• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
UPDATE 64

Aaj Sumit aise hi fresh hone chhat par gaya tha...Waha par baithe apne Papa ko dekh thoda hairaani bhi hua.

Sumit:- Aap waha?

S. Dad:- Haan aise hi.

Sumit:- Aise hi? Aisa to nahi lagta...Kuch soch mein dikh rahe hai?

Iss baat par Sumit ke Papa thoda mushkuraate hain.

S. Dad:- Umar hi abb aisa hai...Thoda bahut sochna padta hai.

Sumit:- Aur waise bhi aap to sochte hi rehte hai?

S. Dad:- Bilkul galat...Jarurat se jyada kabhi kuch nahi sochta hun.

Sumit:- To fir bata hi dijiye aaj ka soch...Mujhe bhi to pata chale aap ke soch mein kya kya baatein aate hai? Aapke aur aapke generation ke soch se bilkul hi aparichit hun.

S. Dad:- Uske liye kabhi apne baap ke liye bhi vakt nikaalna padta hai...Abb ladkiyon ke chakkar mein rahega din raat to kaise pata chalega.

Iss baat par Sumit ne koi jawaab nahi diya.

S. Dad:- Abb tu kabse itna serious hone laga? Wo kya kehte hai...Haan Chill reh.

Iss baat par Sumit fir se muskuraya.

S. Dad:- Haan aise hi...Aise hi accha lagta hai tu.

Ek baat yaad rakh...Jaisa hai tu waisa hi reh...Kabhi kisi ke liye kisi vajah se khud ko jabardasti badalne ki koshish mat kar...Warna khud ko hi kho baithega.

Sumit:- Sahi keh rahe hai aap.

Kuch sochte hue bola Sumit.

S. Dad:- Baap hun...Sahi salah hi dunga.

Sumit:- Waise Papa ek baat puch sakta hun?

S. Dad:- Permission ki jarurat kab se padne laga tujhe?

Sumit:- Nahi baat kuch aur hai?

S. Dad:- Chal bata...Wo baat aur hai ki agar kuch ulta sidha pucha to dono hi gaal ko laal kar dunga.

Sumit ki Papa ki hansi se Sumit ke man ka sankoch kam ho gaya.

Sumit:- Aap bhi apne time par mere tarah hi nasha karte thhe?

Iss baat se Sumit ke Papa ke chehre ke bhaaw thoda badal gaya.

S. Dad:- Bilkul bhi nahi.

Sumit:- Lekin dinner ke time mujhe kuch aur hi laga...Kuch to baat chhupaa rahe hai aap.

S. Dad:- Abhi bhi wohi kahunga teri tarah to bilkul bhi nahi...Aur waise bhi tujhse kya chupaana.

Sumit:- Bataiye fir?

S. Dad:- Koi khaas baat nahi hai...Agar tu jaanna hi chaahta hai to ye tere liye surprise rahega. :D

Sumit:- Surprise kyun?

S. Dad:- Kyu tum log hi sirf surprise de sakte ho wo bhi predictable...Jaise ki Maa aur Papa ki birthdays aur anniversary mein surprised cake jo bilkul bhi surprise nahi hota.

Jis din tu puri tarah se nasha mukt ho jaayega ussi din bataunga ye kahani...Abb tujh par hai...Jitna jald nasha mukt hoga utna jald ye kahani sunega.

Sumit:- Bahut naainsaafi hai ye?

S. Dad:- Iss me mai koi help nahi kar sakta.

Kuch der aise hi baat karne ke baad.

Sumit:- Abhi tak aapne mere padhaai ke baare mein nahi pucha.

S. Dad:- Jitna mai tujhe jaanta hun padhai mein tun bahut accha hai...Padh hi lega acche se.

Lekin jo mai nahi jaanta tha wo bahut hairaani ki baat tha...Pehle ye sahi kar lu baaki sab to chalta hi rahega.

Fir kuch der aur baat karke Sumit apne room mein chala jaata hai sone.

Raat ke 11 baj rahe thhe.

Tabhi Sumit ke mobile mein Megha ka phone aaya...Thoda aascharya ki baat tha Sumit ke liye...Bahut kam hi dono ke bich phone mein baat hota tha...Warna to abb sirf college mein hi thoda bahut baat hota tha.

Sumit:- Haan Megha...Kaho kya baat hai?

Megha:- Kuch kaam tha.

Sumit:- Itni raat ko?

Megha:- Haan aur iss kaam ka vakt se koi lena dena nahi.

Kuch confusion tha surgery mein...Wohi question puchhna tha?

Sumit:- Jaise mein to bahut bada Surgeon hun?

Megha:- Tum hi to khud ko NeuroSurgeon kehte thhe?

Sumit:- Wo to baad ki baat hai.

Megha:- Aur Neurosurgeon banne ki aur ye ek chhota sa kadam hai.

Sumit:- Accha thik hai...Pucch lo...Agar mere bas ka hai to jarur bataunga.

Fir Megha sawaal puchti hai aur luckily wo sawaal ka jawaab Sumit ke paas tha..Fir issi topic mein dono ke bich kuch der baat hoti hai.

After the topic.

Megha:- Waise tumhare baaton se lag raha hai bahut khush ho tum?

Sumit:- Haan Papa se baat kiya tha...Alag hi khushi mil raha hai aaj.

Megha:- Yahi to samjha rahi thi tumhe hostel chhod kar ghar mein shift ho jaao...Lekin tum samajh hi nahi rahe thhe.

Sumit:- Papa ka saamna karne ki himmat nahi tha uss vakt.

Megha:- Koi bhi parents apne bacchon ka bura nahi chaahte hai aur naa hi karte hai.

Sumit:- To fir jaa kar bataa do apne Parents ko tumhe yaha koi ladka pasand aa gaya hai tum ussi se shaadi karogi?

Megha:- Paagal ho kya :mad: Ghar se nikaal denge.

Sumit:- Yahi to...Yahi soch mera bhi tha.

Megha:- Chalo chhodo...Ant bhala to sab bhala.

Sumit:- Waise tum itni raat tak?

Megha:- Aaj thoda padhai karne ke liye jaag rahi hun.

Sumit:- Kuch dino ke liye to thik hai...Lekin aadat mat bana lena.

Megha:- Yeh baat tum keh rahe ho?

Sumit:- Haan...Kyu ki bhugat chuka hun...Pehle to raat bhar jaagne mein majaa aata tha abb ye aadat sa ban gaya hai yaa fir majburi.

Waise bhi bahut kuch sikh liya hai abb to :D

Megha:- Aur kya kya sikha hai?

Sumit:- Bahut kuch...Aur sabse badi sikh...Nature ke khilaaf kabhi nahi jaana chahiye...Pura health ka watt lag chuka hai.

Physical health mein to problem aaya bhi hai...Mental health buri tarah se prabhawit hua tha...Aisa lag raha tha psycho ban raha hun...Psychosis, Depression aur bahut se psychiatric conditions hai jo padha bhi nahi tha aisa symptoms dikhne laga tha.

Abb thoda bahut sahi lag raha hai.

Kuch de Megha chup hi rahi.

Megha:- Chalo iss sab se ubharne ke liye ek khush khabri hai tumhare liye.

Sumit:- Wo kya? :?:

Megha:- Bahut badi khushkhabri hai.

Sumit:- (Badbadaate hue) Kirti se related kuch hai kya?

Lekin Megha ne Sumit ki ye baat sun liya.

Megha:- Usse bhi bada.

Sumit:- Usse bhi bada...Jaldi bataao.

Sumit ki baaton mein excitement aa gaya.

Megha:- Surprise...Kal bataaungi.

Ye keh kar Megha ne phone cut kar diya.

Sumit ke chehre mein abb muskaan tha.

Sumit:- (To himself) Aaj jab khush hun to bahut surprises mil raha hai...Waise to jindagi khud ek surprise hai...Kahi bhi kabhi bhi koi na koi surprise mil jaata hai...Yaji to maja hai jindagi jeene ka.

Shayad 2-3 saal mein yahi miss kar raha tha. :)
 
Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,638
144

Nyc update bhai but jaldi kholna surprise
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304

Bdiya update champ bhai :love3:
Agar tu jaanna hi chaahta hai to ye tere liye surprise rahega
Khi sumit ke dad ki kirti ki maa se setting to nhi thi :hinthint2:

Aur megha kya surprise dena chahti h :hmm:
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Waiting for update champ bhai :elephant:
 
  • Like
Reactions: Nevil singh
Top