• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Gods and Demons

just YES OR NO

  • Total voters
    318
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Lovekillsyou

Active Member
649
2,715
124
Note- Update 177 hi 178 hain
 
Last edited:

Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,541
189
HELLO GUYS I AM BACK......AAJ RAAT SE MEIN UPDATE DENA START KAR RAHA HU BUT ABHI MEIN DAILY UPDATES NAHI DE SAKTA. MEIN NE EK SCHEDULE BANAYA HAI TAKI SAB KUCH MERE TIME MEIN REH SAKE.
PEACE.
 
Jay Sutar

अहं ब्रह्मास्मि
2,484
31,541
189
UPDATE 10

Kabir, Ravi, Varun ko sabhi pastries ko khatam karte dekh baki sab nobles ka dil toot gaya aur vo sabhi depressed se ho gaye. Vo sabhi yahi soch rahe the ke unhe aisi treatment kyo nahi mil rahi hai.

Maithili ne bhi unke saath kcu piece pastries ke kha liye. Sabhi bas yeh sab hota hua dekh hi sakte the. Koi bhi Maithili ke attitude ke wajah se usse kuch bhi puch nahi sakta tha. kuch der tak Kabir se baate kar ke Maithili apne seat par aa kar baith gayi.

Ravi ne Kabir ke kandhe par haath rakha aur apne aankho ko chota karte hue kaha.

Ravi-tum kab se goddess Maithili se baate karne lag gaye ?

Kabir-aisa kuch bhi nahi hai ham dono achhe friends hai.

Ravi-is baat par koun believe karega.

Varun aur Ravi a dono hi usse thode shak se dekhne lage the.

Varun-agar tum dono normal friends ho toh goddess Maithili ne tumhare liye breakfast kyo banaya ?

Kabir ab kaise bhi samjhaye Ravi aur Varun ab kuch bhi manne wale nahi the. Bohot se nobles Kabir ki taraf dekh rahe the. Uske face ko dkeh kar hi pata chal rah tha ke unke face par abhi hostility hai. Kabir ne unke ek goddess ko chura s aliya tha. toh vo kaise usse achhe looks de sakte the.

Kabir-maybe Maithili ko shayad aur help ki zaroorat hai.

Ravi aur Varun kitna bhi try kar le vo Kabir se kuch bhi bulva nahi sakte the. Unhe pata chal gaya tha ke vo dono sirf give up hi kar sakte hai. Un dono ne jabir aur Maithili ke relationship ko investigate karne ki soch li.

Jaise hi class bell baji waise hi Shital ne classroom mein enter kiya. Har roz ki tarah aaj uske face par zyada attitude nahi tha balki uske face par aaj kafi smile thi.

Kabir, Ravi aur Varun apne seat se khade ho gaye aur pich jane lage waise hi unhe Shital ne kaha.

Shital-tum 3 no aaj baith sakte ho. Aaj VIP aane wale hai lecture ko observe karne ke liye.

Naturally vo us VIP ke samne rash nahi hona chahti thi.

Shital-aaj mein tum sabhi ko inscription patterns ke baremein bataungi. Kisi bhi fighter aur demon spiritist ke liye inscription patterns kafi important hote hai. Inscription patterns 2 parts mein separate kiye gaye hai jo hai Enchanting patterns aur battle patterns. Enchanting patterns armour aur weapons par inscribe karte hai.

Jiske wajah se unki combat abilities greatly badh jaati hai especially agar vo demon spiritist use kar raha ho. Demon spiritist us armour aur weapon ke Enchanting patterns ko release kar ke uske full power tak use kar sakte hai. Battle patterns ko inscription patterns scroll ke saath use kiya jata hai. Scroll mein inscribe kar ke usse activate karne ke baad usmein fighting power ka sudden burst hota hai.

Shocking baat yeh thi ki aaj Shital ne substantial baate karna start kar diya tha.

Shital-inscription patterns bohot hi profound aur mysteries hote hai. Vo Snow Wind Empire Age se hai. Badhte waqt ke saath vo har baar improve hote jaa rahe hai. Par Age of Darkness mein mainland bohot se demon beast ke attack ke under aa gaya. Osian city bas kuch hi hissa inherit kar payi jo 3 categories mein aate hai. Snow Wind patterns, sacred Flaming patterns, War Prime patterns. Jinmein aate hai Snow wind attributes, Fire attributes aur natural attributes aate hai. Aaj ham Enchanting patterns ke baremein padhenge.

Shital be Aaj apni baate kahi gentle sur softly tone mein kahi compare to uske dusre tone se.

Sabhi students ko chod Kar Aaj class mein 3 elders baith Kar class ko observe Kar rahe the.

Sacred Family ke members ka knowledge kafi profouy hai. Isse in students ko teach karna kafi achha sabit ho sakta hai. Yeh baat in 3 no mein se ek elder person be kahi thi. Yeh hai Avinash, Holy Osian Institute ke vice-principle.

Is class mein kuch students kafi achhe hai, khas Mar Rati, Aarav aur Maithili. Yeh baat ek aur elder person ne kahi thi. Yeh Holy Osian Institute ke professor mein se ek hai. Inka naam hai Rakesh.

Avinash ke paas ek aur elder person baitha hua tha une gray color ke kapde pehne hue the. Rakesh ki is elder me identity ke baremein kuch bhi pata nahi tha. Vo elder kafi causally baitha hua tha par usse kafi powerful aur prestige aura nikal raha tha jiske chalte Rakesh apne words ki kafi carefully choose Kar raha tha. Vo apne speech mein halki so bhi mistake nahi karna chahta tha.

Avinash-kaisa hai ?

Avinash ne yeh baat us elder se kahi thi.

Us elder ne sirf apne sir ki hilaya lekin kuch kaha nahi.

Rakesh apne soch mein tha. Is elder ki identity Kya ho sakti hai jo Holy Osian Institute ke vice principal ko bhi highly treat nahi Kar raha hai par vo unki disrespect bhi nahi Kar raha hai. Kuch der sochne ke baad Rakesh ne kuch bhi na kehna hi thik samjha.

Students ko pata hi nahi tha ke koi unhe bahar se observe kar raha hai.unhe toh yehi samjh mein nahi aa raha tha ke aaj Shital ne intani substantial baat karni kaise start kar di. Toh aaj baki sabhi students focus kar rahe the lecture mein.

Shital ne aone face ko thoda upar uthaya ur aage kaha.

Shital-aaj mein tumhe Sacred Flaming patterns ke baremein bataungi. Sacred Flaming Patterns mein Sacred Family no doubt sabse bets hai. Unke paas well-deserved lead hai. Sacred falming patterns mien 66 foundation patterns hai. Jaise yeh ek pattern.

Yeh keh kar Shital ne ek patterns bord par draw kiya aura age kehne lagi.

Shital-yeh scarlet sunburn pattern hai. Is pattern ko sacredfamily ke first generation house master ne banaya tha. yeh most power ful bronze pattern hai. Yeh pattern 36 foundation patterns ke combination se bana hua ha.

Yeh most complex bronze patterns mein se ek hai. Aage ham 36 foundation patterns ke baramin baat karenge.

Shital non-stop bolti jaa rahi thi. Almost sabhi students kafi interest ke saath sun rahe the. Par ek Kabir hi tha jo dhyan nahi dek raha tha.usko in foundation patterns mein bilkul bhi interest nahi tha. usse bhi aage sacred flaming patterns mein 66 nahi balki 600 foundation patterns the. Agar baat Rati ki naa hoti toh vo Shital ke lecture mein baithta tak nahi. Shital ko sunneke baad usse pata chala ke uske knowledge mein bohot se flaws hai. Scarlet sunburn pattern strongest bronze inscription pattern kehna hi bevkufi thi.

Shital ki nazar ek baar sabhi students par gayi aur last mein Kabir par jo kuch bhi dhyan nahi de raha tha uski baato par. Usne toh usse bet tak kar li thi. Vo usse apne dil se hate karti thi. Jab usne dekh ke Kabir uske baato par dhyan nahi de raha hai toh vo apne dil mein bohot hi khush ho agyi. Usse apna chance mil gaya tha.

shital apne lecture ko aage badhati gayi. Kabir ko uske in baato mien kuc bhi interest mein that oh usne baithe hue hi apni aankhe band kar li aur phir se apne andar jhakne laga.

Tabhi bahar baithe hue vice principle Avinash ko yeh bata bilkul achhi ahi lagi jab unhone yeh dekha. Unhone apne paas baithe us elder ko dekha. Aaj yaha ke important figure aayi hui hai lectures ko observe karne ke liye aur yeh ladka aise hi so raha hai. Vo simply kichad uchal raha hai Holy Osian Institute par. Unhe us student ka naam pata nahi tha. agar unhe pata hota toh vo usse zaroor nikal dete aur phir se kabhi aane bhi na dete.

Us elder ki Kabir ke action par koi reaction nahi hui yeh dekh kar Avinash ne ek gehri saas chodi. Rakesh jo unke paas baitha tha usne kaha.

Rakesh-fighter apprentice class mein good aur bad students mix rehte hai. Mein khud is student ko punish karunga. Uske parents kafi money uspar uda rehe hai aur yeh so rah hai.

Avinash ne Rakesh ki taraf dekha aur usne sirf apne sir ko hilaya.

Yaha Kabir apne andar kafi deep mein aa gaya tha. usse phir se apne soul realm mein vo white color ki energy feel ho rahi thi. Uske liye yeh ek peheli si ban gayi thi kyo ki vo abhi bhi uske puri tarah control mein nahi thi wahi ab vo apne us jet black knife ko bhi feel kar sakta tha. Jaise jaise vo apne andar deep jata raha waise waise us white colour ki energy sur bhi strong hoti chali gayi.

Kabir ko dekh kar Shital ka face heavy ho gaya usse laga ke Kabir so gaya hai. Jika matalab kisi bhi dekhne wale ko lagta ke uska lecture kafi boring hai.

“Kabir” Shital ne usse pukara lekin uspar abhi bhi koi asar nahi hua tha v otoh apne andar kafi deep mein pohoch gaya tha jaha usse Shital ka aawaz tak nahi aa raha tha. Tabhi usse apne paas kisi ko feel kiya aur apni aankhe kholne laga.

Par jaise jaise vo aankhe khol raha tha uske aaspas ek energy ka pressure badhta jaa rah atha jisse bahar baithe 3 no elder tak feel kar rahe the par usse vo resist bhi nahi kar paa rahe the. Uski aankeh hali halki chamak bhi rahi thi. Wahi jaise taise Shital waha se chalte hue bord ke samne aa gayi. Par jaise hi vo samne aayi waise hi Kabir ne apni aankhe kholi aur jo pressure tha vo ek pal ke liye itna badh gaya ke puri Osian city uske andar aa gayi. Yaha tak ke city lord bhi is pressure ke nicha aa gaye.

Kabir ne waise hi Shital ko dekha aur uske dekhte hi Shital ko ek jhatka laga vo us pressure ke niche dabti jaa rahi thi. Aisi energy aaj tak kisi ne bhi feel nahi ki thi yaha tak Lord uday ke paas bhi aisi energy nahi thi k evo pure city ko apne pressure ko daba de.

Kabir ne almost sabhi ke soul realm crush kar diye the yaha tak ke bahar baithe 3 elder tak apni jagah se hil nahi paa rahe the par unmein se us VIP ne yeh sense kar liya tha ke Kabir se aa rahi hai.

Tabhi Kabir apne dhyan se hosh mein aata hai aur vo jo pressure pure city par tha vo suddenly gayab ho gaya.

Pressure ke hatate hi Shital ne gehri saas li. Sirf shital hi nahi balki baki students bhi gehri gehri saas le rahe the. Kabir sabhi ko shock ho kar dekh raha tha aur yaha bhi kya hua yeh samjhne ki koshish karne laga.

Shotal apme man mein kuch sochne lagi.

Shital-yeh kya tha kya yeh Kabir ne kiya hai, nahi nahi Kabir yeh kar hi nahi sakta uske paas itna soul sea toh red hai aur uska soul force bhi 5 ke upar nahi hai. Toh yeh kiya kisne shayad koi dushman aaya hua hai. Par yeh kisi ko pata kaise nahi chala.

Wahi Kabir bhi apne soch mein tha.

Kabir-kya yeh mere wajah se hua hai, par men toh apne dhyan mein tha toh yeh kaise ho sakta hai. Par jo bhi hua hai uske effects mere samne hai zaroor yeh mere hi wajah se hua hai. Mujhe jaldi se jaldi mere andar ke white soul realm ke baremein pata lagana hoga ke yeh hai kya.

Tabhi Kabir ne Shital ko dekha jisne abhi tak apne aap sambhal liya tha aur uske or dekhne lagi thi.

Kabir-kya baat hai ?

Ab tak sabhi students ne bhi apne aap ko sambhal liya tha aur Kabir ko dekhne lage the. Unhe bas Kabir ko kisi bhi musibat mein hi dekhna tha.

Yeh toh ab gaya!

Varun aur Ravi ko kya kare kuch samajh nahi aa raha tha kyo ki abhi jo hua usse vo bhule nahi the unka soul realm puri tarah crush hone ke kagaar par aa gaya tha agar vo pressure waqt par nahi hat jata toh uska soul realm crush hi ho jata.

Kabir ke attitude ne Shital ko gussa dila diya kyo ek pehli baat toh us pressure ka Kabir par koi bhi effect nahi hua tha wahi usne jab se apni aankhe kholi thi tab se hi vo usse alag sa lag raha tha.

Shital-tum mere lecture mein so rahe the. Kya tumhe is sab ke baremein pata hai ?

Kabir ne ek baar bord par dekh aur phir se apni aankhe band kar ke kaha.

Kabir-ha pata hain mujhe.

Kbir ke behaviour aur uske answer se Shital chup ho gayi. Lecture ke start se hi Kabir soya hua tha. Ispar usne kaha ke vo sab janta hai. Koun believe karega is baat par.

Shital ne ek baar Kabir ko dekha aur kaha.

Shital-toh tumhe sab pehle se hi pata hai toh tum mujhe is inscription pattern ke baremein batao jo bord bar hai.

Kabir ne phir se apni aankhe kholi aur aage kaha.

Kabir-yeh low grade sacred flaming pattern hai. Isse barely bronze rank pattern consider kar sakte hai. Is structure mein 38 patterns hai, iski power weak hai lekin yeh paani boil karne mein use ho sakta hai.
Kabir ki baate sunkar pura class hasne laga.

Haha mein toh has kar mar hi jaunga. Isne sach mein kuch bhi nahi suna hai. Isne abhi kaha ke scarlet sunburn pattern mein 38 foundation patterns hai jab ki abhi teacher Shital ne kaha ke ismein 36 foundation patterns hai.

Mein toh meri aankho se paani nikalne tak hasa hu. Isne kaha ke yeh paani boil karne ke liye use kar sakte hai.

Sabhi nobles aisi hi baate karte hue hase jaa rahe the. Rati bhi apni hasi rok nahi payi wahi Aarav thoda gussa hi gaya. Abhi Kabir ne kaha ke uske family mein ab tak jo bronze rank pattern pass down hote aaya hai vo paani boil karne ke use ka hai. Yeh kisi bhi tarah se tolerate nahi kiya jaayega. Sabhi students mein ek Maithili hi thi jo shaant baithi hui thi. Maithili ko pata tha ke Kabir aisa koi bhi chance nahi chodega jisse teacher Shital depress ho. In sabhi ko Kabir ke talent ke baremein kuch bhi pata nahi hai.

Is waqt bahar Rakesh ko bhi hasi aa gayi.

Rakesh-yeh student kafi funny hai. Is smart student ne kaha hai ke ismein 38 foundation patterns hai. Wahi yeh ye bhi keh raha hai ke scarlet sunburn pattern paani boil karne ke liye use kar sakte hai.

Tabhi usne notice kiya ke vice principle aur vo VIP has nahi rahe hai. Usne apne hasi ko aadhe mein hi rok diya.

Vice principle-ismein hasne ki kya baat hai ?. The scarlet sunburn pattern sach mein 38 foudation patterns se bana hua hai.

Yeh baat vice principle ne bohot hi shaant tarike se kahi thi. Waise bhi vice principle aur us VIP ke level se unhe pata chal gaya tha ke scarlet sunburn pattern mein 2 foundation patterns hai lekin vo sirf 2 foundation se nahi balki 4 foundation patterns se bani hui hai. Par usnhe isse shock laga ke yeh information unhe is ladke se muu se kaise pata chali. Kya yeh randomly keh raha hai ?. unke jaise expert ke liye scarlet sunburn pattern ek rubbish pattern tha. Uska battle mein kou bhi use nahi tha aur vo sach mein sirf paani hi boil kar sakta tha.

Ek chamak aa gayi thi us VIP elder ke aankho mein par usne kaha kuch nahi balki vo shaant hi raha.

Shital-bullshit

Uska face par gussa dikh raha tha. As a member of sacred family vo scarlet sunburn pattern ko useless kehna vo bhi uske samne sehen nahi kar sakti thi.

Kabir ne baki students ne dhyan nahi diya aur usne aage kaha.

Kabir-yeh inscription pattern book of Divine Lightning ke 7th volume se origin hua ha hai. Is inscription pattern ka original naam Lighning Flame Burst Pattern hai. Ismein 60 foundation patterns hai. Yeh thoda complicated hai lekin pata nahi kis murkh iske kuch inscription patterns ko cut kar diya aur thode bohot change kar ke isse nondescript scarlet sunburn pattern bana diya. Ismein koi bhi real combat capabilities nahi hai par isse sacred flame pattern practitioners ko study ke liye diya jaa sakta hai.

Book of Divine Lightning Fire, yeh kya hai ? sabhi students ek dusre ko dekhne lage the.

Kabir ne sacred family ke first generation house master ko murkh kaha ? yeh baat sunkar Shital apne gusse par kabu nahi rakh paayi. Usse kisi bhi book of Divine Ligtning Fire ke baremein aur usmein kya record kiya hai uske baremein pata nahi tha. Usse laga ke Kabir aise hi keh raha hai yeh sab.
 
Vickey1211

Well-Known Member
7,591
16,026
188

Mast update h Bhai
Maza aa gya
Wapas dekh kar bohat khushi hui
 
Status
Not open for further replies.
Top