• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,138
189
UPDATE 66

Kya baat hai Chhote? Bahut dino ke baad dikh raha hai? Sab kuch thik to hai na?

Sumit ke Papa ke iss baat par uske Chacha muskuraate hue bole.

Aarav's Dad:- Haal chaal to aapka pucchne aaya tha bhaiya?

Ye muskaan muskaan kam vyang jyada lag raha tha.

S. Dad:- Pucchne ki kya jarurat hai...Dekh hi raha hai kitna tandurust hun...Wo bolte hai naa fit and fine...Lekin tu thoda motaapa ka shikaar ho gaya hai...Thoda bahut yoga kar liya kar.

A. Dad:- Motaapa...Haan thoda saa...Wo kya hai naa Aarav ka future secured hai to issi khushi mein koi tension nahi hai...Bas acche se khaao piyo aur chain se soo jaao...Baaki ke vakt apne bete ki safalta dekho.

Ye baat sunte hi Sumit ka apne hansi par se control chhut gaya...Lekin jald hi wo sambhal gaya.

Aarav:- Iss hansi ka vajah jaan sakta hun?

Sumit:- Jaan kar kya karega? Kuch soch raha tha...Waise bhi mera soch mein se kuch tujhe samajh mein nahi aata aur kuch se mirch lag jaata hai...Ye dusra category hai...Jaane de warna munh fulaa lega.

Aarav:- Chal bataa hi de? Kya soch raha tha?

Sumit:- Abb Chacha ji ko sukoon mil raha hai tere secured future se to socha koi aisa kaam mil gaya hoga jismein tu bahut hi accha hai...Movies pirate kar ke bechne ki.

Aur hua bhi wohi...Aakhiri line sunne ke baad Aarav ka chehra ekdum se laal ho gaya.

Aarav:- Wo bachpann tha.

Sumit:- Bachpann ki bahut si aadatein budhaape tak saath nahi chhodta.

Iss par Aarav gusse mein ghurta hi raha.

A. Dad:- Waise Sumit...Haalaath se to lag raha hai ye kaam abb tumhe karna pad sakta hai?

Sumit:- Iss haalaath se to mai bhi anjaan hun...Jara samjhaiye.

A. Dad:- Sunaa hai padhaai mein man nahi lagta tumhara...Kuch saal pehle se hi aawara ban gaye ho...Ladkiyon ke chakkar mein...Cigarette, Daaru ki chakkar...Bahut galat hai...Lekin aaj kal ke generation...Kuch samajhte kaha hai.

Iss baat par Sumit ko gussa to aaya lekin kuch soch kar muskuraane laga.

A. Dad:- Waise bhaiya issi vajah se aaya tha...Aap to jaante hi hai Sumit kitna jiddi hai...Kisi ki nahi sunta? Aapka to koi maan hi nahi rakha isne...Kuch value nahi? Kuch izzat nahi?

Socha haal chaal jaante hue kuch gyan bhi deta chalu Sumit ko?

Iss baat par Sumit ke Papa kuch der muskuraane ke baad kehte hai.

S. Dad:- Bahut der kar di vajah bataane mein?

A. Dad:- Haan vajah tha bhi aisa...Thoda intejaar kar raha tha...Aap to jaante hi hai intejaar ka fal meetha hota hai.

S. Dad:- Nahi kadhwa hota hai.

A. Dad:- Ye to maine kabhi suna nahi.

S. Dad:- Aankho se dekha aur kaano se sunaa har baat sahi nahi hota hai...Mehsus kar lena...Tujhe bhi pata chal jaayega intejaar ka fal kadhwa hi hota hai.

Iss par Aarav ke Papa kuch nahi bolte.

S. Dad:- Sumit...Tera Chacha kuch gyaan dena chaahte hai...Aur gyaan ko kabhi naa mat kehna...Marte vakt Raavan bhi Lakshman ko sahi gyaan de kar gaye thhe...Ye to tera jeeta jaagta gyan ka bhandar Chacha hai...Kuch seekh le.

Iss baat par dono hi Aarav aur uske Papa hairaani se Sumit ke Papa ko dekhte hai...Taarif tha ya vyang...Dono ko hi samajh mein nahi aaya.

A. Dad:- Sumit...Kuch baatein hai...Jo tumhe bura lag sakta hai...Lekin jitna jald tum inn baaton ko realize karoge utna hi accha hoga tumhare liye.

Aarav tum se umar mein 1 saal chhota hai lekin padhaai mein 1 saal aage hai...Ye baat ko shayad tum abhi halke mein le rahe ho lekin baad mein.....

Fir aise hi unhone kuch der apni baatein kehna jaari rakha jismein har shabd Sumit ko nicha dikhaa raha tha...Sumit bhi muskuraate hue suntaa gaya.

A. Dad:- Ummeed hai tumhe samajh mein aa gaya hai.

Sumit:- Jee Chacha ji...Aapka har ek baat dimagh mein ghar kar gaya hai aur har ek baat mein sacchaai tha.

A. Dad:- Aur bhaiya...Aapka beta to aapse bhi 2 kadam aage nikal chuka hai.

S. Dad:- Wo kaise?

A. Dad:- Aap bhi nasha karte thhe...Lekin aapka beta to nashedi hi ban gaya.

Aap jo itna mahaan dikhaate hai khud ko lekin apne hi bete ko galat raaste mein jaane se rok nahi paaye...Aur mujhe aana pada sahi galat ka raashta dikhaane.

S. Dad:- Tera bahut bahut shukriya...Warna mujhe to laga tha mera beta haath se nikal gaya hai...Abb usse koi sudhar nahi sakta...Jo tune aaj kiya hai wo koi farishta hi kar sakta hai.

Sumit ke Papa ne mushkuraate hue aise taarif kiya jo Aarav ke Papa ko pachaana bahut mushkil ho raha tha.

Aarav:- Waise Sumit...Tera cigarette aur Alcohol ka to kaafi kissa suna hai...Kitna peeta hai?

Lung Cancer aur Liver Cirrhoshis to ho hi gaya hoga...Aisa cheej pee raha hai jo sirf aur sirf nukshaan hi karta hai.

Nafrat bhari aawaj mein Aarav ne kaha.

Kuch der se khaamoshi se sun rahi Sumit ki Maa ko iss baat par bahut gussa aaya.

S. Mom:- Aarav...

Wo kuch bolti usse pehle.

Sumit:- Baccha hai ye Maa...Daantiye mat...Agar rone laga to chocolate bhi nahi hai mere paas chup karaane ke liye.

Aarav:- Waise idea accha hai topic divert karaane ke liye.

Sumit:- Tu kehta hai to converse kar deta hun.

Lung Cancer to hota rehta hai...Mai soch raha hun abb tak Urothelial Carcinoma (Urinary Bladder Cancer) kyu nahi hua? Aur jaha tak baat hai daaru aur Liver cirrhosis ki to uss mein kya hai Liver transplant kara lunga aur fir se lag jaaunga.

Aarav:- Kuch jyada hi confident nahi hai tu?

Sumit:- Baat Sumit se kar raha hai mere bhai.

Aarav:- Ye sab chhod....Cigarette se Bladder ka Cancer kab se hone laga?

Sumit:- Umar se to chhota hai hi...Gyaan mein bhi hai ye baat to prove mat kar...Log hasenge tujh par agar aise hi kuch bhi bakta raha to.

Aarav:- Maine kya galat keh diya?

Sumit:- Har baat mein galat...Pehle to cigerrete aur daaru sirf nokshaan karta hai.

4th year mein hai...Ye to padh hi lena chahiye tha abb tak Cigerette is protective against Ulcerative Colitis...Aur jaha tak baat Daaru ki hai to ek baar padh lena kam dose mein Alcohol ka brain mein effect aur Cardiovascular System mein effect?

Aarav:- Tab to har kisi ko peena suru kar dena chahiye?

Sumit:- Jeher hai...Lekin 100% bura bhi nahi hai...Teri tarah. :D

Aarav:- Kya matlab?

Sumit:- Itna naa samajh bhi nahi hai tu.

Iss baar Aarav chup raha.

A. Dad:- Accha Bhaiya chalte hai...Jo kaam karne aaye the wo kar diya hai...Ummeed hai Sumit sudhar jaayega.

S. Dad:- Bahut bahut shukriya tera ek baar fir se...Ummeed hai tujhe samajh mein aa gaya hoga Intejaar ka fal kadhwa hota hai.

Aarav ke Papa ne kuch jawaab nahi diya...Lekin unhe acche se samajh mein aa gaya tha intejaar ka fal kadhwa hota hai.

Kitne ummeed se aaye thhe ki Sumit ya uske Papa ko aaj nicha dikhayenge...Unka gussa ka unke khilaaf hi istemaal karenge lekin Sumit ki Papa ki har ek baat par muskuraana unhe unke har ek ummeed ko kuchalte jaa raha tha...Aakhir mein unka man hi kadhwa ho gaya.

S. Dad:- Gate ko acche se lagate hue jaana.

Gate se nikalte hi jab Aarav ke Papa ne sunaa to naa chaahte hue bhi gate ko sataa kar wo aur Aarav nikal gaye.

S. Dad:- Ye wala maturity to bilkul bhi expect nahi kiya tha...Samajhdaar ho gaya hai.

Sumit:- Kaisa Maturity?

S. Dad:- Jaise Aarav ki class le raha tha soch raha tha apne Chacha ko bhi nahi bakshega...Mujhe hi baat sambhaalna padega.

Sumit:- Abhi unse unka har baat par badi aawaj mein jawaab dena aur khud ko defend karna to bachpana hai.

Waise bhi kya kehta mai koi bewda aur nashedi nahi hun...Aur iss baat par unse ladna ye apne kami ko najar andaaj karna hoga saamna nahi.

Unko jawab dunga...Lekin baaton se nahi...Apne kaam se...Wo mujhe nikamma samajhte hai...Mera kaamyaabi hi mera jawaab hoga...Aaj unka har ek baat mere dil aur dimaag mein ghar kar gaya hai...Unka issi gyaan yaani ki mere kamjori ko apna taakat banaunga ek din.

Sumit ki Papa bas sun hi rahe thhe Sumit ki baat.

Sumit:- Lekin Papa...Unka ye bartaaw samajh se hi baahar hai...Wo bhi bachpann se hai.

S. Dad:- Jitna bhi frustration hai sab mere vajah se tha...Mera gussa tujh par nikaal raha tha...Aur aaj wo mauka mila tha jo aaj tak intejaar kar raha tha...Lekin intejaar ka fal meela bhi to kadhwa :lol1:

Sumit:- Aapse kya problem hai unka?

S. Dad:- Hai ek chhoti si kahaani...Kisi din lamba kar ke sunaaunga.

Sumit:- Ye to mera jaisa dialogue hai.

S. Dad:- Sahi kehta tha tera Chacha...Mera kuch value hi nahi hai...Izzat hi nahi hai...Apne baap par hi chori ka ilzaam laga raha hai...Wo bhi dialogue chori ka.

Sumit:- Bas bas Papa...Aap mujhse bhi bura actor hai.

S. Dad:- Jaanta hun bachut accha actor hai...2-3 saal tak sahi acting karta raha tu...Pata hi nahi chala.

Iss baat par Sumit thoda serious hone laga.

S. Dad:- Abb kis khushi mein aisa sada hua chehra bana raha hai?

Sumit:- Nahi kuch yaad aa gaya tha.

S. Dad:- Jaanta hun...Lekin ye yaadein...Ye to jindagi bhar saath chalta hai...To kya jindagi bhar sada hua chehra le kar ghumega...Abb muskura...Warna sach mein kadhwa fal khila dunga...Karela.

Sumit bhi iss baat par muskura deta hai.

Sumit:- Papa mai soch raha tha ki aap Chacha ko samjhaate kyu nahi? Aise jhagda acchi baat bhi to nahi hai.

S. Dad:- Tune dekha nahi hai uska frustration acche se...Hamesha mujhse picha home ka dukh hai usse...Aur abhi tak hai.

Samjhaya bhi bahut hai...Baatein bhi bahut kiya hai...Lekin wo sune tab na.

Jo abb tak ye baatein apne dil mein dabaa kar rakha hai abb kya sunega...Aur baar baar bhains ke saamne been bajaane ki bewkufi mai bhi nahi kar sakta.

Apne tak to thik hai...Lekin uska beta bhi uske jaisa hi ban raha hai iss baat par bhi aankh mein patti baandh rakha hai usne...Aarav ka tere prati vyavhar issi liye hai kyu ki bachpan se wo yahi sab dekhta aur sikhta aaya hai.

Usko jawaab vakt hi dega...Jab munh ke bal girega tabhi akal thikaane aayega.

Sumit iss maamle mein jyada nahi jaanta tha to itna mein hi chup ho gaya.

After Few Days

Megha:- Bahut khush dikh rahe ho?

Sumit:- Haan quiz mein select ho gaya hun...Arun maan gaya.

Megha:- Taiyaari kaisa hai fir?

Sumit:- Perfect....Sab dawaai ko paani bana kar pii liya hai...Bas yahi baaki hai.

Fir Sumit ek tablet Megha ko deta hai.

Megha:- Ye to Sedatives (Sleep inducing) hai.

Sumit:- Haan intejaar nahi hota...Kal Kirti se jo mulaakaat hogi...Raat ka intejaar mujhse sahaa nahi jaayega...Bas issi liye.

Megha wo dawaai fenk deti hai.

Sumit:- Are marwaaogi tum...Saamne wale Mahesh Uncle ke haatho se?

Megha:- Kya matlab?

Sumit:- Unke liye dawaai le jaa raha tha...Aur tumne fenk diya.

Megha:- Tab to kuch aur hi keh rahe thhe.

Sumit:- Majaak tha. :lotpot:

Itna keh kar dawaai utha kar Sumit waha se nikal gaya.

Megha bas Sumit ko khushi mein dekhte hi reh gayi.
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304

Bdiya update bhai ji :love:

Kal ke Quiz me kya hota h dekhte h🙂

Vese to quiz kal h lekin champ bhai jis trah update dete h lgta h 5-6 din ke baad rakha gya h hmare liye quiz :banghead:
 
Kirti.s

Member
404
1,361
123

Very nice update
Sumit or uske papa ne bht hi acha jawab diya Aarav or uske papa ko.kaha woh aaye the inki situation ka mazaa lene or unhe insult krne par yha woh insult karwa ke chale gye woh bhi pyaar se
 
Top