• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Gods and Demons

just YES OR NO

  • Total voters
    318
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Lovekillsyou

Active Member
649
2,715
124
Note- Update 177 hi 178 hain
 
Last edited:

Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,485
31,541
189
UPDATE 17

Agle din City Lord Mansion se bohot se masters waha aaye huye the jaha last night Kabir aur us shaks ke bich fight hui thi.

Aaye hue un sabhi logo mein ek do elders bhi the.

Elder 1-Lagta hai jo bhi fight kar rahe the vo kafi Powerful hai.

Elder 2-Vo toh aaspas ko tabahi dekh kar hi pata chal raha hai. Waise yeh ho koun sakte hai jinhe Sam bhi sense nahi kar paaye.

Elder 1-Abhi keh bhi nahi sakte ke vo city mein honge bhi ya nahi. Par agar vo koi Dark guild se hue toh bohot badi problem ho jayegi.

Vo elders yaha baate kar rahe the wahi unhone apne saath aaye hue guards ko sab jagah dekhne bol diya ke kahi kuch mil jaaye.

Yaha Kabir ab so ke utha gaya tha. Fresh hone ke baad vo kal raat jo hua uske baremein sochne lag gaya.

Kabir-Koun ho sakta hai vo ? Uski fighting style dekh kar lag raha tha ke vo koi demon spiritualist nahi hai balki vo ek fighter hai but uski fighting skills kisi bhi normal demon spiritualist se kafi jyada hai.

Abhi vo issi ke baremein soch hi raha tha ke usse suddenly kuch yaad aata hai.

Kabir-Waise mein ne koi martial arts skills ke baremein socha hi nahi hai ke koun se type mein practice karunga. Jo school mein hai vo kafi under develop hai. Jo mujhe pata hai vo hai…

DRAGON AND ELEPHANT PRANJA PLAM.

KING KONG FIST.

TIGER ROAR AND DRAGON FIST.

Agar chahu toh mein yeh 3 no hi practice kar sakta hu. Yeh kafi ancient type ke skills hai jinke baremein kahi bhi nahi likha hua hai. Yeh toh achhi baat thi jab mujhe inke baremein DIVINE DEMON BOOK mein pata chala. Pehle mein Dragon and Elephant pranja palm try karta hu.

Yeh soch kar Kabir apne room se bahar aata hai. Waise toh vo class nahi jata tha toh uske paas bhi bohot waqt tha. Kabir phir se training ground par aata hai.

Ek jagah khade ho kar apne ghutano ko vo mod deta hai aur apne energy ko apne body mein circulate karne lagta hai. Jaise hi uski energy uske body mein ek circulation complete kar ke uske right haath mein aane lagti hai waise hi usne jo aone haath ko piche kiya hue tha vo aage ek palm attack karte hue karta hai.

Dragon and Elephant pranja, first fold.
Jaise hi kabir yeh keh kar ek palm attack karta hai uske haat se halki si energy ek palm ka shape le leti hai.

Lekin yeh bohot hi halki thi. Kabir isse shock nahi hua kyo ki yeh skill kafi hard thi practice karne ke liye. Ancient times mein bohot hi kam aise log the jinhone is skill ka use kiya tha. Par jo bhi the vo kafi powerful the.

Aise hi kuch der Kabir is skill ko practice karta gaya. Kuch der baad jab vo thak gaya tab wapas apne room mein aa kar fresh ho gaya aur library ke liye nikal gaya. Waha par usse uske friends mile unke saath usne apne heavenly God tactics ki practice ki.
Aise hi din bitane lage the. Yaha par Maithili ne apne sabhi servants ko ek kaam de diya tha aur vo tha market se jitna bhi purple mist grass thi vo buy karne ka.

Aaj bhi wahi ho raha tha ek servant ek shop par aaya aur usse us grass ke baremein puchne laga.

Shopkeeper-Kya purple mist grass ? Tum bhi Winged Dragon Family ke servant ho kya ? Kyo ki vo hai jo kab se yeh grass buy karte jaa rahe hai. Abhi toh shayad thodi hi bachi hogi.

Servant-Ah! Toh jitni hai vo bhi chahiye mujhe. Hamare young MISTRESS ne kaha hai jitni hai utani buy karlo.

Yeh keh kar vo shopkeeper se jitani bhi uske paas vo grass thi vo le leta hai aur sochta hai.

Servant-Pata nahi itani grass ki liye chahiye. Hamare pure household ko zarasi grass lagti hai. Chodo waise bhi ab young miss ki health kafi achhi huibhai aur vo suddenly improve bhi ho gayi hai. Ab toh puri family hibun par focus kar rahi hai.

Kuch dino baad phir se Kabir aur Maithili ek restaurant mein milte hai.

Maithili-Kabir tumne mujhe jo kaam diya tha vo mein ne kar diya hai.

Kabir-Ohh manana padega tumhare sabhi servants kafi fast hai.

Tabhi Maithili ek storage ring Kabir ko deti hai aur kehti hai.

Maithili-ye lo yeh sab collect ki hui purple mist grass hai jo hundreds of thousands kilos ke aaspas hai.

Kabir ek glass mein se paani pi raha tha aur vo us ring ko utha leta hai. Par tabhi usse yaad aata hai usne abhi kya suna. Uska haath tak kaapne lag jata hai isse.

Kabir-Kya kaha tumne…. Hundreds of thousands kilos…..

Kabir ka reaction dekh kar Maithili hasne lagti hai aur kehti hai.

Maithili-Ispar utna shock hone ki koi baat nahi hai tumne jo winged dragon winged lightning technique mujhe di hai uske samne yeh kuch bhi nahi hai.

Aise hi dono mein baate hoti rehti hain. Phir kuch din Kabir library mein har waqt likhte rehta hai.

Ravi-Pata nahi yeh Kabir itane din se kya likh raha hai aur saath mein kuch bolta bhi rehta hai.

Varun-Usse jo karna hai shanti se karne do. Hame aur bhi inscription par research karni chahiye. Agar kisi ki sabse high realm mein pohochna hai toh usse kafi knowledgeable hona chahiye.

Is baat par Ravi usse ek look dene lag jata hai. Jisse dekh kar Varun chid sa jata hai vo abhi kuch kehne hi wala tha ke unhe apne piche kuch aawaz sunayi deti hai.

Kabir ke sabhi friends piche dekhne lag jaate hai. Waha par kuch seniors khade the aur un sabhi mein ek ladka red colour ka armour pehne hue khada tha.

Yeh ladka tha Osian City ke 3 major families mein se ek ka jo thi Divine Family.
Is ladke ka naam tha JEET.

Yeh 20 years ka tha. Jeet ek 5-Start Bronze rank spiritist tha.

Jeet-Mere armour ka naam hai flaming dark armour. Agar is Armor ko pehen kar tum silver rank ke niche ke spiritist ke saath fight karoge toh I’m almost invincible ho jaaoge.

‘kitna handsome hai yeh.’

Yeh baat waha khadi girls mein se ek ne kahi thi. Jise sunkar Jeet hasne lagta hai aur apne armour ko nikal kar hawa mein usa deta hai.

Jeet-Catch!

Yeh keh kar vo ek ladke ki taraf armour ko phekta hai jisse vo ladka pakad leta hai.

Jeet-Ab yeh tumhara hua.

Abhi Jeet ke pocket nikalta hai aur sabhi ke samne usse dikhate hue kehta hai.

Jeet-Yeh ek Holy Dark Grass hai. Jo sirf sur sirf mere family ke paas hai. Agar mujhe sabhi achhe se serve karnege toh sabhi ke liye yeh beneficial hoga.

Wahi Ravi abhi unko baate sunne ke liye waha aata hai aur unki baate sunne lag jata hai.

Ravi apne man mein.

Ravi-Is grass ka ek stalk bhi 50,000 ke upar hai aur iske paas aise bohot se hai.
Tabhi waha khade sabhi zor se kehne lagte hai.

'Ham sabhi young master Jeet ki baat manenge'

Ravi-Ha Young master Jeet.

Tabhi unmein se ek ladka Ravi ko dekh kar kehta hai.

Ladka-Tum koun ho.

Abhi Ravi kuch kehta ke piche se usse Varun aa kar pakad leta hai aur khich kar waha se le jaane lag jata hai. Yaha par Jeet waha khade sabhi logo ko dekh raha tha aur kuch soch bhi raha tha.

Jeet-19-20 mujhe aur bhi logo ki zaroorat padegi shayad.

Yaha Ravi Varun se kehta hai jo usse khich kar le jaa raha tha.

Ravi-Agar hamare paas bhi vo Holy Dark Grass ho toh Varum tum jaldi hi 1-Star bronze rank .ein breakthrough kar paaoge.
Wahi yaha Kabir ka dhyan bhi un sabhi ki baato par jaata hai.

Kabir apne man mein.

Kabir-Young master Jeet….meri past life mein around is waqt usse ek secret entrance mila tha ruins of the radiance city ka aur waha se unhe ek treasure bhi mila tha jisse unhone Osian city le kar aa gaye the. Agar mein correct hu toh shayad Rati bhi is treasure par gayi thi. Usne yeh bhi bataya tha ke Aarav bhi gaya tha unke saath jisse waha par kuch khas mila aur jab usne usse becha tab usse 1 million demon spirit coins mile the. Waise paise bhi zaroori hai par vo item bhi kuch jyada hi zaroori hai. Us item ko mujhe hasil karna hi hoga.

Kabir apne jagah se khada ho jaata hai aur unke taraf chalte hue kehta hai.

Kabir-Mien bhi join karna chahunga. Agar young master mujhe karne dena chahe toh.
Waha khade sabhi seniors kabir ko dekhne lag jaate hai. Yaha tak ke Jeet bhi usse dekh raha tha. Tabhi unmein se ek ladka Kabir se kehta hai.

Ladka-Bachhe kya tum Bronze rank tak pohoch gaye ho agar nahi toh yaha mat aao.

Tabhi Jeet apne haath se us ladke ko ishara karta hai jise dekh vo ladka bhi ruk jata hai.

Jeet-Ruko. Tum join toh hona chahte ho lekin tumhe pata hai hum kaha jaanewale hai ?

Kabir Jeet ko dejh raha tha usse apne past life se uske baremein kuch yaad aata hai.

Kabir-Young master Jeet ha…..jo direct descendant hai divine family ka. Jo City ki major families mein se ek hai. Waise past life mein bhi ham ek dusre ko jyada nahi jante the. Mein ne bas suna tha ke vo bas ek step dur tha Black-Gold rank demon spiritualist banne se. Sabhi mein yeh noble sabse outstanding tha.

Wahi jab Osian City par Demon Beasts ka attack hua tha tab yahi tha jo sabse pehle City ke West gate ki taraf gaya tha jaha se sacred family bhaag rahi thi aur unhone iska sir hi alag kar diya tha.

Kabir-Ha mujhe lata hai tum sabhi kaha jaanewale ho. Tum sabhi ancient orichid city explore karne janewale ho right.

Kabir ke muu se yeh sunkar Jeet bhi shock ho jaata hai aur vo kehta hai.

Jeet-Yeh baat tumhe kaise pata. Meri party ke bahar yeh baat abhi tak kisi ko bhi nahi pata hai.

Wahi Jeet man mein sochta hai.

Jeet-Yeh baat toh meri family ko bhi nahi pata hai warna vo mujhe kabhi bhi jaane nahi denge.

Yaha Kabir apni baat keh kar smile kar raha tha.

Kabir-Agar mein ne jo recently suna hai vo sach hai toh recently hi hame ancient orichi cityvke remains hame mile hai. Bohot se strong persons ab tak waha jaa kar explore kar chuke hai. Wahi issi waqt kyo young master itne logo ki party bana rahe hai. Jisse mujhe pata chal gaya ke aap kaha jane wale hai.

Kabir ki yeh baat sunkar Jeet smile karne lag jaata hai aur usse puchta hai.

Jeet- Interesting! Kya naam hai tumhara ?

Kabir-KABIR.

Jeet-Ohh kabir. Yaani tum wahi ho na jisne scarlet flame sunburst ke origin inscriptions dhund nikale the aur sacred family ke reputation ko damage kiya hua hai. Mein ne suna hai tumne bohot se type ke classic read kiye hue hai.

Kabir-Ah, ha kiye hai.

Uske is baat par waha khade sabhi hasne lag jaate hai wahi unmein se ek ladka kehta hai.

Ladka-Tum mein itani himmat hai ke tum hamare samne khade ho kar Yes ke sako.

Ladka2-Tumhe school join kiye hue kitna time ho gaya hai aur tumne itne time mein itne books padh liye.

Kabir bhi uski baat sunkar has deta hai aur kehta hai.

Kabir-haa jitne yaha hai usse kayi jyada hi read kiye hue hai shayad.

Ladka2-Bachhe kya kaha tumne ?

Kabir-Par mein ne tumhe target kar ke nahi kaha hai.

Yaha par Kabir ki baat sunkar Jeet bhi hasne lag jaata hai aur kehta hai.

Jeet-Agar tumne itne hi books read kiye hue hai toh yeh bhi batado ke Orchid City kounse Era ko belong karti hai.

Kabir-Recent information dekhe toh most of the ancient Orichid city ko Stone bricks ke saath conical roof with mein road East ki taraf face kar ke banaya hai. Yeh sab snow wind empire era aur Sacred Empire Era ke bich ke waqt ka hai. Upar se mein ne suna hai ke waha par logo ko bade lotus mural mile hai. Agar sabhi clues ko combine kar le toh ancient Orichid city darkness period ke late sacred empire era se belong karti hai.

Kabir ki baate sunkar sabhi chup ho gaye unhe kuch samjh toh nahi aa raha tha par unhe yeh sunne ke liye achha lag raha tha. Tabhi Jeet taali bajane lag jaata hai.

Jeet-Good! Mujhe follow karo. Mein tumhe training provide karunga.

Kabir uski baat sunkar sochta hai.

Kabir-Mujhe ab yeh batayega ke kisse follow karna chahiye.

Kabir-Is collaboration mein har koi usse jo chahiye vo choose karega. Agar us treasure mein koi ek item ho jo mujhe choose karna ho toh mein usse hi choose karunga. Agar aise hi karna hoga toh hi mein saath chalunga.

Ladka1-Bachhe kya kaha tumne. Tumhe pehle choose karna hai. Jyada udne ki zaroorat nahi hai.

Kabir-Mein iski guarantee de sakta hu ke agar mein saath aaya toh tumhe duble benefit hoga.

Kabir ki baate sunkar Jeet sochta hai.

Jeet-Kabir ka apni baato par kafi confidence hai. Lagta hai uske paas complet map hai. Although mere pass bui treasure map hai par vo incomplete hai.

Jeet kuch der aise hi sochta raha.

Jeet-Alright mujhe yeh manzoor hai. Par mein tumhe yeh bata du ke agar tum mujhe follow karoge toh tumhe hi benefit hoga.
Par kabir uske iss baat ka jawab nahi deta hai jaate hue kehta hai.

Kabir-Thik hai toh yeh tay raha. I hope ke hamara collaboration achha jaaye.
 
Last edited:

Vickey1211

Well-Known Member
7,591
16,026
188

Mast update h Bhai
Maza aa gya
 
Status
Not open for further replies.
Top