• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy " Girls Hostel "

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219

~~INDEX~~

Chapter 1 ~~ " Supriya "
Chapter ~~ 2 " The Illusion "
Chapter ~~ 3 " Catatonic Schizophrenia "
Chapter ~~ 4 " A True Face "
Chapter ~~ 5 " The Antiquarian "
Chapter ~~ 6 " The Amazon "
Finale
Chapter 7 : " Book Of Hoax "

Some Comments for this story :love: (Late Add-on :sigh:)

सच में , यह पुरी स्टोरी दिमाग के परखच्चे उड़ाए जा रही है । कभी लगता है कहानी में सस्पेंस है तो कभी लगता है भ्रम जाल का ताना-बाना बुना हुआ है तो कभी लगता है जैसे कोई रूहानी ताकतें हैं तो कभी लगता है यह सिंपल स्टोरी है जिसमें आरूहि एक गम्भीर बिमारी से पीड़ित है ।

मुझे लगता है इससे बेहतरीन कहानी फिलहाल तो इस फोरम पर नहीं है । और सबसे बड़ी खासियत है आपके लिखने का स्टाइल और अंदाज । आउटस्टैंडिंग हर्षित भाई ।
thoos thoos ke khana khaya aaruhi ne jo ekdam majedar horror type scene tha ..
सही में , हर्षित भाई ! मुझे बहुत ही दया आने लगा है आरूहि पर । अगर किसी हरामखोर की वजह से उसकी हालत ऐसी हुई है तो उसे जहन्नुम का रास्ता जरूर दिखला दिजियेगा ।
WTF!!! Yahi pehla reaction nikalta hai is kahani ko poora padhne ke baad... Halanki pehle bhi maine is kahani ke kuchh 7-8 updates padhe huye the par jab is baar padhna shuru kiya to ek naya sa romanch har beet te update ke saath banta gaya... Bohot hi zyada behatreen tareeke se likhi gayi kahani hai ye, ab jis prakaar ka plot imagine kiya hai lekhak saahab ne uske baad ek nausikhiya bhi likhe to bhi kahani halki nahi ho sakti, aur yahaan jis level ka narration, aur scene specialization hame padhne ko mila hai, wo kaafi hai dikhane ke liye that this is, without a doubt,one of the finest stories available on XF... Chahe wo running stories hon ya fir completed, aur chahe future mein likhi jaane waali kahaniyan, is story ka ek alag hi sthaan bana rehne waala hai forum par... Aur iske liye writer saahab ki jitni bhi tareef ki jaaye wo kam hi hogi...

Fantasy genre ke saath shuru huyi ye kahani, kab alag - alag genres ke darshan karane lagi padhte waqt katayi pata nahi chala... Horror, Suspense, Thriller, Adventure, Romance and of course Fantasy, aur saath hi mein Erotica ke ansh bhi... Ek story mein is se zyada kis cheez ki apeksha kar sakta hai reader!? Again, one of the best stories I've ever read... Outstanding Stuff harshit1890 bhai... :bow: :bow: :bow:
Kya hi khubsurat kahani likhi hai aapne bhai... I'm just speechless, jitni bhi tareef karunga kam hi hogi... Erotica ka bhi bilkul sahi situation mein use Kiya gaya hai aur sabse important har kirdaar par lekhak ki shaandar pakad bani rahi hai... Har character ka kahani mein hona justify kiya gaya hai, kahin bhi koyi bhi character bina matlab nahi ghus aaya...

Ab dekhna ye hai ke Mehta waali meeting mein kaun kaun shaamil tha aur unka maksad kya tha? Aur Shruti is sab ki sachayi jaan bhi paayegi ya nahi? Aruhi sach mein kisi beemari ka shikaar hai ya kewal naatak kar rahi hai? At last, Ek baar ko apun ko ye bhi laga ke asal mein ye sab jo ho raha hai wo kewal Shruti ki kalpana hai... :dazed:

Outstanding Story & Updates Bhai & Waiting For Next...
Harshit bhai... Kayi horror stories padhi hain maine, joki poori tarah se horror genre par based hain but jis tarah ka scene aap create karte ho, taking into note ye story horror genre par based hai bhi nahi, that's phenomenal...
meghnath naam rakhne ke pichhe ki kahani bhi majedar hai 😍😍😍..
jab me TV nahi dekhta( waise tha nahi nahi ghar par ) tha bachpan me aur bas naam suna karta tha to khudko SHAKTI KAPOOR. kehta tha dosto ke bich 🤣🤣🤣..ye kissa padhke bachpan ki yaade taaza ho gayi 😍😍😍..
Slowly my interest is increasing towards the story full of adventure, fun to read, no doubt you are a great writer, thank you for writing such a beautiful story.
Have to admit, your story completely twists the thinking, sometimes it seems in the mind that it is just a disease and sometimes it seems like something supernatural. Your writing is commendable, even after writing this much there are many questions and there will be many such points which I have missed. In some scenes there was a combination of intensity as well as erotic scenes, which you have shown very well, what should I say now, now the words of praise are over understand my feelings.
harshit1890 Hats Off... enjoyed it. :applause:
but why were you making her nude everytime in front of everyone. :angry:
मुझे नहीं लगता दुनिया में कोई भी ऐसा माई का माल होगा जिसे इस कहानी की पहेली समझ में आ रही हो। गजब का दिमाग हिला रखा है आपने हर्षित भाई।
The whole incident, that Mansion one was written so beautifully that no words are sufficient to describe it! Ismein koyi doraye nahin ki maine aaj tak kisi ko bhi is tarah ka horror likhte nahi dekha hai... Haunted ko read kiya tha maine, kaafi pehle, aur main bilkul daave se keh sakta hoon, that you're the best,when it comes to generating real fear in readers, while they read the story..
Bhatt the phakk is this estory?:redface:
 
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Update ~~ 6

Kamre ki halat bhar-bhara chuki thi, isliye uska istemal ab nahi kiya jata tha. Is kamre ki charcha hostel mein tanu ke sath kafi charchit mein thi aur har hostel mein rehne wala fresher iski kahani se vakif tha. Tanu jab bhi kisi ladki ko wahan bulati thi to uski bahut buri tarah se ragging li jati thi ye baat har koi janta tha lekin aaj tak koi bhi hostel ki ladki us kamre mein nahi gayi thi isliye kisi ko malum nahi tha ki vo wahan un ladkiyun ke sath kya karti hai. Itna hi nahi tanu aur uska group wahan ragging ke dar ke piche kya kya karti hai iska bhi chitta hostel mein famous tha, uska boyfriend tha jiske sath vo wahin par sex karti thi jab tak vo is college mein raha. Vo use do saal senior tha aur jab tak vo college mein raha tanu ko usi kamre mein choda karta tha. Uske jate-jate vo tanu apni hi tarah ke har shauk sikha gaya tha daru, drugs aur dahamekdar sex. Ladka ho ya ladki tanu ko hambistar hone ke liye gender ki jarurat nahi thi. Vo apni room partner komal ke sath last year farewell ke dauran college ke ek kamre mein hi nange paye gaye the. Har teacher ke liye tanu badnam ladki thi par hostel mein uski bahut izat thi kyun ki hostel ki sabhi samsyaon ka hal uske pas hota tha. Koi bhi ladki uske pas samsya lekar jati to use madad jarur milti badle mein jo bhi dena padta ho vo sirf us ladki aur tanu ke bich hi rehta tha. Inhi sab ki wajah se tanu popular hai aur megha mujhe aisa bane ke liye keh rahi hai. Ab kya main iski tarah ban jaun aur khuleaam besharami bikhar dun? Mere ghar par shaq bhi hua na to meri maa wapis bula legi ya hostel se nikalwa degi. Supriya khud se baat karte hue us kamre tak ja pahunchi jiska naam tanu ne Devil's Gate rakha hua tha. Supriya ne dur se hi lal paint se is naam ko padhte hue dekha aur fir dabbe paun aage se jane ki jagah piche ki taraf aa gayi. Kamra itna badha nahi tha par han jo kaam usko karne the uske liye kafi badha tha. Din ke samay bhi wahan as pas koi nahi tha. Supriya ne ek dafa wahan bani jalidar khidki se andar jhanka to use koi nahi dikha. " koi nahi hai " usne apne panje niche kiye aur deewar ke sahare khadi ho gayi " lagta hai koi nahi ayega, vo ladkiyan to kab ki college ke bich se hi nikal gayi hogi. Main bhi pagal hun jo unke chakar mein yahan aa gayi " kuch der supriya wahin khadi rahi.

Sochte hue usne ek baar dubara kamre ke charaon taraf jakar dekha ki koi is taraf to nahi aa raha aur fir kamre ke darwaje par aa khadi hui. Use laga to yahi tha ki darwaje par tala hoga lekin umeed se pare darwaje par koi tala nahi tha shayad yahan kaun ayega ye soch kar ise band nahi rakhte the par? Supriya ne jada na sochte hue kunda hataya aur andar ghus gayi taki koi use bahar wahan khada na dekh le. Andar ghuste hi ek ajeeb si gandh uski naak mein chadh gayi. Supriya ne kiwad ko dhala aur andar dekhne lagi. Ek purani table aur do jali wali kursi jaisi school staff room mein hua karti thi jisme se safed dhagge bich-bich mein se khul hui thi. Supriya thoda aage aur kamre ke bhitar ghus ayi. Bhitar wahi jalidar ekmatr khidki thi jise andar roshni aa rahi thi uske alawa roshni ka koi dusra sotr wahan dikh nahi raha tha, hoga bhi to supriya ne use dekhna sahi nahi samjha. Vo bhitar ayi table ke piche ek almari padi thi aur uske piche kitabon aur filon ka dher pada tha jispar mitti jami hui thi. Supriya ne ek nazar un kitabon par dali aur fir almari ka kunda pakad kar use piche ki taraf khincha par vo nahi khuli. Kamra khula tha par almari band thi ho na ho sara saman tanu iske andar rakhti hogi tabhi lock kar rakha hai. Supriya ko jigasya thi ki andar kaun sa saman tanu ne chupa rakha hai taki vo uspar kabza karke usko sabak sikha sakhe. Vo bhale hi megha ko kehti thi ki use in sab lafdon mein nahi padna lekin apne sath hue pehle din ke hadse ke baad vo chahti thi ki tanu sabke samne use maffi mange. " popular hone ke liye badan nahi dimag dikhana padta hai " supriya ne almari ka kunda fir khincha lekin vo band thi isliye puri tarah se nahi khul rahi thi. Purani hone ki wajah se lock dhilla to ho raha tha khinchne par lekin khul nahi raha tha. Supriya janti thi thoda aur zor lagane par vo lock tut jayega isliye usne apna zor lagaye rakha par lock tutta use pehle kisi ki awaz uske kano mein padi jo najdeek ati jaa rahi thi. Supriya ne fauran almari chhodi aur bahar ki taraf ayi lekin jis kiwad ko khol kar vo andar ayi thi use bahar jana ab mumkin hota hua nazar nahi aa raha tha. Kiwad ko wesa hi chhod supriya wapis bhitar ayi, uski sans achanak se tez ho chali thi. Kuch samay pehle jahan vo tanu se mafi mangwane ke bare mein soch rahi thi wahin ab use bachne ka rasta khojne mein jutt gayi thi. Tanu andar ati use pehle usne almira ke piche pade kitabo/filon ke dher ko hataya aur almari ke piche kone mein baith gayi aur dher ko apne aage kar liya taki uski taraf nazar na ja sake. Kiwad khula aur tanu ke sath komal aur kaamini andar dakhil hui, andar ghus kar unhone andar se kiwad par kundi laga li. Supriya sab kuch awaz ke hissab se andaza laga rahi thi ki almari ke us taraf kya ho raha hai.

" is smell ka kuch karna hoga kisi din koi aa gaya to hum pakde jaa sakte hain "

" yahan aaj tak koi aya hai jo ab ayega tu jada gand mat uchala kar chal ja maal nikal " tanu ne komal ko jawab diya aur table par per rakh kar baith gayi. Komal ne uske kahe anusar tanu se chabi li aur almari khol kar usme se apna saman bahar nikal liya. " aaj thoda kadak banaio, sala dimag mein chadne ke baad kuch ghanto mein utar jaye use ab maza nahi ata. Kam se kam raat bhar rahe to lagta hai kalyug suhana " tanu ne muskurate hue kaha to komal bhi muskurate hue goliyun ko lakdi ke chote tukde se pichka kar uska powder banane lagi.

" vo dono ladkiyan jo subah pakdi thi, bich mein hi rafu chakar ho gayi " kaamini ek taraf cigrate ke andar ka masala bahar nikalte hue boli.

" chindi thi vo to, kachi ek dum, unke sath kuch maza nahi ata. Acha hua nahi ayi varna time hi kharab karti. Hostel mein hai ek do maal jinhe masla jaa sakta hai unko apne ade par lana padega ek din " tanu kursi ko aage piche karte hue boli.

" freshers mein ek item ayi hai, Jaggu, usko adde par lana banta hai. Condom ko bra mein chupa kar laa rahi thi sali kaisi kaisi chutiya ladki hoti hai aur uppar se warden ne pakad liya vo alag to kehti ki ad mein dekha tha choclate flavour isliye lekar ayi " kaamini hanste hue boli.

" acha to ab agli baar usko hi la kar condom chakhate hain vo bhi chochlate flavour " tanu bhi hans di.

" bahut din se vaise bhi li nahi hai kisi ki ache se aur barso ho gaye is kamre mein kuch kiye hue tanu " komal ne powder bana liya tha aur us powder mein cigrate ka masala mila kar use ache se milane mein jutt gayi thi.

" is kamre mein kuch bhi karne ka haq sirf mera hai " tanu ne komal ka chehra pakda aur apne karib karte hue boli. Komal janti thi ki tanu ke liye is kamre ka kya matlab hai. Vo sorry bolti use pehle tanu ne uske honth chumme aur hatte waqt uspar dant gada diye " maal bana " Komal ne honth par aye khoon ko jeebh se chatta aur maal ko ache se mix karke kaamini ko ishara kar diya. Kaamini ne us masale ko utha kar cigrate mein bharna shuru kiya aur use ache se bhar kar cigrate tanu ki taraf badha di. Tanu ne muh mein cigrate ghusai aur komal ne lighter se usko jala dia. Tanu ne ek lamba kasht bhari aur uske ehsas ko apne sharir ke andar tak ghusaya aur cigrate hata kar ek lambi funk chhodi jiska dhuain kamre mein felh gaya. Agar waqt rehte supriya apni naak ko top se nahi chupati to khans padti.

" aahhh-hhh jannat sali yahi hai. Chut mein lawda aur muh mein maal ise badh kar kuch nahi hai " tanu ki ankhein nashe mein adhi band ho chuki thi. Usne vapis cigrate muh se lagayi aur is baar bhi utna hi lamba kasht khincha jiske baad jaise uske sharir se jaan hi chali gayi ho. Vo kursi par hi felh gayi, dhuain dhire-dhire uske muh se nikal raha tha aur ab usme ise jada takat nahi thi. Komal ne uske hath se cigratte li aur ek kasht lagate hue usne kaamini ko badha di, dono ek hi kasht mein dunia se dur ho gayi. Kamre mein us banaye gaye maal ki mehak aur dhuain se supriya ka dum ghutne laga tha. Usko ajeeb sa mehsus hone laga jaise usko chakar aa jayenge. Kuch ek pal tak to vo baithi rahi apne aap ko hosh mein rakhne ki kosish karti rahi lekin kuch hi der mein uske sharir ne jawab de diya aur vo behosh ho gayi.

Vo kitni der tak behosh mein thi ye use nahi malum lekin jab uski ankh khuli to khidki se ati roshni thodi kam ho chuki thi. Din dhal raha tha aur kisi bhi waqt andhera ho sakta tha. Supriya ki ankh jaise hi khuli usne uthna cha par achanak use sab yaad aa gaya ki thodi der pehle kya hua tha. Vo kuch der waise hi baithi rahi andaza lagane lagi ki tanu abhi bhi hai ya chali gayi. Ek-aad minute tak jab use kisi ke bhi na hone ki anubhuti hui to vo behad aram se bina koi shor kiye apni jagah se uthi aur almira se usne jhank kar us taraf dekha jahan ab koi nahi tha. Wahan kisi ko na pakar vo fauran udhar se bahar ayi aur zor-zor se sans lene lagi. Kamre mein abhi bhi uski smell maujud thi. Supriya ab kamre se bahar nikalna chahti thi jiske liye usne kiwad khincha lekin vo nahi khula. " ye khul kyun nahi raha " supriya ne use piche ki taraf khinchna jari rakha lekin vo khulne ka naam nahi le raha tha. Usne khinchna chhoda aur khinchi hui sans lete hue sochne lagi " kahin bahar se kunda to nahi laga diya unhone " aisa sochte hi supriya ko aisa laga mano use jail mein kaid kar diya ho aur vo bahar nahi nikal paa rahi ho. Aisa sochte hi uski sans ukhadne lagi, use claustrophobia tha isliye jab bhi vo band kamre mein ya fir usko aisa lagta tha ki vo ek jagah kaid hai to anxiety attack ane mein der nahi lagti thi. Anxiety ke attack ki wajah se vo wahin baith gayi lekin vo apne dimag se is chiz ko nahi nikal paa rahi thi ki vo is kamre mein band hai. Sans lene mein dikkat badhti jaa rahi thi aur usko kuch samajh nahi aa raha tha ki kya kare ki tabhi use apna phone yaad aya jo uske pas nahi tha. Vo apni jagah se khadi hui aur vapis almira ke piche pade dher mein khojne lagi jise khojte waqt usne wahan kagaz felha diye. Kuch der ki mashakat ke baad use phone mil gaya. Usne phone unlock kiya aur megha ka number nikal kar use dial kiya. Number par ring jati rahi lekin megha ne nahi uthaya. Supriya ne wapis kosish ki lekin is baar bhi wahi hua. Usne bina waqt gawaye tisri baar kosish ki aur kuch ring jane ke baad megha ne phone uthaya.

" helo megha.. main yahan fans gayi hun tu jaldi aaja, megha sun rahi hai na tu " supriya phone par chilla rahi thi.

" su..pr..iya.... awa...z.. nah...iii ....a rhi... " samne se kat-kat ke ati awaz par supriya samajh gayi ki megha ko kuch samajh nahi aa raha hai. Usne phone cut kiya aur message bheja, par net nahi chal raha tha isliye message nahi gaya. Supriya ne normal message kiya par vo bhi sending mein atak gaya. " network chale gaye " supriya ne network bar ki taraf dekhte hua kaha. Phone wala idea fail hota dekh uska dil aur zoron se dhadak utha. Use kuch aur sochne ki jarurat thi warna vo is anexity se bahar nahi nikalti aur behsohi ke baad uske sath kya hota use malum nahi tha. Usne kamre ke kiwad ko kholne ke bare mein socha par tabhi use vo khidki dikhi jiske pas pahunch kar usne jor-jor se cheekhne ki kosish ki " help... help... main yahan andar fans gayi hun, please koi madad karo " supriya chilla rahi thi lekin aas pas sirf jhadiyan thi aur wahan koi bhi shaks maujud nahi tha. Supriya ne chillana band nahi kiya aur kuch der vo yun hi chillati rahi, ise hua ye ki uski anxiety to kam hui lekin bahar vo abhi bhi nikal nahi payi thi. Chillane ke wajah se uska galla sukh chuka tha aur vo pyasi wahan baithi kisi ke ane ka intezar kar rahi thi ki koi aye aur is darwaje ki kundi ko khol de. Mobile phone kisi kaam ka nahi tha pehle network aur ab battery dead ho chuki thi. Bahar se ati ek matr roshni bhi ab khatam ho gayi thi aur din ke ujale ko raat ke andhkar ne gher liya tha. Andhere mein baithi ek kone mein dubak kar supriya baithi gehri soch mein dubi hui thi. Kab tak vo yun hi aise baithi rehti ye baat uske jehan mein chal rahi thi. Kathor ban baithi supriya ke ansu chaak aye aur vo subakte hue rone lagi. Use apni maa ki baat manni chahie thi aur agar aisa kiya hota to aaj aisa na hota. Vo man hi man maffi mangte hue roti rahe aur thak haar kar uski ankh lag gayi.

Raat ka andhkar aur asman mein chaye badal. Mausam badla aur tezz hawa chalne lagi, jiske sath hi zor dal bizli kadki aur uske shor se supriya ki ankh khul gayi. Uski nazar kiwad par thi jo zor-zor se baj raha tha mano koi bahar se use maar raha ho. Andhere mein baithi supriya ye mehsus karte hi dar gayi, dar ne use ghabrane par majbur kar diya, vo dabi hui awaz mein boli " kaun hai? " par jawab nahi aya aur kiwad bajta raha. Supriya apni jagah se khadi hui aur kiwad ki taraf badhi, use andar se dar lag raha tha par fir bhi jigasya purvak jab vo kiwad tak pahunchi tab kiwad ne hilna band kar diya vo shor khatam ho gaya. " koi hai bahar " supriya ne awaz lagai aur andar se kundi laga kar kaan kiwad par rakha. Vo bahar bhi jana chahti thi lekin use dar bhi utna hi lag raha tha isliye usne kundi laga di thi. Par jab bahar se koi awaz nahi ayi to vo kiwad se piche aa gayi. Ek baar fir zor-dar bizli kadki aur supriya dar ke mare kanp uthi. Bizli ki roshni jab kamre mein padi to use laga jaise koi samne wali kursi par baitha hai jiski wajah se vo bahut jada ghabra gayi thi. Bahar baarish shuru ho gayi thi aur uska shor andar tak ane laga tha. Halki thand badh gayi thi aur supriya ko mehsus hone lagi thi. Ek patle top aur jeans mein thand dab nahi paa rahi thi. Raat bhar aise rehne par bimar padne ka khatra tha lekin is andhere mein yahan koi nahi ayega aur vo bhi is mausam mein to bilkul bhi nahi. Supriya ne sochte hue apni nazar khidki ki taraf dali jahan dekhne par mehsus ho raha tha ki bahar baarish gir rahi hai. Eka-ek waha dekhte hue use khayal aya jo kafi pehle aa jana chahie tha. Vo fauran khidki tak ayi jo uski height se thodi uppar thi. Usne apna hath uppar kiya aur jali ko piche ki taraf dhakelne ki kosish ki taki vo tut jaye. Supriya ne apni puri takat jhonki jise vo jali hili lekin lakdi ki chakukat mein dabi hone ki wajah se bahar nahi nikli. Supriya ko samajh aa gaya ki ye rasta hai jise bahar jaya jaa sakta hai aur ye vichar ate hi sust pade sharir mein takat aa gayi aur dimag chalne laga. Use koi chic chahie thi jise vo us jali ko tod sake, usne wahan par andhere mein andaze se khojne ki kosish ki lekin kuch nahi mila. Tab uska dhayan wahan rakhe table par gaya vo ek aisi thos chiz thi jiski vo madad le sakti thi. Usne table ko ek jagah se pakda aur use zor se dhakka marte hue deewar par de mara. Purani table hone ki wajah se table ke payein hil gaye. Bas aisa ek-do bar aur, kaam ban jayega, sochte sath supriya ne waisa hi kiya aur kaam ban gaya. Table ka ek payan tut gaya jise usne fauran uthaya aur kursi par rakh diya. Fir khidki ke pas pade kagzat ek taraf fenk kar wahan jagah banai. Vapis aage akar usne kursi uthai aur us khidki ke niche rakh di jiske baad usne kursi par chadh khidki ki taraf dekha aur us lakdi ke tukde se us jali par marne lagi. Kuch hi mehnat karni padi jiske baad vo jali chaukhat se bahar aa gayi aur piche ki taraf gir gayi. Baarish tez padne lagi thi lekin supriya ka usko koi hosh nahi tha. Usne lakdi ka tukda fenka aur kursi par panje ke sahare khade hote hue khidki ki sateh par apne hath rakh kandhe ke uppar jor dalte hue sharir uthane lagi aur dhire-dhire khidki ke us paar bahar nikalne lagi. Dhire-dhire uske paun ne kursi ko chhodna shuru kiya aur vo hawa mein jhul gayi jiski wajah se uski ek per ki chappal andar hi gir gayi aur uski tangein hawa mein sidhi ho gayi. Supriya ka aage ka badan bahar nikal chuka tha aur khidki ki chaukhat uske pet mein chubne lagi thi. Usne thodi kosish aur ki jiske baad vo bahar aa gayi aur niche zameen par aa giri. " aahh-hhh " kandhe ke bal girne ki wajah se vo dard mein chilla padi aur ek pal wahin baithi rahi. Tez girti baarish mein vo puri tarah bhig chuki thi aur gili mitti mein girne ke baad sar se lekar paun tak vo khichad mein san chuki thi. Kamre se bahar aa jane ki khushi mein vo bhool gayi thi ki vo andhere mein ek sunsan jagah par baithi hai, achanak se asman mein bizli kadki jiski awaz se uski ruh kanp uthi aur use yaad aya ki vo galat jagah hai. Vo uthi aur bina kuch soche usi taraf bhagi aur bhagte hue vo jhadiyun mein ghus gayi. Use bas hostel pahunchna tha lekin andhere mein rasta samajh nahi aa raha tha jiske liye usne apni nazre ek baar ko uppar utha kar dekhi jahan use choti roshni dikhi jise dekh uske man ki chinta kam ho gayi.

Girls hostel bas kuch hi duri par tha vo yahi sochte hue bhag rahi thi, rasta kam ho raha tha aur roshni paas aa rahi thi. Supriya ke andar utsahah tha vo ek aad baar bich mein khichad par fisal jane ke baad giri aur use dard bhi hua lekin himmat use hostel jakar hi todni thi vo ye soch baithi thi. Usne ek nazar uppar utha kar dekha to roshni nazdeek thi yani hostel najdeek hi tha. Jhadiyan khatam hone wali thi aur agle hi kadam rakhte hi jhadiyan khatam ho gayi aur usi ke sath supriya ke chehre par chai muskan bhi khatam ho gayi kyun ki jis roshni ko dekh vo daudi thi vo hostel ki nahi balki us khandar ghar ki thi jise usne pehle din ke ujale mein dekha tha. Par abhi jo dekh rahi thi vo uske liye dil dehla dene wala tha. Us khandar ghar mein bani khidki ke piche roshni jal rahi thi jaise wahan koi maujud ho aur uski taraf hi dekh raha ho.

hostel-1

" nahi.. main yahan dubara nahi aa sakti " supriya palti aur ek cheekh uske muh se nikal gayi.
 
Last edited:

Strange Love

Member
344
773
93
Han aur wahi megha ko pasand hai ladko ka bhana... tadpane ka shauk rakhti hai vo :D Supriya ko gyan hi bhari padh rha hai :D Football pasnd nahi hai bas usne bol diya. Kabadi khelti thi ladkifir to aap jante hi ho kya uske baad.... mujhe soccer blkl nahi pasand :D Ravina kebare mein shayad aage aa jaye bhai... Thanks bhai :hug:

:roflol: :haha: :laugh:

Thanks :hug:

Haweli apne 75 tak padh dali :bow: :bow: Rajasthan to nahi uttar pradesh kehsakte ho aap.. Mene wahi soch kar likha... KOi farak nahi padta bhai kahin bhi opinion do kahani padh kar acha lagna chahie bas... Han sex usme sirf jarurat ke waqt hai... :redface: yahan apko pura tadka milega... :D Dekhte hin bhai ye kahani kahan tak jati hai... Aaap sath banaye rakhe aur padte rahie :bow: :bow:

1. Uttar pradesh ko aap kr skte ho
2. purani wali sedan esteem ati thi na vo.. :D

Thanks bhai :hug:
Bhai maza Aa Gaya..aur ittefak se maine bhi purani wali fiat ya esteem hi imagine Kiya tha...mind me mere malini ekdam Mahi Gill jaisi lagti hai kyuki mai Saheb biwi aur gulam picture dekhi hai shayad isliye..

Ab bhai aap aapke khud ke imagination me supriya aur megha kaisi dikhti hai wo batao...
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
dhett teri ki... itna achha mauka diya upor wale.. wo bhi gava di is supriya ne :doh:
are koi bhari chij un tino ke sar pe de maarti.. are kissa hi khatam kar deti :D
jarur isme writer sahab ka hi koi chaal hai.. :bat:
Ab yeh fansh gayi na... aur jao taank jhank karne... are har koi thodi na tharki malini ban sakti hai... kyun... kyunki wo writer sahab ki favorite hai :D
ab writer sahab usko har mauke par bacha lete.. par afsos iski futi kismat yeh fansh gayi...
Kamal hai... ghum phir kar phir se ush khandar ghar pe hi pahunch jaati hai yeh to... lagta hai koi purana nata hai shayad..
Khair... jo bhi hai... par udhar roushni karke koun baitha hua hai... hmm.... maybe kiske paas ghar nahi isliye us khandar ghar ko hi aashiyana bana liya ho.. ya phir koi galat kaam kar raha ho.. hone ko to kuch bhi ho sakta hai.. par yeh baat sau pratishat sach hai ki jitni jaldi ho sake supriya udhar chali jaye to hi behtar hai uske liye..
supriya palti aur ek cheekh uske muh se nikal gayi.
ab yeh koun hai :mad:
jisko supriya dekh dar gayi..
Kahi tanu ya phir megha dayan banke to nahi aa gayi udhar...
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills harshit sahab :applause: :applause:
 
DARK WOLFKING

Supreme
15,532
31,887
244
nice update ..jab wo kamre me gayi tabhi laga tha ki wo ander band ho jayegi 🤣🤣 aur aisa hi hua ..
tanu kaunsa nasha kar rahi thi jiske dhuwe se supriya behosh ho gayi 🤔..
tanu badnaam bhi hai aur famous bhi 😁..
badnaam isliye kyunki wo nangi pakdi gayi thi kamre me aur famous isliye ki hostel ki ladkiyo ki madad karti hai ..

ab jaggu ko us kamre me laane ki soch rahi hai teeno ..aur uske saath shayad lesbian sex kare ..

itni mehanat ke baad us kamre se nikli aur us khandar tak pahuch gayi 😁..kya jarurat thi tanu se maafi maangne ka sochne ki ..
ab ye chikh kiski hai 🤔..
par ye battery itne jaldi khatm ho gayi 🤔🤔 subah charge nahi karti kya mobile 😁😁..
dekhte hai us khandar me kya hua hai ..
 
9,453
39,754
218

क्या बेहतरीन डिस्क्राइब किया है आपने सुप्रिया के हालात को , जब वो कमरे में फंस गई थी । वो उस वक्त कैसा फील कर रही होगी , उसकी मानसिक स्थिति कैसी रही होगी , बिल्कुल स्पष्ट समझ में आ रहा था ।
तुफानी बरसाती रात में कमरे के भीतर उसका फंसना , वहां से बाहर निकलने के लिए हर संभव प्रयास करना , उपर से नशीले पदार्थो के गंध से उसका बेहोश होना , रोसनदान के रास्ते बाहर निकलना और फिर उसी विरान खंडहर में पंहुचना.......सब कुछ आंखों के सामने चलचित्र की तरह चल रहा था ।

बेहतरीन अपडेट हर्षित भाई । आउटस्टैंडिंग अपडेट ।
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
Bhai maza Aa Gaya..aur ittefak se maine bhi purani wali fiat ya esteem hi imagine Kiya tha...mind me mere malini ekdam Mahi Gill jaisi lagti hai kyuki mai Saheb biwi aur gulam picture dekhi hai shayad isliye..

Ab bhai aap aapke khud ke imagination me supriya aur megha kaisi dikhti hai wo batao...
Bhai vo bhi ayega aage.. supriya aur megha sab dikhti kesihai :D
Kahani lagta hai pace pakad rahi hai...pehle mujhe laga ki wo kamra bhootiya hai par actual mein waha pe ek bhoot bangla hai..
Bhai kamra hai ya bangla bhootiya hai.. vo bhi dekhte hain kya hai :hug:
 
harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,642
8,370
219
dhett teri ki... itna achha mauka diya upor wale.. wo bhi gava di is supriya ne :doh:
are koi bhari chij un tino ke sar pe de maarti.. are kissa hi khatam kar deti :D
jarur isme writer sahab ka hi koi chaal hai.. :bat:
Ab yeh fansh gayi na... aur jao taank jhank karne... are har koi thodi na tharki malini ban sakti hai... kyun... kyunki wo writer sahab ki favorite hai :D
ab writer sahab usko har mauke par bacha lete.. par afsos iski futi kismat yeh fansh gayi...
Kamal hai... ghum phir kar phir se ush khandar ghar pe hi pahunch jaati hai yeh to... lagta hai koi purana nata hai shayad..
Khair... jo bhi hai... par udhar roushni karke koun baitha hua hai... hmm.... maybe kiske paas ghar nahi isliye us khandar ghar ko hi aashiyana bana liya ho.. ya phir koi galat kaam kar raha ho.. hone ko to kuch bhi ho sakta hai.. par yeh baat sau pratishat sach hai ki jitni jaldi ho sake supriya udhar chali jaye to hi behtar hai uske liye..

ab yeh koun hai :mad:
jisko supriya dekh dar gayi..
Kahi tanu ya phir megha dayan banke to nahi aa gayi udhar...
Khair let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills harshit sahab :applause: :applause:
Vo khud hi behosh thi vo kya kisi ko marti re... :D Hum nahi fansate na hi bachate yeto sabhi ki kismat hai :D Horror story nahi hai ye jo har sama bhoot pret ayenge... :D Thanks naina ji :hug:
nice update ..jab wo kamre me gayi tabhi laga tha ki wo ander band ho jayegi 🤣🤣 aur aisa hi hua ..
tanu kaunsa nasha kar rahi thi jiske dhuwe se supriya behosh ho gayi 🤔..
tanu badnaam bhi hai aur famous bhi 😁..
badnaam isliye kyunki wo nangi pakdi gayi thi kamre me aur famous isliye ki hostel ki ladkiyo ki madad karti hai ..

ab jaggu ko us kamre me laane ki soch rahi hai teeno ..aur uske saath shayad lesbian sex kare ..

itni mehanat ke baad us kamre se nikli aur us khandar tak pahuch gayi 😁..kya jarurat thi tanu se maafi maangne ka sochne ki ..
ab ye chikh kiski hai 🤔..
par ye battery itne jaldi khatm ho gayi 🤔🤔 subah charge nahi karti kya mobile 😁😁..
dekhte hai us khandar me kya hua hai ..
Bhai bada tagda nasha hota hai, drugs aur cigrate ka masala mila kar maal funko dunayein ud jayenge dimag ke :D Lesbian sex ka to malum nahi lekin kuch to jarur karenge uske sath :D mobile hai band ho gaya jaisi uski marzi.. Thanks bhai :hug:
क्या बेहतरीन डिस्क्राइब किया है आपने सुप्रिया के हालात को , जब वो कमरे में फंस गई थी । वो उस वक्त कैसा फील कर रही होगी , उसकी मानसिक स्थिति कैसी रही होगी , बिल्कुल स्पष्ट समझ में आ रहा था ।
तुफानी बरसाती रात में कमरे के भीतर उसका फंसना , वहां से बाहर निकलने के लिए हर संभव प्रयास करना , उपर से नशीले पदार्थो के गंध से उसका बेहोश होना , रोसनदान के रास्ते बाहर निकलना और फिर उसी विरान खंडहर में पंहुचना.......सब कुछ आंखों के सामने चलचित्र की तरह चल रहा था ।

बेहतरीन अपडेट हर्षित भाई । आउटस्टैंडिंग अपडेट ।
Bhai bas yahi sun kar acha laga ki sab kuch ankhon ke samne hota nazar aa rha hai aisa hi lage. aise hi sath banaye rakhe aage jakar supriya bahut kuch batayegi.... :D Thank you so much bhai :hug:
 
Top