• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
Sorry friends abhi tak complete nahi kar paaya....80% likh chuka hun...Kal dopahar yaa shaam tak post kar dunga...Raat tak ka vakt nahi lunga...Filhaal aur likha nahi jaa raha hai.
 
Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
UPDATE 96

Abb kaha jaa rahe hai hum?

Aawaj mein thoda ghabraahat laa kar Sumit ne pucha...Thoda bahut andaaja to pehle hi ho chuka tha.

Megha:- Chalo.

Sumit:- Lekin kyu?

Megha:- Tour ka organizer mai hun...Mere hisaab se chalo.

Itna keh kar Megha aage badh jaati hai.

Sumit:- Lag gaya :(

Sumit bhi piche chal padta hai.

Ye ek shopping mall tha...Sumit ki hone wali haalat soch kar Megha hanse jaa rahi thi.

Sumit:- Tum shopping karo...Mai abhi aata hun.

Megha:- Koi bahaana nahi chalega bacchu.

Sumit ka haath pakad kar Megha khinchti hai.

Sumit:- Aa raha hun...Bas 2 minute mein.

Megha:- Kyu?

Sumit:- Abhi abhi baahar pharmacy dikha...Benzodiazipines (sleeping pills) ki tablet lena hai...Fir bhul jaaunga.

Megha:- Accha hai...Shoping ke baad thak jaaoge to sleeping pill ki jarurat to padegi hi.

Itna keh kar Megha Sumit ka haath chhod deti hai.

Jab Sumit waapas aaya.

Megha:- 2 minute bol kar gaye thhe...Aur 1 minute 50 second mein hi waapas aa gaye...Waah...Punctuality sikh gaye akhirkaar.

Sumit:- Jindagi ke 2 mahatwapurn din tumhe de raha hun...Iss mein deri ki koi gunjaaish hi nahi.

Megha:- Accha to ye 2 din ke saath ye 2 tabket bhi do...Tab maanungi.

Itna keh kar Megha Sumit ke haath se tablet chheen leti hai.

Lekin isse Sumit par fark nahi pada...Pocket ki taraf haath badhaya hi tha ki...

Megha:- Ye to cheating hai.

Megha fir se Sumit par jhapat padti usse pehle hi...Sumit jaldi se packet faad ke tablet jaisa kuch apne munh me rakh kar khali packet Megha ko thama deta hai.

Megha:- Ye to chewing gum hai. :eek:

Sumit:- Abb yaha tumhara shopping enjoy karne ke liye popcorn to milega nahi...Bas chewing gum ka hi sahara hai.

Megha:- Aur ye dawaai?

Sumit:- Sambhaalke rakhna...Tour khatm hone ke baad lunga.

Megha:- Lekin kharida kyu?

Sumit:- Sunil (roommate) ka birthday hai...Uski raaton ke neend udd gaya hai...Birthday gift dena hai. :lol1:

Megha:- Accha hai mera birthday yaad nahi...Warna kya pata kya uttpataang gift milta.

Sumit:- Tumhe aisa kyu lagta hai ki mai tumhe birthday gift duna. :hmm:

Megha ke ghurte hi.

Sumit:- Ohh sorry...Mujhe tumhara birthday bhi yaad hai.

Megha:- Accha guess karo.

Sumit:- April 1...Din aur personality match karta hai.

Abb Megha Sumit ki taraf badhti hi hai ki Sumit furti se escalator par chhadh jaata hai.

Sumit:- 4th floor.

Megha:- Mujhe escalator se dar lagta hai.

Sumit:- Siddhi se aa jao.

Fir Sumit dusri taraf mud jaata hai.

Megha:- Thak gayi.

Sumit:- Jindagi ki iss safar mein itni jaldi thak gayi.

Abb Megha chhidh gayi.

Megha:- Ek to itna dauda rahe ho upar se mera hi majaak bana rahe ho.

Sumit abhi hanse jaa raha tha.

Megha:- Tumhara ye hansi gaayab nahi kar diya to mera naam badal dena...Abb batati hun thakaan kya hoti hai jab tumhe apne piche piche dauda kar tumhari haalat kharab kar dungi.

Sumit:- Jo aagya hujur.

Megha:- Majaak lag raha hai tumhe...Abb to tumhara haalat kharaab kake hi rahungi...Warna sach mein naam badal dena.

Sumit:- Soch lo.

Megha:- Soch liya.

Fir Megha apne shopping par lag jaati hai...Wo kuch select karti aur Sumit ko dikhaati...Sumit bhi apna bichaar khul kar Megha ko bataata.

1 ghanta....2 ghanta...3 ghanta.

Itni der mein na jaane kitni dukaano ki chakkar lagaa di Megha ne...Sumit ko thakaane ki chakkar mein khud thak gayi...Lekin Sumit abhi bhi josh mein khada tha...Thakaan ki lakeer uske chehre mein dur dur tak nahi tha.

Megha:- Accha mai haar gayi...Itna keh kar Megha apna dress final kar leti hai.

Sumit:- Tumhari jidd se jyada to ye chewing gum tika.

Chewing gum ko dustbin mein fenkte hue Sumit ne kaha.

Megha:- To fir fenka kyu?

Sumit:- Munh dukhne lag gaya tha...Accha abb apna naamkaran ke liye taiyar raho.

Megha ne tabhi josh josh mein keh to diya tha lekin abb kuch bol nahi paa rahi thi.

Megha:- Haan to kya socha naam?

Thoda darti hui Megha ne pucha.

Sumit:- Vakt aane par bataunga.

Megha:- Ye kya baat hui?

Sumit:- Vakt aane par batane ki adhikaar sirf tumhare paas hai kya? Mujhe pehli baar kab dekha tha ye bhi nahi bataa rahi ho?

Megha:- Wo to vakt aane par hi bataungi. :D

Sumit:- Mai bhi vakt aane par bataaunga.

Fir Sumit apna haath Megha ki aur aage badhaata hai.

Megha:- Ye kya hai?

Sumit:- Tumhara gift.

Ye dekh Megha bahut khush ho jaati hai...Thodi der ke liye to Megha ki najar dress se hat hi nahi raha tha...Fir pyaar bhari najro se Sumit ko dekhti hai...Aur jaise hi pricetag par najar jaa raha tha...Sumit usko nikaal kar fenk deta hai.

Megha:- Bahut mehengi lag rahi hai.

Sumit:- Tumhe isse kya matlab?

Megha:- Nahi...Lekin...

Sumit:- Lekin wekin kuch nahi...Mujhe pasand aa gaya...To kimat ki koi fikar nahi hai.

Fir Megha wohi dress change kar ke aati hai.

Sumit to bas dekhta hi reh gaya...2 minute baad Megha Sumit ke paas aati hai.

Megha:- Kaisi lag rahi hun?

Sumit:- Bahut khubsurat :)

Megha:- Sirf khubsurat :beee:

Sumit:- Khubsurat lag rahi ho to khubsurat hi kahunga na...Abb chidhaane ke liye badsurat thodi na kahunga.

Megha:- Mera matlab sirf itna hi taarif.

Sumit:- Kabhi kabhi taarif ke liye shabd kam pad jaate hai...Tum sirf bhaawna ko samjho.

Megha:- Wohi to samajh rahi hun.

Itna keh kar Megha muskuraati hai.

Dono abb mall se nikal jaate hai...Abb shaam ka vakt ho chuka tha.

Megha:- Mujhe to vishwaas hi nahi ho raha hai 3 ghante ki shopping mai bhi bore nahi hue tum...Pehle to 1 ghante mai hi haalat kharaab ho jaati thi.

Sumit:- Abb sikh liya hai...Kisi cheej mein focus kaise karna hai...Mera ye 2 din ka focus sirf iss tour aur tum par hai...Issi liye mobile bhi ye saath mein laaya hun.

Sumit ne fir ek keypad mobile dikhaya.

Megha:- Accha kaise sikh liya aise focus karna...Mujhe to lagta tha tum apne marji ke maalik ho.

Sumit:- Wo to abhi bhi hun...Lekin jis cheej mein jaruri hai uss cheej ke liye.

Aur ye focus sikha Surgery residency mein aa kar...Ek baar Whipple Procedure (Complex Surgical Procedure for Pancreas Cancer) mein assist kar raha tha...Surgery khatm hone mein 5 ghanta lag gaya...Focus bilkul bhi hata nahi sakta tha...Aur uske baad to jitne bhi surgery mein assist kiya hai laghbhag sabhi 2-3 ghante ke hote hai.

Aur abb to jab bhi mauka mile din mein vakt nikaal kar yoga kar leta hun...Concentration bahut accha rehta hai.

Megha:- Ye to bahut acchi baat hai.

Sumit:- Haan aur jaruri bhi.

Megha:- Mein jab tumhe intejaar karwa rahi thi to majaa to bahut aa raha tha lekin ye bhi lag raha tha ki tum badla jarur loge :D

Sumit:- Wo to lunga.

Megha:- Kya?

Sumit:- Daro mat...Abhi tak do hi cheej socha hai...1) Test match khelunga aur tumhe din bhar cheer karne ke liye rakhunga. 2) Surgery karte vakt tumhe mujhe assist karne ke liye rakhunga.

Megha:- Surgery...Bilkul nahi karungi.

Sumit:- Karne ke liye kaun bol raha hai...Assist karna hai tumhe.

Megha:- Nahi mujhe dar lagta hai bleeding dekh kar.

Sumit:- Bahut darpok ho.

Megha:- Mere liye to Medicine hi thik hai...Acche se diagnosis kar ke accha sa treatment do.

Sumit:- To fir Cricket ke baare mein kya khayal hai.

Megha:- Uske liye to mai bhi excited hun.

Sumit:- Chal jhoothi.

Megha:- Sacchi.

Sumit:- 10 cricketer ke naam bataao to maanunga.

Megha:- Sumit, Sumit, Sumit, Sumit, Sumit, Sumit, Sumit, Sumit, Sumit, Sumit.

Sumit:- Hansi bhi nahi aaya iss joke par...Naa hi cricket kabhi dekhti ho aur naa hi kisi player ka name pata hai....Aur kehti ho Cricket ke liye excited ho.

Megha:- Maine sirf tumhe cricket khelte dekha hai...Aur tumhari bahut badi fan hun...Bas autograph nahi liya hai. :D

Fir Megha Sumit ki sabhi innings, run, boundaries ginaane lagti hai...Kaise kaise shot mara tha Sumit ne, uska celebration aur har ek pal ko Megha ne kaise enjoy kiya ye sab bataane lagti hai.

Sumit ki hairaani ki koi seema nahi tha...Itna to usse khud pata nahi tha.

Megha:- Kyu udd gaya hosh? Yaa fir aur ginaau.

Sumit:- Aur ginaao...Apna taarif bhale kise pasand nahi.

Fir Megha Sumit ke out hone ke tarike ko bistaar mein bataane lagti hai...Kuch misfieldings aur bhi bahut kuch.

Sumit:- Bas bas...Abb rulaaogi kya? :(

Megha fir Sumit ke cricket ke kuch jyada hi khaas pal ko yaad karne lagti hai jo Sumit ko nahi bataati.

Sumit:- Abb raat ho gayi hai...Koi accha sa hotel dhundna padega.

Megha:- Nahi hotel nahi.

Sumit:- Accha agar koi rishtedaar hai yaha to bataao...Chale jaayenge...Mere to nahi hai.

Megha:- Aaj iss seher mein hi nahi rahenge.

Sumit:- Fir?

Megha:- Tour ka organizer mai hun....Bas tum khaana pack kar ke laao.

Sumit ke waapas aane ke baad dono chal padte hai ek anjan manjil ko aur....Sumit ke liye to aur bhi anjaan.

Bike Megha chalaati hai iss baar bhi...30 minute ke baad dono seher se kuch dur ek sunsaan jagah par ek bada sa ground par rukte hai.

Megha:- Aa gaya manjil.

Sumit:- Kya? Yaha par?

Megha:- Haan.

Sumit:- Raat ko sona bhi padta hai.

Megha:- Itna bada bed hai to.

Megha pura ground ki aur ishara kar ke kehti hai.

Megha:- Hamesha se ek khwahish thi...Khule aasmaan ke niche sone ki...Isse acchi jagah kaha milegi...Aur tum saath ho to koi dar bhi nahi.

Sumit:- Itna vishwash bhi sahi hai...Kabhi kabhi rakshak hi bhakshak ban jaate hai.

Megha:- Rakshak to tum ho...Koi bhakshak aaye to bacha lena. :D

Sumit:- Abb bhakshak yaha kaha milega?

Megha:- Jungli kutte, yaha tak to bhediye se bhi bacha loge...Agar sher aaya to keh nahi sakte.

Sumit:- Tumhare liye to sher se bhi lad jaaunga...Bahutmovies dekha hai aur jaanta hun sher ko kaise hawaa mein udaana hai.

Megha Sumit ki baat par hasne lagti hai.

Megha:- Movies ki love story fiction aur sher ke saath action real.

Sumit:- Sach kahu to dono unrealistic. :D

Kuch der ke liye dono ke bich khaamoshi chhaa jaati hai...Filhaal to raat baaki hai aur baat baaki hai.
 
Last edited:

kingkhankar

Well-Known Member
5,946
13,651
173

This update was awesome as others.
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Review kam isliye aye h, kyuki pata hi nhi chla update post kar diya h :D
Aaj hi dekha update aya h
Pta nhi chlta
Quote karna chaiye na :whistle:

Nya update do jldi :D
 
Bdiya mjedar update champ bhai :love2:

Sumit:- Tumhe aisa kyu lagta hai ki mai tumhe birthday gift duna :hmm:
:lol:

Sumit:- Ohh sorry...Mujhe tumhara birthday bhi yaad hai.
Sumit:- Ohh sorry...Mujhe tumhara birthday bhi yaad nhi hai. :?:

Waiting for next update bhai ji :elephant:
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Waiting for next update champ bhoi :elephant:
 
  • Like
Reactions: Champ_AK_81 and Maa
Top