah thi ki use bhi khushi hi milti thi.. use bhi maza ata tha.. bas vo khud nahi karti thi.. sivai ek baar ke.. vo kissa jo abhi uske zehan mein utar hi gaya tha par shruti ki awaz se tut gaya.

" aunty.. " shruti kai baar awaz laga chuki thi, urvashi soch se bahar ayi. " aunty aap theek hai "

" i don't know.. meri aaruhi ka kya haal ho raha hoga.. jo takleef mein vo hai use hum aur tum nahi samajh sakte " is baat ka shruti ke pas koi jawab nahi tha. " tumne aaruhi ki kis friend ke bare mein pucha tha? "

" raveena aunty... "

" kyun? "

" shayad aaruhi aur vo close the... aur uski death ke baad "

" death? " urvashi ne shruti ko bich mein roka.

" pata nahi aunty.. maine ek din use hostel ki raveena ki kahani batai thi to usne kaha ki uski bhi ek friend thi raveena ... to mujhe laga vo ab nahi hai isliye pucha kyun ki koi bhi choti baat main miss nahi kar sakti thi... "

" no no.. you are right.. but i am not able to recall this friend.. ghar jakar dekhti hun.. maybe ... kuch mil jaye.. aaruhi ki diary se.. "

" aaruhi diary likhti hai? " shruti ne fauran pucha.

" likhti thi.. school times mein.. shayad usi ke friends group ka kuch naya chala tha.. jahan vo apni batein books mein likhte the aur fir ek dusre ko padate the.. something like that.... fir kuch time baad shayad vo bore ho gaye.. aur aaruhi ne likhna chhod diya.. par vo diary hai mere pas.. main usme check karungi.. maybe shayad wahan se recall ho jaye kuch "

" hmm.. " shruti ek pal chup hui " aunty... uncle ko is bare mein aap batayegi to vo aaruhi ko wapis le jayenge? " shruti ne himmat karke ye sawal kiya use aisa laga ki vo unki family mein interfere kar rahi hai.

" nahi ... unhe kuch nahi bata sakti.. he is on duty.. unke liye unka desh aur unki beti dono behad jaruri hai.. aur main unhe is uljhan mein daal kar bant nahi sakti.. aaruhi ko main kuch nahi hone dungi.. agar yahan nahi to main use yahan rehne nahi dungi... " urvashi ki ankhon mein aaruhi ke liye chinta dekh shruti ke pas kuch bacha hi nahi bolne ke liye. Vo samajh gayi thi ki bhale hi urvashi doctor thi lekin apne bache ki musibat ke aage vo sirf ek aam admi.

" aap aaruhi se mil lijeye.. use acha lagega " usne baat badalne ke liye aisa kaha.

" nahi mil sakti ... Miss. Nandini ne kaha hai ki bina Psychiatrist ke meeting se pehle main aaruhi se nahi milun to acha hai.. warna use lagega ki kuch gadbad hai.. "

" apko lagta hai ki unki baat par apko vishwas karna chahie? " shruti ki baat ke piche mansion ki baat na batane ke uppar tha jo nandini ne nahi batai thi.

" nahi.. lekin she is right.. aaruhi ko is bare mein pata hi nahi chalna chahie until unless aaruhi ki ek meeting ho na jaye "

" aur vo meeting kab hai? "

" next week " shruti soch mein padh gayi " shruti can i ask you one favour? " urvashi ne shruti se kaha aur shruti apni soch se bahar ayi.
1) kuch ajeebo garib books chalte kisike mental condition bigad jaaye...... oh common yaar... kitni jhuthi hai ye shruti
2) school friend ka naam manpreet hai na ki ravina :D
3) kehte hai aapko aapke karmo phal isi duniya mein milta hai... ab ye aap par tay hai ki aap kounsi raah sun kar chale hai, burayi ya achhayi...
shruti ke sath sath urvashi bhi utni hi gunehgaar hai...
Ek jamane mein urvashi ne bahot bura kiya juniors ke sath... ab iska bura phal uski beti aaruhi ko mil raha hai..


Bichari aaruhi :cry:
bholi aaruhi, masoom aaruhi :cry:
Kya apne kya paraye sab iski dusman ban baithe hai.. :cry:
Are kuch to taras khao us masoom par.. :cry:
" tujhe aur koi jagah nahi mili is garmi mein yahan ke alawa? " shruti jo urvashi ke jane ke baad baton ko soch rahi thi vo awaz sun kar apni soch se bahar ayi.

" baith.. " shruti ne baithne ka ishara kiya.

" kya hua.. periods skip ho gaye kya? " uski baat sun shruti ne uski taraf gusse bhari nazron se dekha " ab to lag raha hai aisa hi hua hai... " usne ishare se chodne wala sign banayaa aur muskurai.

" behen ki takii.. main yahan pareshan hun aur tu maze le rahi hai "

" aah.. tu behenchod kab pareshan nahi hoti.. school se lekar aaj tak pareshan hi hai.. itna bhi nahi ki college aye ek mahine se jada hua aur fir bhi mili nahi aur na hi phone kiya.. aur aaj kiya to na dua salam bas milne bula liya aur aisi shakal bana kar baithi hai "

" dekh tujhe sasu maa ki tarah tanne dene hai to chali jaa.. gussa mat dila mujhe.. "

" seniors se aisi batmizi .. bardasht nahi ki jayegi... " vo raudra awaz mien boli.

" senior ki battii bana aur apne andar daal le.. jaise school ke staff room mein nitin se le rahi thi.. waise hi..."

" hayee... kya yaad dila diya... nitin.. aaj bhi yaad hai vo mujhe... ek baar li thi usne meri.. lekin bhula main use aaj bhi nahi payi..."

" tu maze le le yahan.. gand fatti padi hai.. idhar... tujhe apne nitin ki paddi hai.. "

" hahah... tu batayegi kya hua? koi jagah chahie kya deni ke liye.... intezam kar dungi... bol naa.." koni se uski chatiyun ko chedte hue muskurate hue vo boli.

" meghnath madharchod kaun hai, Rubi " shruti ne sidhe mudde ki baat kahi.
Ek hawas ki pujaran shruti Kam thi jo ek aur haaraman aa gayi kahani mein..
Ab ye rubi koun hai :mad2:

yaar ab bichare meghnaath ko kahe gaali de rahi hai :mad:
usne kya kiya...
..............
Actually baat ye hai ki Har pagal samane wale ko bhi pagal hi samajhte hai....
us bhutia mansion mein overdose nashili padarth lene ke chalte shruti, nandini se leke gagan tak sabhi ko bich bich mein pagal pan daude padte hai... is dauran ye logo ki imaginary world mein aaruhi ek pagal ladki ban jaati hai...
bas yahi aakhiri sachhai hai :D
ab urvashi ko bhi pagal bana rahi hai apni pagalpan se bhari baaton se :D

Khair......
Aaruhi sab se badla legi :dwarf:
Let's see what happens next
Brilliant update awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
Last edited:
Top