• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Bhool 2 (Completed)

Champ_AK_81

Well-Known Member
5,758
13,139
189
UPDATE 73

Rashmi:- Bhaiya galti to sach mein aap ka hi hai.

Puri kahani sunne ke baad Rashmi ne kaha.

Sumit:- Bahut badi galti hai...Itna ki bhale hi wo mujhe maaf kar de...Mai khud ko maaf nahi kar sakta.

Rashmi:- Aapne sacche dil se maafi maang liya hai na...Wo maaf kar degi.

Sumit:- Maaf kar chuki hai wo...Lekin aise maaf kiya hai jo mere liye pacha paana bhi mushkil hai.

Rashmi:- Kuch samajh mein nahi aaya.

Sumit:- Samajh to mujhe bhi nahi aa raha hai...Kya se kya ho raha hai.

Rashmi abhi bhi sawaliya najro se Sumit ko dekh rahi thi.

Sumit:- Tune pucha tha na ki kya wo mujhse pyaar karti hai? Jawaab hai haan.

4 baar relationship mein raha hun...Bhale hi bas naam ka hi pyaar ho...Kaafi experience hai.

Naa khush aawaj mein Sumit ne kaha.

Sumit:- Aise mein Megha ke feeling se kaise anjaan reh sakta hun...Har pal mere paas hai wo...Uski har baaton mein mujhe uska pyaar mehsus hota hai...Har pal mujhe aage badhne ki haalaaton se ladne ki hausla deti hai...Har pal mujhe khush rakhne ki koshish mein rehti hai...Bhale hi usse mera ignore karna kitna bhi bura lagta ho...Fir bhi mere liye kuch bhi kar gujarne ke liye taiyaar rehti hai.

Itna pyaar...Kaise mehsus nahi hoga?

Aankh band karte hue Sumit ne kaha.

Rashmi:- Fir aap uske saath hi kyu aage nahi badh jaate? Kyu uss Kirti ke hi piche pade hai?

Sumit:- Kyu ki mai uss laayak nahi samajhta khud ko.

Megha mujhse itna pyaar karti hai...Fir bhi mai uske saamne bahut uncomfortable feel karta hun...Wo itni acchi hai ki uske saamne jaate hi mujhe ehsaas hota hai mai kitna galat hun.

Rashmi:- Maaf to kar chuki hai na wo...Abb jo bhi galti ho chuka hai usse bhula kar aage badhiye...Uss galti ko achhaayi se badal dijiye.

Sumit:- Vishwash toda hai uska...Abb bhale hi usse jod bhi du...Jab bhi dekhunga yahi dikhega ki kaha kaha se toda hai...Aur kaha kaha se jod raha hun.

Galti se bhi dardnaak uss ka paschataap hai...Shayad deserve bhi karta hun.

Ye paschataap ki aag kisi tarah seh raha hun...Agar Megha se pyaar karne ka bhool kar baitha to shayad ye aag kahi mujhe jalaa na de.

Rashmi:- Kya matlab?

Sumit:- Mai iss pyaar ke liye bilkul bhi taiyaar nahi hun...Aur Megha ka pyaar bhi aisa hai jo kar kisi ka sapna hota hai...Koi to ho jo hume toot kar pyaar kare...Aur yahi sab soch kar Megha ka pyaar apna bhi lu to Megha ke saath naa insaafi hoga.

Mai usse kabhi wo pyaar nahi de paaunga jo wo deserve karti hai...Mai to aisa confused insaan ban jaaunga aur yahi sochta rahunga ki maine Kirti ke saath galat kiya ya Megha ke saath?

Aaj Kirti se Megha acchi lag rahi hai...Kal Megha ke saath kisi baat par bahas ho gaya aur koi aur acchi lagne lagi to Megha ko bhi kahi chhod naa du...Galat example hai ye...Bahut galat.

Kirti se bade bade vaade kiya hai...Uska kya mol reh jaayega?

Samasya se dur bhaagna samasya ka hal nahi hai...Ye to aisa hai jaise aankh band kar lene se ye soch lena ki suraj gaayab ho gaya hai...Uska koi astitwa abb hai hi nahi.

Picchle 2-3 saalin mein yahi mehsus kiya hai ki pyaar kiya nahi jaata hai ho jaata hai...Jabardasti Megha se pyaar karne ka koshish bhi to nahi kar sakta hun.

Rashmi:- Fir Megha ka kya hoga?

Sumit:- Wo to mere samajh ke bhi pare hai...Abb tak to usko mujhse irritate ho jaana chahiye tha...Uske dil mein apne liye nafrat bharne ki ek naakaam koshish bhi kar chuka hun...Abb wo bhi koshish nahi kar sakta.

Khair aaj nahi to kal uska mere liye pyaar khatm ho jaayega...Yahi ummeed kar sakta hun abb.

Uske liye bhi yahi sahi hai...Kab tak jhuthi ummeed le kar baithegi.Jab ummeed tootta hai bahut dard hota hai...Mujhse jyada kaun mehsus kar sakta hai iss baat ko.

Rashmi:- Aapki baat galat nahi hai...Fir bhi aisa lag raha hai jaise kuch to galat hone jaa raha hai.

Sumit:- Abb jo bhi ho...Jyada fark nahi padta...Papa ki ye baat sahi lag raha hai...Kuch sawaal ke jawaab vakt ke paas hota hai.

Bas abb ye vakt jaha le chale...Kirti ka intejaar to rahega...Lekin abb usse pareshaan bhi nahi karna chaahta...Jo hoga usse hi kismat maan lunga...Waise bhi abb ye pyaar ka paagalpan vakt ke saath kam hota jaa raha hai...Shayad bardaast karna sikh liya hai.

Befikr aawaj mein Sumit ne kaha.

Rashmi:- Bhaiya ek baat puchu? Megha au Kirti...Aapke bichaar mein kaun sahi hai.

Aise hi Rashmi ko ye khayal aaya.

Sumit:- Aaj tak judge to nahi kiya...Kismein kya acchaayi hai aur kya buraai...Aur kaun acchi hai.

Kirti meri pyaar hai...Acchi to waise bhi wo lagegi hi.

Lekin Megha...Bahut acchi dost...Wo dost jo shayad hi mai deserve karti hun...Bahut kam logo mein se hai wo jiske liye dil se respect aata hai.

Kirti ka pyaar mai deserve karta hun lekin Megha ka dosti? Ye hamesha se sawaal ho raha hai...Mere liye bhi.

Aankhein band kar ke Sumit ne jo bhi mehsus kiya...Wo baaton ke jariye keh diya...Ye jawaab Rashmi ke saath saath khud ke liye bhi tha.

After 3 Years

Happy Makar Sankranti
 
Last edited:

Avinashraj

Well-Known Member
2,000
5,638
144

Nyc update bhai but ye teen saal baad kar ke chodna samajh nahi aaya..
 
Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304

Bdiya update Champ bhai :love:

Apko bhi makar sakranti ki shubhkamnaayein
Mai to aisa confused insaan ban jaaunga aur yahi sochta rahunga ki maine Kirti ke saath galat kiya ya Megha ke saath?
Sayad sumit ki bat shi bhi h aur galat bhi
Par use megha ko apnana chaiye ,na ki kirti ko. kyuki kirti vese bhi sumit se nafrat karti h, isiliye agar sumit kirti ko chod ke megha ko apnaye to ye bat nhi hogi ki sumit ke aisa karne se kirti ke sath dhokha hoga 🙂 galat bat to tab hoti agar kirti present me use pasand karti aur sumit megha ko apnata

Waiting for next update 🙂
 
Last edited:

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,727
30,992
304
Waiting for next update champ bhai :cry:
 
  • Like
Reactions: Champ_AK_81
Top