• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Sakal

Member
288
901
93
Welcome Sakal bhai on the story :hug: and thanks for your comment...Socha tha thoda break lene ka...Lekin abb wo plan cancel...Updates aate rahenge 3 yaa 4 din ke gap mein...Saath bane rahiye bhai.

Aur story ke baare mein bhi comment kar dijiye. :D
Thanks bhai. waise apki aur bhi stories read ki hai pahle bhi jb register nahi kiya tha tb.
break aap apne man se lijiye ....break bhi jaruri hota hai.
 
Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,139
189

Break lene ka ideal time ek story complete kar ke dusre start karne se pehle ka time best tha...Abb iss story ko regular update de kar complete karne ke baad to break hi break hai. :D
 
Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,139
189
UPDATE 37

Sumit ek bada sa paper, pen aur pencil le kar room se nikal hi raha tha ki.

Raj:- Kaha jaa rahe hai aap?

Sumit:- Chhat mein...Room lock kiye bina hi soo jaa...Waapas aane mein late ho jaayega.

Fir Sumit waha se nikal gaya aur chhat mein pahunch kar light on karta hai.

Tabhi uska najar 350 meter dur girls hostel ke chhat mein padta hai...Jaha chhat ke ek kone mein Megha akeli thi...Light on hote hi Megha ko bhi Sumit dikh jaata hai.

Sumit ko dekhte hi Megha ki chehre mein nafrat ke bhaaw aane lagta hai...Wo apna munh ghuma leti hai.

Sumit ye dekh mushkuraata hai.

Aur fir chhat mein pehle se hi rakha chair par baith jaata hai...Table par paper, pen aur pencil rakh kar wo apna kaam par lag jaata hai.

Megha ko hairaani ho raha tha ki Sumit ne abhi tak usse irritate nahi kiya.

Jab wo Sumit ki taraf dekhti hai to wo apne kaam mein laga hua tha...Paper mein kuch likh raha tha.

Iss sab mein Megha ko koi interest nahi tha...Sumit ko dekh kar uska mood aur bhi off ho gaya tha...Fir wo light off kar ke niche apne room mein chali jaati hai.

Aaj neend bhi aankho se gaayab tha...Bahut se angdaayi lene ke baad aur chhat ko ghurne ke baad jaa kar neend aati hai.

Raat ke 2 baje thhe ki achanak se Megha ki neend toot jaati hai...Fir se sone ki koshish bhi asafal hi raha...Aise mein usse achanak se khayal aata hai.

"Sumit abhi bhi chhat mein hoga yaa fir chala gaya hoga?"

Fir khud hi jawaab deti hai.

"Chala gaya hoga...Waise bhi mujhe kya matlab usse."

Fir kuch der aise hi khud se sawaal jawaab karne ke baad usse raha nahi jaata.

Ek baar fir wo chhat ki taraf nikal padti hai...Iss baar wo light on kiye bina hi chhat mein jaati hai.

Chhat mein jaate hi wo chaunk jaati hai...Sumit abhi bhi maujud tha.

Chair mein peeth ke bal laita Sumit apne ungliyon se cigarette funk raha tha...1 cigarette khatm dusra suru...Dusra khatm teesra suru...Aise karte karte wo 5 cigarette funkta hai.

Chehra kaafi serious tha...Pehli baar Megha ko laga ki ye ladka serious bhi ho sakta hai.

Cigarette funkne ke baad Sumit waapas pen uthaye paper work mein lag jaata hai.

Ye sab Megha ektak Sumit ko dekh rahi thi.

Megha:- (In her mind) Itna masoom chehra aur itna bada kaand...Logon ka abb koi bharosha nahi...Kabb kiska mukhauta utar jaaye.

Itna keh kar Megha waapas niche apne room mein chali jaati hai.

Next Day

Megha aaj last row mein baithi thi...Shayad wo akeli rehna chaahti thi.

Wo bas intejaar kar rahi thi ki kab lecture start hoga...Hairaani usse tab hoti hai jab Sumit gate se class ke andar aaya.

Jab Sumit Megha ki taraf badha aur uske paas pahunch gaya to Megha Sumit ki aankhon mein dekhti hai...Bahut laal tha...Jo ye bataa raha tha ki Sumit raat bhar soya nahi hai.

Fir Megha ki ummeed ke thik ulta Sumit uske paas naa baith kar paas mein hi baithi Divya ke paas chala jaata hai.

Sumit:- May I sit here?

Divya:- Off course.

Sumit:- Agar bura nahi maanogi to mai tumhara naam puchh sakta hun?

Sumit ki iss sawaal par Divya Sumit ko ghurti hai.

Sumit:- Mai yaha student kam guest jyada hun :D...Iss vajah se pata nahi.

Divya:- I am Divya.

Fir Divya aur Sumit ke bich baatein suru ho jaata hai...Paas mein hi baithi Megha irritate ho rahi thi dono ke baat cheet se...Abb to Megha ko Sumit ki aawaj se bhi nafrat ho gaya tha.

Achanak hi Divya puchti hai.

Divya:- Kya tum dono ka break up ho gaya hai?

Sumit:- (With smile) Kya lagta hai tumhe?

Divya:- Kuch dino se tum dono ko ek dusre se alag dekh kar aur jo bhi halla fail raha hai usse sun kar to sach mein lag raha hai ki breakup hua hai.

Sumit:- Iss baar halla sach hai.

Udhar Megha soch rahi thi.

Megha:- (In her mind) Relationship suru hi kab hua tha jo breakup hoga?

Divya:- Lekin kyu?

Sumit:- Bore ho gaya tha.

Laaparwahi ke saath Sumit ne jawaab diya.

Dono kuch aur baat karte usse pehle professor class mein aa jaate hai.

Fir sabhi padhaai par dhyan dete hai Sumit ke alawa.

Megha ko bhi ajeeb lag raha tha Sumit ka badlaaw...Kal tak kuch jyada hi irritate karne wala Sumit abb usse ekdum se ignore karne laga tha.

Megha:- (In her mind) Accha hi hai...Isse pichaa to chhuta.

Anatomy ka class tha...Udhar professor padha rahe thhe...Idhar students padh rahe thhe...Aur Sumit...Wo sone ki taiyari kar raha tha.

Ye dekh kar Sumit.

Proffesor:- Hey you...Boy at last row...Kya naam hai...Haan Sumit?

Ye sunte hi Sumit utth kar khada hota hai.

Sumit:- Jee sir.

Proffesor:- Tum hamesha last mein hi kyu baithte ho? Aur abhi kya kar rahe thhe.

Sumit:- Kisi mahapurush ne kaha tha...Last row mein baithne se neend accha aata hai...Aur upar se aapka lori jaisa surila aawaj...Sone mein suhaaga ka kaam kar raha hai. :yawn:

Ye sunte hi sabhi hasne lagte hai.

Professor:- Aur ye mahapurush hai kaun?

Sumit:- Chhodiye naa Sir...Hai koi Sumit naam ka.

Professor:- Tum lecture mein dhyan nahi de rahe ho...Matlab sab kuch aata hoga.

Sumit:- Shayad.

Professor:- Shayad ka kya matlab...Aaj tujhe abhi ka lecture related puchta hun.

Fir Professor questions puchte hai aur Sumit sahi answer bhi deta hai.

Professor:- Accha last question...What is the epithelial lining of bronchus?

Sumit:- Squamous Epithelium.

Ye sunte hi Professor gusse mein kehte hai.

Professor:- Humaare jamaane mein to humne ciliated columnar epithelium padha tha.

Sumit:- Aapke jamaane mein wo trend utna jyada nahi hoga...Lekin abb jamaana badal raha hai.

Professor:- Jamaana bhale hi badla ho...Lekin mere question ka answer badla nahi hai.

Sumit:- Lekin sir ye answer mujh par apply nahi hota...Maine apna body related answer diya hai.

Professor:- Aisa kya hai tumhare body mein.

Professor ke saath sabhi students confused thhe ki Sumit kehna kya chaahta hai.

Sumit:- Samjha kijiye sir...Chronic smoking...Aur metaplasia.

Ye sunte hi Professor bhi kuch pal ke liye chup ho jaate hai.

Professor:- Jyada smoking mat karo...Warna ye metaplasia neoplasia (cancer) mein kahi badal na jaaye.

(Lambe time tak smoking karne se respiratory tube mein stress ki vajah se cell tyoe badal jaata hai.)

Sumit:- Dhyan rakhunga.

Fir professor padhaane lagte hai.

Sumit:- May I sit sir?

Professor:- Haan baith jaa abhi...Viva mein chhain se baithne nahi dunga.

Fir Sumit baith jaata hai.

Tabhi side mein baithi Divya kehti hai.

Divya:- Lagta nahi tum sir ko pareshan karna band karoge...Collehe ke first lecture se le kar har lecture mein sir ko pareshan karte hi rehte ho.

Sumit:- Favourite lecturer hai...Majaa aata hai sir ka majaa lena...Aaj neend nahi lagta to jarur dhyan deta.

Divya:- I like your sense of humor.

Sumit:- My pleasure.

Udhar Megha sab dekh rahi thi...Usse lag raha tha ki Sumit ki baaton mein aa kar Divya kahi dusri Megha naa ban jaaye...Lunch time mein Megha Divya se baat karne ka sochti hai.

Jab lecture khatm hota hai...Megha class se baahar jaati hai.

Mauka milte hi,

Sumit:- Chaaku tarbuj par gire yaa fir tarbuj chaaku par...Katna tarbuj ko hi hai.

Divya:- Matlab?

Sumit:- Tum mujh par fislo yaa mai tum par...Nukshaan tumhara hi hai.

Divya:- Kya matlab?

Sumit:- Megha ki tarah itna bhi mat impressed ho jaana mujh oar ki kahi baad mein tumhe bhi pacchtaana naa pade.

Divya:- Chhee...Aise ho tum...Mai to tumse dosti karna chaahti thi...Bahut accha samajhti thi tumhe.

Sumit:- Accha aur mai...Dur dur tak koi relation nahi hai.

Itna keh kar Sumit muskuraane lagta hai...Divya abb koi jawaab nahi deti.

Megha jab waapas aati hai tab,

Divya:- Sahi kiya tumne jo isse breakup kar liya.

Megha:- Tum bhi dur hi raho...Psycho hai ye aadmi.

Ye sun Sumit muskura kar ignore kar deta hai.

Jab lunch time hota hai tab Divya pehle hi waha se chali jaati hai.

Sumit:- Kya keh rahi thi mujhe...Psycho...Psycho matlab paagal...Haan Paagal to hun...Lekin Kirti ke pyar mein.

Megha koi jawaab nahi deti.

Baaki sabhi lunch ke liye chale jaate hai Sumit, Megha aur Raj ke alawa...Kuch row aage baitha Raj dono ki kuch baatein sun raha tha aur samajh raha tha.

Raj:- Megha agar koi insaan jaan bujh kar kisi ke dil mein apne liye nafrat bhar raha ho to samajh jaana koi makshad hai iske piche...Acche se sochna...Kuch majburi bhi ho sakta hai.

Megha:- Makshad to hai...Wo bhi khatarnaak wala.

Megha ki har ek shabd mein nafrat tha Sumit ke liye.

Sumit:- Raj tu kehta tha na tu Anatomy samajh nahi paa raha hai...Aaj raat bahut acche se samjhaunga...Aise samjhaunga ki kabhi bhul nahi paayega....Abhi tu jaa.

Sumit ne to baat ishaara mein kaha tha...Lekin Raj bhi samajh gaya aur waha se chala gaya.

Sumit bhi bag uthaa kar jaane hi wala tha ki.

Megha:- Kirti bahut acchi ladki hai...Please usse...

Sumit:- Acchi hai issi liye to pyaar karta hun. :love:

Itna keh kar Sumit aage chal gaya...Saath hi wo ye bhi soch raha tha ki aage kya karna hai.
 
Kirti.s

Member
404
1,361
123
Thanks Kirti ji for your concern...Personal life mein kuch khaas problem nahi hai...Study aur exam ki tension ke alawa...Haan magar picchle kuch dino se mood off hone ki vajah se study par concentrate nahi kar paa raha tha...Isse mood aur bhi kharab hone laga.

Ye bhi vajah tha ki break ke baare mein soch raha tha...Exam tak mood off karna nahi chaahta tha.

Aur dusri vajah hai story mein comment...Jab se story likhna suru kiya hai bahut utaar chadhaav aaya hai comments ke maamle mein...Kabhi kam to kabhi jyada...Lekin ye lowest phase hai jitna imagine bhi nahi kar sakta...Kisi bhi baat mein jyada overthinking nahi karta hun lekin kal yaha karna pada.

Issue ye nahi hai ki comments kam aa rahe hai...Main issue ye hai ki bahut se readers ekdum se thread chhod kar chale gaye hai...Unse shikayat ne nahi hai ki padhna kyu band kar diya...Unka marji...Accha lagega to padhenge aur agar nahi laga to padhne ka koi matlab hi nahi.

Lekin jaate vakt agar vajah bataate to bahut accha lagta jaise ki story abb pasand nahi aa raha hai...Yaa fir wo abhi busy hai aur padh nahi sakte...Ussi tarah se adjust kar leta ya improvement.

Kuch updates pehle tak story peak mein tha aur achanak hi ekdum jameen mein aa gira hai...Sochne par majbur ho gaya tha iss vajah se ki kya story mein abb wo dum nahi raha? Kabhi bahut jyada taarif aur kabhi taarif hi nahi...Ye pachaane mein thoda mushkil to hota hi hai.

As a writer, ye kabhi nahi kahunga ki mujhe sirt positive reviews hi chahiye sab sirf mera taarif hi kare...Positive reviews ke saath saath Constructive reviews bhi pasand hai jisme acchaai ke saath saath galti bhi dekhne ko mile...Constructive review ka example...Aapka hi review Kasam mein jab aapne comment kiya tha Atul ke Papa mein aaye badlaaw ko le kar...Yaa fir Kamdev bhai ki jyadatar comments. :D

Mujhe sach mein khud lagne laga tha ki story abb accha nahi jaa raha hai...Iss vajah se 2 months ka break lene ka socha tha...Story ko nayi tarike se soch kar continue karne ka soch raha tha.

Socha tha 2 months tak plot development kar lunga qur uske baad regular update dunga...2 months tak 3 yaa 4 update post karunga.

Lekin kal fir se sochne par aur aap ka aur Mbindas bhai ka comment se laga ki 2 months kuch jyada ho jaayega.

Abb plan change kar raha hun...Break nahi lunga lekin 2 updates ke bich ka time thoda badh jaayega...Update abb confident hone par hi post karunga...Picchle kuch updates jaldbaazi mein likha tha aur issi vajah se kabhi kuch kami lagta to kabhi unsatisfied rehta khud hi.

Next update aaj raat post karunga aur aaj ke update mein confident hun.

Aur aapka busy hona samajh sakta hun...Ek fixed time par response aata hai aur comment 1, 2 din baad.

Busy hone ke baawjud story mein saath bane rehne ke liye shukriya. :thanks:
Sbse phle toh thanku ki aap story ko continue kr rhe ho chahe ek week ke gap mein hi update aye chalega
Or dusri chiz ab toh kisi bhi tarah samay nikl ke review dena hi pdega agar nhi diya toh problem ho jayegi ?
 
Kirti.s

Member
404
1,361
123
UPDATE 37

Sumit ek bada sa paper, pen aur pencil le kar room se nikal hi raha tha ki.

Raj:- Kaha jaa rahe hai aap?

Sumit:- Chhat mein...Room lock kiye bina hi soo jaa...Waapas aane mein late ho jaayega.

Fir Sumit waha se nikal gaya aur chhat mein pahunch kar light on karta hai.

Tabhi uska najar 350 meter dur girls hostel ke chhat mein padta hai...Jaha chhat ke ek kone mein Megha akeli thi...Light on hote hi Megha ko bhi Sumit dikh jaata hai.

Sumit ko dekhte hi Megha ki chehre mein nafrat ke bhaaw aane lagta hai...Wo apna munh ghuma leti hai.

Sumit ye dekh mushkuraata hai.

Aur fir chhat mein pehle se hi rakha chair par baith jaata hai...Table par paper, pen aur pencil rakh kar wo apna kaam par lag jaata hai.

Megha ko hairaani ho raha tha ki Sumit ne abhi tak usse irritate nahi kiya.

Jab wo Sumit ki taraf dekhti hai to wo apne kaam mein laga hua tha...Paper mein kuch likh raha tha.

Iss sab mein Megha ko koi interest nahi tha...Sumit ko dekh kar uska mood aur bhi off ho gaya tha...Fir wo light off kar ke niche apne room mein chali jaati hai.

Aaj neend bhi aankho se gaayab tha...Bahut se angdaayi lene ke baad aur chhat ko ghurne ke baad jaa kar neend aati hai.

Raat ke 2 baje thhe ki achanak se Megha ki neend toot jaati hai...Fir se sone ki koshish bhi asafal hi raha...Aise mein usse achanak se khayal aata hai.

"Sumit abhi bhi chhat mein hoga yaa fir chala gaya hoga?"

Fir khud hi jawaab deti hai.

"Chala gaya hoga...Waise bhi mujhe kya matlab usse."

Fir kuch der aise hi khud se sawaal jawaab karne ke baad usse raha nahi jaata.

Ek baar fir wo chhat ki taraf nikal padti hai...Iss baar wo light on kiye bina hi chhat mein jaati hai.

Chhat mein jaate hi wo chaunk jaati hai...Sumit abhi bhi maujud tha.

Chair mein peeth ke bal laita Sumit apne ungliyon se cigarette funk raha tha...1 cigarette khatm dusra suru...Dusra khatm teesra suru...Aise karte karte wo 5 cigarette funkta hai.

Chehra kaafi serious tha...Pehli baar Megha ko laga ki ye ladka serious bhi ho sakta hai.

Cigarette funkne ke baad Sumit waapas pen uthaye paper work mein lag jaata hai.

Ye sab Megha ektak Sumit ko dekh rahi thi.

Megha:- (In her mind) Itna masoom chehra aur itna bada kaand...Logon ka abb koi bharosha nahi...Kabb kiska mukhauta utar jaaye.

Itna keh kar Megha waapas niche apne room mein chali jaati hai.

Next Day

Megha aaj last row mein baithi thi...Shayad wo akeli rehna chaahti thi.

Wo bas intejaar kar rahi thi ki kab lecture start hoga...Hairaani usse tab hoti hai jab Sumit gate se class ke andar aaya.

Jab Sumit Megha ki taraf badha aur uske paas pahunch gaya to Megha Sumit ki aankhon mein dekhti hai...Bahut laal tha...Jo ye bataa raha tha ki Sumit raat bhar soya nahi hai.

Fir Megha ki ummeed ke thik ulta Sumit uske paas naa baith kar paas mein hi baithi Divya ke paas chala jaata hai.

Sumit:- May I sit here?

Divya:- Off course.

Sumit:- Agar bura nahi maanogi to mai tumhara naam puchh sakta hun?

Sumit ki iss sawaal par Divya Sumit ko ghurti hai.

Sumit:- Mai yaha student kam guest jyada hun :D...Iss vajah se pata nahi.

Divya:- I am Divya.

Fir Divya aur Sumit ke bich baatein suru ho jaata hai...Paas mein hi baithi Megha irritate ho rahi thi dono ke baat cheet se...Abb to Megha ko Sumit ki aawaj se bhi nafrat ho gaya tha.

Achanak hi Divya puchti hai.

Divya:- Kya tum dono ka break up ho gaya hai?

Sumit:- (With smile) Kya lagta hai tumhe?

Divya:- Kuch dino se tum dono ko ek dusre se alag dekh kar aur jo bhi halla fail raha hai usse sun kar to sach mein lag raha hai ki breakup hua hai.

Sumit:- Iss baar halla sach hai.

Udhar Megha soch rahi thi.

Megha:- (In her mind) Relationship suru hi kab hua tha jo breakup hoga?

Divya:- Lekin kyu?

Sumit:- Bore ho gaya tha.

Laaparwahi ke saath Sumit ne jawaab diya.

Dono kuch aur baat karte usse pehle professor class mein aa jaate hai.

Fir sabhi padhaai par dhyan dete hai Sumit ke alawa.

Megha ko bhi ajeeb lag raha tha Sumit ka badlaaw...Kal tak kuch jyada hi irritate karne wala Sumit abb usse ekdum se ignore karne laga tha.

Megha:- (In her mind) Accha hi hai...Isse pichaa to chhuta.

Anatomy ka class tha...Udhar professor padha rahe thhe...Idhar students padh rahe thhe...Aur Sumit...Wo sone ki taiyari kar raha tha.

Ye dekh kar Sumit.

Proffesor:- Hey you...Boy at last row...Kya naam hai...Haan Sumit?

Ye sunte hi Sumit utth kar khada hota hai.

Sumit:- Jee sir.

Proffesor:- Tum hamesha last mein hi kyu baithte ho? Aur abhi kya kar rahe thhe.

Sumit:- Kisi mahapurush ne kaha tha...Last row mein baithne se neend accha aata hai...Aur upar se aapka lori jaisa surila aawaj...Sone mein suhaaga ka kaam kar raha hai. :yawn:

Ye sunte hi sabhi hasne lagte hai.

Professor:- Aur ye mahapurush hai kaun?

Sumit:- Chhodiye naa Sir...Hai koi Sumit naam ka.

Professor:- Tum lecture mein dhyan nahi de rahe ho...Matlab sab kuch aata hoga.

Sumit:- Shayad.

Professor:- Shayad ka kya matlab...Aaj tujhe abhi ka lecture related puchta hun.

Fir Professor questions puchte hai aur Sumit sahi answer bhi deta hai.

Professor:- Accha last question...What is the epithelial lining of bronchus?

Sumit:- Squamous Epithelium.

Ye sunte hi Professor gusse mein kehte hai.

Professor:- Humaare jamaane mein to humne ciliated columnar epithelium padha tha.

Sumit:- Aapke jamaane mein wo trend utna jyada nahi hoga...Lekin abb jamaana badal raha hai.

Professor:- Jamaana bhale hi badla ho...Lekin mere question ka answer badla nahi hai.

Sumit:- Lekin sir ye answer mujh par apply nahi hota...Maine apna body related answer diya hai.

Professor:- Aisa kya hai tumhare body mein.

Professor ke saath sabhi students confused thhe ki Sumit kehna kya chaahta hai.

Sumit:- Samjha kijiye sir...Chronic smoking...Aur metaplasia.

Ye sunte hi Professor bhi kuch pal ke liye chup ho jaate hai.

Professor:- Jyada smoking mat karo...Warna ye metaplasia neoplasia (cancer) mein kahi badal na jaaye.

(Lambe time tak smoking karne se respiratory tube mein stress ki vajah se cell tyoe badal jaata hai.)

Sumit:- Dhyan rakhunga.

Fir professor padhaane lagte hai.

Sumit:- May I sit sir?

Professor:- Haan baith jaa abhi...Viva mein chhain se baithne nahi dunga.

Fir Sumit baith jaata hai.

Tabhi side mein baithi Divya kehti hai.

Divya:- Lagta nahi tum sir ko pareshan karna band karoge...Collehe ke first lecture se le kar har lecture mein sir ko pareshan karte hi rehte ho.

Sumit:- Favourite lecturer hai...Majaa aata hai sir ka majaa lena...Aaj neend nahi lagta to jarur dhyan deta.

Divya:- I like your sense of humor.

Sumit:- My pleasure.

Udhar Megha sab dekh rahi thi...Usse lag raha tha ki Sumit ki baaton mein aa kar Divya kahi dusri Megha naa ban jaaye...Lunch time mein Megha Divya se baat karne ka sochti hai.

Jab lecture khatm hota hai...Megha class se baahar jaati hai.

Mauka milte hi,

Sumit:- Chaaku tarbuj par gire yaa fir tarbuj chaaku par...Katna tarbuj ko hi hai.

Divya:- Matlab?

Sumit:- Tum mujh par fislo yaa mai tum par...Nukshaan tumhara hi hai.

Divya:- Kya matlab?

Sumit:- Megha ki tarah itna bhi mat impressed ho jaana mujh oar ki kahi baad mein tumhe bhi pacchtaana naa pade.

Divya:- Chhee...Aise ho tum...Mai to tumse dosti karna chaahti thi...Bahut accha samajhti thi tumhe.

Sumit:- Accha aur mai...Dur dur tak koi relation nahi hai.

Itna keh kar Sumit muskuraane lagta hai...Divya abb koi jawaab nahi deti.

Megha jab waapas aati hai tab,

Divya:- Sahi kiya tumne jo isse breakup kar liya.

Megha:- Tum bhi dur hi raho...Psycho hai ye aadmi.

Ye sun Sumit muskura kar ignore kar deta hai.

Jab lunch time hota hai tab Divya pehle hi waha se chali jaati hai.

Sumit:- Kya keh rahi thi mujhe...Psycho...Psycho matlab paagal...Haan Paagal to hun...Lekin Kirti ke pyar mein.

Megha koi jawaab nahi deti.

Baaki sabhi lunch ke liye chale jaate hai Sumit, Megha aur Raj ke alawa...Kuch row aage baitha Raj dono ki kuch baatein sun raha tha aur samajh raha tha.

Raj:- Megha agar koi insaan jaan bujh kar kisi ke dil mein apne liye nafrat bhar raha ho to samajh jaana koi makshad hai iske piche...Acche se sochna...Kuch majburi bhi ho sakta hai.

Megha:- Makshad to hai...Wo bhi khatarnaak wala.

Megha ki har ek shabd mein nafrat tha Sumit ke liye.

Sumit:- Raj tu kehta tha na tu Anatomy samajh nahi paa raha hai...Aaj raat bahut acche se samjhaunga...Aise samjhaunga ki kabhi bhul nahi paayega....Abhi tu jaa.

Sumit ne to baat ishaara mein kaha tha...Lekin Raj bhi samajh gaya aur waha se chala gaya.

Sumit bhi bag uthaa kar jaane hi wala tha ki.

Megha:- Kirti bahut acchi ladki hai...Please usse...

Sumit:- Acchi hai issi liye to pyaar karta hun. :love:

Itna keh kar Sumit aage chal gaya...Saath hi wo ye bhi soch raha tha ki aage kya karna hai.
Very nice update sir ji
Itna kuch hone ke baad bhi megha ke dil mein sumit ke liye kuch toh hai hona bhi chaiye uska phla pyar jo hai.lekin ye sumit apne samjh se pare hai ye kb kya krta h kyu krta h kuch samjh nhi ata
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Friends ek tough decision lene jaa raha hun aap sabhi ke liye bhi aur apne liye bhi...Uske liye aap sabhi se pehle hi maafi maang leta hun.

Achanak se aisa lag raha hai ki thoda break le lena chahiye story se...Shayad ek ya do months ke liye...Ye mere liye bhi tough hai kyuki pehli baar kisi break ke baare mein soch raha hun...Xossip ke close hone ke baad aur xforum start hone ke pehle ke alawa kabhi ek hafta se jyada vakt nahi liya tha.

Iss vakt story likhna aisa feel ho raha hai jaise khud ko hi mental torture karna...Na story accha likh paa raha hun aur naa hi baaki ki activities par dhyan de paa raha hun...Bas pura din baith kar thodi thodi der mein refresh karke check karta hun ki koi comment aaya ya nahi...Aur disappointment hi milta hai...Iss vajah se baaki ke cheej mein bhi mood off hone laga hai.

Story writing passion se badal kar kab compulsion ban gaya ye bhi pata nahi chala? Har 2-3 din ke baad sirf update ke baare mein hi sochta rehta hun...Kya likhna hai? Kaise likhna hai? Aap sab ko pasand aayega yaa nahi? Bas issi soch mein din beet jaata hai...Update delay hone ke saath saath accha likh bhi nahi paa raha hun.

Waise bhi abb comments ka expectation bhi nahi raha...Khud hi jab aisa lage ki story kuch khaas nahi hai to comments ka kya expectation? Ye baat iss vajah se bhi evident hai jaise pichle kuch updates mein response aaya hai aur bahut saare readers story chhod kar jaa chuke hai...Yahi kuch baatein hai jo mujhe story ke baare mein sochne par majbur kar raha hai.

Aage bhi aese hi tension mein story likh kar story ko aur bhi quality less banau isse behtar hai thida break le kar story ko fresh start karu...Yeh mera last story hai to abb aur compromise nahi karna chaahta iss story ke saath.

Agar kabhi kuch jyada hi likhne ka man kare to ye 2 months mein bhi kabhi kabhi 1, 2 updates post kar dunga...Lekin regular update 2 months ke baad hi aa paayega.

Aur yeh story waapas aane ke baad har haal mein complete karunga agar haalath (personal life) thik raha to...Aaj tak sabhi stories complete kiya hai to yeh bhi karunga.

Thanks all.
Are kya bhai ji aap bhi
Story do mahine ke liye band karne chale the ?

Yahi se story me pain, emotional, ye sab shuru hota aur yahi se aap band karne wale the
Bilkul galat baat thi

images
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
UPDATE 37

Sumit ek bada sa paper, pen aur pencil le kar room se nikal hi raha tha ki.

Raj:- Kaha jaa rahe hai aap?

Sumit:- Chhat mein...Room lock kiye bina hi soo jaa...Waapas aane mein late ho jaayega.

Fir Sumit waha se nikal gaya aur chhat mein pahunch kar light on karta hai.

Tabhi uska najar 350 meter dur girls hostel ke chhat mein padta hai...Jaha chhat ke ek kone mein Megha akeli thi...Light on hote hi Megha ko bhi Sumit dikh jaata hai.

Sumit ko dekhte hi Megha ki chehre mein nafrat ke bhaaw aane lagta hai...Wo apna munh ghuma leti hai.

Sumit ye dekh mushkuraata hai.

Aur fir chhat mein pehle se hi rakha chair par baith jaata hai...Table par paper, pen aur pencil rakh kar wo apna kaam par lag jaata hai.

Megha ko hairaani ho raha tha ki Sumit ne abhi tak usse irritate nahi kiya.

Jab wo Sumit ki taraf dekhti hai to wo apne kaam mein laga hua tha...Paper mein kuch likh raha tha.

Iss sab mein Megha ko koi interest nahi tha...Sumit ko dekh kar uska mood aur bhi off ho gaya tha...Fir wo light off kar ke niche apne room mein chali jaati hai.

Aaj neend bhi aankho se gaayab tha...Bahut se angdaayi lene ke baad aur chhat ko ghurne ke baad jaa kar neend aati hai.

Raat ke 2 baje thhe ki achanak se Megha ki neend toot jaati hai...Fir se sone ki koshish bhi asafal hi raha...Aise mein usse achanak se khayal aata hai.

"Sumit abhi bhi chhat mein hoga yaa fir chala gaya hoga?"

Fir khud hi jawaab deti hai.

"Chala gaya hoga...Waise bhi mujhe kya matlab usse."

Fir kuch der aise hi khud se sawaal jawaab karne ke baad usse raha nahi jaata.

Ek baar fir wo chhat ki taraf nikal padti hai...Iss baar wo light on kiye bina hi chhat mein jaati hai.

Chhat mein jaate hi wo chaunk jaati hai...Sumit abhi bhi maujud tha.

Chair mein peeth ke bal laita Sumit apne ungliyon se cigarette funk raha tha...1 cigarette khatm dusra suru...Dusra khatm teesra suru...Aise karte karte wo 5 cigarette funkta hai.

Chehra kaafi serious tha...Pehli baar Megha ko laga ki ye ladka serious bhi ho sakta hai.

Cigarette funkne ke baad Sumit waapas pen uthaye paper work mein lag jaata hai.

Ye sab Megha ektak Sumit ko dekh rahi thi.

Megha:- (In her mind) Itna masoom chehra aur itna bada kaand...Logon ka abb koi bharosha nahi...Kabb kiska mukhauta utar jaaye.

Itna keh kar Megha waapas niche apne room mein chali jaati hai.

Next Day

Megha aaj last row mein baithi thi...Shayad wo akeli rehna chaahti thi.

Wo bas intejaar kar rahi thi ki kab lecture start hoga...Hairaani usse tab hoti hai jab Sumit gate se class ke andar aaya.

Jab Sumit Megha ki taraf badha aur uske paas pahunch gaya to Megha Sumit ki aankhon mein dekhti hai...Bahut laal tha...Jo ye bataa raha tha ki Sumit raat bhar soya nahi hai.

Fir Megha ki ummeed ke thik ulta Sumit uske paas naa baith kar paas mein hi baithi Divya ke paas chala jaata hai.

Sumit:- May I sit here?

Divya:- Off course.

Sumit:- Agar bura nahi maanogi to mai tumhara naam puchh sakta hun?

Sumit ki iss sawaal par Divya Sumit ko ghurti hai.

Sumit:- Mai yaha student kam guest jyada hun :D...Iss vajah se pata nahi.

Divya:- I am Divya.

Fir Divya aur Sumit ke bich baatein suru ho jaata hai...Paas mein hi baithi Megha irritate ho rahi thi dono ke baat cheet se...Abb to Megha ko Sumit ki aawaj se bhi nafrat ho gaya tha.

Achanak hi Divya puchti hai.

Divya:- Kya tum dono ka break up ho gaya hai?

Sumit:- (With smile) Kya lagta hai tumhe?

Divya:- Kuch dino se tum dono ko ek dusre se alag dekh kar aur jo bhi halla fail raha hai usse sun kar to sach mein lag raha hai ki breakup hua hai.

Sumit:- Iss baar halla sach hai.

Udhar Megha soch rahi thi.

Megha:- (In her mind) Relationship suru hi kab hua tha jo breakup hoga?

Divya:- Lekin kyu?

Sumit:- Bore ho gaya tha.

Laaparwahi ke saath Sumit ne jawaab diya.

Dono kuch aur baat karte usse pehle professor class mein aa jaate hai.

Fir sabhi padhaai par dhyan dete hai Sumit ke alawa.

Megha ko bhi ajeeb lag raha tha Sumit ka badlaaw...Kal tak kuch jyada hi irritate karne wala Sumit abb usse ekdum se ignore karne laga tha.

Megha:- (In her mind) Accha hi hai...Isse pichaa to chhuta.

Anatomy ka class tha...Udhar professor padha rahe thhe...Idhar students padh rahe thhe...Aur Sumit...Wo sone ki taiyari kar raha tha.

Ye dekh kar Sumit.

Proffesor:- Hey you...Boy at last row...Kya naam hai...Haan Sumit?

Ye sunte hi Sumit utth kar khada hota hai.

Sumit:- Jee sir.

Proffesor:- Tum hamesha last mein hi kyu baithte ho? Aur abhi kya kar rahe thhe.

Sumit:- Kisi mahapurush ne kaha tha...Last row mein baithne se neend accha aata hai...Aur upar se aapka lori jaisa surila aawaj...Sone mein suhaaga ka kaam kar raha hai. :yawn:

Ye sunte hi sabhi hasne lagte hai.

Professor:- Aur ye mahapurush hai kaun?

Sumit:- Chhodiye naa Sir...Hai koi Sumit naam ka.

Professor:- Tum lecture mein dhyan nahi de rahe ho...Matlab sab kuch aata hoga.

Sumit:- Shayad.

Professor:- Shayad ka kya matlab...Aaj tujhe abhi ka lecture related puchta hun.

Fir Professor questions puchte hai aur Sumit sahi answer bhi deta hai.

Professor:- Accha last question...What is the epithelial lining of bronchus?

Sumit:- Squamous Epithelium.

Ye sunte hi Professor gusse mein kehte hai.

Professor:- Humaare jamaane mein to humne ciliated columnar epithelium padha tha.

Sumit:- Aapke jamaane mein wo trend utna jyada nahi hoga...Lekin abb jamaana badal raha hai.

Professor:- Jamaana bhale hi badla ho...Lekin mere question ka answer badla nahi hai.

Sumit:- Lekin sir ye answer mujh par apply nahi hota...Maine apna body related answer diya hai.

Professor:- Aisa kya hai tumhare body mein.

Professor ke saath sabhi students confused thhe ki Sumit kehna kya chaahta hai.

Sumit:- Samjha kijiye sir...Chronic smoking...Aur metaplasia.

Ye sunte hi Professor bhi kuch pal ke liye chup ho jaate hai.

Professor:- Jyada smoking mat karo...Warna ye metaplasia neoplasia (cancer) mein kahi badal na jaaye.

(Lambe time tak smoking karne se respiratory tube mein stress ki vajah se cell tyoe badal jaata hai.)

Sumit:- Dhyan rakhunga.

Fir professor padhaane lagte hai.

Sumit:- May I sit sir?

Professor:- Haan baith jaa abhi...Viva mein chhain se baithne nahi dunga.

Fir Sumit baith jaata hai.

Tabhi side mein baithi Divya kehti hai.

Divya:- Lagta nahi tum sir ko pareshan karna band karoge...Collehe ke first lecture se le kar har lecture mein sir ko pareshan karte hi rehte ho.

Sumit:- Favourite lecturer hai...Majaa aata hai sir ka majaa lena...Aaj neend nahi lagta to jarur dhyan deta.

Divya:- I like your sense of humor.

Sumit:- My pleasure.

Udhar Megha sab dekh rahi thi...Usse lag raha tha ki Sumit ki baaton mein aa kar Divya kahi dusri Megha naa ban jaaye...Lunch time mein Megha Divya se baat karne ka sochti hai.

Jab lecture khatm hota hai...Megha class se baahar jaati hai.

Mauka milte hi,

Sumit:- Chaaku tarbuj par gire yaa fir tarbuj chaaku par...Katna tarbuj ko hi hai.

Divya:- Matlab?

Sumit:- Tum mujh par fislo yaa mai tum par...Nukshaan tumhara hi hai.

Divya:- Kya matlab?

Sumit:- Megha ki tarah itna bhi mat impressed ho jaana mujh oar ki kahi baad mein tumhe bhi pacchtaana naa pade.

Divya:- Chhee...Aise ho tum...Mai to tumse dosti karna chaahti thi...Bahut accha samajhti thi tumhe.

Sumit:- Accha aur mai...Dur dur tak koi relation nahi hai.

Itna keh kar Sumit muskuraane lagta hai...Divya abb koi jawaab nahi deti.

Megha jab waapas aati hai tab,

Divya:- Sahi kiya tumne jo isse breakup kar liya.

Megha:- Tum bhi dur hi raho...Psycho hai ye aadmi.

Ye sun Sumit muskura kar ignore kar deta hai.

Jab lunch time hota hai tab Divya pehle hi waha se chali jaati hai.

Sumit:- Kya keh rahi thi mujhe...Psycho...Psycho matlab paagal...Haan Paagal to hun...Lekin Kirti ke pyar mein.

Megha koi jawaab nahi deti.

Baaki sabhi lunch ke liye chale jaate hai Sumit, Megha aur Raj ke alawa...Kuch row aage baitha Raj dono ki kuch baatein sun raha tha aur samajh raha tha.

Raj:- Megha agar koi insaan jaan bujh kar kisi ke dil mein apne liye nafrat bhar raha ho to samajh jaana koi makshad hai iske piche...Acche se sochna...Kuch majburi bhi ho sakta hai.

Megha:- Makshad to hai...Wo bhi khatarnaak wala.

Megha ki har ek shabd mein nafrat tha Sumit ke liye.

Sumit:- Raj tu kehta tha na tu Anatomy samajh nahi paa raha hai...Aaj raat bahut acche se samjhaunga...Aise samjhaunga ki kabhi bhul nahi paayega....Abhi tu jaa.

Sumit ne to baat ishaara mein kaha tha...Lekin Raj bhi samajh gaya aur waha se chala gaya.

Sumit bhi bag uthaa kar jaane hi wala tha ki.

Megha:- Kirti bahut acchi ladki hai...Please usse...

Sumit:- Acchi hai issi liye to pyaar karta hun. :love:

Itna keh kar Sumit aage chal gaya...Saath hi wo ye bhi soch raha tha ki aage kya karna hai.
Bhout bdiya update champ bhai

Bechari megha ke saath galat hua ??

Itna masoom chehra aur itna bada kaand.

images-1
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,531
34,458
219
प्यार की दीवानगी................या मन की भड़ास
सुमित ने पहले 2 लड़कियों के लिए प्लेबॉय वाला खेल खेला
फिर कीर्ति से प्यार हुआ
फिर मेघा से प्यार वाला खेल

असल में सुमित प्यार में पागल नहीं है..............वो अपनी पहली .........पुरानी प्रेमिकाओं की भड़ास इन सब पर निकाल रहा है

देखते हैं अभी और क्या क्या करता है
 
Top