• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Gods and Demons

just YES OR NO

  • Total voters
    318
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Lovekillsyou

Active Member
649
2,715
124
Note- Update 177 hi 178 hain
 
Last edited:

Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,541
189
UPDATE 173

Kabir ne apne baki sabhi friends ko Rati aur Maithili ki baat bata di. Bas kuch baato ko chod kar. Kabir yahi soch raha tha ke kuch baate abhi uske friends ko batana sahi nahi hai.

Ab Dragon Martial Temple mei Kabir hi bacha tha.

Shreya aur Dina ke jaane ke wajah se Dragon Martial Temple kaafi shant ho gaya tha. Kabir ko na waha par Dina ki vo cheerful hasi sunayi de rahi thi aur na hi usse Shreya waha par kahi apni practice karte hue dikh rahi thi.

Kabir ne apne aap ko refinement ke liye secluded kar liya. Apne sabhi friends ko mile hue resource ko equally divide kar ke uske paas jo bacha tha usse Kabir apne cultivation ko badhana chahta tha.

Kabir abhi apne Space and Time Spinel ke andar baitha tha aur usne apne ek jade box ko nikaal kar usse samne rakh diya.

Us box mei se kaafi strong Saint Power aur Medicinal Scents release ho raha tha.

Us box ke andar Three Leaf Holy Clover the. Har ek powerful medicine tha. Normal warrior jo Black Realm ke Initial Stage par hai uske liye har ek single Three Leaf Holy Clover usse new stage mei breakthrough karwa sakta hai.

Kabir kisi bhi tarah ke jaldi mei nahi tha in sabhi resources ko use karne ke liye. Vo har Three Leaf Holy Clover ko single per day refine kar raha tha aur apna bache hue time mei Dragon and Elephant Pranja Palm ki practice karta.

Kabir ko Three Leaf Holy Clover sirf refine hi nahi karna tha balki uske medicinal power ko absorb kar ke usse apna banana tha.

4th night tak Kabir ne 15 Three Leaf Holy Clovers ko refine kar liya tha jisse uska cultivation bhi badh gaya. Issi bich Kabir ko yeh news mili ke Varun, Ravi, Riya aur Duan ko bhi Internal School ne summon kar liya hai aur vo bhi Western Campus se jaane wale hai.

Jaane ke pehle sabhi Kabir se mile the. Unhe pata tha ke Kabir jis situation se jaa raha hai usse nikalne ke liye usse time ki zarurat hai.

Kabir ne bhi sahi ke saath has kar baate ki aur next day vo sabhi bhi Western Campus se chale gaye.

Ab tak Kabir ka Qi Pool ab Qi Lake ban gaya tha aur vo 60% tak fill ho gaya tha.

Apne cultivation ko badhana Kabir ka ab secondary goal tha.

Ab Kabir apne physical quality ko improve karna chahta tha.

Kabir ki speed ab 77 meters per seconds ki thi. Speed ke part mei Kabir Profound Board ke No.1 ranker se bhi kaafi aage tha.

Par uska goal Profound Board par No.1 aana nahi tha balki Black Realm ke Ultimate Realm ko achive karna tha.

Black Realm ke Ultimate Realm ko achive karne ke liye uski speed 81 meters par second ki honi chahiye. Vo uska threshold tha.

Dekhne se aisa lag raha tha ke Kabir Black Realm ke Ultimate Realm se zyada dur nahi tha. Par reality kuch aur hi thi. Usse abhi bhi kaafi distance ko clear karna tha. Even yeh bhi possible tha ke vo kabhi bhi Black Realm ke Ultimate Realm ko achive hi na kar paye.

Kabir-Mere current cultivation ko dekh kar mujhe yahi lag raha hai ke jab mein Black Realm ke Completion Stage par breakthrough kar lunga tab meri speed sirf 79 meters par seconds ki hongi. Isse mein Black Realm ke Ultimate Realm mei breakthrough nahi kar paunga.

Kabir ne apne haato mei ek book rakha hua tha jo half meter thik tha aur 1 meter tak long tha.

Is era ke ab tak ke sabhi prodigies jinhone Black Realm mei 75 meters per second ke speed ko surpass kar diya tha unke naam record kiye hue the.

Is era ke meaning matlab last 10,000 years se lekar ab tak ke 500 years tak ke sabhi naam the.

Last ke kuch thousands years mei koi bhi is Aakanksha Universe ke Kulun World mei koi bhi Black Realm ke Ultimate Realm mei nahi pohocha tha.

Abhi ke 9 prodigies hai unki speed 80 meters per seconds, 78 meters per seconds, 79 meters per seconds, 78 meters per second...

Is book mei ab tak kaafi kuch record kiya hua tha. Is book mei total 750,000 warriors ke naam the jinki story apne aap mei remarkable the.

36 Commandery ka ka top prodigy Yunvu Commandery ka 7th Prince Tian vo khud bhi jab Black Realm mei tha tab uski speed 73 meters per second ki thi.

Yeh kehna bhi galat nahi hoga ke is book mei jo 750,000 geniuses the vo sabhi Tian se kaafi talented the.

Lekin itne saare prodigies hone ke baad bhi unmei se koi bhi Black Realm ke Ultimate Realm mei nahi pohoch paya tha.

Jo prodigies 80 meters per second ki speed ke saath the vo bhi kaafi talented the. Aisa bhi kaha jaa sakta hai ke vo recent ages mei Kabir se bhi talented the cultivation ke mamle mei. Par unmei se bhi koi Black Realm ke Ultimate Realm mei nahi pohoch paya tha.

Kabir ne us thick book ko close kiya aur ek gehri saans chodi.

Kabir-Last ke thousands of years mei kaafi saare prodigies ho kar gaye hai. Recent ages mei bhi kaafi saare prodigies aaye hai. Par inmei se koi bhi Black Realm ke Ultimate Realm mei nahi pohoch paya.

Kabir is baat se aware tha ke Black Realm ke Ultimate Realm mei breakthrough karna kitna hard hai. Par agar vo successfull hota hai toh vo ek baar phir se Chords of Gods ko summon kar sakta hai aur uski wajah se usse aur bhi benefits mil sakte the.

Kabir-Kya pata kuch geniuses Black Realm ke Ultimate Realm mei pohoch bhi gaye ho par is book mei unka naam record na kiya gaya ho. Kunlun World kaafi vast hai. Even agar Martial Market School ki reach long tak ho bhi sakti hai toh bhi unke paas har warrior ki information nahi ho sakti hai. At least Martial Market School ke paas mein Yellow Realm ke Ultimate Realm mei pohoch gaya hu yeh information nahi hai toh baki warriors ke baremei bhi nahi ho sakti hai.

Kabir ka confidence is soch ke saath phir se aane lag gaya tha. Uski aankho mei ab strong determination aane lag gayi thi.

Baki isse achive nahi kar paaye iska yeh meaning toh nahi hota hai na ke Kabir bhi isse achive nahi kar payega.

Tabhi Kabir ko Yuyan ki aawaz sunayi deti hai aur Kabir hosh mei aata hai.

Yuyan-Kabir Deputy Headmaster bahar tumhara wait kar rahi hai.

Yuyan kab se Space and Time Spinel ke bahar aa gayi thi aur Kabir ko aise sochte hue notice kar rahi thi.

Kabir-Deputy Headmaster returne bhi aa gayi. Luhan ke saath kya hua hoga yeh bhi mujhe jaan lena hai.

Kabir Luhan ke matter mei kaafi interested tha. Kabir jaldi se apni jagah se uth khada hua aur usne door open kar ke Deputy Headmaster ko andar aane ko kaha.

Jab Deputy Headmaster ne Kabir ko dekha tab unka face jo abhi tak serious tha uske upar ek smile aa gayi. Unhone ek smile ke saath husky aawaz mei kaha.

"Kabir tumhe is Intermediate Relic Exploration Test mei kaafi treasures mile hai. Even tum Black Realm ke Completion Stage mei bhi breakthrough kar gaye, right ?"

Kabir ne Deputy Headmaster ko dekh kar unhe respect ke satah jhuk kar salute kiya aur kaha.

Kabir-Haan ! Mein Black Realm ke Completion Stage mei pohoch gaya hu.

Deputy Headmaster ko bhi Kabir ki is baat ko sunkar kaafi achha laga. Unki aankho mei bhi ek admiration dikh rahi thi.

Unhe Kabir ke results ko dekh kar kaafi achha lag raha tha. Unhe ab pata chal gaya tha ke Kabir ke baki friends bhi Kabir ke push karne ke wajah se hi talented hai. Unki success bhi Kabir ke wajah se hi hai. Kabir na sirf Strong Spiritual Power ko hold karta tha balki uska Martial Arts talent bhi outstanding tha. Even other young geniuses bhi uska 1% nahi the. Uski achievements uske successful future ke baremei bata rahe the.

Even Deputy Headmaster ko itna bhi trust tha ke Kabir future mei unke bhi achievements ko surpass kar dega.

Deputy Headmaster ne Kabir ko dekhte hue pucha.

"Tumhe Martial Market School mei aaye hue 6 months ho gaye hai kyo ?"

Kabir-Yes !

Tabhi Deputy Headmaster ke face ke expressions serious ho gaye.

"Abhi tak half year bhi complete nahi hua hai aur tum Black Realm ke Initial Stage se Black Realm ke Completion Stage mei pohoch gaye ho. Tumhari progress kuch zyada hi fast hai."

Kabir samajh gaya tha ke Deputy Headmaster usse kya kehna chahti hai. Agar usne apne cultivation ko quickly badhaya toh uski foundation kaafi weak ho jayegi. Cultivation ek long aur slow journey hai. Agar Kabir ka foundation weak hua toh uski future developments zyada nahi ho sakti thi.

Deputy Headmaster ko Kabir se kaafi hopes aur kaafi high expectations the, vo usse aage chal kar girte hue nahi dekhna chahti thi. Unhone kaafi sincerity ke saath Kabir se kaha.

"Cultivation ke beginning mei practice resources kaafi massive role play karte hai. Ek normal prodigy bhi apne cultivation ko fast kar sakta hai agar uske paas sufficient resources ho."

"30 years pehle bhi Western Campus mei ek genius aaya tha. Apne Teenage start hone se pehle hi vo Black Realm mei pohoch gaya tha. Apne start ke teenage mei vo Earth Realm mei pohoch gaya. Jab vo apne teenage ke mid mei tha tab vo Earth Realm ke Completion Stage mei tha. Us waqt usne Omen Ridge ke sabhi 36 commanderies ko shock mei daal diya tha. Us waqt usse sabhi elders impress the aur unhe yahi lagta tha ke vo Half-Saint's Realm mei pohoch sakta hai. Ya phir ek Saint bhi ban sakta hai."

Kabir-Toh uske saath kya hua ?

Yeh sunkar Deputy Headmaster ne ek gehri saan chodi aur apne sir ko naa mei hilate hue kaha.

"Usne kaafi fast practice ki thi iske wajah se uski foundation utni solid nahi ho paayi. Uske baad uski aage ki cultivation speed kaafi slow ho gayi. Apne mid teenage ke baad usse next 15 years lage the Heaven Realm mei breakthrough karne ke liye."

"Uske same age ke sabhi peers usse piche chod kar aage chale gaye the. Vo uske baad se Heaven Realm ke Initial Stage ka warrior hi reh gaya. Ab toh yeh bhi certain nahi hai ke vo Heaven Realm ke Completion Stage mei bhi pohoch payega ya nahi. Half-Saint's Realm to kaafi dur ki baat hai."

Kabir Deputy Headmaster ke baato ke piche jo feelings thi unhe samajh sakta tha. Yeh ek deep disappointment thi.

Tabhi Deputy Headmaster ne Kabir ko dekhte hue kaha.

"Is liye abhi jaldi se Earth Realm mei breakthrough mat karna. Kuch years ke liye Black Realm ke Completion Stage par hi raho. Apne Genuine Qi ko apne body mei refine karo aur uski purity ko badhao. Wahi same time par tumhe apne body ko bhi train karna hoga. Apne aap ko kisi rock ki tarah tough banao. Is world mei sirf wahi apne sir ko upar utha kar chal paate hai jinki foundation solid ho."

Deputy Headmaster ko yeh pata nahi tha ke Kabir ke paas Space and Time Spinel hai. Unhe laga tha ke Kabir ne sirf half year hi practice ki hui hai jiske wajah se vo Kabir ko lekar concerned thi.

Par agar baat reality ki kare toh Kabir ne already Black Realm mei Space and Time Spinel ke andar 1 year jitna time nikal diya tha.

Par Deputy Headmaster ki baat bhi apni jagah par sahi thi. Kabir bhi jaldi se Earth Realm mei breakthrough nahi karne wala tha. Usse apne body ko top condition mei refine karna tha aur Black Realm ke Ultimate Realm mei breakthrough karna tha.

Kabir ne soch liya tha ke vo apne aap ko 1 year ka time dega. Agar vo is time ke andar Black Realm ke Ultimate Realm mei breakthrough nahi kar paya toh usse phir Earth Realm mei breakthrough karna hi hoga.

Student jitna young hoga uske cultivation ki speed bhi utni hi fast hogi.

Kabir ab 18 years ka tha aur ab dekhte hi dekhte vo 19 ka hone wala tha. Kabir ab apna time zyada waste nahi kar sakta tha.

Kabir- Outside world mei 1 year means Space and Time Spinel ke andar 3 years. Itna waqt kaafi hai mujhe apne foundation ko solid karne ke liye.

Agar Kabir in 3 years ke time mei Black Realm ke Ultimate Realm mei nahi breakthrough kar paya toh uske liye aage time lagana waste ho hoga.

Wahi Deputy Headmaster ne smile karte hue kaha.

"Kabir mujhe tumse kaafi high expectations hai. Mein yeh hope karti hu ke tum aane wale in 2 years ke andar Profound Board par 1 ranker banoge aur us Tian ko crush kar doge jo Yuntai Suzerain ka No.1 prodigy hai. Kya tum yeh kar paoge ?"

Kabir ne Deputy Headmaster ke samne kaafi determine hote hue kaha.

Kabir-Zarur, Mein aap ke hope ko girne nahi dunga.

Of course Kabir ko is baat ke liye apne aap par confidence tha. Even agar vo Martial Market School ke Coliseum mei chala gaya toh ab bhi vo Profound Board par 1st aa sakta hai.

Par kyo ki uske upar abhi bhi kaafi hogh reward hai agar vo apne talent ko aur bhi dikhayega toh uske piche aur bhi assassins lag jayenge. Ab vo koi Tiny World se belong karna wala person nahi tha. Vo Sacred Buddhist Empire ka Sacred Prince aur SUN GOD clan se belong karta tha.

Agar vo aur bhi zyada talented sabhi ke samne aane lag gaya toh jealousy jo uske against badh gayi thi vo aur bhi badh sakti thi. Uske baad usse marne ke liye aur bhi attempts hone lag sakte hai.

Abhi uske liye low profile rehna hi thik tha. Abhi ke liye vo Profound Board ke ranking ke liye compete nahi karna chahta tha.

Deputy Headmaster ne apni baat aage kahi.

"Well agar tum Profound Board par 1st aate ho toh tumhe kaafi large amount ke saath reward kiya jayega. Ek baar jab tum Earth Realm mei breakthrough kar loge toh tum us amount ko use kar sakte ho resource buy karne ke liye. Taaki tum Earth Realm mei bhi kaafi achhi aur fast rpogress kar sako."

"Of course Profound Board par 1st aana kaafi difficult hai. Even Tian bhi 3rd rank karta hai aur Luo Sihan 2nd. Vo dono hi ek ek step piche hai."

"Waise Tian se mujhe yaad aaya Yuntai Suzerain mei Han, Hina aur Jeet naam ke 3 prodigies hai jo Tiny World se belong karte hai. Dekha jaaye toh specially Han ka tino mei talant kaafi high hai even uska talent Tian ko bhi rival karta hai. Lekin Yuntai Suzerain ke Master ko sirf Tian hi dikh raha hai. Kya tum un tino ko jante ho ?"

Jab Kabir ne Deputy Headmaster ke muu se Han Hina aur Jeet ke baremei suna toh usse halka sa shock laga. Par phir ek smile ke saath usne apne sir ko haan mei hilaya.

"Mujhe laga hi tha ke tum unhe jante hoge. Kaash vo is Martial Market School mei hote toh Western Campus aur bhi proud feel karta par ab kya kar sakte hai. Waise agar vo future mei kabhi Eastern Regine gaye toh mein unhe zarur invite karungi top sect mei aane ke liye."

Kabir ne bhi apne sir ko haan mei hilaya aur phir Deputy Headmaster se kaha.

Kabir-Waise Deputy Headmaster aap ne kaha ke Senior Sister Apprentice Luo Sihan 2nd rank par aa gayi hai. Par vo toh 6th rank par thi na vo 2nd rank par kab aayi ?

"Intermediate Relic Exploration Test ke just pehle Luo Sihan ne secretly Wang ke saath battle ki thi. Kuch thousands strikes ke baad usne Wang ko beat kar diya. 10 se bhi kam hi persons is baat ke baremei jante hai toh is baat ko secret hi rakhna."

Kabir-Agar Senior Sister ne Wang ko beat kar diya tha toh Yan ko challenge kyo nahi kya jo 1st hai ?

"Well Yan ke against uska jitna impossible hai."

"Yan Wang se kaafi powerful hai. Vo last 20 years se Profound Board ke 1st rank par hai aur ab tak usse koi bhi beat nahi kar paya hai. Agar Luo Sihan ne Earth Realm mei breakthrough nahi kiya hota aur next 3 years tak Black Realm mei rehti toh uske paas chance tha Yan ko beat karne ka. But vo itna wait nahi kar sakti thi aur waise bhi usse 1st rank aane ki koi bhi zarurat nahi thi."

Dekha jaaye toh Luo Sihan khud bhi Black Realm mei aur rukna chahti thi.

"Shreya aur Dina ne bhi in secret battles mei participate liya tha. Par kuch powers unhe secretly support kar rahe hai is liye unke results ke baremei kisi ko bhi pata nahi hai. Unki prowess Profound Board ke top 10 mei aane ki hai. Kuch kehte hai ke tumhari jo generation hai vo Western Campus ka pride hai. Mein bas yahi hope karti hu ke tumhari future achievements bas Heaven Realm tak hi na rahe."

Jab Kabir ne Dina ke baremei suna toh usse yeh samajhte der nahi lagi ke Dina ko koun secretly support kar raha hai.

"Luo Sihan, Shreya aur Dina ko Western Campus mei 3 Female Devils ke naam se jana jata hai. Even Western Campus ke elders bhi unhe control nahi kar sakte hai. Isliye nahi ke vo simply talented hai balki is liye ke unhe strong forces support kar rahe hai. Is liye vo kisi bhi matter se easily nikal sakte hai. Even agar unhone kisi ke pair tak ko break kar diya toh bhi uski report koi bhi kisi bhi elder se nahi karega."

"Luo Sihan ko Saint Luo Family support karti hai. Luo Family ke Saint Luo Su Western Campus ke 1st prodigy the. Na sirf unhone Luo Family ko establish kiya balki abhi tak vo ji rahe hai. Aisa koun hoga jo us Family ko cross karna chahega jiske head ek Saint ho ? Of course Luo Family ki power sirf Omen Ridge ke 36 Commanderies ke andar hi nahi hai. Tum Luo Family ki strength ko imagine bhi nahi kar sakte ho abhi."

"Shreya ko bhi great powers support kar rahi hai. Vo koi simple Commandery Princess of Qin Commandery nahi hai. Uske saath bhi kaafi Princes aur Princesses hai Qin Commandery ki. Toh Shreya hi kyo special hai ? Mostly kyo ki uski mother ki family kaafi great hai. Even Qin Commandery King bhi apne throne ko issi liye maintain kar paya hai kyo ki usse Shreya ke mother ke family ka support hai."

"Kya tumhe pata hai Shreya Omen Ridge ke Martial Market School hi kyo aayi aur Qin Commandery mei jo school hai waha kyo nahi gayi ? Kyo ki Omen Ridge mei jo Martial Market School hai uske head uske mother ke brother hai jo unhe Shreya ke uncle banate hai. Aise connection ke saath Omen Ridge ke school ke andar koun uske saath battle karna chahega ?"

"Rahi baat Dina ki toh uski situation kuch special hai. Mujhe yeh toh pata hai ke usse Western Campus ek Half-Saint ka disciple lekar aaya tha. Usse Martial Market School ke andar train karna chahte the. Vo uske liye strong competitive environment ko use karna chahte the."

Par Kabir ko is sab ke baremei pehle se hi pata tha.

Par Kabir yeh unhe bata nahi sakta tha ke vo pehle se unke real identities janta hai. Par vo chahta tha ke yeh sabhi usse khud unke baremei bataye.

Par shayad unhe lagta hai ke Kabir abhi tak unke social circle mei enter hone ke liye qualify nahi hai. Issi liye abhi tak unhone usse kuch nahi bataya hai.

Tabhi Deputy Headmaster ne smile karte hue aage kaha.

"Kabir Shreya ke saath tumhara future kaafi bright hai. Iske wajah se endless warriors tumhe challenge karenge aur yeh tab tak nahi rukenge jab tak tum haar nahi jaate ho ya phir mar nahi jaate ho."

"Well aaj jo baat hamare bich hui hai vo tum apne tak hi rakhna. Agar iske baremei outside world mei pata chal gaya toh yeh tumhare liye bilkul bhi achha nahi ho sakta hai."

Kabir-Mein samajh gaya.

"Well tum ab Western Campus ke top master ho. Ab tum Heaven Titled Room mei rahoge. Upar se aur 2 warriors bhi Dragon Palace mei move karne wale hai. Toh please unhe guide karna. Zina, Tong andar aao."

Zina aur Tong Deputy Headmaster ke bulane par andar aate hai aur dono hi ek saath salute karte hue kaha.

"Greetings Deputy Headmaster aur Elder Senior Apprentice."

Of course Zina ke paas right tha ke Dragon Palace mei enter kar sake. Jab usne school ko join kiya tha tabhi vo Black Realm ke Dawn Stage par thi aur usne Test Tower ke 3rd floor ke 1st obstacle ko pass kar liya tha.
 
Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,541
189
Sorry guys I know ke bada update chahiye tha sabhi ko but you know na duties.
 
Devil hunter123

Active Member
901
4,041
123

Mind blowing update bhai
 
Status
Not open for further replies.
Top