• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:
9,471
39,845
218
आरूहि की मोबाइल पर किसी मेघा नामक लड़की का इनकमिंग कॉल ! लेकिन आरूहि तो श्रुति को मेघा नाम से पुकारती थी फिर यह मेघा कहां से आ गई ?
क्या ये वही लड़की है जिसके साथ मिलकर सबको घनचक्कर बनाए हुए है आरूहि ? क्या ये वही लड़की है जिससे छुपकर बातें करती है वो ?
कौन है ये मेघा ?

रचना से भी कुछ नई चीजें पता चली । एक लड़की ने छत से कूद कर अपनी जान दे दी थी और उसके बाद उसके लवर ने भी छत से छलांग लगा दी थी । लेकिन यह नहीं बताया कि उसका लवर जिंदा बचा या मर गया ।
उस भुतिया हास्टल से अनगिनत लड़कियां गायब हो गई और फिर उनके बारे में कोई जानकारी तक नहीं मिली । कहां गई वो लड़कियां ? पुलिस इतनी निकम्मी क्यों बनी रही ?
और वह भुतिया हास्टल रचना के एपार्टमेंट के करीब है । क्या रचना का उस हास्टल से कोई कनेक्शन है ? कहीं वो ही तो मेघा नहीं ?

देखते हैं आखिर इस भुतिया हास्टल ने और क्या क्या जलवे दिखाने है !

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट हर्षित भाई ।
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
are harshit1890 sahab :peep:
Kaha hai aap :peep: sab thik to hai na :peep:
Kaha tha office resume.. salon ne band baja rakhi hai :sweat: But maybe.. i cannot promise agle 10 din mein 7-8 update de dun... Btw i am amazing... :cool: Hope u all doing well too :D
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Update ~~ 53




" shruti... " khamoshi chane ke baad jab uska naam pukara gaya to usne darwaje ki taraf dekha, aaruhi samne khadi thi jo abhi-abhi bahar se ayi thi.

" kya kar rahi hai ... mere phone ke sath " aaruhi ne shruti ko dekhte hue apne phone ki taraf dekha jo usne pakad rakha tha. Shruti ek dum sidhi khadi hui.

" tune abhi mujhe phone milaya tha? " shruti ke sawal par aaruhi use ek pal dekhti rahi.

" tu kya pagal ho gayi hai? ya fir tune koi nasha shuru kar diya hai... mera phone tere hath mein hai.. main bahar se aa rahi hun to main tujhe phone kaise karungi? " aaruhi shruti ke karib atte hue boli. Shruti ko pehle usne kabhi itna confuse nahi dekha tha.

" tu theek hai? " aaruhi ne apna phone lete hue pucha.

" mujhe kya hoga... main to bas puch rahi thi.. aur main kya karungi tere phone ka.. vo to tu nahi thi to socha tujhe bata dun phone karke ki saman le ayi hun par tujhe milaya to tera phone yahin pada tha aur tu gayab thi " shruti apne bistar par aa baithi, uski nazar abhi bhi apne phone ke call logs par thi jispar 'Aaruhi' ki call log mein dikh rahi thi.

" pehli baar tune koi kaam sahi se kiya hai " aaruhi saman check karte hue boli. " tu sun rahi hai? ya fir vishal ke message mein kho gayi " aaruhi ke bolne par shruti ne uski taraf dekha.

" han.. kya.. "

" pakka saman lene gayi thi na? ya kuch de kar bhi ayi hai.. hehe.. " aaruhi ne hanste hue shruti ka mazak banaya lekin shruti ne koi jawab nahi diya na hi uske chehre ki expression change hue.

" tu.. kahan gayi thi? " shruti ne pucha.

" ohoo.. kya baat hai tujhe bada interest aa raha hai ki main kahan thi.. tu kya meri maa ya boyfriend hai jo tujhe bataun pehle ki kahan jaa rahi hu? " shruti ne saman ek taraf rakha aur bistar par aa baithte hue megha ki taraf dekhne lagi.

" main.. to isliye bol rahi thi.. ki tu kamre ko aise hi khulla chhod gayi thi.. tujhe pata hai na.. hostel mein choriyan ho rahi hai.. pata nahi kab kaun si ladki akar saman le jaye .. pata bhi nahi chalega " shruti ke dimag mein abhi bhi phone ki baat chal rahi thi jiski wajah se vo aaruhi ke mazak ko serious le rahi thi.

" to mene kya theka le rakha hai? har chiz ka.. tu jaa sakti hai bahar .. main nahi? " aaruhi ka mood mazak karne ka tha aur vo shruti se usi andaz mein baat kar rahi thi.

" tera hi saman lene gayi thi.. itni jada dikat hai to khud le ati? " shruti unchi awaz mein boli jise sun aaruhi ke chehre par ayi hansi kam ho gayi.

" chilla kyun rahi hai? mazak kar rahi thi mein... kya hua hai tujhe.. vaise to khud chedti rehti hai aaj tujhe cheda to tu aise muh bana rahi hai jaise koi chori karne ka plan bana rahi ho andar hi andar " aaruhi ne jab baat puri ki to shruti ko samajh aya ki vo kaise behave kar rahi hai.

" main sirf isliye keh rahi hun ki hostel mein chori ho rahi hai, warden ka pata nahi kya chori ho gaya jo usne debu ke khilaf complain kara di.. to kuch bhi ho sakta hai siliye thoda to savdhan rehna padega "

" han.. baat sahi hai teri... main abhi mess mein tv dekh rahi thi to kuch ladkiyun ki baat suni.. "

" kya suni? " shruti ka dimag ek dum se phone ki baat ko bhul gaya.

" apas mein baat kar rahi thi.. keh rahi thi ki debu kuch personal saman le gaya hai warden ke kamre se.. "

" personal? " shruti soch mein pad gayi ki personal saman mein chadi baniyan se jada kya personal hoga? Kya iske liye warden ne complain ki? " kuch paise waise churaye kya? " shruti ko laga ki kahin paison ko bhi personal na le liya ho.

" nahi.. paise ki to chori hui nahi.. personal saman yani hostel se related kuch personal saman.. "

" jaise ki? "

" kuch papers aur photos .. aisa kuch bol rahi thi vo dono.. "

" itni choti chiz ke liye complain kar di? " shruti turant boli.

" han wahi to.. mujhe bhi yahi laga ki itni choti chiz ke liye kaun complain krta hai kuch... "

" to tune pucha nahi? "

" janti nahi thi kaun thi dono.. kya puchti.. par unka ye kehna tha ki hostel aur college ke kuch jaruri papers the jo leak nahi hone the.. isliye complain ki.. "

" aise kaun se papers ko sakte hain? " shruti ne sawaliya nazron se pucha.. aaruhi bhi isi sawal ko soch rahi thi. Dono kuch der aise hi sochte rahe.

" ho sakta hai koi... reconstruction kara rahe ho uska design ho... ya papers mein bachon ki information ho jo dusre hostel/pg mein de sake taki bache wahan chale jaye.. " aaruhi ne sochte hue kaha.

" nah.. ye sab to nahi lagta.. " shruti sochne lagi.

" waise to kyun soch rahi hai itna? aur to aur un ladkiyun ko bhi kaise malum hoga sach kya hai? hostel mein kahaniyan to ek dum se banti hai aur har baar samne wale tak jab bhi pahunchti hai to modify ho jati hai.. isliye mujhe nahi lagta ki aisa kuch hua hoga " aaruhi ki baat shruti ko theek lag rahi thi.

" uhmm.. fir bhi chori to hui hai.. hume thoda dhayan rakhna padega.. "

" hamare kamre mein kuch kahan milega..paise to waise bhi drawer mei hote hai aur uski ek chabi tere pas hoti hai aur ek mere pas.. baki saman.... han saman se yaad aya.. " aaruhi ne ek dum se apni baat badli " tu ek baat bata ... tujhe kab se book padne ka shauk ho gaya? " aaruhi ne sawal kiya to shruti jiske dimag mein do batein already running process mein thi usme ek aur add ho gayi.

" book? kaisi book? " shruti ka andaz bhi waisa hi tha.

" kamal ladki hai yar tu.. tune vishal ko kab kitna diya hai ye yaad rehta hai ki lekin apni hi book ke bare mein yaad nahi rehta.... aaj jab tu saman lene gayi thi to main kamra saaf kar rahi thi, usi mein jab tere bistar se mene bag uthaya to.. " aaruhi itna hi boli ki shruti ki ankhon ki putli badi ho gayi aur use fauran apna bag, uske andar ki book yaad aa gayi jo vo wahin bistar par chhod kar gayi thi. Usne fauran bistar par pada takiya hataya aur wahan dekhne par jab use apna bag nahi dikha to vo bistar par ek dum se khadi ho gayi.

" mera bag.. bag.. kahan gaya.. " usne ek hi second mein gadda aur chadar bigad di.

" shruti.. sun.. sun.. " aaruhi use utwala dekh apni jagah se khadi ho gayi. Vo samajh nahi paayi ki shruti ko achanak se kya hua.

" aaruhi mera bag kahan hai... kahan hai mera bag.. " vo gadda puri tarah se hatane lagi lekin aaruhi ne apne bistar se utar kar use fauran rok diya.

" kya kar rahi hai... tu kya ghodi ho gayi hai dimag se... pura kamra saaf kiya tha... kya kar rahi hai ye " aaruhi ne shruti ko piche khinchte hue kaha. Shruti kuch bolti use pehle usne use chup hone ka ishara kar diya " meri puri baat suni nahi shuru ho gayi.. puri baat to sun.. tera bag... almari mein hai... " aaruhi ki baat sunte hi shruti ne ek pal bhi na ganwaya aur almari khol di. Uppar se lekar niche jab nazar dali to niche ke khane mein kapdon ke dher ke sath ek taraf ko bag pada tha. Shruti fauran ghutno ke bal baithi aur usne apna bag khol kar uske andar jhanka aur tab jakar usne rahat ki saans li. Book dekh lene ke baad usne bag band kiya aur apni jagah se jaise hi khadi hokar piche mudi ' aahhh' aaruhi ko ek dum se apne piche khada pakar uske muh se cheekh nikal gayi. Chori jahan hoti hai wahan dar hamesha chehre par hota hai, ye baat shruti ko samajh ayi jab use ye samajh aya ki bag ke utawle pan mein ab jo sawal ke jawab dene padenge vo mehnge padh jayenge. Par use pehle jo baat use chintit kar gayi vo ye ki kya aaruhi ne bag mein se book nikal kar dekh li? Han ya nahi... shruti aaruhi ke chehre par chaye expression ko padhte hue samajhne lagi fir uske dimag ne jawab diya, agar dekh li hoti to is tarah ka bartav to nahi hota? Yani nahi dekhi hogi.. normal hona hi behtar idea hai.

" kya hai.. aise kya dara rahi hai.. hatt.. " aaruhi ko apne kandhe se jhatka dekar baalon ko bandhte hue bistar tak ayi.

" ye sab kya tha.. kuch samjhayegi aap? " aaruhi ki taraf se ye sawal ana hi tha.

" kya kya tha.. bhai.. mera bag hai.. usme mera saman hota hai.. kuch paise bhi the.. aur meri maa tujhe pata nahi hai jitne paise deti hai use jada ek paisa nahi deti... kahin chori ho gaye hote to meri to watt lag jati isliye.. " shruti ko laga uska bahana sahi mara hai. Usne apne diamg ko shukriya kaha jo hamesha aise waqt mein ek dum satik idea deta hai aur vaise bhi aaruhi itne sawal jawab karti nahi vo to maan hi jayegi.

" paise bacha rahi thi ya kuch chupa rahi thi? " par jab aaruhi ne sawal kiya to uske dimag ek dum chaunk gaya. Usne aaruhi ki taraf dekha jo uske samne apne bistar par tangein bistar se latkaye baithi thi.

" kya chupaungi mein.. " juth wali muskan chehre par pasarte hue shruti boli.

" wahi jo tere bag mein hai.. "

" kya.... " shruti ka dil zoron se dhadak utha, use laga ho gaya kaam.. aaruhi ne book dekh li. Ab use kaise manage karna hai uska dimag is soch mein ghumne laga.

" dekha mene.. tere bag mein vo book... " aaruhi ke bolne par shruti kuch nahi boli, uska dimag sochna chahta tha lekin kuch soch nahi paa raha tha. ' fuck.. ab pata nahi kya hoga... ' man hi man bas shruti ke yahi baat thi, use khud par is bevkufi ke chalte gussa aa raha tha. Aaruhi shruti ko ghurte hue uske chehre se sach padna chahti thi, " tune book dekh li? " jab shruti ko laga kuch bolna chahie to uske muh se yahi nikla.

" han.. "

' fuck... ho gaya kaam.. ab pata nahi kya hoga.... ' shruti ko baat repeat kar rahi thi jab use samajh aya ki sach ho gayi to usko ajeeb si bechaini hone lagi lekin tabhi aaruhi bistar par piche hokar baith gayi.

" book ka cover hi dekh payi, ek to itni bhaari aur uppar se jab dekha ki nange punge chitr bane hai to mene wapis tere bag mein daal di.. tu aisi books padti hai? comics wali.. aur vo bhi waisi... " aaruhi ne jab apni baat kahi to shruti ko aisa laga mano use khule vatavaran mein oxygen se bharpur jagah par chhod diya ho. Uske khoon ka prabhav ek dum se kam hua aur vo turant boli.

" tujhe kya malum.. comics mein sex kitna badia hota hai.. tune kabhi anieme porn nahi dekhi kya? chhod main bhi kya puch rahi hun tune kahan dekhi hogi.. jaise anieme porn video mein mein hoti hai usi tarah comics hoti hai.. itni badiya story line hoti hai uppar se extreme level ka sex.. aahh.. maza aa jata hai.. padne mein.. vishal se mang kar layi hun sath mein padenge... maza ayega .. " shruti chekhate hue boli.

" badi hi nahi bahut badi wali haramzadi hai tu.. yahan exam aa rahe hain aur tujhe comics padni hai? seriously ... "

" jab dimag halka hoga tabhi to padai hogi... aur dimag ko halka karne ke liye... badan ko halka karna pdta hai aur jab samne chitr ho to imagination aur jada behtarin hoti hai jiske baad ungli... "

" bas bas bas... mujhe aur nahi sunna.. mujhe padne de ... tu aur teri book tujhe hi achi hai.. mujhe nahi padna.. " aaruhi ne book kholi aur padne lagi. Shruti ne gehri sanss chodi aur ab us book ko kahan tikhane lagana hai jahan aaruhi ya fir kisi ke hath na lage vo sochne lagi.

" waise ye dimag se ghodi ho jane ka matlab kya hota hai " shruti chahti thi ki aaruhi ko book ke bare mein kuch yaad na rahe isliye usne pucha. Aaruhi padai mei leen thi usne jawab dena sahi nahi samjha " bata rahi hai ya tera top faad dun? " shruti janti thi ki ab vo bolegi.

" pata nahi... lekin kalpana didi bolti thi unhi ki wajah se adat padh gayi "

" kalpana didi... wahi jo ab officially tangein khol sakti hai... "

" itni batmizi tune sikhi hai ya bachpan se inbuilt thi? "

" kuch galat thodi kaha mene.. shadi se pehle tangein kholo to randi/bajalan kehlate hai.. aur shadi ki raat kholo to aurtein use chatkare lekar puchti hai.. kaisa laga.. dard hua ki nahi.. maza aya ki nahi.. pati mein jaan hai ki 5 min mein fuss hokar gir gaya.. tab sahi hai? matlab... do chutki sindoor laga kar officially chud lo to kisi ko koi dikkat nahi hoti.. sansar jo badana hota hai... pehle lund lo aur fir usi ched se bache nikalo.. matlab ek ched hai uski bhi puri zindagi maa chudi padi rehti hai.. aahhhh.... " shruti ki baat sun na jane kyun aaruhi ko hansi aa gayi.

" baat teri bhale hi gandi ho.. par kuch hadh tak to theek hai.. hum apne liye kab jeete hain koi puchta hi nahi humse... " aaruhi ne kaha aur vo chup-chaap kuch sochne lagi. Uski baat shruti ko apni kahi baat se bhi jada achi lagi.

Der raat ho chuki thi, aaruhi so gayi thi, mess mein aaj hostel ki sakhti ko lekar chori wali batein hi ho rahi thi. Alag-alag kahaniyan sunne ke baad aaruhi aur shruti ko ye to samajh aa gaya ki sab apne hissab se atkale bana rahe hai. Iske alawa jis baat se sab pareshan the the vo yahi the ki ab debu ki jagah kaun ayega? Aur jo ayega kya vo usi tarah unki madad karega jaise debu karta tha. Sab koi waqt ke sath itna aage badh gaya ki lavanya ki maut hostel mein gum ho chuki thi. Shruti der raat facebook par chatting kar rahi thi, chatting karte time vo ye bhool gayi ki subah ke 5 baj chuke hai. Vo bistar se uthi aur apne akde pade hue sharir ko todte hue pani ki bottle se pani pine lagi. Pani pine ke baad usne aaruhi ki taraf dekha jo gehri nind mein so rahi thi. Ubasi lete hue shruti ne sone ka socha par tabhi uske phone par notification tone ki awaz hui. JIse sunte hi usne phone uthaya aur jab message dekha to usne turant message popup khola. Usne takreeban 1 baje message normal message kiya tha, ' I know who you are' usne ye message karne ke baad intezar kiya tha lekin jab koi revert nahi aya to facebook mein kho gayi. Ab jab revert aya tab use yaad aya par jo usne socha tha revert uske bilkul ulat tha.

' kab milna hai ' shruti ne aisa nahi socha tha ki samne se sidhe use milne ke liye bula lega. Vaise to vo milna chahti thi lekin thoda use janne ke baad hi. Us samay shruti ko kuch samajh nahi aya, usne phone ka cover khol kar usme se SIM nikala aur apne wala SIM laga kar phone on kar diya. Usne nikale SIM ko kagaz mein lapet kar bistar ke niche rakh diya. Jab tak phone restart hua tab tak usne ye soch liya ki aage kaise badna hai.
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
श्रुति और आरूहि दोनों ने लगभग साथ साथ ही कालेज ज्वाइन किया था लेकिन इतने दिनों के बाद भी आरूहि ने श्रुति के अलावा किसी को फ्रैंड नहीं बनाया । शायद श्रुति हास्टल में उसके साथ रूम शेयर नहीं करती तो वो भी फ्रैंड नहीं बनती । लेकिन श्रुति की फ्रैंड सर्किल काफी लम्बी है । कालेज और हास्टल ही नहीं बल्कि कैम्पस के बाहर भी लड़कियां उसकी फ्रैंड हैं । रचना एग्जाम्पल है ।

जैसे लड़के अपने मन ही मन कई तरह की बातें करते हैं वैसे ही लड़कियां भी करती हैं । लेकिन वो सिर्फ मन ही मन में ही रहता है या अपने क्लोज सर्किल में होता है । उनके इन बातों से हमें उनके बारे में कोई गलतफहमी नहीं पाल लेनी चाहिए ।

दोनों लड़कियों के कैरेक्टर की तुलनात्मक अध्ययन करें तो मेरे समझ से आरूहि जैसी लड़कियां रिजर्व टाइप की होती हैं । उन्हें खुद और कुछ खास लोगों से ही मतलब होता है । पर श्रुति जैसी लड़कियां सिर्फ अपनों से ही नहीं बल्कि अपने से जुड़े हुए सभी लोगों से मतलब रखती है । उनके सुख दुःख का ख्याल रखती है ।
श्रुति जैसी लड़कियां शादी के बाद भी अपने ससुराल वालों के साथ साथ अपने मायके वालों के साथ भी किसी न किसी तरह से अटैच रहती है । वो उन्हें काॅल करके , या फेसबुक के जरिए , या ह्वाट्सएप के जरिए या किसी और जरिए उनका हाल चाल लेते रहती है । और ऐसी लड़कियों का सम्मान ससुराल में ही नहीं बल्कि अपने पीहर में भी बहुत होता है । ऐसी ही लोगों को तो सामाजिक कहा जाता है ।

लेकिन आरूहि जैसी लड़कियां जैसा मैंने पहले कहा , सिर्फ अपने पति और बच्चों में ही अपने को व्यस्त कर लेती है । यदि कुछ और कृपा हो गई तो अपने मायके वालों से । और ऐसी लड़कियां कभी भी सामाजिक नहीं होती ।

लड़कियां तब महान बनती है जब वो अपने से कनेक्टेड सभी लोगों के दुःख दर्द में शामिल रहे ।

लेकिन मुझे नहीं पता कि आरूहि बीमार है या उसके साथ कोई षड्यंत्र किया गया है । या वो खुद किसी फिराक में है । लेकिन अगर किसी फिराक में है तो उसके बारे में ऐसा राय बन सकता है ।

इस अपडेट की शुरुआत देबू के लापता और उसके उपर चोरी लगने के इल्जाम से शुरू हुआ ।
देबू भले ही लड़कियों से उनकी अंदरुनी वस्त्र रिश्वत के तौर पर उनके कामों के बदले लेता था और लड़कियां देती भी थी पर उसके ऊपर अभी तक किसी भी लड़की ने अभद्रता का आरोप नहीं लगाया । उसका सेक्सुअल सेटिस्फेक्शन मात्र उनके अंदरुनी वस्त्रों से ही हो जाता था ।
इसलिए मुझे वो गलत नहीं लगा । उसके उपर चोरी का आरोप लगाया गया है पर किस चीज का नहीं पता । वार्डन की गवाही जब सामने आयेगी तब ही कुछ कहा जा सकता है ।

रचना की दी हुई पर्ची समझ में नहीं आया । एक ऐसे नाम की पर्ची जिसके बारे में श्रुति को कुछ नहीं पता था । ये तो स्पष्ट है वो पर्ची आरूहि से ही सम्बन्धित है लेकिन मैटर क्या है , नहीं पता ।

मुझे अभी भी लग रहा है आरूहि एक ऐसी बिमारी से ग्रसित है जिसे पागलपन का पहला स्टेज ही कहा जाता है । ऐसी बिमारियां अनुवांशिक भी होती हैं । पीड़ित व्यक्ति सुनता कुछ है और उसे लगता कुछ और है । जो जो चीज घटित हो रहा है उसके बारे में वास्तविकता से परे , कुछ और ही राय बना लेता है ।

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट हर्षित भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
इस अपडेट का कुछ डायलॉग तो सच में गजब का था ।
Vishleshan kiya hai apne aaruhi aur shruti ka bilkul sateek... sabka nature alaghta hai... Thanks sanju bhai :hug:
First question to yahi hai ki aaruhi apni mom se phone pe baat Kari thi... ispe shaq karne ki Kya wajah ho sakti bhala.. jo wo kamini shruti is kadar ghure jaa rahi thi usko.
?
Second question... rachana ko aisa kya karne ko bol rahi thi shruti? Matlab is update mein jo kagaz ka tukda de rahi thi ushe.. kya link hai aaruhi se? Kya connection hai is case se?

3rd question... aaruhi jab apni undergarment ko pehchan kar kuch bolne wali thi to shruti ne ushe chup rehne ke liye majboor kiya.. chalo ye baat dono ke liye sahi bhi thi...
Lekin room mein shruti kahe baat ko baar baar ghuma rahi thi? harshit1890 sahab ke mutabik agar shruti sachhi dost hai to sach sach bata kyun nahi di ki usine debu ke hath mein de aayi thi apne matlab nikalne ke liye..
Jhuthi shruti aur jhuthi uski dosti :D
Phir bhi harshit1890 sahab us shruti ki hi gun gaan gaye?

social site pe chalo gaali galoj chalte rehte hai.. lekin highway khadi rehke aise koun si achhe ghar se belong karne wali ladki itni gandi gaaliya deti hai?
Jaise shruti de rahi thi :D


yahan gaur talab baat ye hai ki debu ko sabhi dhundh rahe hai, usko leke har taraf charcha ho rahe hai, lekin gaur talab baat ye hai ki debu ka jab kaam hi tamam kar diya gaya hai pichli raat to wo khak milega kisiko :D

Well... Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur dilkash kirdaaro ki bhumika bhi, khaskar masoom aaruhi ki bhumika. :bow:

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
1-2-3 sabhi sawalon ke jawab aage update mein hi hai mein kya hi bataun :D Are sach batane par link judega aur pura sach nahi bata sakti na...
Thanks naina ji :hug:
Bahut hi khubsurat or shandar update Harshit Bhai speechless
Thanks bhai :hug:
agar rachna ke mutabik wo purane wale girls hostel mein manhusiyat ke chalte ladkiya gayab huyi thi ya kisiko maut huyi thi to ye wala hostel bhi manhoos hua na.. yaha bhi to raveena aur lavanya ki maut huyi hai... police ne chan bin bhi ki aur talash bhi... lekin result kuch bhi nahi, na us mamle koi report bahar aayi ho..

Shruti jo soch rahi thi... us hisap se dekhe to kisi kaaran wash ladkiyan waha us bhootiya girls hostel mein jaake gayab hoti rahi... ab baari hai aaruhi ki..
Shayad shruti ki soch ye bhi hai ki gayab hone se pehle ladkiyan shayad aaruhi ki tarah behave karne lag jaati hai... aur ant mein us hostel mein jaake gayab ho jaati hai....

Shruti ki soch vichar aur baaki muddo pe gaur kare to ye bahot bada game khel raha koi andhere mein chupke....
bahot se log isme samil bhi hai, isliye hostel se related koi bhi missing ya murder case solve na huyi hai aaj tak...
1) Waha shayad ek ya usse adhik ladkiyon ko select karte hai bechne ke liye.... phir uske sath ye mati bhram kar dene wala khel khelna chalu kar dete hai, aur ant mein gayab kar dete hai... lavanya shayad us gang ki ek sadashya thi, par kisi galti ke chalte maari gayi.. aur jo target wali ladkiya Bach nikalne ki koshish Karte hai unhe gumnaam maut de dete hai

2) ya phir us college aur hostel ke jariye koi gang bahot bada dhanda chala raha hai, isme bahot log involve hai, lavanya bhi inke group mein thi par kisi galti ke chalte maari gayi.. aur jisko bhi pata chali ye baat un sabhi ladkiyon ko mati bhram karke gayab kar dete hai...

.............................
gaur karne wali baat ye hai ki abhi shruti ki jaan khatre mein hai.... usne bahot.... Matlab bahot galat insaan ko chuni raaz ki baat share karne ke liye....
Rachna pe yun viswash karna, kahi lene ke dene na par jaye ab ushe...

.........................................................

Agar aaruhi bahar thi to shruti ko aaruhi ke mobile se Kisne phone kiya .... koun tha wo... lekin agar tha bhi koi to kaha gaya wo... ya phir waha us room mein secret koi darwaja ya khirdi jaha se nikal gaya ho..

Well shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi...

Let's see what happens next
Kahi shruti hi Shikar na ban jaye

Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
Apne jo anuman lagaya hai vo kahani ka ek hissa banega... kahani usi ke around ghumegi.. ab ye kissa solve hoga ya fir kabhi solve hi nahi hoga.. ye to waqt hi batyega... Thanks naina ji... :hug:
nice update ..ab ye warden ki aisi kya khas cheej chori ho gayi hai jo inspector ko bulana pada usko ..
debu ke room se mila bhi to kya 🤣. ladkiyo ka keemti saaman .
aur kisine bhi usko apna nahi kaha siway aaruhi ke 😁..
apni bra ko sahi se pehchan liya usne ..

aaruhi ko kuch samajh nahi aaya ki shruti kya kehna chahti thi problems ko lekar wo bas apne bra ke baare me soch rahi thi ..
aur ye sach me maa ka phone aaya tha ya kisi aur ka .
manpreet se facebook par baate majedar ki shruti ne jisme ye bhi pata chal gaya ki bf ke saath chudai ka maja le liya hai manpreet ne 😁..

aur ye hostel se bahar jaane ke baare me kuch jyada hi soch rahi hai shruti ,2 chaukidar ho gaye aur ab debu bhi nahi hai kisiko bahar nikalne ke liye .

ye rachna se kaunse naam ki parchi li shruti ne 🤔..
road cross karte waqt kitni hi gaaliya bak di shruti ne jo majedar tha 🤩..
Apne pure update ko hi rakh dia.. kya hi kehna :D Bas padte rahiye bhai.. agar mein likh paya to... :D Thanks bhai :hug:
romanchak update ..shruti ko number diya hai rachna ne aur shayad ye meghnath ka ho sakta hai 🤔..
shruti ko warden par shak ho raha hai kyunki itne kaand hone ke baad bhi kuch badlaw nahi aaya tha hostel me ..
rachna se bahut si jaankari mili jo sach ho sakti hai ya nahi pata nahi ,par ladkiyo ka purane hostel se gayab hona pata chal gaya ..
ab shruti tension me aa gayi jab usko yaad aaya ki aaruhi bhi usi hostel me jaate rehti thi .

aur ye gajab tha ki aaruhi ka phone aaya aur aaruhi bahar thi ,aur jab aaruhi ka phone dhunda shruti ne to usme uska naam megha likha hua paaya ..
ab ye kaise ho gaya ki bina phone chhuye aaruhi ne phone kiya shruti ko 🤔🤔🤔.
Yahi to raaz hai bhai...ki kaise milaya.. abhi bahut kuch hai.. aage janne ko.. thanks bhai :hug:
:congrats: for completed 100 pages :celebconf:

:congrats: for complete 100 page @harshit1890sir

Are wo harshit1890 sahab hai :D

Naam hi yaad nahi raha...hahahaaa

:thanx: to all...
आरूहि की मोबाइल पर किसी मेघा नामक लड़की का इनकमिंग कॉल ! लेकिन आरूहि तो श्रुति को मेघा नाम से पुकारती थी फिर यह मेघा कहां से आ गई ?
क्या ये वही लड़की है जिसके साथ मिलकर सबको घनचक्कर बनाए हुए है आरूहि ? क्या ये वही लड़की है जिससे छुपकर बातें करती है वो ?
कौन है ये मेघा ?

रचना से भी कुछ नई चीजें पता चली । एक लड़की ने छत से कूद कर अपनी जान दे दी थी और उसके बाद उसके लवर ने भी छत से छलांग लगा दी थी । लेकिन यह नहीं बताया कि उसका लवर जिंदा बचा या मर गया ।
उस भुतिया हास्टल से अनगिनत लड़कियां गायब हो गई और फिर उनके बारे में कोई जानकारी तक नहीं मिली । कहां गई वो लड़कियां ? पुलिस इतनी निकम्मी क्यों बनी रही ?
और वह भुतिया हास्टल रचना के एपार्टमेंट के करीब है । क्या रचना का उस हास्टल से कोई कनेक्शन है ? कहीं वो ही तो मेघा नहीं ?

देखते हैं आखिर इस भुतिया हास्टल ने और क्या क्या जलवे दिखाने है !

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट हर्षित भाई ।
Ab aap samjho ki ye megha ka kya connection dikhayela... Abhi ye rehasye adha aya hai pura ana baki hai.. padte jaoo bhai.. agar mein continutiy de paya to romanch badne wala hai kahani mein.... Thanks sanju bhai :hug:
Congratulations for completed 💯 pages harshit1890 bhai.
:thanx:
 

DARK WOLFKING

Supreme
15,534
31,895
244
nice update ...shruti ke paseene chhut gaye jab aaruhi ke mooh se book ki baat suni 🤣..
kisi tarah matter samjha diya book ke baare me ye kehke ki wo porn comics hai .
ab wo shaks direct kaha milna hai ye keh raha hai aur shruti aage ki planning kar rahi hai .
kya wo shaks wakai meghdoot ( naam yaad nahi raha ) hoga ya koi aur 🤔🤔..
shruti ko kya jaanna hai usse milkar 🤔..
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
shruti ko kisi hacker ne phone kiya tha..... aur shruti yahan confused ho rahi thi ki aaruhi agar bahar thi to usne kaise phone kiya....
book cover ke chalte aaj baal baal bachi shruti... warna situation ko handle karna namumkin tha yahan pe,,, kyunki sabse pahle Shaq ki sui usi par jaati ki kahi aaruhi ko follow to nahi kar rahi hai shruti ya phir jasoosi kar rahi ho...
Debu kya churaya ya nahi churaya ye koi badi baat nahi coz uska kissa khatam ho chuka hai....
I think wo important peppers jo chori hone ki baat kar rahi thi aaruhi wo bhutiya girls hostel aur is girls hostel ke atit se jude ho... shayad koi hai jo dono hostels mein anhoni ghatanao ko sabke saamne laana chaahta ho.... ya chaahti ho......

ye message karne wala meghdoot hai shayad..... par usse milke kya ukhad legi shruti....

Khair....... mujhe ek baat samajh mein nahi aa rahi hai ki ye shruti padhne aayi hai ki jasoosi karne :hmm:
Chhodo yaar jo marji kare... mujhe kya.... :D

Hamesha ki tarah likhane ke tarike se ek freshness bani rahi.. Shabdo ke khubsoorat jaal bune hain aapne jiski wajah se padhane ka maja badh jaaye..
shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi...
gaur talab baat ye hai ki Kya message karne wale se Yun achanak milne jana kya sahi hai...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
 
  • Like
Reactions: DARK WOLFKING
Top