• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
Jis kaam ke liye aayi thi haaraman shruti waha library mein, us kaam ko anjaam to nahi de pa rahi hai, ulta rachna sang kaha wo fb, phir wo purane jamane ke sambhog pakriya ke baare mein baatein karne lag gayi.... rachna aur shruti jis tarah ke shadbo ka istemaal kar rahi thi conversation ke waqt.... Lage ki jaise ye dono koi red light area ki chinnar hai.... is mamle mein kam se tharki kirdaar Kajal bhi bhasha ko leke maryada rakhti hai... Lekin ye dono hai ki chii chii :yuck:
well.. well.. well... chalo finally books mil hi gayi... lekin jis tarah se mili hai, us baat par shaq karne lagi shruti.. ushe laga ki un teeno ke atirikt bhi koi aur bhi hai waha library ke andar , shruti shaq ki sui us insaan pe hai jiski wajah se paranormal activities wali book aaruhi ne read ki hogi.... aur shruti ke hisaab se wohi insaan abhi is waqt Library ke kisi room mein chupa baitha hai....
Waise shaq karna wajib bhi hai.... kyunki books jis tarah se mili hai sach mein sochne wali baat hai, aur sabse aham baat wo book shelf bhi ek khas jagah par ajnaane mein book rakhte hi do hissho mein bat kar khul gaya...
Khair....... update akhir mein kuch baatein uljhi huyi thi.....shruti ke hisab se waha library seniors ka hona, phir ye book shelf ka apne ap khul jaana....shruti ka yun library aana raat ko.... lekin ye sab baatein, situation, scenes kahe create ho rahe hai story pe....
kya isse aaruhi thik ho jayegi.... Nahi...
Kya isse aaruhi ke sath kya hua tha flashback mein ye baat saamne aayegi... nahi....
to ye shruti, rachna, vishal aur library ko leke ye episode kahe add hai story mein...

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
 

DARK WOLFKING

Supreme
15,532
31,887
244
majedar aur romanchak update ..rachna ko jo book mili usko wo kamasutra ki book samajh rahi thi 🤣..
shruti aur rachna me bahut gaaliyo ka aadan pradan ho raha tha 🤣..
rachna ko facebook ka kaafi experience hai ,ladko se baate bhi karti hai jisme kuch ladke apne lund ka photo bhi bhejte hai usko 😁..

shruti ko sochna sahi hai ki library me koi to hai ,warna wo book achanak usko pairo ke paas kaise aati ..
aur ab usko gagan ki baate bhi yaad aa gayi jisme gagan ke bataya tha ki senior ka adda hai waha pe ..
shruti ne dimaag lagaya aur wo gupt adde ko dhundne ke liye shelf se saare book ko hatane lagi par kuch nahi mila ..
aur jab sab book ko rakh diya to aakhri ka rakhte waqt shelf 2 bhago me batt gaya .
aisa kya hai us shelf ke pichhe 🤔🤔🤔..
library bhi kisi rahasyamay jagah jaisi hai aisa lagta hai ..
 

Rudrathakur

Active Member
586
3,384
123
Book shelf me hidden darwaja h kya jo us book ko jo shruti ne abhi rkhi aur thoda push hone se wo book shelf 2 bhaago me bant gyi...lgta h ya koi secret room ya kuchh aur h...jo unhe shelf hatane se to nhi mila pr abhi jo ittefaq se shruti ne kiya usse unke aascharya ki koi seema nhi rhi hogi...bahut raaz dafan h aur sayd un raazo se parda yahi se uthna shuru hoga...chliye dekhte h kya hota h aaage kya sach me wohi batein h jo gagan ne shruti aur baki logo ko btai ya aaruhi mentally disturb ho chuki h aur iss sabke pichhe koi shaks h jo ye sb krke kuchh hasil krna chahta h...so waiting for next update brother👏👏👏
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Update ~~ 46

Hostel mein ghor sanata chaya hua tha, jahan kuch der pehle tak kisi kisi kamre ke andar se thodi bahaut awazein aa rahi thi ab sirf bahar chal rahi thodi bahut hawa ka shor tha iske alawa ghup shanti chai hui thi. Debu bra ki strips ko kan mein lagaye adhi nangi halat mein muh khol kar so chuka tha. Aaruhi gehri nind se jaggi, use ek halki awaz sunai dene lagi thi. Kamre mein ghup andhera hone ki wajah se kya ho raha tha ye use ek pal samajh nahi aya par jab awaz nahi ruki to usne awaz ki taraf apni nazar ki aur uth baithi. Kamre ka darwaja dhire dhire khul raha tha aur fir darwaja ek jagah aakar ruk gaya, ek parchai aaruhi ko andar atte hue dikhai di jise dekhte hi aaruhi bol padi " megha itni raat ko kahan se aa rahi hai? " jawab na pakar aaruhi apne bistar se khadi hui, " kahan jaa rahi hai ? " aaruhi khade hote sath hi boli aur nange paun hi darwaje ki taraf ayi jo band pada tha. Aaruhi ne use piche ki taraf khincha aur bahar nikal gayi. Corridor mein chalte hue uske mathe par halki si shikan thi kyun ki jo vo khoj rahi thi vo wahan maujud nahi tha. Aaruhi dhire-dhire corridor paar karke sidiyun tak ayi. Sidiyun ke uppar se hi usne niche ki taraf jhanka. Char manzila niche sirf andhkar hi pasra hua tha. Aaruhi ne railing par hath rakha aur ek-ek paidi utarte hue niche ane lagi. Use kisi chiz ki chinta nahi thi na pakde jane ki na uske baad uske anjam ki.. vo sidiyan utarte hue chauthe malle se tisre, dusre aur ant mein sabse niche pahunch gayi. Niche pahunchne ke baad bhi vo ruki nahi aur hostel ke main darwaje ki aaur badhi. Darwaje tak pahunch kar usne uska handle pakad kar piche ki taraf khincha, pehli baar mein vo khincha par khula nahi, aaruhi ne dubara use khincha is baar uppar se kundi tut gayi aur uske tutne par jab vo zameen par giri to uska shor ek pal ke liye gunj utha par itna kafi tha us insan ki kachi nind todne ke liye jiski ankh abhi hi lagi thi. Debu hadbadata hua utha jiski wajah se uske hath se takra kar saman niche farsh par gir gaya. Awaz sunte hi aaruhi ke bahar jatte kadam ek dum se ruk gaye aur vo us taraf dekhne lagi jis taraf se awaz ayi thi. Debu ek jhatke mein utha tha jiski wajah se use dhayan hi nahi raha ki vo adhi nangi halat mein hi muth marte hue ankhein band karke store room mein bane andar ke kamre mein hi so gaya tha. Pent uski niche thi isliye vo aage badhte hi ladkhda gaya aur samne rakhi dal ki bori par jaa gira aur balance na banne ki wajah se vo aur dal ki bori ke sath niche gira jiske sath plastic ka kuch saman bhi farsh par gir pada. " madarchodd... " zameen par girte hi vo apne lund ko pakad kar dard mein karhaya kyun ki chot girne ki wajah se sidhe lund par hi lagi thi. Uske muh se nikalti gali ki awaz aaruhi ke kano mein padi jise sunne ke baad vo bahar jane ki jagah debu ki taraf chal di.

" fuckk...... " shruti aur rachna ke muh se ek sath yahi nikla. Shelf ke piche ek galyara bana tha jo andhkar mein duba hua tha. Vishal ne shruti ke piche se mobile aage ki taraf kiya to uske ujale se bhi galyare ka andhkar nahi mitta.

" maine kaha tha.. tum dono manne ko tayar nahi the " shruti ne apni baat dauhrai.

" kya ho sakta hi andar... " rachna boli.

" kya nahi kaun hai " shruti ne jawab diya aur ek kadam aage badhi. Dil ki dhadkan to uski bhi tez thi ki pata nahi achanak se kya bahar aa jaye fir bhi vo aage badi.

" shruti .. ruko.. " vishal ne rokna chah lekin vo nahi ruki aur do kadam aage badh kar bilkul us galyare ke dehlaeez par khade hokar andar jhakne lagi. Mobile ki torch to uske pas bhi thi lekin andar koi bhi nahi dikh raha tha.

" jo hoga.. dekha jayega.. " shruti bol kar aage badhi aur andar aa khadi hui. Rachna aur vishal bhi utne hi ghabraye hue the jitni ki shruti sabko laga kuch hoga lekin kuch nahi hua. Shruti ne ek pal khade rehne ke baad piche dekha " tum dono ko invitation dun... " shruti ne dono ko bulaya lekin dono andar jatte use pehle shelf band hone lagi. Usko band hota dekh teeno ki zor se fatti aur vo usi lehaze mein bole bhi.

" shruti... " rachna aur vishal dono ek sath chillaye.

" vishal.. " bas itna bola aur ab vo bahar nikalne ko bhi hoti to nahi nikal pati kyun ki jagah ghusneki bachi nahi thi aur na hi bahar wala koi andar aa sakta tha. Vishal ne ek pal ke liye rokne ki kosish ki lekin vo rok na saka aur dekhte hi dekhte shruti ki nazar se vishal ojha hua aur uski nazar se shruti ojhal ho gayi. " behenchod... aur ban herioine... " shruti lakdi par thap-thapate hue chillai. " vishal.. can you hear me..vishal... bhsodike.. koi to sun lo.. rachna... tujhe aa rahi hai awaz.. abe mar gayi kya.. kuch to bol.. " shruti continous chillati gayi.

" shruti... tum theek to ho na.. shruti... " vishal ne jor-jor se do baar awaz di to rachna ne use fauran chup karaya.

" hum koi playground mein nahi hai vishal.. yun chillaoge to koi sun lega... "

" lekin vo jawab nahi de rahi hai.. aise kaise.. chhod dun use.. dekho ab pakde gaye to theek.. kam se kam is jagah ke bare mein to malum chalna chahie "

" ye ladka ladki ke piche chudwayega.. apni bhi aur meri bhi " rachna man mein boli " vishal.. ruko thoda.. mujhe nahi lagta ki wahan shruti ko koi harm hone wala ha vaise bhi agar awaz aa jaa sakti to is khufia kamre ke fayda kya hota.. " rachna ki baat ko sun kar soch mein padte hue vishal bas shelf ke samne rah takke khada hi raha.

" lagta hai sound proof hai.. awaz bahar jayegi nahi.. dimag laga shruti.. tu to dimag laga kam se kam.. aur dimag kab lagta hai jab dar kam hota hai.. dar ko kam kar.. yahan kuch nahi hai.. kuch gandi batein sochni padegi.. tabhi dar khatam hoga.. apni pehli kiss ke bare mein sochun? nahi nahi.. school ki sochti hun.. ladkon ko class mein muth marte hue jab dekha tha... sports day wale din.. han wo sahi rahega.. aaj bhi vo dono launde mere ek ishare par kuch bhi karne ko tayar rehte hai.. isliye nahi kyun ki vo muth maar rahe the balki isliye kyun ki muth marte hue unhone kis kis ke naam liye the vo sab record hai mere pas... " shruti khud se baat karne mein lagi thi, do wajah thi pehli ki agar use kuch hona hoga to ho jayega aur use dard kam hoga aur agar nahi to ye kiwad khulega aur vo yahan wapis nahi ayegi. Yun khade khud se baat karte hue kuch minute beete the ki tabhi ek awaz uske kano mein padi. Awaz piche se ayi thi jise sunte hi vo mudi kyun ki awaz bahut tez thi isliye use laga ki bilkul piche se hi ayi hai par wahan koi nahi tha.

" welcome to the 'secret world of books ' " awaz thi kisi insan ki lekin itni modify ki hui thi ki electronic machine ke jaise awaz pratit ho rahi thi, aisi awaz usne hollywood ki movies mein suna tha theek wese hi electronic awaz thi isliye awaz ke piche chupe insan ki pehchan bata pana namumkin tha. Shruti kuch nahi boli use laga ki wahan jo koi bhi hai use shayad dekh sakta hai isliye vo chup rahi aur usi ke bolne ka intezar karne lagi.

" Kya chahie? " ek baar fir waisi hi awaz ayi.

" sawal ke jawab " shruti ne kuch soch kar jawab diya.

" kitabon ki duniya mein sawal hi chupe hote hain, tum.. matlab aap kaun se sawal ko khojne ayi ho "

" nice.. " shruti ne behad dhime se apni baat kahi " jo sawal tumne meri saheli ke hal kiye bas wahi mere bhi hal kar do " shruti chalaki se baat nikalwana chahti thi kyun ki use laga ki awaz kisi launde ki hai aur agar vo hume dekh sakta hai to kya pata uski jawani dekh kar hi kuch bol de " vaise is jagah itni garmi kyun hai .. " shruti ne apna top kandhe se niche kiya aur pasine ke uppar funk marne lagi taki kuch thandak mil jaye, par uska aise karne ka asar nahi hua jiska use achamba jarur hua.

" yahan par hum kitab dete hain thandak nahi.. bataiye kaun si kitab chahie apko.. taki hum apko vo de sakein "

" wahi de do.. jo saheli ko di apne meri.. bola to " shruti ne top sahi karte hue wahi sawal kiya.

" kaisi saheli kaun si kitab ki baat kar rahi hai aap " jab shruti ki is baat se bhi kuch nahi mila tab usne dhayan diya ki awaz ki teevrta utni hi hai na kam hui na jada. Yani awaz ek hi jagah se aa rahi thi isliye vo aage badhi, ek kadam, do kadam.. char kadam.. vo jaan kar dhire dhire chal rahi thi ye dekhne ke liye ki kya use vo dekh paa raha hai. Kya pata aage ane par vo use wahin rok de.

" kya aap janti hai.. yahan har kisi ka ana mumkin nahi hai ? "

" nahi.. nahi janti... " shruti ne bebak tarah se jawab diya.

" to jaan lijeye.. yahan har koi nai aa sakta.. aur ek baar aa gaya to vo yahan ke bare mein kisi ko kuch nahi bata sakta "

" acha aisa kya? " shruti galyare ke andar ghuste hue roshni se apne dono taraf dekhne lagi.

" apko yahan ane ki anumati humne de di sirf isliye taki ye jaan sake ki apko is jagah ke bare mein kaise malum hua "

" agar mene nahi bataya to book nahi milegi? " shruti ke jawab par samne se koi awaz nahi ayi " waise bhi agar koi kisi ko batayega nahi to yahan koi kaise? apka to dhanda chaupat ho jayega " shruti jo khoj rahi thi use mil gaya tha. Vo ek jagah dekh rahi thi jahan par deewar par uppar ki taraf ek chota sa speaker laga tha jisme se awaz aa rahi thi. Shruti ne speaker ke sath jati taar ko follow karna shuru kiya aur aage badh nikli.

" book to apko milegi lekin apko us shaks ka naam batana hoga "

" nah.. ek book ke piche main uska naam nahi de sakti.. aur waise agar naam bataya to kya karoge? "

" uske bare mein jankari dena hum avashaykta nahi samjhte "

" cool.. to main bhi nahi dungi.. " follow karte hue jab shruti ko ek jagah akar rukna pada tab use udasi ka samna karna pada. Taar deewar ko bhedte hue andar ghus gayi thi aur uske samne ek deewar thi yani aage jane ka rasta tha hi nahi. Ek baat use yahan akar samajh ayi ki is chote se kamre ke piche koi aur jagah hai jahan vo shaks baitha bol raha hai, vo sure isliye thi kyun ki wahan koi camera nahi laga hua tha aur bina camera dusri location se ye sab karna namumkin tha. Bas ek sawal khaye jaaa raha tha ki vo book kaise dega? Kya koi hidden section hai jiska vo naam batayega? iske alawa agar vo yahan tha to ek dum se gaya kahan? kya yahan koi dusra hidden rasta hai jahan vo baitha hai?

" Ye mat bhulna ki mujhe apke bare mein kuch nahi pata.. jis pal apne yahan kadam rakha tha usi pal apke bare mein sari jankari mene hassil kar li thi "

" superspeed yaar.. acha to batao whats my figure size? " shruti ke is jawab ki shayad use akansha nahi thi

" ji... " us modular awaz se nikalta 'ji' itna funny tha ki shruti muh band karke bina awaz kiye hasne lagi. " hum anuchit sawal ka jawab nahi dete, Shruti "

" fuck.. ise sach mein malum hai.. mujhe laga maze le raha hai " shruti ne man hi man soch.. uski hansi ab band ho gayi thi, thoda sa dar uske man mein baithne laga.. kyun ki vo janti thi ki jo insan itna janta hai vo kuch bhi kar sakta hai " hume itna bhi malum hai ki aap jin dosoton ke sath yani vishal aur rachna jo apka besabri se bahar khade intezar kar rahe hai.. chintit ho rahe hain.. aur agar aap do minute mein bahar nahi gayi to shayad vishal apki chinta mein shor macha kar sabhi ko ikhatta na kar lein, janti ho na uske baad apke sath kya hoga? " shruti ko pasa palatta hua nazar aya, usne socha tha mazak aur chalaki se vo baat nikalwa legi lekin yahan ulta ho raha tha jo usko bilkul gawara nahi lag raha tha.

" aisa nahi ho sakta.. kyun ki usme nuksan tumhara hi hai na.. tum dhanda kahan karoge " shruti use uksa rahi thi, aksar uksane par insan bhadak jaya karta hai aur kya pata uske chalte use kuch mil hi jaye. Ek pal ke liye shanti chai rahi, samne se koi response nahi aya, ek pal to shruti ko bhi laga ki jada to nahi bol gayi.

" main kabhi bhi ek jagah nahi tikta.. mujhe laga ki mera samay yahan khatam ho gaya hai to main yahan nahi milunga.. apke pas sirf 10 second hai.. naam ya fir khali hath.. faisla tumhare pas hai.. 10 second ke baad meri awaz nahi ayegi.. " mauka hath se nikalta hi jaa raha tha, jada sochne ka time nahi tha.

" naam nahi bata sakti ... par jisne bhi bataya hai mujhe jarurat thi isliye bataya.. mujhe vo adhe nange chitr walli kitabon ki tarah kitab chahie.. waisi wali nahi.. balki uske milti julti.. use bhi badia.. " shruti ne ek hi sans mein keh diya. Abhi pallda jisk bhar tha us taraf jhukna jaruri tha.

" agar aap us darwaje ke najdeek nahi hain jahan se andar ayi thi to wahan jakar bina piche mude khadi ho jaye " shruti ko laga ki vo nahi jayegi to bhi kaun se use pata lagne wala tha.. uske dimag mein bahut si batein ghum rahi thi. " der ho rahi hai shruti... time kisi ke liye nahi rukta.. aur use waste karne wala kabhi time wapis nahi laa pata.. " shruti ek dum se chaunk gayi. Kuch der pehle tak sab normal tha lekin bazzi uske hath se is kadar nikal jayegi ye nahi socha tha. Vo usi tarah usi jagah par ja kahdi hui jaise us awaz ne karne ke liye kaha tha. Pal-pal uske dil ki dhadkan badh rahi thi ki ab kya hoga. Ab kya hoga... Ki tabhi ek awaz hui aur shelf wapis khulne laga aur khulte sath hi shruti ko relief mila aur bahar khade vishal aur rachna ko bhi par tabhi agle pal vo wapis band hone lagi.

" bahinchod... "

" behenchod.. band kyun ho raha hai.. " shruti ne khud se bola aur use laga ki speaker se bhi awaz ayi hai.. par jab agle wapis shelf khulne laga to use laga ki vo sirf uska veham tha. Dubara shelf khulte sath hi jaise shruti ko bahar jane ki jagah mili vo nikal gayi. Bahar atte hi rachna aur vishal ki jaan mein jaan ayi.

" behenchod mujhe to laga tha tu gayi... aur uske baad apna future dekh kar hi gand fatt gayi thi.. "

" tum theek to ho na.. "

" han.. main bilkul theek hun.. " rachna ki baat ko ansuna kar vishal ki baat ka jawab dete hue shruti piche ghumi. Shelf dhire-dhire band hone laga tha. " kya hua tha andar? " vishal ne pucha.

" chutiya bana ha vishal... chu... " shruti itni hi boli ki shelf ke band hone se pehle ek moti kitab fisalte hue shelf ke bahar aa nikli aur shelf band ho gaya mano jaise khula hi nahi tha. Teeno ki nazre farsh par padi kitab ke uppar thi jo kuch hadh tak moti thi par chitr uske uppar bhi usi tarah ke bane hue the use jada bhayanak.

Aaruhi store room ke dhale hue darwaje ko khol kar andar ghusi, andar andhera tha lekin andar jo darwaja tha uske niche se roshni aa rahi thi. Aaruhi sidhe usi taraf badhi aur fir wahan pahunch kar usne darwaje ko dhakela jo thoda khol kar ruk gaya kyun ki wajah thi us bori ka gira hona jiski wajah se darwaja ruk raha tha.

" kaun hai.. kaun hai.. " darwaja khulte hi debu chatpataya, use laga Warden madam aa gayi hai, isliye dal ke katte ke sath jitni daal bikhar kar uske uppar giri thi usme se apna chehra utha kar usne samne dekha. Samne aaruhi khadi use hi ghur rahi thi, uske sar uthane ki wajah se daal uske sharir se fisal kar niche girne lagi aur jo daal uske chutadon par padi thi vo bhi fisal kar niche gir gayi. Ek pal debu use aur vo debu ko ghurti rahi jiske baad aaruhi ne apna top utar diya aur uppar se nangi ho gayi. Debu ki ankhein jo ek pal pehle khuli hui thi vo aaruhi ki chatiyun ko dekhte hi fatt gayi, jis lund mein use dard ho raha tha vo akadne laga aur use uska dard aur badh gaya.
 

Rudrathakur

Active Member
586
3,384
123
Are ye to raavan putra Meghnath nikla bhaya.....uska takiya kalam behinchod..sayd kuchh electrical problem aayi hogi jb usne shruti ko bahar nikalne ke liye shelf open ki aur wo khudse bnd ho gyi usi ki jhallahat me uske muh se gaali nikli...waise sayd shruti ne abhi ispr dhyaan nhi diya pr sayd wo jald hi meghnath tk pahuch jaaye agr wo is baat ko pakad le aage kbhi ya abhi bhi....khair shruti ko book to mil gyi h ab wo iska kya krti h koi help milti h ya nhi use isse wo to waqt hi btayega pr shruti ka bnd kamre me bnd insaan se sach ugalwane ke sare tarike fail ho gye....aur akhir me use haar maan kr waps hi aana pda...
Wahin aaruhi ko fir se megha dikhi ya wo uska baham tha pr jis trha se wo debu ke samne bina kpdo ke khadi hui h usse itna to jahir hota h ki wo apne hosh me nhi h ...sayd debu ki bhi akhiri raat ho jaaye ye..aur debu bhi kisi gate pr tanga mil jaaye. Aane wala waqt kya kaand krata h uska intzaar rhega brother.. Nice update
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
Update ~~ 46

. Aaruhi gehri nind se jaggi, use ek halki awaz sunai dene lagi thi. Kamre mein ghup andhera hone ki wajah se kya ho raha tha ye use ek pal samajh nahi aya par jab awaz nahi ruki to usne awaz ki taraf apni nazar ki aur uth baithi. Kamre ka darwaja dhire dhire khul raha tha aur fir darwaja ek jagah aakar ruk gaya, ek parchai aaruhi ko andar atte hue dikhai di jise dekhte hi aaruhi bol padi " megha itni raat ko kahan se aa rahi hai? " jawab na pakar aaruhi apne bistar se khadi hui, " kahan jaa rahi hai ? " aaruhi khade hote sath hi boli aur nange paun hi darwaje ki taraf ayi jo band pada tha.
matlab saaf hai aaruhi darwaje tak pahunchti usse pehle hi room mein dhakil hone wala insaan darwaja ko band kar diya tha.. yaani wo jo parchayi andar aayi thi wo abhi room mein hi thi.. koun hai wo?
Aaruhi ne use piche ki taraf khincha aur bahar nikal gayi. Corridor mein chalte hue uske mathe par halki si shikan thi kyun ki jo vo khoj rahi thi vo wahan maujud nahi tha. Aaruhi dhire-dhire corridor paar karke sidiyun tak ayi. Sidiyun ke uppar se hi usne niche ki taraf jhanka. Char manzila niche sirf andhkar hi pasra hua tha. Aaruhi ne railing par hath rakha aur ek-ek paidi utarte hue niche ane lagi. Use kisi chiz ki chinta nahi thi na pakde jane ki na uske baad uske anjam ki.. vo sidiyan utarte hue chauthe malle se tisre, dusre aur ant mein sabse niche pahunch gayi. Niche pahunchne ke baad bhi vo ruki nahi aur hostel ke main darwaje ki aaur badhi. Darwaje tak pahunch kar usne uska handle pakad kar piche ki taraf khincha, pehli baar mein vo khincha par khula nahi, aaruhi ne dubara use khincha is baar uppar se kundi tut gayi aur uske tutne par jab vo zameen par giri to uska shor ek pal ke liye gunj utha par itna kafi tha us insan ki kachi nind todne ke liye jiski ankh abhi hi lagi thi. Debu hadbadata hua utha jiski wajah se uske hath se takra kar saman niche farsh par gir gaya. Awaz sunte hi aaruhi ke bahar jatte kadam ek dum se ruk gaye aur vo us taraf dekhne lagi jis taraf se awaz ayi thi. Debu ek jhatke mein utha tha jiski wajah se use dhayan hi nahi raha ki vo adhi nangi halat mein hi muth marte hue ankhein band karke store room mein bane andar ke kamre mein hi so gaya tha. Pent uski niche thi isliye vo aage badhte hi ladkhda gaya aur samne rakhi dal ki bori par jaa gira aur balance na banne ki wajah se vo aur dal ki bori ke sath niche gira jiske sath plastic ka kuch saman bhi farsh par gir pada. " madarchodd... " zameen par girte hi vo apne lund ko pakad kar dard mein karhaya kyun ki chot girne ki wajah se sidhe lund par hi lagi thi. Uske muh se nikalti gali ki awaz aaruhi ke kano mein padi jise sunne ke baad vo bahar jane ki jagah debu ki taraf chal di.
Shayad aaruhi abhi normal nahi hai, wo abhi khud ki imagination world mein jee rahi hai.. isliye shayad har raat ki tarah bechari phir se nikal gayi us bhootiya girls hostel ki aurr, lekin us tharki debu daal ki bori pe gir ke aaruhi ko apni aurr akarshit kiya.. aur aaruhi chal padi uski aurr... par kyun... ek samnya si kuch girne ki aawaz ke liye kyun itni dilchaspi jaagi uske mann mein?
" fuckk...... " shruti aur rachna ke muh se ek sath yahi nikla. Shelf ke piche ek galyara bana tha jo andhkar mein duba hua tha. Vishal ne shruti ke piche se mobile aage ki taraf kiya to uske ujale se bhi galyare ka andhkar nahi mitta.

" maine kaha tha.. tum dono manne ko tayar nahi the " shruti ne apni baat dauhrai.

" kya ho sakta hi andar... " rachna boli.

" kya nahi kaun hai " shruti ne jawab diya aur ek kadam aage badhi. Dil ki dhadkan to uski bhi tez thi ki pata nahi achanak se kya bahar aa jaye fir bhi vo aage badi.

" shruti .. ruko.. " vishal ne rokna chah lekin vo nahi ruki aur do kadam aage badh kar bilkul us galyare ke dehlaeez par khade hokar andar jhakne lagi. Mobile ki torch to uske pas bhi thi lekin andar koi bhi nahi dikh raha tha.

" jo hoga.. dekha jayega.. " shruti bol kar aage badhi aur andar aa khadi hui. Rachna aur vishal bhi utne hi ghabraye hue the jitni ki shruti sabko laga kuch hoga lekin kuch nahi hua. Shruti ne ek pal khade rehne ke baad piche dekha " tum dono ko invitation dun... " shruti ne dono ko bulaya lekin dono andar jatte use pehle shelf band hone lagi. Usko band hota dekh teeno ki zor se fatti aur vo usi lehaze mein bole bhi.

" shruti... " rachna aur vishal dono ek sath chillaye.

" vishal.. " bas itna bola aur ab vo bahar nikalne ko bhi hoti to nahi nikal pati kyun ki jagah ghusneki bachi nahi thi aur na hi bahar wala koi andar aa sakta tha. Vishal ne ek pal ke liye rokne ki kosish ki lekin vo rok na saka aur dekhte hi dekhte shruti ki nazar se vishal ojha hua aur uski nazar se shruti ojhal ho gayi. " behenchod... aur ban herioine... " shruti lakdi par thap-thapate hue chillai. " vishal.. can you hear me..vishal... bhsodike.. koi to sun lo.. rachna... tujhe aa rahi hai awaz.. abe mar gayi kya.. kuch to bol.. " shruti continous chillati gayi.

" shruti... tum theek to ho na.. shruti... " vishal ne jor-jor se do baar awaz di to rachna ne use fauran chup karaya.

" hum koi playground mein nahi hai vishal.. yun chillaoge to koi sun lega... "

" lekin vo jawab nahi de rahi hai.. aise kaise.. chhod dun use.. dekho ab pakde gaye to theek.. kam se kam is jagah ke bare mein to malum chalna chahie "

" ye ladka ladki ke piche chudwayega.. apni bhi aur meri bhi " rachna man mein boli " vishal.. ruko thoda.. mujhe nahi lagta ki wahan shruti ko koi harm hone wala ha vaise bhi agar awaz aa jaa sakti to is khufia kamre ke fayda kya hota.. " rachna ki baat ko sun kar soch mein padte hue vishal bas shelf ke samne rah takke khada hi raha.

" lagta hai sound proof hai.. awaz bahar jayegi nahi.. dimag laga shruti.. tu to dimag laga kam se kam.. aur dimag kab lagta hai jab dar kam hota hai.. dar ko kam kar.. yahan kuch nahi hai.. kuch gandi batein sochni padegi.. tabhi dar khatam hoga.. apni pehli kiss ke bare mein sochun? nahi nahi.. school ki sochti hun.. ladkon ko class mein muth marte hue jab dekha tha... sports day wale din.. han wo sahi rahega.. aaj bhi vo dono launde mere ek ishare par kuch bhi karne ko tayar rehte hai.. isliye nahi kyun ki vo muth maar rahe the balki isliye kyun ki muth marte hue unhone kis kis ke naam liye the vo sab record hai mere pas... " shruti khud se baat karne mein lagi thi, do wajah thi pehli ki agar use kuch hona hoga to ho jayega aur use dard kam hoga aur agar nahi to ye kiwad khulega aur vo yahan wapis nahi ayegi. Yun khade khud se baat karte hue kuch minute beete the ki tabhi ek awaz uske kano mein padi. Awaz piche se ayi thi jise sunte hi vo mudi kyun ki awaz bahut tez thi isliye use laga ki bilkul piche se hi ayi hai par wahan koi nahi tha.

" welcome to the 'secret world of books ' " awaz thi kisi insan ki lekin itni modify ki hui thi ki electronic machine ke jaise awaz pratit ho rahi thi, aisi awaz usne hollywood ki movies mein suna tha theek wese hi electronic awaz thi isliye awaz ke piche chupe insan ki pehchan bata pana namumkin tha. Shruti kuch nahi boli use laga ki wahan jo koi bhi hai use shayad dekh sakta hai isliye vo chup rahi aur usi ke bolne ka intezar karne lagi.

" Kya chahie? " ek baar fir waisi hi awaz ayi.

" sawal ke jawab " shruti ne kuch soch kar jawab diya.

" kitabon ki duniya mein sawal hi chupe hote hain, tum.. matlab aap kaun se sawal ko khojne ayi ho "

" nice.. " shruti ne behad dhime se apni baat kahi " jo sawal tumne meri saheli ke hal kiye bas wahi mere bhi hal kar do " shruti chalaki se baat nikalwana chahti thi kyun ki use laga ki awaz kisi launde ki hai aur agar vo hume dekh sakta hai to kya pata uski jawani dekh kar hi kuch bol de " vaise is jagah itni garmi kyun hai .. " shruti ne apna top kandhe se niche kiya aur pasine ke uppar funk marne lagi taki kuch thandak mil jaye, par uska aise karne ka asar nahi hua jiska use achamba jarur hua.

" yahan par hum kitab dete hain thandak nahi.. bataiye kaun si kitab chahie apko.. taki hum apko vo de sakein "

" wahi de do.. jo saheli ko di apne meri.. bola to " shruti ne top sahi karte hue wahi sawal kiya.

" kaisi saheli kaun si kitab ki baat kar rahi hai aap " jab shruti ki is baat se bhi kuch nahi mila tab usne dhayan diya ki awaz ki teevrta utni hi hai na kam hui na jada. Yani awaz ek hi jagah se aa rahi thi isliye vo aage badhi, ek kadam, do kadam.. char kadam.. vo jaan kar dhire dhire chal rahi thi ye dekhne ke liye ki kya use vo dekh paa raha hai. Kya pata aage ane par vo use wahin rok de.

" kya aap janti hai.. yahan har kisi ka ana mumkin nahi hai ? "

" nahi.. nahi janti... " shruti ne bebak tarah se jawab diya.

" to jaan lijeye.. yahan har koi nai aa sakta.. aur ek baar aa gaya to vo yahan ke bare mein kisi ko kuch nahi bata sakta "

" acha aisa kya? " shruti galyare ke andar ghuste hue roshni se apne dono taraf dekhne lagi.

" apko yahan ane ki anumati humne de di sirf isliye taki ye jaan sake ki apko is jagah ke bare mein kaise malum hua "

" agar mene nahi bataya to book nahi milegi? " shruti ke jawab par samne se koi awaz nahi ayi " waise bhi agar koi kisi ko batayega nahi to yahan koi kaise? apka to dhanda chaupat ho jayega " shruti jo khoj rahi thi use mil gaya tha. Vo ek jagah dekh rahi thi jahan par deewar par uppar ki taraf ek chota sa speaker laga tha jisme se awaz aa rahi thi. Shruti ne speaker ke sath jati taar ko follow karna shuru kiya aur aage badh nikli.

" book to apko milegi lekin apko us shaks ka naam batana hoga "

" nah.. ek book ke piche main uska naam nahi de sakti.. aur waise agar naam bataya to kya karoge? "

" uske bare mein jankari dena hum avashaykta nahi samjhte "

" cool.. to main bhi nahi dungi.. " follow karte hue jab shruti ko ek jagah akar rukna pada tab use udasi ka samna karna pada. Taar deewar ko bhedte hue andar ghus gayi thi aur uske samne ek deewar thi yani aage jane ka rasta tha hi nahi. Ek baat use yahan akar samajh ayi ki is chote se kamre ke piche koi aur jagah hai jahan vo shaks baitha bol raha hai, vo sure isliye thi kyun ki wahan koi camera nahi laga hua tha aur bina camera dusri location se ye sab karna namumkin tha. Bas ek sawal khaye jaaa raha tha ki vo book kaise dega? Kya koi hidden section hai jiska vo naam batayega? iske alawa agar vo yahan tha to ek dum se gaya kahan? kya yahan koi dusra hidden rasta hai jahan vo baitha hai?

" Ye mat bhulna ki mujhe apke bare mein kuch nahi pata.. jis pal apne yahan kadam rakha tha usi pal apke bare mein sari jankari mene hassil kar li thi "

" superspeed yaar.. acha to batao whats my figure size? " shruti ke is jawab ki shayad use akansha nahi thi

" ji... " us modular awaz se nikalta 'ji' itna funny tha ki shruti muh band karke bina awaz kiye hasne lagi. " hum anuchit sawal ka jawab nahi dete, Shruti "

" fuck.. ise sach mein malum hai.. mujhe laga maze le raha hai " shruti ne man hi man soch.. uski hansi ab band ho gayi thi, thoda sa dar uske man mein baithne laga.. kyun ki vo janti thi ki jo insan itna janta hai vo kuch bhi kar sakta hai " hume itna bhi malum hai ki aap jin dosoton ke sath yani vishal aur rachna jo apka besabri se bahar khade intezar kar rahe hai.. chintit ho rahe hain.. aur agar aap do minute mein bahar nahi gayi to shayad vishal apki chinta mein shor macha kar sabhi ko ikhatta na kar lein, janti ho na uske baad apke sath kya hoga? " shruti ko pasa palatta hua nazar aya, usne socha tha mazak aur chalaki se vo baat nikalwa legi lekin yahan ulta ho raha tha jo usko bilkul gawara nahi lag raha tha.

" aisa nahi ho sakta.. kyun ki usme nuksan tumhara hi hai na.. tum dhanda kahan karoge " shruti use uksa rahi thi, aksar uksane par insan bhadak jaya karta hai aur kya pata uske chalte use kuch mil hi jaye. Ek pal ke liye shanti chai rahi, samne se koi response nahi aya, ek pal to shruti ko bhi laga ki jada to nahi bol gayi.

" main kabhi bhi ek jagah nahi tikta.. mujhe laga ki mera samay yahan khatam ho gaya hai to main yahan nahi milunga.. apke pas sirf 10 second hai.. naam ya fir khali hath.. faisla tumhare pas hai.. 10 second ke baad meri awaz nahi ayegi.. " mauka hath se nikalta hi jaa raha tha, jada sochne ka time nahi tha.

" naam nahi bata sakti ... par jisne bhi bataya hai mujhe jarurat thi isliye bataya.. mujhe vo adhe nange chitr walli kitabon ki tarah kitab chahie.. waisi wali nahi.. balki uske milti julti.. use bhi badia.. " shruti ne ek hi sans mein keh diya. Abhi pallda jisk bhar tha us taraf jhukna jaruri tha.

" agar aap us darwaje ke najdeek nahi hain jahan se andar ayi thi to wahan jakar bina piche mude khadi ho jaye " shruti ko laga ki vo nahi jayegi to bhi kaun se use pata lagne wala tha.. uske dimag mein bahut si batein ghum rahi thi. " der ho rahi hai shruti... time kisi ke liye nahi rukta.. aur use waste karne wala kabhi time wapis nahi laa pata.. " shruti ek dum se chaunk gayi. Kuch der pehle tak sab normal tha lekin bazzi uske hath se is kadar nikal jayegi ye nahi socha tha. Vo usi tarah usi jagah par ja kahdi hui jaise us awaz ne karne ke liye kaha tha. Pal-pal uske dil ki dhadkan badh rahi thi ki ab kya hoga. Ab kya hoga... Ki tabhi ek awaz hui aur shelf wapis khulne laga aur khulte sath hi shruti ko relief mila aur bahar khade vishal aur rachna ko bhi par tabhi agle pal vo wapis band hone lagi.

" bahinchod... "

" behenchod.. band kyun ho raha hai.. " shruti ne khud se bola aur use laga ki speaker se bhi awaz ayi hai.. par jab agle wapis shelf khulne laga to use laga ki vo sirf uska veham tha. Dubara shelf khulte sath hi jaise shruti ko bahar jane ki jagah mili vo nikal gayi. Bahar atte hi rachna aur vishal ki jaan mein jaan ayi.

" behenchod mujhe to laga tha tu gayi... aur uske baad apna future dekh kar hi gand fatt gayi thi.. "

" tum theek to ho na.. "

" han.. main bilkul theek hun.. " rachna ki baat ko ansuna kar vishal ki baat ka jawab dete hue shruti piche ghumi. Shelf dhire-dhire band hone laga tha. " kya hua tha andar? " vishal ne pucha.

" chutiya bana ha vishal... chu... " shruti itni hi boli ki shelf ke band hone se pehle ek moti kitab fisalte hue shelf ke bahar aa nikli aur shelf band ho gaya mano jaise khula hi nahi tha. Teeno ki nazre farsh par padi kitab ke uppar thi jo kuch hadh tak moti thi par chitr uske uppar bhi usi tarah ke bane hue the use jada bhayanak.
is aawaz ke piche jo koi bhi hai, usko sabhi students ki jaankari hai, yahan tak ki private aur privacy bhi pata hai..
Koun ho sakta hai wo......jisne aaruhi ko un books ko padhne ke liye kaha..
kya ye library wali aawaz ke malik aur us bhutiya mansion mein koi connection hai.. jaha students nasha karte hain..
Aaruhi store room ke dhale hue darwaje ko khol kar andar ghusi, andar andhera tha lekin andar jo darwaja tha uske niche se roshni aa rahi thi. Aaruhi sidhe usi taraf badhi aur fir wahan pahunch kar usne darwaje ko dhakela jo thoda khol kar ruk gaya kyun ki wajah thi us bori ka gira hona jiski wajah se darwaja ruk raha tha.

" kaun hai.. kaun hai.. " darwaja khulte hi debu chatpataya, use laga Warden madam aa gayi hai, isliye dal ke katte ke sath jitni daal bikhar kar uske uppar giri thi usme se apna chehra utha kar usne samne dekha. Samne aaruhi khadi use hi ghur rahi thi, uske sar uthane ki wajah se daal uske sharir se fisal kar niche girne lagi aur jo daal uske chutadon par padi thi vo bhi fisal kar niche gir gayi. Ek pal debu use aur vo debu ko ghurti rahi jiske baad aaruhi ne apna top utar diya aur uppar se nangi ho gayi. Debu ki ankhein jo ek pal pehle khuli hui thi vo aaruhi ki chatiyun ko dekhte hi fatt gayi, jis lund mein use dard ho raha tha vo akadne laga aur use uska dard aur badh gaya.
aaruhi ye kya kar rahi hai us haramkhor debu ke saamne :eek:
Kahi aisa to nahi lavanya ke baad aaj debu ki baari hai marne ki.. matlab aaj debu ka aaj akhir raat hai,
Achha hi hai... debu jaisa haramkhor kamina kirdaar khaufnaak tarike mar hi jaaye to hi behtar hai..

Khair.... sawal kayi hai uth khade huye hai
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
 

DARK WOLFKING

Supreme
15,532
31,887
244
romanchak update ..shruti ne kaha tha ki wo darwaja bahar se band karke aayi hai to phir kisne khola tha dobara jab aruhi jaag gayi thi ,,
aur wo kaun tha jo ander aane ki soch raha tha ..
aruhi ab bhi megha par hi atak ke bahar ja rahi thi ..
aur ye debu ke saath sahi hua jo girke uske lund ko chot lag gayi 🤣🤣🤣..
par ye aruhi uske saamne top kyu utar rahi hai ,debu ke to dard me bhi maje ho rahe hai 😁..

shruti ander fans gayi aur baaki dono bahar hi reh gaye ..
aur ye aawaj keh rahi hai ki kitabo ka secret world me swagat hai ..
par us aawaj ne jo kitab shruti ko chahiye thi wo itne jaldi me kaise de di ye samajh nahi aaya ..shruti ne us aawaj ke malik ko dhundne ke liye apne dimaag ka sahi se istemal kiya tha par dhund nahi paayi ..
aur ye bahar nikalte huye bahinchod kehna aisa laga kisi ke mooh se suna hai us style me gaali dena ..
kahi ye wahi to nahi jo samose kha gaya tha shruti ke ..


aur jo us aawaj ne kaha ki wo ek jagah par rukta nahi ye bhi ajeeb laga ..
 
9,453
39,756
218
लाइब्रेरी के अन्दर एक खूफिया तहखाना ।
ऐसा क्या है इन किताबों में जिसके लिए एक गुप्त ठिकाना बना दिया गया है । किताबें तो हर जगह एवेलेवल है चाहे जिस तरह की भी किताब हो ।

सिक्रेट वर्ल्ड आफ बुक्स -
शायद कालेज में पढ़ने वाले स्टूडेंट्स के लिए जो एडल्ट और गंदी बुक्स पढ़ना चाहते हों । जिन्हें चुपके से वो किताबें मुहैया कराया जा सके । या वो बुक्स जो आसानी से उपलब्ध न हो ।लेकिन फिर भी जैसा खूफिया जगह उपलब्ध करवाया गया है वो काफी आश्चर्यजनक है । कालेज के प्रबंधक को इस जगह के बारे में अवश्य पता होना चाहिए ।

श्रुति ने बड़ी ही हिम्मत दिखाई जब वो उस खूफिया कमरे में फंस गई थी । आवाजें कहां से आ रही थी यह भी पता लगाने की कोशिश की । मुझे लगता है कोई बाहर से उस कमरे पर किसी खुफिया कैमरे से नजर रख रहा था और बातें कर रहा था । पर था कौन वो ?

श्रुति और रचना कामकला को प्रदर्शित करती जिस पुस्तक की बात कर रही थी वो मुझे लगता है कोणार्क की नहीं खजूराहो की होगी ।

( पुरा का पुरा सीन काफी रोमांच लिए हुआ था । आउटस्टैंडिंग दृश्य था और जहां जैसा कन्वर्सेशन होना चाहिए था परफेक्ट वैसा ही था । चाहे श्रुति और रचना की बातें हो चाहे खूफिया कमरे में श्रुति और उस अज्ञात व्यक्ति की । )

आरूहि एक बार फिर से श्रुति को मेघा नाम से पुकारी । इससे उसके मानसिक असंतुलन की पुष्टि फिर से होती है । देबू के शयनकक्ष ( स्टोर रूम ) में उसका अपना ऊपरी वस्त्र उतार कर अपने उरोजों को नंगा करना उसे मानसिक रूप से बीमार होने का दावा करता है ।

आरूहि की कुछ कुछ हरकतें मुझे नीलकमल मूवी की याद दिला देता है । राज कुमार , मनोज कुमार , वहिदा रहमान और बलराज साहनी जैसे सुपरस्टारों से सुशोभित इस मूवी में वहिदा रहमान की भूमिका बिल्कुल आरूहि से मेल खाती है । वैसे वो हाॅरर मूवी थी।

आउटस्टैंडिंग एंड सेंसेशनल अपडेट हर्षित भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
 
Last edited:
Top