Or ye last me akhir aman raman ka hi to khun ha jo chal uske bap ne chali thi abhay ir sandhya ko alag karne ke liye wo hi same chal aman ne chal di kisi ko payal banakar leke jisse abhay ka dil toot jaye or wo kamyab bhi ho gaya tha abhay fir puri sachhai jane apne gusse per control nahi rakh paya tha lekin wo to us ladke ne rok liya jisse dekhke abhay bhi chowk gaya kher lagta ha wo ladka raj bhi ho sakta ha ya fir koi uska dost kher wo ladki kon ho sakti ha kahin wo sarpanch ki beti to nahi agar aisa ha to aman ne apni behen baki samjhdar ha sab