• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Update ~~ 61

" aaruhi stop.. " awaz sunte hi aaruhi apni jagah par ruk gayi " Sit.. " dubara jab awaz ayi to aaruhi wahin baith gayi jis jagah pehle baithi thi. Uske baad kamre mein halki roshni maujud hui aur Alok sidiyan utarte hue niche aya aur aaruhi ke samne wali kursi par aa baitha. Kamre mein bas itni roshni maujud thi ki dono ek dusre ko dekh sakte the. Aaruhi ek dum chup-chaap baithi usi taraf dekh raha tha. Alok ne apna chasma pehna aur apni dairy nikal kar pen hath mein liya aur recorder chala diya jiske sath usne table par rakha pendulum chala dia jiski tick-tick ka halka shor kamre mein maujud ho gaya.

" Kya mein tumhara pura naam jaan sakta hun? " Alok ne pehla sawal kiya jispar aaruhi chup rahi. Alok use ek pal ghurta raha, uske chehre ko padne laga, uski ankhon mein dhayan se dekhta raha. " uhmm, aaruhi tum mujhe apna pura naam batao " Alok ne sawal wahi kiya par is baar kehne ka andaz puchne ki jagah sawal mein tabdeel kar diya.

" Aaruhi Khandelwal " is baar aaruhi ne ek dum se jawab diya.

" uhmm... " Alok ne diary mein note kiya. " kya tum janti ho yahan kyun ayi ho? " dusre sawal par aaruhi ne chupi sadi rakhi. " how are you feeling today? " Alok ka agla sawal badle mein aaruhi ki taraf se chupi. Vo chair par ek dum sidhi hokar baithi samne ghur rahi thi.

" Tell me how are you feeling today, Batao mujhe " Alok ne fir sawal pehle wala hi kiya bas andaz badal diya.

" Don't know... " aaruhi ke jawab dene par alok ne fir likhne laga. " Mujhe tumse janna hai ki tum yahan kyun ayi ho.. Sach sach batana " Alok kadak awaz mein bola aur bol kar aaruhi ke chehre ke badalte bhav ko padne aur samjhne ki kosish karne laga.

" Pata nahi par main yahan nahi ana chahti thi. Main kahin nahi jana chahti mujhe bas wahin rehna hai.. " Aaruhi ne apni baat puri ki.

" Kahan rehna hai ? " , " Kahan rehna hai aaruhi, batao " Alok ne apni baat rephrase karte hue pucha.

" Wahi jahan sab hai.. "

" Kaun kaun hai udhar.. Batao "

" Main, Main.. Main... "

" chup.. " Alok ke bolte hi aaruhi ek dum se chup ho gayi. " Main chahta hun ki tum Main ki jagah naam se badal do, Ab bolo kaun hai udhar"

" Aaruhi, Aaruhi, Aaruhi, Aaruhi... "

" stop.. " Alok ne use chup hone ko kaha aur fir note karne laga " Kya tum kehna chahti ho ki tum khud se bahar nahi ana chahti, batao? " Aaruhi ne is baat ka koi jawab nahi diya jispar alok ne notes mein likha aur aaruhi ki taraf dekhne laga.

" Chalo lets talk friendly.. apna daily routine mujhe batao.. kaun kaun dost hai tumhare.. kitna waqt unke sath bitati ho.. etc.. " Alok ne ek hi sawal mein bahut se sawal kiye jispar aaruhi fir chup rahi. Alok ne diary mein note kiya " chalo shuruwat tumhare daily routine se karte hain.. kya karti ho sara din.. batao mujhe "

" Subah uthna, college jana, classes lena, khana aur raat ko so jana "

" tumhare dost kaun kaun hai, mujhe unke naam batao " Alok ke puchne par aaruhi ek pal sochne lagi aur usne naam lene shuru kiye.

" Ravina, Megha, Kalpana " Aaruhi ne teen naam bataye aur chup ho gaye. Alok ne apne notes mein teeno naam likhe aur uske aage khud ke liye ek sawal ' Shruti is not Friend, Why? '

" ok.. good.. ki tumhare itne friends hai.. Tumhari age mein hone bhi chahie.. acha tell me... Ki Who do you love the most? friends ya family? " Alok ne pehla sawal kiya, fir jab jawab nahi aya to dusra " Family mein se kaun jada close hai mom ya dad? " aaruhi ne fir jawab nahi diya. Alok ne is baat par 'Emotions ? ' likha aur gehri sans khinchi.

" uhmm.. lets be honest with each other right.. after all we can be friends right? i also wanted to be in your friends list.. can I ? " Alok ki baat par vo kuch nahi boli jise dekh alok ne apne notes mein likha aur pani ka glass utha kar pani pine laga. Uski nazar aaruhi par hi barkarar thi, takreeban 10-15 minute guzar chuke the dono ke bich mein baton ke silsile ko lekar par aaruhi bilkul waisi hi baithi thi.

" Aaruhi why are sitting stiff.. relax hokar baitho.. chalo baitho.. " alok ne kaha aur aaruhi relax hokar baith gayi " and yes smile.. you look beautiful when you are smiling.. smile karo " aaruhi ne huba hu waisa hi kiya aur vo smile karne lagi. Alok ne fir diary mein likha aur apne pas rakhe remote ka switch dabate hue wahan side mein rakhe chote se TV ko on kar diya jisme black and white pitcure start ho gayi.

" kya tum TV dekhti ho? jawab han aur na mein dena " Alok ne pehle ki tarah is baar apne sawal mein vikalp miss nahi kiye the. Pichli baar usne aaruhi ko vikalp nahi diye the par is baar diye jiska aaruhi ne turant response kiya.

" Han "

" Kya dekhna pasand karti ho ye nahi puchunga, ye batao ki samne TV mein kya chal raha hai.. kya observe kar rahi ho dekh kar.. dekho us taraf.. " Aaruhi smile karti hui TV ki taraf dekhne lagi. Vo gaur se Tv screen par chal rahi picture ko dekh rahi thi. Picture mein ek ladki maid ke kapde pehne hui thi ghar ka kaam kar rahi thi. Achanak kaam karte hue usne band kiya aur vo ek kamre mein gayi jahan se usne apne hath mein danda liya aur bahar nikal kar sidiyan chadte hue uppar pahunchi. Uppar pahunch kar usne ek kamre ka darwaja khola aur us dande ko wahan so rahe shaks par de mara. Ek baar ke baad bar bar marti gayi, marti chali gayi jab tak uske sar ka khoon uske chehre par nahi lag gaya. Alok ne iske sath hi TV band kar diya.

" meri taraf dekho " Alok ne kaha to aaruhi ne apni nazar Tv se uski aur kar li. Chehre par koi badlav na dekh alok ne apna sawal fir se pucha " Kya observe kiya dekh kar.. Acha laga ya bura? " aaruhi kuch nahi boli. " kya tum janti ho us aurat ne us dande se kisi ki jaan li? " aaruhi ne fir koi jawab nahi diya. Alok kuch pal tak diary mein likhta raha.

" stand up " aaruhi apni jagah se khadi hui " udhar jakar khadi ho " alok ne aaruhi ko ek taraf jane ke liye kaha. Aaruhi us taraf jakar khadi ho gayi " look into my eyes " aaruhi muskurate hue uski taraf dekhti rahi. " walk towards me " aaruhi usi ki taraf chalte hue ane lagi lekin vo bilkul uske kareeb pahunchti use pehle alok ne use rok diya aur use apni jagah par baithne ko keh diya.

" do you want to go home? " aaruhi ke baithe hi alok ne apna sawal kiya jiske karte hi aaruhi ke chehre se muskan khud ba khud bina alok ke bole hi hat gayi aur chehra gusse mein tabdeel ho gaya.

'Interesting' Alok ne khud se kaha aur diary mein likha ' Why not home? ' Abhi vo likh hi raha tha ki aaruhi ki baat ne uska dhayan uski taraf mod diya.

" Na main ghar jaungi... Na jane dungi... " Awaz mein gussa saaf jhalak raha tha, uske sath hi ankhon mein ek alag tarah ki chamak bani hui thi. Alok ne iske baad kuch nahi pucha, thodi der diary mein likhne ke baad usne recorder band kar diya. Bahar nikal kar Alok ne recording sunai to ek pal ke liye sabhi shant aur chup khade rahe.

" Dr Alok apne jo bhi sunaya use lag to raha hai ki aaruhi kuch ajeeb behave kar rahi thi lekin jo apne bataya if i am pronouncy correct what is Catatonic Schizophrenia? " sawal nandini ne Alok se pucha, yahi sawal shruti ke man mein bhi chal raha tha.

" Well Miss Nandini Catatonic Schizophrenia ek type ka bahut hi rare Schizophrenia hai, and as a psychiatrist hamare lifespan mein shayad hi kisi ko 1 ya use jada case milte honge and yes aaruhi is my first patient. Main apko dara nahi raha lekin bimari kya hai use pehle ye jaan lena behtar hota hai ki ye bimari koi normal nahi hai jiska ilaz hum kaise bhi aur kahin se bhi kara le. Main apko bahut clear language mein bata dun ki Catatonic Schizophrenia jisko bhi hota hai us patient mein khud ki suj-bhuj khatam ho jati hai. Vo kya sochta hai kya karta hai ye uspar depend karta hai jo use Guide karta hai, jaise ki apne recording mein suna.. Main aaruhi ko guide karun ya use order dun tabhi vo koi response de rahi thi, uske pas self-understand ya khud se kuch karne ki shakti nahi bachti, even more these type of patients does not have a proper emotion. Isliye aaruhi ke liye love aur hate mein difference kar pana na-mumkin ho paa raha tha. In short, vo wahi kar rahi hai ya karti hai jab use kuch karne ke liye kaha jaa raha ho " Alok ke samjhate hi urvashi ki ankhon mein ansu bhar aya. Shruti uske sath hi khadi thi isliye use console karne ke liye use samjhane ki kosish karne lagi.

" Mrs khandelwal, aap please shant ho jaiye.. you are a doctor... aap janti hai ki patient ke bare mein ache se batana hi hum Doctors ka kaam hai.. I can understand aaruhi is not well but that doesn't mean she will not be " alok ne bhi urvashi ko pareshan dekhte hue kaha.

" But doctor how is it possible? My aaruhi ... " urvashi bolte hue apne emotions ko kabu karne lagi.. " use kaise ye problem ho sakti hai.. jabki na to hamare family mein kisi ko kisi tarah ka depression hai aur na hi aaruhi ne kabhi aise symptoms present kiye.. kuch dino ke liye ghar se dur jane ke baad pata chal raha hai use itni rare disease hai, how is it possible? " urvashi ne apni baat kisi tarah apne emotions ko control karte hue kahi.

" i can completely understand Miss khandelwal, main apko abhi ye nahi bata sakta ki aaruhi ko kabse is problem ka start hua but han the more i examine her the more i can get my and yours answer but ek baat aap bhi janti hai ki hume kisi bhi tarah ki bimari tabhi hoti hai jab uske piche koi genuine reason ho.. Aap khud ek neuro-surgeon hai.. I know apke sath bhi kayi case aise atte honge.. But be assured, hum aaruhi ke liye best se best treament karenge.. you just have to believe in Aaruhi.. " alok jitna samjha sakta tha utna samjhaya.

" i will take care of her.. main use ghar le jaungi.. vo mere sath rahegi tabhi theek rahegi " urvashi ne man hi man faisla lene ke baad kaha.

" No.. you can't " is baar ko shruti bolna chahti thi lekin nahi bol payi par alok ne uska kaam asan kar diya.

" why ? why i can't ? " urvashi ne alok ki taraf dekhte hue use pucha mano keh rahi ho ki vo kaun hota hai na bolne wala.

" pure discussion mein aaruhi ne sirf ek hi dafa khud se response kiya aur vo tab jab mene use kaha ki use ghar jana chahie.. you heard it.. right "

" Nahi.. uske kehne se kya hota hai.. vo to khud bimar hai.. main use le jaungi.. samne rahegi to jaldi theek hogi.. meri beti itni dur hai mujhse.. kaun dhayan rakhega uska.. " urvashi thodi loud hokar boli.

" Mrs Khandelwal, try to understand... Hume aaruhi ko is situation se nikalna hai usko usme involve hone nahi dena. Agar aap use lekar gayi to you never know vo kya kar baithe. Hume aisa koi kadam nahi uthana jise uska nuksan ho. If she wants to stay let her, keep an eye on her.. but let her stay. Hum uski maan kar aur na mante hue bhi use theek kar sakte hain, i hope you are getting my point " alok ki baat sun urvashi ek pal sochti rahi, vo janti thi ki alok sahi keh raha hai. Par vo apni beti ko chhodna nahi chahti thi lekin janti thi ki aaruhi ke pas best option sirf yahi hai.

" ab next ? " urvashi ne ansu hatate hue pucha.

" I am giving her some medicine.. bas ye dhayan rakhna hai ki vo time par leti rahe "

" main dhayan rakhungi... " shruti fauran boli " And aunty aap bilkul chinta mat kijeye, hum aaruhi ko ek dum theek karke hi ghar bhejenge ab.. " shruti ne urvashi ki taraf confidence mein kaha to urvashi ne bhi use ek maa ki nazar se hi pyar diya, ankhon hi ankhon mein.

" good.. to ye kuch medicines hai jo aaruhi ko leni hai " alok medicine ka naam likh raha tha.

" doctor uncle.. mera ek sawal tha " shruti boli.

" hm.. " alok ka dhayan medicine likhne mein tha.

" apne kaha ki is bimari mein insan wahi karta hai jo use kaha jata hai.. yani ki aaruhi jo bhi karti ayi hai vo use kisi ne kaha tha karne ko? agar ha to kisne? " shruti ka ye sawal sun kar sabhi ke kaan khade ho gaye.

" i know.. ye sawal mere man mein bhi hai.. Ki kaun ho sakta hai jo use aisa karwa raha hai.. lekin first day agar main aaruhi se itne question karta to uske brain memory ko dilute hone ka khatra badh jata, we have to take every step very carefully, this is a very typical case.. Main aap sabhi ko bas yahi batana chahta hun.. Aaruhi is living dangerously " alok ne medicine ka parcha shruti ki taraf badhaya. Ek pal ke liye shruti, urvashi aur nandini ghabra sa gaye the. Par baat wahi thi ki ilaz aur intezar ke alawa unke pas abhi kuch aur nahi tha.

" Shruti.. aaruhi ko room se le aao.. Jo medicine boli hai vo de dena.. uske baad aaruhi ko nind ayegi.. jab vo uthegi to mostly use kuch yaad nahi rahega sivai kuch bits and pieces ke. Aur dawaiyan kaise deni hai vo tumhari jimmewari hai " alok ne kaha to shruti ne han mein sar hila diya aur aaruhi ko us kamre se bahar le ayi.

" execuse me.. mujhe ek call karni hai " alok kamre mein chala gaya.

Urvashi aaruhi ko yun dekh khud ke ansu ko rok nahi payi. Usne apni nazar chupai aur ek taraf ko chali gayi " sorry " Vo aaruhi ko is tarah bina kisi sense ke dekh nahi paa rahi thi. Kuch der pehle usne apni beti ko hansti hui dekha tha aur ab use aise dekh apne emotions ko rok nahi paa rahi thi.

" Shruti tum aaruhi aur Mrs Khandelwal ko bahar lekar chalo, main Doctor alok se kuch baat karke ayi " shruti ne nandini ke baat par hami bhari aur urvashi ko bula kar wahan se bahar le gayi. Nandini shruti,urvashi aur aaruhi ke bahar jattte hi alok ke pas us kamre mein pahunch gayi. Andar ate hue usne darwaje ko band kiya. Alok table ke sahare khada apne phone par message kar raha tha. Nandini ko dekh usne phone wahin rakh diya. Nandini alok ko dekh muskurai aur alok bhi jiske baad usne nandini ka hath pakda aur apni aur khinch kar apne jism se chipka liya.

" apka kaam to humne kar diya ab hamari fees... " alok ne nandini ke chehre par hath ferte hue uski jhulfon mein dala aur uska chehra apne aur najdeek kar liya.
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
मुझे ताज्जुब होता है कि कैसे लड़के एकाध माले से ही नीचे गिर कर मर जाते हैं जबकि लड़कियां चार पांच माले से गिरकर भी अपनी कुर्ती सलवार झाड़ते हुए उठ खड़ी होती हैं । :D
शादी के पहले लड़कियों को वैसे भी ज्यादा शारीरिक परेशानी नहीं होती । हां.... शादी के बाद बाकी बिमारी की बात तो अलग है , उनके नाखूनों और बालों तक में दर्द शुरू होने लगता है । :D

यहां भी सुरज भाई साहब चौथे माले से गिरकर स्वर्ग सिधार गए । उनकी खोपड़ी तरबूज की तरह फट फटा गई और यहां हमारी नायिका आरूहि तीन माले से गिरकर भली चंगी ही रही । बस , कुछ घंटे तक अचेतावस्था में ही रही । कोई हड्डी वगैरह नहीं टूटी । शरीर पर कोई जख्मों का नामोनिशान तक नहीं लगा ।

खैर , आखिरकार श्रुति ने विशाल और रचना की मदद से उसे वहां से सुरक्षित निकाल ही लिया ।
और जैसा कि हम बार बार कह रहे थे कि उसे डॉक्टर की सख्त जरूरत है , उसे डॉक्टर के पास ले जाया गया । और डाक्टर ने वही कहा जो हम भी कहते आ रहे हैं । वो बीमार है । वो Catatonic Schizophrenia नामक रोग से ग्रस्त है ।

शायद इसे हिंदी में विखंडित मानसिकता कहा जाता है । इसका अर्थ है " मन का टूटना " । यह बिमारी सिर्फ एक प्रतिशत लोगों में ही पाया जाता है । इसमें रोगी के विचार , व्यवहार , संवेग में असामान्य बदलाव आ जाते हैं । और इसी कारण से वह कुछ समय के लिए अपनी जिम्मेदारियां तथा अपनी देखभाल करने में असमर्थ हो जाता है ।

और जैसा व्यवहार अभी तक हमने आरूहि को करते देखा , उससे तो यही लगता है कि वो इसी बिमारी से पीड़ित है ।

बहुत ही बेहतरीन अपडेट हर्षित भाई ।
यह अपडेट भी वैसा ही था जैसा कि अमूमन आपके प्रत्येक अपडेट में होता है । सारी घटनाएं चलचित्र की तरह आंखों के सामने दृष्टिगोचर होने लगती है । और रोमांच का तो कहना ही क्या !
आउटस्टैंडिंग एंड ब्रिलिएंट अपडेट ।
Abhi ek sleight doubt mein ho aap... I know kyun ho.. Waise to likha hua hai ki aaruhi ko chot nahi lgi hai lekin fir bhi apko doubt hai jo mene jaan kar nahi likha vo apko aage clear ho jayega :D
Apne bahut jada research bhi kar liya bhai.. naam dekh kar.. wakai pasand aya mujhe.. mere jaisa reader hota to main kehta aage khud pata chalega leki apne to uska matlab tak khoj nikala wahh... :adore: Thank you so much bhai keep reading :hug: dost:
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )
9,380
39,528
218
सब कुछ सही सही जा रहा था । डॉ का चेकअप करना.... आरूहि और डॉ के बीच की बातें.... डॉ का आरूहि की बिमारी पकड़ में आना... डॉ का आरूहि की माॅम , टीचर नंदिनी और श्रुति को समझाना....सब कुछ वैसा ही हुआ था जैसे डाक्टर और पेशेंट एवं उसके रिश्तेदारों के बीच होता है लेकिन ,

जो लास्ट पैराग्राफ में हुआ उससे फिर से भ्रम की स्थिति पैदा हो गई है । डॉ और नंदिनी का रिश्ता एवं डॉ की बातें जो उसने नंदिनी से कही थी ।
वो चीजें नेचुरल भी हो सकती है । नंदिनी के कहने पर ही डॉक्टर ने आरूहि का ट्रीटमेंट शुरू किया था । और यदि दोनों लव बर्डस है तो डॉक्टर फीस के बदले नंदिनी से कुछ हसीन पलों का डिमांड कर ही सकता है ।
और वो चीजें अन नेचुरल भी हो सकती है । कोई राज भी हो सकता है । डॉ और नंदिनी की मिली भगत भी हो सकती है आरूहि या उसके फेमिली के खिलाफ ।

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
सौ में सौ नम्बर मार्क्स पाने वाली स्टोरी है यह ।

ब्रिलियंट अपडेट ।
एक बार फिर से जगमग जगमग ।
 
Last edited:

DARK WOLFKING

Supreme
15,545
31,865
244
rachna kapde lane gaye par kapde to shruti ke paas the to usko kisne kaha tha kapde lane ko .
aur jab wo kamre me gayi to darwaja band ho gaya aur wo nikli sidha mess me .

kahi us hostel me koi gadbad to nahi .

waise aaruhi ko kuch nahi hua ye bahut chaukanewali baat hai .
aur subah subah ekdam fresh ho gayi aaruhi jaise kuch hua hi na ho ,sirf sar dard kar raha tha uska .

suraj ki maut ki baat pata chal gayi teeno ko gagan se aur sabne apna plan change kar diya ,aaruhi ko rachna ke ghar le gaye aur vishal gagan hostel chale gaye .

doctor ne dekh liya aaruhi ko aur uske mutabik usko bimari hai 🤣🤣🤣.
par is bimari me hota hai kya ye abhi pata nahi .
shruti waise hai bahut daringbaaz jo har musibat me bhi sahi faisla leti hai warna aaruhi ki waise halat dekhkar koi bhi usko chhodke bhag jata aur baadme suraj ki maut ki khabar bhi sun li .

agar aaruhi ko bimari hai par rachna ke saath jo hua wo kuch alag hi hai .
aur ye aaruhi ki body safed kaise ho rahi thi ye bhi koi rahasya hai .
 

DARK WOLFKING

Supreme
15,545
31,865
244
to kya baat huyi aaruhi ke saath ye sabne suni .
aaruhi yahi rehna chahti hai aur kisiko ghar jaane bhi nahi dena chahti iska kya matlab ho sakta hai .
aur usne apne saheli ka naam ravina megha aur kalpana bataya jabki aisi koi ladki hai hi nahi uske list me hostel me ,aur sabse jyada shruti ka naam bhi nahi liya .

ab ye yahi rehkar uska ilaaj karana chahte hai par shruti ka sawal bhi sahi tha ki usko kaun order de raha hai jo maankar aaruhi karti hai .

aur ye last me nandini aur doctor ki baate aisa lagta hai nandini koi bada game khel rahi hai .
doctor ko jhooth bolne ko kehne ke pichhe kya uddeshya hai nandini ka .
kya koi bimari hai hi nahi aaruhi ko ,doctor ne jo kaha wo nandini ka plan tha shayad aage pata chal jaaye .
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Update ~~ 62

" apka kaam to humne kar diya ab hamari fees... " alok ne nandini ke chehre par hath ferte hue uski jhulfon mein dala aur uska chehra apne aur najdeek kar liya.

" to mene kab kaha ki main apko fees nahi dungi... lekin abhi nahi.. abhi bahar sab mera bahar intezar kar rahe hain... " nandini ne khud ko chhudwane ki jhuthi kosish karte hue kaha.

" intezar karte hai to karte rahe lekin ab aur intezar nahi hoga... Tumhe tumhari fees to abhi hi bharni hogi.. " Alok ne apne honth nandini ki gardan par rahe aur unhe uppar tak ferta hua chala gaya. Nandini uski pakad mein chir-mirati hui reh gayi aur rokne ki juthi kosish karti rahi. Lekin na to alok rukne ke mood mein tha aur na hi vo nandini ki baton ko sun raha tha. Usne apne honth se nandini ke gaal uske honth ache se chuse, uski gardan chumi, sarri ka pallu hata kar uski blouse ko chatiyun se hatate hue wahan chuma jisme uska uppar wala huk tak tut gaya. Chuste hue jeebh se chatte hue jab usne dant mara to nandini uff kare bina na reh saki.

" dhire... aahhh abhi jan..aa.. bhi hai.. " karmash bhari awaz mein nandini tadpi par alok ne reham nahi kiya. Usne apne honth uppar kiye aur nandini ke balon ko kas kar pakadte hue uske honth chusne laga. Dono chumban mein jaise lock ho gaye, alok ne chumte hue dusre hath ko nandini ke chutadon par rakha aur unhe kas-kas kar sarre ke uppar se dabane laga. Nandini na chahte hue bhi apna honth hata kar sisak nahi sakti thi. Vo sirf alok ke dwara pisse jane par apni fees hi ada kar sakti thi. Nandini ka pet alok ki pent ke uppar se uska akda hua lund chub raha tha jise uske andar ki nami aur badti hui mehsus hoti jaa rahi thi. Alok janta tha ki samay kam hai warna vo nandini ke honton ko sukha dene ke mood mein tha. Vo nandini se alag hua to use laga jaise alok chhod dega lekin uska sochna tab galat sabit hua jab nandini ko usne apni jagah se replace kiya aur usko ulta ghuma diya. Ab nandini table par hath rakh kar ulti khadi thi aur alok uske piche tha.

" alok.. jada time nahi hai.. abhi nahi.. main baad mein milti hun na.. aaahh... " nandini ke baal khinche to vo dard mein thodi unchi awaz mein chillai. Alok ne itni der mein nandini ki sarree aur uska petichot piche se uthaya aur uski penty khinchi jiske uske nakhun nandini ki gori chutadon par kharoch maar gayi. Alok ne uski lal penty niche gira diya jo uske peron mein padi thi. Muh se ungli par thukte hue usne wo ungli piche se nandini ki chut mein daal di. " aaah uhmmm... " nandini ki ankhein band ho gayi, Alok ne char se panch baar ungli andar bahar ki aur fir apni jeans ka button khol kar niche karke apna lund bahar nikala aur jo ras uski ungli par laga tha vo lund ke supade par laga kar use chut par rakh kar dhakka de diya. Lund adha andar aur nandini ki siski bahar " aahhhhhhh... " jiske baad alok ne uski kamar pakadi aur agle dhakke ke sath lund andar ghusa diya aur fir dhakke lagane shuru kar diye jiske sath table par rakhi jitni bhi chizen thi sabhi awaz karne lagi jisme mix ho chuki thi nandini ki siskiyan.

" aahahhhhh alok.. aaahahhhhh jaldi... aaahhhhh .... " nandini ki ankhein band ki. Alon ne uska sar pakda aur use table par laga diya jiski wajah se uski chudatein thodi uppar uth gayi aur alok ko apne lund par badti gharshad aur maza dene lagi. Usne uska sar yun hi dabaye rakha aur apni kamar aage piche karta gaya. Nandini ki chut puri tarah se apna ras chhod rahi thi jo alok ko aur madad kar raha tha. Dhakkon ki raftar ke sath nandini ki sidiyan badne lagi. " aaahhhh aaahhhhh aahhhhh ahhhhhhhhh... " nandini ki ungli akad chuki thi. Uska chehra lal ho chuka tha vo kabhi bhi kisi pal jhad sakti thi isliye use aur bhi jada maza aa raha tha. Aur jab kuch dhakke alok ke aaur pade to uski ankh khul gayi aur sharir akadne sa laga jiske sath uski chut ne uska ras nikalne laga aur vo jhadne lagi. Alok ke bhi ab bardasht ke bahar tha use jo maze mil rahe the vo usko aur rok nahi sakta tha. Usne sar chhod nandini ke dono kandho ko pakda aur akhri ke kuch jhatke itni zor se diye ki nandini puri tarah hil gayi aur thap-thap ki awaz ke sath alok ke muh se siski nikli " aaahhhh-hhhhh " jiske sath hi lund se nikalti pichkari ka ras usne nandini ki chut mein hi chhodna shuru kar diya. Aur ek pal tak apne lund se puri pichkari marne ke baad vo nandini ke uppar hi gir gaya.

" Kya hua bhaiya aur kitni der lagegi? " shruti ne driver se pucha jo gaddi ka bonut khol kar usme pani daal raha tha.

" 10 minute aur madam.. " driver ki baat sun shruti badbdai par use jada kuch nahi kar sakti thi. Usne aaruhi aur urvashi ki taraf dekha jahan urvashi ne aaruhi ke sar ko apne kandhe ke uppar rakha hua tha aur uske sar ko sehla rahi thi. Ye dekhte-dekhte shruti ko fauran yaad aya, " aunty.. main abhi ayi " shruti ki awaz sun urvashi ne uski taraf nazar ki.

" kya hua beta? "

" vo mujhe Dr. se kuch puchna tha, achanak yaad aya, apko akar batati hun aur Miss bhi nahi ayi hai to unse puch lungi ki vo hamare sath ayegi ya nahi, main bas ayi. Shruti jo bahar hi khadi thi jate jate driver se bol kar gayi ki jaldi karo aur fir farmhouse ki taraf badhi.

Alok jeans ka button band kar raha tha aur nandini apni sarre niche gira kar apne baal theek karne mein vyast thi. " aisa koi hissab vasulta hai apna.. bhare baithe the ek dum.. " nandini ne bahut tezi se apne baal sahi kar ke bandh liye the. Jiske baad usne apni sarre aur blouse ko theek kiya jiska ek huk tut chuka tha.

" Mene pehle hi kaha tha, ki main apni chiz ko ache se vasulunga... " alok bolta hua table ke us taraf rakhi apni kursi par jaa baitha aur nandini apna chehra mirror mein dekh sahi karne lagi jispar kajal felh gaya tha jo chudne ki wajah se pani nikalne par baha tha. " waise tum is ladki par itni meharban kaise ho gayi? jahan tak jis nandini ko main janta tha vo to.. " alok bas itna hi bol paya ki nandini ne uske puche gaye sawal ka jawab dena shuru kar dia.

" Nahi karti to itni achi naukri hath se chali jati.. Vo ladki aur uski roomate dono ne kuch dino se paglon wali baatein karke mera dimag kharab kar diya tha. Us din library mein jab mene tumhe phone kiya tha tab vo aaruhi ko lekar na jane kya plan bana rahe the. Mene to tabhi soch liya tha ki is baat ka the end karna hoga warna college mein kisi bhi Faculty/Director ya truties ko pata chala to khud to jayenge hi meri job bhi chali jayegi isliye mene tumhe chuna kyun ki main janti hun ki tum hi isi kaam ko ache se kar sakte ho " nandini ne chehra theek kiya aur apni chatiyun ko blouse ke uppar se adjust karne lagi.

" hmm.. to fir ab hum dubara kab mil rahe hain " Alok ne muskurate hue kaha. Nandini ne uski taraf ghura.

" don't .. aisi hope bhi mat karna.. This is just one time... Tumne mere liye us time jo kara tha mene aaj uska hissab naki kar diya "

" waoo.. you are so cheat. ... " alok bas itna hi bol paya.

" hamari deal hui thi alok ki tum aaruhi ke bare mein sabko dara doge taki sab afwaon se dur rahe aur aaruhi ko jo sach mein psychological problem hai uspar hi focus rakhe jo tumne kiya aur jiske liye tumne mujhse kaha ki jo udhar mere uppar hai tumhara vo utar jayega aur wahi tumhari fees hogi aur main janti thi ki tum mera liya hua udhar kaise utaroge, so its over.. Jo tumne mere liye kiya tha uska ehsan aaj mene utar diya hai so.. " nandini itna hi bol payi ki use kisi ke ane ki ahat hui " lagta hai koi aa raha hai.. we will talk later but ha.. don't expect anything else.. " muskurati hui nandini kamre se bahar nikli jisme usne vo suna jo alok ne piche se kaha.

" i don't give up ... " muskurate hue vo ek pal ke liye kursi pe piche hua aur fir uth kar wahin piche bani sidiyun par chadta hua uppar chala gaya.

" Shruti tum .. idhar .. fir se.. kya hua.. " bahar nikalte hi shruti ko atte dekh nandini boli.

" vo actually miss mujhe kuch puchna tha dr se "

" kya? " shruti ko puri baat bolne ka mauka hi nahi diya nandini ne.

" vo mujhe unhi se puchna hai.. punch lungi fir apko bata dungi.. waise main apse bhi puchne ayi thi "

" mujhse kya? "

" ki aap hamare sath chalengi ya fir khud ayengi? " shruti ko kuch ajeeb sa lag raha tha par uska dhayan nahi tha.

" nahi.. i mean yes offcourse, main aaj subah direct yahin aa gayi thi, abhi college jana hai.. "

" theek hai to aap chaliye main ati hun.. " shruti itna bol kar uske baju se nikal kar room ke andar jane ko hi thi ki nandini ne fir toka.

" sath chalenge.. main bahar hi khadi hun.. " nandini ki baat sun shruti ne bas 'ok' kaha aur kamre ka darwaja khol andar ghus gayi. Usko andar ghuste dekh nandini ne lambi sans bhari aur fir bahar ki taraf chal padi.

Kamre ke andar pahunch kar shruti ne dekha ki andar to koi nahi tha. " Dr uncle.. " usne ek dafa awaz bhi lagai par koi nahi aya. " kahan chale gaye, miss to abhi kuch der pehle hi ayi thi bahar, itni jaldi kahan chale gaye.. Dr uncle.. " shruti ne ek awaz aur lagai aur ek kadam aur age badi jahan par pendulam rakha tha usko dekhne ki lalsa mein. Abhi vo use touch karti use pehle uske peron mein kuch fansa, usne nazre niche jhukai to wahan padi chiz ko dekhne lagi aur fir jhuk kar jab use dhayan se dekha to uske hosh ud gaye. Zameen par nandini ki utari hui lal penty padi thi jo vo pehnna hi bhool gayi thi. Shruti ne penty ek kone se pakad kar uthai aur use dekhne lagi " penty yahan... ek mard ke ghar mein... vo penty pehte hai... nahi nahi unki gf ya wife hogi.. " vo sochte hue use wahin chhodne wali thi ki tabhi use yaad aya ki aaj nandini ne bhi laal pehna hai, sarre blouse aur aksar aurtein andar ka saman bhi matching hi dalti hai. Aur to aur miss itni der tak unhi ke sath unhi ke kamre mein thi. " yani miss nandini aur dr. kamre mein... chud.. " bolte hue vo ruki. " aisa socha na thaa.. Miss.. aap to ek number ki chalu aurat nikli... iske bare mein bhi ab pata karna hi padega.. " shruti ne penty ko apni pocket mein thusa aur table par rakhe Dr alok ke business card ko utha kar kamre se bahar nikal gayi.

Bahar nikalte hi nandini ne toka tab shruti ka dhayan nandini par gaya jo bahar nikalte hi ek jagah khadi thi " ho gayi baat? "

" ohh... dara diya apne to... " shruti ne dar ki acting karte hue kaha aur chal padi jiske sath nandini bhi chal di.

" to fir.. kya baat hui? " nandini ne fir pucha.

" bas.. yahi ki if agar aaruhi ne dawai lene se mana kiya to use khane mein daal kar de sakte hai ya fir chai mein mila kar "

" acha... ye puchna tha? " nandini ne hairaini se uski taraf dekhte hue pucha.

" han.. kyun kuch aur puchna tha kya.. " shruti ne nandini ki taraf dekhte hue pucha.

" nahi.. i mean ye bhi achi chiz thi puchne ke liye aksar aise trauma mein patient dawai nahi lete "

" apko bahut knowledge hai.. " shruti ne bola to nandini ghurne lagi " matlab That's very great and helpful Miss.. " shruti ko ek dum dhayan aya ki vo uski teacher hai aur use koi shaq bilkul nahi hona chahie.

" Hmm tum log meri jimmewari ho.. aur main apna kaam nahi bhool sakti.. " nandini ne shruti se nazar hatai aur samne kar li jahan par kuch hi duri par taxi khadi thi lekin ab shruti ki nazar nandini par hi thi vo uske haav bhav ko gaur se dekhne lagi jisme usne sabse pehli chiz pakdi, kandhon par hathon ke nishan... bikhre baalon ko samet ke kaise jaldi mein sahi kiya gaya tha.. honton ki utri hui lipstick.. ankhon se gayab kajal... aur ant mein chatiyun par jati nazar jahan sarre ke niche blouse ka tuta hua huk... Subah to aisi halat nahi the miss ke jab hum mile the.. yani andar jo khel racha gaya hai uski apni hi kahani thi. Miss ab to pakka sure hun ki apke aur Dr Alok ke bich koi to rishta hai vo bhi koi Gf/Bf wala nahi balki kuch aur warna is tarah ki chudai mein to junon hi jhalak raha hai koi rishta nahi. Sochte hue shruti taxi mein baith gayi, vo piche aaruhi aur urvashi ke sath baithi thi aur aage nandini driver ke bagal wali seat par. Taxi theek ho chuki thi, driver ne gaddi start ki aur vo sabhi college ki taraf rawana ho gaye.

" meri penty wahin table ke pas hi farsh par reh gayi. Jald bazi mein pehnna hi bhool gayi. Hata lena.. Warna tumhari wife ne dekh liya to bahut gadbad ho jayegi " Nandini ne Alok ko message kiya jo alok ne padh liya tha.

" waoo... " alok ne hasne wale smily ke sath reply kiya.

" don't laugh " angry face ke sath nandini ne message kiya.

" don't worry, i'll take care of it " alok ke message par nandini ne reply kiya ' you better be ' aur phone lock kar diya. Yahi vo vajah thi jisko lekar nandini shruti ke andar jane par itna ghabrai thi kyun ki uske jatte hi nandini ko khayal aya tha ki usne penty nahi pehni aur penty kahan hai wo wahin us kamre mein padi hai jab alok ne khinch kar niche utari thi aur yahi vo wajah thi jiske chalte vo shruti se itne sawal kar rahi thi. Nandini ne gehri sans li aur chup chaap sabhi ki tarah baithi rahi jaise piche teeno baithe the shant.

Girls hostel se thodi dur pehle, college ke piche gate par gaddi ruki to sabse pehle nandini gaddi se bahar ayi " Miss khandelwal, kuch urgent kaam hai isliye mujhe abhi hi jana hoga sorry i could not give you more time.. warna apke sath cabin mein kuch baat karti lekin ek urgent meeting ka message aya hai so i have to go.. "

" It's ok Miss Nandini , i can understand.. " urvashi ne bas itna hi kaha.

" thank you.. and shruti.. tum mujhse evening mein milna.. i want to talk something about aaruhi ok ? "

" Ok miss " shruti ne bas itna hi kaha aur nandini bye bolti hui college chali gayi. Uske jane ke baad ek pal tak shruti kuch nahi boli aur urvashi ko aaurhi ke sath hi rehne diya lekin vo janti thi ki aise to baithe nahi rahenge hum.

" aunty "

" I know shruti.. I know.. But i cannot.. " urvashi ki awaz mein emotion ubhar rahe the.

" Aunty don't worry, dr ne kaha hai na ki medicine se aaruhi theek ho jayegi.. and don't worry.. main apko update deti rahungi.. mene apse pehle hi kaha tha.. Ki i will take care of her.. Aaruhi ke alawa college aur hostel mein mera koi apna nahi hai.. " shruti ki baat sun urvashi ne uska hath pakad liya. Use himmat mili aur bhari man se usne aaruhi ko apne se alag kiya. Vo janti thi ki ye har maa-baap ke liye mushkil hai apne bache ko is kadar bimari mein khud se dur rakhna par tha uski bhalai ke liye hi. Aaruhi ko shruti aur urvashi ne taxi se utara aur fir akhri baar ke liye urvashi ne use galle se lagaya aur fir taxi mein jaa baithi.

" main kuch din yahin hu.. koi bhi urgency ho.. just call me.. please you have to take care of her " urvashi ne shruti ka hath thama hua tha.

" i will aunty.. " shruti ke hausle ke baad urvashi wahan se chali gayi aur shruti aaruhi ko lekar hostel ki taraf badhi. Vo abhi hostel ke bahar pahunchi hi thi ki dur se wahan khadi jeep use dikh gayi.

" behenchod ye police yahan kyun ayi... shit... " shruti ne jaise hi police jeep ko dekha use kal raat ka kissa samne aa gaya jo abhi tak uske dimag se nikal gaya tha. Vo hostel ke gate tak pahunch kar bas sidiyan chadh hi rahi thi ki use awaz sunai di jise sunte hi man hi man usne is waqt ko kosa ki abhi hi kyun.

" kahan se aa rahi ho tum... " shruti aaruhi ke sath awaz ki taraf ghumi to wahan warden ke sath ek inspector khada tha.

" vo..warden.. hum.. "

" kamre mein pahuncho abhi ke abhi " warden ka jalad avtar dekh shruti ne man hi man dubara is waqt ko bhar-bhar kar galiya di. Uski ankhein ek dum lal ho rakhi thi jise dekh kar shruti ko hamesha narak ke jalad ki yaad ati thi. " suna nai tune.. kamre mein pahunch mere... aur ise kya hua hai... " warden ne do sawal ek sath thok diye.

" vo warden wahi to "

" chhod wahin bataio.. chal jaa.. udhar.. fir baat karungi tujhse.. aap aiye inspector sahab.. " warden inspector ko lekar bahar ki taraf nikli aur shruti aaruhi ko lekar warden ke kamre ki taraf man hi man vo is waqt ko maa behen ki galiyan de rahi thi. Bas yahi hona baki reh gaya tha, wahan andar ghusne se pehle shruti ki nazar bihari par padi jise sonu ki jagah rakha gaya tha. Vo usi taraf dekh raha tha, shruti ke dekhne par bhi usne nazar nahi hatai aur vo use ghurti hui room ke andar dakhil ho gayi.



SANJU ( V. R. ) DARK WOLFKING Naina nd Everyother reader....
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
सब कुछ सही सही जा रहा था । डॉ का चेकअप करना.... आरूहि और डॉ के बीच की बातें.... डॉ का आरूहि की बिमारी पकड़ में आना... डॉ का आरूहि की माॅम , टीचर नंदिनी और श्रुति को समझाना....सब कुछ वैसा ही हुआ था जैसे डाक्टर और पेशेंट एवं उसके रिश्तेदारों के बीच होता है लेकिन ,

जो लास्ट पैराग्राफ में हुआ उससे फिर से भ्रम की स्थिति पैदा हो गई है । डॉ और नंदिनी का रिश्ता एवं डॉ की बातें जो उसने नंदिनी से कही थी ।
वो चीजें नेचुरल भी हो सकती है । नंदिनी के कहने पर ही डॉक्टर ने आरूहि का ट्रीटमेंट शुरू किया था । और यदि दोनों लव बर्डस है तो डॉक्टर फीस के बदले नंदिनी से कुछ हसीन पलों का डिमांड कर ही सकता है ।
और वो चीजें अन नेचुरल भी हो सकती है । कोई राज भी हो सकता है । डॉ और नंदिनी की मिली भगत भी हो सकती है आरूहि या उसके फेमिली के खिलाफ ।

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
सौ में सौ नम्बर मार्क्स पाने वाली स्टोरी है यह ।

ब्रिलियंट अपडेट ।
एक बार फिर से जगमग जगमग ।

Hahaha.. Bhai sab kuch sahi hi hai sivai.. Insan ke andar chupe sach ke.. Vo to koi nai janta na kab kaise bahar aa jayega.. bas wahi hua ant mein update ke..
Apne bahut se sahi batein isme kahi.. Ki Nandini ke kehne par usne aisa kiya lekin usme thoda sa twist aur sch hai.. vo apke 62 update mein clear ho jayga.

Are bahi.. Ye to apka aur readers ka badappan hai jo aisa mante hai. ki kahani delay hone ke baad bhi... Agar meri likhi hui is fantasy ko apne ye darja diya hai to fantasy likhna safal hua aaj :D Aapka sath bana hai to kahani chal rhai hai.. thank you so much bhai :hug: keep reading :dost:
 
  • Love
Reactions: SANJU ( V. R. )

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
rachna kapde lane gaye par kapde to shruti ke paas the to usko kisne kaha tha kapde lane ko .
aur jab wo kamre me gayi to darwaja band ho gaya aur wo nikli sidha mess me .

kahi us hostel me koi gadbad to nahi .

waise aaruhi ko kuch nahi hua ye bahut chaukanewali baat hai .
aur subah subah ekdam fresh ho gayi aaruhi jaise kuch hua hi na ho ,sirf sar dard kar raha tha uska .

suraj ki maut ki baat pata chal gayi teeno ko gagan se aur sabne apna plan change kar diya ,aaruhi ko rachna ke ghar le gaye aur vishal gagan hostel chale gaye .

doctor ne dekh liya aaruhi ko aur uske mutabik usko bimari hai 🤣🤣🤣.
par is bimari me hota hai kya ye abhi pata nahi .
shruti waise hai bahut daringbaaz jo har musibat me bhi sahi faisla leti hai warna aaruhi ki waise halat dekhkar koi bhi usko chhodke bhag jata aur baadme suraj ki maut ki khabar bhi sun li .

agar aaruhi ko bimari hai par rachna ke saath jo hua wo kuch alag hi hai .
aur ye aaruhi ki body safed kaise ho rahi thi ye bhi koi rahasya hai .
Bhai use shruti ne hi kaha tha kapde lane ko.. update ke starting mein yahi tha.. aur bich mein shruti ne kaha bhi tha ki mene tujhe kapde lne ko kaha tha tu mess mein kya kar rahi hai? Ab ye kya locha hai us jagah par ye to ab apko aage hi pata chalega.. Par locha to hua hai...
Bhai aaruhi ko kuch hoga hi kahan vo giri thodi na thi :D
Ha rakhna to padega hi bhai.. Koi to ek aisa character hona chahie na jo kahani ko sunaye.. aur isme shruti hi hai.. :D Thanks bhai keep reading :hug:
to kya baat huyi aaruhi ke saath ye sabne suni .
aaruhi yahi rehna chahti hai aur kisiko ghar jaane bhi nahi dena chahti iska kya matlab ho sakta hai .
aur usne apne saheli ka naam ravina megha aur kalpana bataya jabki aisi koi ladki hai hi nahi uske list me hostel me ,aur sabse jyada shruti ka naam bhi nahi liya .

ab ye yahi rehkar uska ilaaj karana chahte hai par shruti ka sawal bhi sahi tha ki usko kaun order de raha hai jo maankar aaruhi karti hai .

aur ye last me nandini aur doctor ki baate aisa lagta hai nandini koi bada game khel rahi hai .
doctor ko jhooth bolne ko kehne ke pichhe kya uddeshya hai nandini ka .
kya koi bimari hai hi nahi aaruhi ko ,doctor ne jo kaha wo nandini ka plan tha shayad aage pata chal jaaye .
Aaruhi kyun jana nahi chahti aur kisko jane nahi dena chahti is baat ka matlab to bhai end mein hi malum chalega...
Abhi ke liye filal uspr focus nahi kar sakta.... warna reveal ho jayega end :D par apne sahi pakdi line :D
Aap 62 wa update padoge to apko nandni doctor wale scene ka ek glimpse mil jayega... Thanks bhai keep reading :hug:
 

Death Kiñg

Active Member
1,366
6,932
144
:congrats: harshit1890 saahab for this masterpiece story... Kaafi pehle ye estory padhna shuru kiya tha, I think last year June mein... Par lagbhag aadhe updates padhne ke baad kuchh busy hone ki wajah se forum se kaafi waqt door raha tha, that's why story se link toot gaya... Khair, abhi dobara padhna shuru kiya hai... It's one of my favourite stories on the forum, so jaldi hi poora padhkar revo deta hoon... Again Thanks for presenting such an excellent story to us :thumbup:
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
:congrats: harshit1890 saahab for this masterpiece story... Kaafi pehle ye estory padhna shuru kiya tha, I think last year June mein... Par lagbhag aadhe updates padhne ke baad kuchh busy hone ki wajah se forum se kaafi waqt door raha tha, that's why story se link toot gaya... Khair, abhi dobara padhna shuru kiya hai... It's one of my favourite stories on the forum, so jaldi hi poora padhkar revo deta hoon... Again Thanks for presenting such an excellent story to us :thumbup:
Vapis aap iss kahani par aye vo acha laga. Main bhi kafi waqt baad hi lauta hu bhai... :redface: Thanks bhai... I hope u will enjoy the story... :dost:
 
Top