• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Gods and Demons

just YES OR NO

  • Total voters
    318
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Lovekillsyou

Active Member
649
2,715
124
Note- Update 177 hi 178 hain
 
Last edited:

Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,541
189
UPDATE 20

Raat ko phir kabir ko neend nahi aati hai vo bas soch raha tha ke yeh koun ho sakta hai jo usse abhi marne aaya hai kyo ki uski strength kafi thi yeh toh usne suddenly move kiya tha jiske chalte vo bach gaya saath hi uska vo knife bhi kafi powerful tha jiske chalte usne us shaks ke sword tak ko penetrate kar diya tha.

Kuch der room mein aise hi baithne ke baad vo baha aata hai. Subah hone mein abhi waqt tha. Toh vo aise hi chalte hue training ground par aa jata hai aur aaj apne Dragon and Elephant pranja palm ke saath King Kong Fist ki bhi practice karne lag jaata hai.
Kabir ne Dragon and Elephant pranja palm ke first fold ko master kar liya tha jiske chalte usse King Kong Fist ki training bhi normal si lag rahi thi.

DRAGON AND ELEPHANT PRANJA FIRST FOLD.

Yeh kehkar ek palm moment Kabir aage hawa mein chod deta hai jisse uske haath se ek energy palm ka shape le kar samne wale pade se pattahr ko lag jaati hai. Jaise hi yeh hota hai vo pattahr wahi chur chur ho jata hai sab jagah us pattahr ke tukhde pade hue the. Par kabir ne ek baat notice ki ke jab usne vo palm moment chodi thi tab usse Dragon aur Elephant ki roar sunayi thi. Jo abhi halki hi thi par kafi strong thi.

Aise hi usne ab King Kong Fist ki practice start kar di. Jab bhi vo ek fist moment hawa mein chodta waha se hawa ek fist ka shape le kar samne chali jaati aur ek bade se ped ko takarati. Vo ped kafi bada tha jiske chalte usse abhi toh kuch nahi ho raha tha par uspar halke halke fist ke nishan zaroor ban se gaye the.

Aise hi kuch din Kabir practice karta raha. Uski body bhi kafi strong ho gayi thi. Yeh sab Dragon and Elephant pranja palm ke aur King Kong Fist ke training ka natija tha. Uski yeh dono moments ko 1-star Black-Gold rank demon spiritualist bhi nahi jhel sakta tha. Waho agar ab koi uspar uske niche ke rank wale spiritist attack karte toh vo ab unhe aasani se maar sakta tha.

Aaj bhi kabir jaldi hi training ground mein aaya tha aur apni practice kar raha tha. Vo pura pasine se bheega hua tha. Thodi der mein vo apni practice rok deta hai.

Kabir-Jaldi hi test aane wale hai. Tab tak shayad mein King Kong Fist ke first moment ko successfully master kar lunga. Agar aisa hua toh mujhe 3-Star Black-Gold rank demon spiritualist se bhi darne ki zaroorat nahi hai. Waise bhi meri Spiritual power toh pehle se bhi bohot speed se badh rahi hai. Abhi tak mujhe apne soul sea ke baremein bhi nahi pata par jo hai vo kafi Powerful aura nikalta hai.

Tabhi Kabir apne knife ko bulata hai jo uske bulate hi haath mein aa jata hai.

Vo knife bhi kaafi chamak raha tha. Jet Black colour bka hone ke wajah se vo aur bhi shine naar raha tha.

Kabir ek baar usse dekhta hai. Phir usse apne sword skill ki practice karne lagta hai. Us raat ke baad usne apne sword skill par bhi kafi dhyan diya tha ab vo ek saath do sword breaths ko chod sakta hai.

SACRED SWORD BREATH.

Yeh kehte hi Kabir apne knife ko do baar moment karta hai jiske chalte hawa mein hi do taraf ki energies ban jaati hai aur vo ek sword ka shape le leti hai.

Kabir apne samne ek patthar tha us taraf apna knife karta hai. Uske aisa karte hi vo dono sword breaths us pattahr ko jaa lag jaati hai aur usmein do bade se hole kar deti hai.

Kabir-Hmm meri sword breaths bhi kafi strong ho gayi hai. Ab mujhe chalna chahiye aaj mujhe Maithili ko bhi milna hai.

Yeh soch kar vo apne room me aa jata hai aur ready ho jaata hai. Waha se nikal kar vo pehle market jaata hai. Waha ka kaam khatam kar jaise hi vo wapas aane lagta hai usse kuch feel hota hai.

Kabir-koi mera picha kar raha hai. Kahi yeh wahi shaks toh nahi. Nahi nahi yeh koi aur hi hai.

Phir Kabir kuch sochta hai jsike wajah se uske face par ek smile aa jaati hai aur vo phir se aage badhne lag jaata hai uske piche vo aadmi bhi aane lag jaate hai. Kuch der unhe yaha waha ghuma kar kabir institute ke ek hisse mein le aata hai aur ruk jata hai.

Tabhi ek jagah shadow girir hui thi waha se usse aawaz aati hai.

Yeh koi aur nahi balki Aarav tha.

Aarav-Aakhir hamne tumhe gher hi liya.

Kabir-Tumhe ab kya chahiye.

Aarav-Tumhe kisi se dar nahi lagta hai naa. Par aaj mein tumhe bataunga ke dar kya hota hai. Bohot bolte rehte ho na tum ke ham arrogant hai kyo. Maaro usse.

Yeh keh kar Aarav ne apne followers ko kaha. Uske aisa kehte hi vo followers bhi aage badh gaye the.

Aarav-Yeh sabhi Bronze practitioner hai ab dekhte hai tum kaise vo demonic art use karte ho. Isse tab tak maaro jab tak yeh Puri tarah zakhmi na ho jaaye.

Yaha vo 6 followers aage badh gaye the aur unmein se ek ne kabir par punch bhi maar diya tha par Kabir ki speed kafi jyada thi un sabhi se toh usse yeh punch Dodge karne mein koi taklif nahi hui.

Kabir jhat se piche ki taraf ho jaata hai aur apne haath par stand kar ke apne aap ko piche ki taraf push karta hai.

Kabir-Mere karib bhi mat aana yeh tum sabhi ke liye last warning hai.

Follower-Ab ek bachha hame darayega.

Kabir-Thik hai phir.

Phir se vo sabhi uske taraf badh jaate hai. Ek follower phir se ek punch usse marta hai par kabir zarasa side ho jaata hai aur usse dodge kar deta hai wahi uske piche se bhi ek follower aa raha tha Kabir ke aise dodge karne se vo punch us piche wale follower ko lag jata hai. Kabir chahe toh apne powers ka use kar sakta tha par abhi vo ek bheed wale area mein tha waha kafi log bhi the. Tabhi Kabir apne samne wale follower ko dhakka de deta hai lekin uske right side se ek follower uspe ek round kick de deta hai. Kabir jhat se niche baith jata hai aur us follower ke pair par ek kick mar deta hai jiske chalte uska balance bighad jaata hai aur vo gir jata hai.

Sabhi ko kabir aise hi dodge kar raha tya abhi tak usne fight back nahi kiya tha kyo ki usse pata tha ke uske fight back karne se yeh sabhi followers kafi injured ho sakte hai.

Kabir-Bas bohot hua in sabhi ka khel.

Kabir yeh baat apne aap se kehta hai.

LEAFE HURRICANE.

Yeh keh kar Kabir apne right pair ko bahar nikal kar zor se ek baar gol ghum jaata hai. Uske aisa karte hi waha ek halka tornado sa ban jata hai jiske chalte vo sabhi followers jo us par attack kar rahe the vo dur udd jaate hai.

Kyo ki yeh sab kuch institute ke paas hi ho raha tha jiske chalte waha khade kuch students ne waha ke guards ko iski khabar kar di. Ab vo waha aa rahe the.

Aarav waha ke student ki yeh baat sun leta hai jo abhi waha sabhi ko bata raha tha.

Aarav-Jaldi se usse khatam karo.

Tabhi kahi se aawaz aati hai.

'Yeh kya Sacred Family ab pure din mein kisi ko khatam karna chahti hai.’

'Mujhe bhi dekhna hai koun hai vo jise Sacred Family din mein maarne wali hai.’

Aarav in sabhi baato ko sun raha tha wahi yaha abhi tak ek bhi follower ne kabir ko touch tak nahi kiya tha balki uske last attack se hi vo kafi injured ho gaye the.

Wahi kabir ab uske ek taraf khada tha wahi vo sabhi 6 dusri taraf.

Vo sabhi phir se ek baar saath mein attack karte hai. Jinko kabir aasani se dodge kar raha tha.

Tabhi piche se ek follower aa kar usse pakad leta hai. Wahi yaha ke followers mein se ek usse punch marta hai par kabir ko lagne ke bajaaye uska haath hi pain karne lag jaata hai.

Par kabir ko ab halka gussa aa gaya tha. Suddenly Kabir apne powers ko release kar deta hai jsike chalte vo sabhi followers uske powers ko release karne se hi puche ki taraf us jaate hai. Un sabhi ko kafi lag chuka tha aur vo thode thak bhi gaye the.

Kabir ko apni powers release karte dekh unhone apne weapons nikal liye. Har ek ke paas sword thi.

Vo sabhi milkar us par attack karte hai par tabhi kabir ke samne koi aa jata hai yeh do saaye the.

Yeh koi aur nahi balki Maithili aur Rati the.
Unhe apne samne dekh kar vo sabhi followers bhi ruk jate hai.

Rati-Aarav mujhe nahi pata tha ke tum is tarah ke person ho.

Dono hi girls ek saath piche mudti hai aur Kabir se kehti hai.

Maithili-Kabir tum thik ho.

Rati-Kabir tum thik ho.

Dono ke ek saath kehne se kabir ke face par smile aa jati hai wahi dono girls bhi ek dusre ko dekhne lag jaati hai phir apne apne face ko dusre side kar leti hai.

Yaha Aarav ko kuch bhi samjh nahi aaya ke yeh dono kab waha aa gayi aur yeh dono hi Kabir ki side kyo le rahi hai.

Usse is baat se gussa aa jata hai.

Aarav-Rati shayad tumhe koi misunderstand hui hai. Mujhe explain karne do.

Yeh sab kuch iske wajah se ho raha hai isne hi mujh par attack kiya aur jab mere followers mujhe bachane aaye tab yeh unse fight karne laga.

Waha khade sabhi log Aarav ki baat sunkar shock ho gaye. Unhe pata tha ke kisne fight start ki thi par koi bol nahi sakta tha kyo ki Aarav Sacred Family se belong karta tha jo unhe dara raha tha ke unke bolne se shayad Sacred Family unke piche bhi pad jaaye.
Maithili ko Aarav ke iss baat se gussa aa gaya.

Maithili-Kya kaha tumne……Aarav tum kise bewakoof banana chahte ho sabhi ko malum hai ke yeh fight kisne start ki thi.
Tabhi piche se Kabir aage aata hai.

Kabir-Mein ne sacred family ko offend kiya toh aaj vo mujhe school mein hi maarna chahti hai. Yeh thoda jyada nahi ho raha hai.

Aarav-Tum…..

Rati-Kabir……

Wahi Maithili soch rahi thi.

Maithili-Kabir kaafi bold hai. Sacred Family hamesha se unse weak families ka use karte aayi hai. Yaha tak ke mein bhi unhe kuch nahi bol sakti.

Tabhi waha khade logo mein se kisi ki aawaz aati hai. Yeh sabhi kabir ke friends the jo uski fight ki baat sunkar usse help karne ke liye waha aa rahe the.

Ravi-Side hato sabhi jaane do hame.

Tabhi un sabhi ki nazar kabir par jaati hai.
Ravi-Kabir tum thik toh ho na. Kahi in logo ne tumhe kuch kiya toh nahi na. Agar aisa hai toh ham sabhi vice principal ke paas jaa sakte hai ya phir abhi vo idhar hi aa rahe hai.

Varun-Aarav tum ek useless person ho. Tumne ek par apne 6 followers se attack kiya.

Sabhi log inki is baat se aapas mein baat kar rahe the. Jise Aarav dekh leta hai aur apne aap ko bachane ke liye kehta hai.

Aarav-Nahi yeh fight mein ne start nahi ki thi mein toh yaha se jaa raha tha yeh kabir ne mujh par attack kiya.

Kabir-Abhi bhi apni galti nahi maan rahe ho na. Waise bhi yeh sacred family ki purani baat hai vo kabhi bhi apni galti nahi mante hai.

Ravi-Aarav kya tum yeh proof kar sakte ho ke tumne yeh nahi kabke tum isse maarna chahte ho.

Aarav-Mein ne vo baat bas KEHNE ke liye kahi thi. Mein usse sach mein nahi maarna chata tha.

Tabhi waha khade sabhi logo ko ek powerful aura feel hota hai. Yeh aur koi nahi vice principal the jo waha aa rahe the.

Aarav sochta hai.

Aarav-Lagta hai vice principal aa rahe hai mujhe yaha se jaana chahiye.

Aarav-Chalo yaha se sabhi. Kabir mein apni haar aaj maan leta hu par aage nahi manunga.

Yeh kehte hue Aarav waha se chala jaata hai.

Uske waha se jane ke baad Maithili jhat se kabir ka haath pakad leti hai.

Maithili-Kabir sach mein tumhe kuch nahi hua hai na.

Kabir bhi usse smile ke saath jawaab deta hai.

Kabir-Nahi Maithili mujhe nahi laga hai kuch.

Tabhi uski nazar Maithili ne pakde hue haat par jaati hai. Usse dekh kar Kabir jhat se Rati ki taraf dekhta hai jo in dono se kuch dur khadi thi. Vo bhi unhe dekh rahi thi.

Rati-Yeh kafi achhi baat hai ke tumhe kuch nahi hua.

Kabir ke sabhi friends waha khade logo ko jaane ko keh dete hai.

Yaha Maithili ne abhi bhi kabir ka haath pakad kar rakha hua tha.

Maithili-Phir bhi kabir mein tumhe saath deti hu class tak chalne ke liye phir ham waha jaa kar mein ne banaya hua breakfast khayenge.

Kabir Maithili ki baat sunkar thoda shock ho jata hai. Vo sochta hai.

Kabir-Mein toh kabse class nahi aaya hu yaani yeh har roz breakfast bana kar laati thi.

Kabir-Thik hai phir mein tum aur Rati….

Abhi vo aage kehne ho wala tha ke vo Rati ko waha se jaate hue dekh leta hai.

Rati-Ab matter khatam ho gaya hai toh mujhe bhi jana chahiye.

Vo waha se chali jaati hai wahi kabir ki nazar apne piche khade friends par jaati hai jo usse thumbs up karke dikha rahe the.

Wahi yaha un logo ke bheed mein ek ladka khada tha aur uske face par gussa saaf dikh raha tha.

Ladka-Isne publicly mere family ko oppose kiya hai aur meri hone wali wife ke saath ghum raha hai. Lagta hai yeh kabir ko apni zindagi pyaari nahi hai.
 
Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,872
21,052
188

Awesome update bhai lagta hai ye wahi ladka hai jiske sath maithili ka rishta paka hua tha
 
Vickey1211

Well-Known Member
7,591
16,026

Mast update h Bhai
Maza aa gya
 
Hami123

Member
394
1,315
139

Nice bro
 
Status
Not open for further replies.
Top