• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,139
189
UPDATE 70

After Few Days​

Tum logo ne naya announcement suna?

Megha ki iss baat par Vikash aur Sumit dono hi sochne lage.

Sumit:- Hoga koi boring sa presentation ki announcement. :yawn:

Megha:- Sports week ki announcement hai.

Sumit:- To fir ye participants ki sir dard hai.

Megha:- Aur tumhare liye?

Sumit:- Kisi kaam ka nahi...3, 4 saal pehle hi humara rishta tut chuka hai.

Megha:- Wo to dikh raha hai...Pichle ek saal mein to aur bhi jyada...Aur aisa hi raha to motaapa mein gubbaara ke saath rishta jud jaayega.

Sumit:- Accha majaak tha...Lekin hansi nahi aaya.

Megha:- Apne upar hua majaak par kisi ko hansi nahi aata.

Accha ye bataao kaun se game mein participate kar rahe ho?

Sumit:- Kisi bhi game mein nahi...3,4 saal pehle hi har khel se retirement le chuka hun.

Megha:- Request nahi order hai ye...Tum par baad mein aati hun...Vikash tum?

Vikash:- Mai...Sports mere bas ki baat nahi hai...Kabhi time mila hi nahi kuch khelne ke liye.

Megha:- Sumit? Decide kar liya tumne?

Sumit:- Problem same hai mera aur Vikash ka...Ye padhaai mein mast...Mai sone mein...Sports se to dur dur tak koi rishta nahi hai.

Megha:- Cricket accha khelte ho...Dekha hai maine bhi.

Sumit:- Wo 3 saal puraani baat hai...Bacchon ke saath wo bhi tennis ball se.

Sabko apna haddi pyara hota hai...Cricket ball se khel kar tudwaane ka koi shaukh nahi hai mujhe.

Megha:- Tum aur itna darpok?

Sumit:- Mai aur dar...Iss mein bhi koi rishta nahi hai wo bhi dur dur tak...Lekin bewkuff bhi nahi hun ki kulhari par jaa kar pair maar du. :approve:

Megha:- Matlab participate nahi karoge.

Sumit:- Bilkul bhi nahi.

Megha:- Accha thik hai...Formality tha pura kar diya...Baad mein mujhe kuch mat kehna.

Sumit:- Mujhe khud sports se koi matlab nahi...Fit mai tumhe kyu kuch kahunga.

Megha:- Ye bhi mat kehna ki Kirti se milne ka mauka nahi diya.

Ye baat sunte hi Sumit soch mein padd gaya...Lekin College ka sports week aur Kirti...Kya link hai? Sumit bilkul bhi samajh nahi paaya.

Sumit ka confusion dekh Megha khud boli.

Megha:- Iss sports week ke baad Intercollege Cricket Competition hai...Uss competition ka host Kirti ka hi college hai...Agar select hona hai to yaha apne hi college mein apna talent prove karna padega iske liye sports week mein participate karna padega.

Abb tumhe interest nahi hai to koi baat nahi.

Sumit:- Kisne kaha mujhe cricket mein interest nahi hai?

Kirti se pehle ek hi to saccha pyaar tha Cricket.

Megha:- To kya socha hai?

Sumit:- Sochna kya hai? College khatm hone ke baad sidha jaa kar apna naam likhwaunga.

Megha:- Aur kya keh rahe thhe? Haddi se bahut pyaar hai?

Sumit:- Protection naam ka bhi koi cheej hota hai.

Megha abb waha se jaane hi wali thi ki.

Sumit:- Agar kabhi Intercollege Table Tennis competition ho to bata dena khaas taur par uss competion ka host Kirti ki college hona chaahiye.

Megha:- (Laughing) 1 sports kaafi hoga socha tha...Lekin yaha to ek mein ek free mil raha hai.

Sumit:- Accha ek baat bataao...Tumhe itna kaise pata chala ki Kirti ki college ye competition host kar raha hai?

Megha:- Pata lagaana padta hai...Dosti naam ki bhi koi cheej hoti hai...Shayad tum nahi samjhoge.

Itna keh kar Megha waha se chali gayi.

Abhi bhi Sumit ka Kirti ki naam sunte hi itna excited hona Megha ko hairaan kar raha tha.

Megha:- (In her mind) Ye pyaar bhi ajeeb hai.

At Night​

S. Dad:- Bahut badlaaw najar aa raha hai tujh mein nasha chhodne ke baad.

Sumit ko gaur se dekhte hue unhone kaha.

Sumit:- Haan bahut fresh mehsus kar raha hun.

Jindagi ko pehle ki tarah jeene ki koshish kar raha hun.

S. Dad:- Jo ki tu jee nahi paa raha hai.

Sumit apne Papa ki taraf hairani se dekhta hai.

S. Dad:- Sab pata hai mujhe...Kya naam tha uss ladki ka...Haan Kirti.

Bhula nahi paaya hai na usse?

Unki iss baat par Sumit ke saath saath uski Maa aur Rashmi ka dhyan bhi aakarshit hota hai.

Sumit kuch jawaab de paata usse pehle.

S. Dad:- Aur bhul bhi nahi paayega.
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,533
34,463
219
Je baap Mujhe Ghana pasand aaraha hai,
Sumeet ko chhodo usake pitashri ki story shuru Karo Jarur super duper hit jaayegi. 😂😂😂
mujhe bhi aisa hi lag raha hai :hehe:
 
Nevil singh

Well-Known Member
21,150
52,928
173
UPDATE 70

After Few Days

At Night

S. Dad:- Bahut badlaaw najar aa raha hai tujh mein nasha chhodne ke baad.

Sumit ko gaur se dekhte hue unhone kaha.

Sumit:- Haan bahut fresh mehsus kar raha hun.

Jindagi ko pehle ki tarah jeene ki koshish kar raha hun.

S. Dad:- Jo ki tu jee nahi paa raha hai.

Sumit apne Papa ki taraf hairani se dekhta hai.

S. Dad:- Sab pata hai mujhe...Kya naam tha uss ladki ka...Haan Kirti.

Bhula nahi paaya hai na usse?

Unki iss baat par Sumit ke saath saath uski Maa aur Rashmi ka dhyan bhi aakarshit hota hai.

Sumit kuch jawaab de paata usse pehle.

S. Dad:- Aur bhul bhi nahi paayega.
bahad khubsurat update dost
 
  • Like
Reactions: Akki ❸❸❸

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
...Next update se length maintain karne ki koshish karunga
Length to itni bhi chal jayegi champ bhai, bas updates post karne ke gap ko kam kariye :(
 
Last edited:
Top