- 3,416
- 6,922
- 159
Update | ||||
Last edited:
Update | ||||
Nice and fantastic update bhai keep posting
nice1
Nice and superb update....
Thank you bhai
Nice update....
Bohot jabardast update tha ab dekhna hai ye lankesh ka kya funda hai![]()
Jab dost hi dushman ban jaye fir kia kiya jaye kia per bharaosa kia jaye aisi kia wajah ho gayi jo jigri yaar Marne chala aaya
Babu ji tow dada or chacha ka naam lene per hi gussa ho gaye kuch tow locha h baba
Ankush n bhi aadhi adhuri baat Bata ker phone band ker ke baitha
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Zabardast shaandar update bhai
ये तो मुझे नलिनी का काम लग रहा है...
बाकी पापा भी तोप ही हैं
New update postedयह मारपीट किसी क्रिया का प्रतिक्रिया लग रहा है , यह बात अलग था कि पहले के दोस्त अब दुश्मन बन गए हैं।
अब यह सब अजय के कालेज के दिनो से सम्बंधित था या कोई जायदाद का लफड़ा , बाद मे ही मालूम होगा लेकिन सच यह है कि सिर्फ अजय ही नही , उसका पुरा परिवार ही कुछ ज्यादा मिस्ट्रीयस लग रहा है।
अजय के दादा जी और तातश्री की गुमशदगी भी अलग से रहस्य बना हुआ है।
मुझे ऐसा महसूस हुआ कि इस मारपीट से न ही अजय को हैरानी हुई और न ही उसके पुज्य बापू को , हैरानी हुई तो लंकेश को देखकर ।
नलिनी मैडम का क्या चक्कर है ? इनका ब्रेक अप किससे और क्यों हुआ ?
बहुत खुबसूरत अपडेट ठाकुर साहब। आउटस्टैंडिंग अपडेट।

Nice update.....Update 22 : Praarambh !
Babu ji ne bike start ki aur chalne ka ishara kiya ,
Maine jaane se pehle us boxer ka rumal hataya aur jo jhatka muze laga wo bardasht karne se bahar tha !
Rumal ke niche ek jamane me mera jigri dost jo mere liye duniya se bhida tha ‘Lankesh’ tha !
.
.
.
To be continued !
Ghar jaate samay humare bich koi baat nahi hui par hum ghar nahi gaye, babu ji gaon ke dusre kacche raaste se usi khandar ke paas gaye jaha kabhi hamara ghar hua karta tha.
Bike stand kar ke babu ji ne niche jaane wala darwaja open kiya aur hum firse usi basement me the jaha pichhli baar aaye the . Us room me jaake unhone diwar pe ek jagah dabaya aur un 3 sanduk me se bich wale khola aur mene dekha ke uss sanduk se niche jaane ka raasta bhi he !
Babu ji ke niche jaate he me bhi chhoti sidhio se niche utra aur dekha ke waha unhone ek almirah khol ke kuchh dekh rahe he . Mene jhak ke dekha to usme kaafi saare pistols, rifles, revolvers the aur saath me kaafi saari goliya bhi !
Me babu ji ki or dekhne laga par wo apne me magan hath me pistol leke use khol ke har part ko alag kiye firse attach kar ke slide ko aage pichhe kar ke dekh rahe the sahi se chal raha he ya nahi !
Babu ji ne muze dekha aur bole,
Babu ji : 30 saal baad pair rakhe he iss waahiyaat jagah me, tumhari wajah se !
Me hakka bakka unhe dekh ke sochne laga unhe pata bhi he na nahi ?
Me : babu ji mera unse koi relation nahi he…
Babu ji : Barkhurdar humne tumhe toka nahi iska ye matlab nahi ke kuchh pata he na ho ! tumhari rago me hamara khun he aur hum jaante the ke ye khun ek na ek din ufan marega he, sheher2 me tumne kya kya kiya uska thoda he sahi hume andaja he, humne tumhe roka nahi kyonki kabhi hum bhi jawan the aur jawani me humne kya kya kiya tha ye hum jaante he aur aapko samazte he.
Me unhe dekhta raha , babu ji ne apni baat jaari rakhi,
Babu ji : Humne socha tumne udhar jo bhi kiya he aur hume bataya tak nahi iska matlab he ke tum uss se khud he nipatna chahte ho aur baat bhi utni badi nahi thi to humne bhi bich me na padne ka decision liya aur commissioner ko bhi iss maamle se dur rehne ko kaha par aaj jo hua he usse do chije saaf he , pehli ye ke tumhe na to khud ki parwah he aur na he apni jimmedariyo ka aabhas , dusri ye ke me ab bhi tumhare fatte me taang nahi adane wala jo ki mere khud ke masle isse kai guna bade he. Aur ye hathiyar tumhare liye nahi he, tumhe ye ek pistol de raha hu wo bhi self defence ke liye aur 20 goliya. Ab tumhe he ye samazna he ke maamle ke kaise solve karna he , saam-daam-dand-bhed !
Babu ji shant hue par mere dil o dimag me jo khalbali machi wo sehen karne se bohot jyada thi, kuchh he din pehle didi ne kaha tha Ashwini se dur raho kyonki isse me raaste se bhatak sakta hu, mene unki baat nahi maani, fir khud Ashwini bhi yaad dilaya ke meri apne parivaar ke prati bhi ek jimmedari he par me kuchh der ke liye line pe aaya aur raat gayi baat gayi wali baat hui.
Me sun to raha hu par badal nahi pa raha, meri aadate mera saath nahi chhod rahi aur majburan me kal jaha tha aaj bhi wahi hu !
Par ab nahi ! Mene soch liya ke me har wo chij kar ke dikhaunga jo ab tak me taalta raha hu, agar isse muze taklif hoti he to hone do, agar dost naraj hote he to hone do, agar Ashwini se dur hona pade to wo bhi sahi par muze badalna he, apne liye ,didi ke liye , maa babu ji ke liye !
Babu ji : Ye le pistol aur goliya, isse jyada nahi milengi, aur kaise chalana he kaha chalani he kisse chhupani he ye tumhe khud dekhna he. Chalo ab…
Mene pistol ko apne paas rakha, aur hum bahar aaye, ghar jaake me nahaya aur gaon jaake mistri ko kaam teji se karne ka keh diya.
Uske baju me Bhanu pehelwan ka ghar he to usse bhi jaake mila,
Me : aur Bhanu khet jotna chalu kiya ke nahi ?
Bhanu : are Thakur ji aap raasta kaise bhul gaye jo aaj is garib ke ghar
bada dhit banda he ye par mere kaam karne ke liye yahi sahi he.
Me : Me bolya khet na jot riya tu aajkal, ke hoya laatari lagi ke ?
Bhanu : bail mar gaya mera malik do hafte pehle, tractor dekh raha hu abhi khet jotne ke liye , aap sunao hamara rasta kaise pakad liye aap ?
Me : kuchh nahi bas mere paas bail the aur socha dada ke shanti ke liye kisi ko gaay daan me du to suna tumko jarurat he , kher jaane do chalta hu .
Me jaane laga to Bhanu kud ke mere saamne aaya aur ghutne pe baith ke mere pair pakade . Bhanu aadmi jitna taqatwar he aur ahenkari he par aaj halat ne use jhukaya tha to mene bhi jyada nahi khincha aur use uthaya ,
Me : Dekh ehsan karna mere babu ji ko aata he muze nahi, bail bhi dunga aur 2 gaay bhi dunga , jarurat padi to tractor bhi chalwa dunga tere kheto pe par muze jo chahiye wo tuze dena hoga .
Mene dekha uski faili aankho me aati jaati chamak ko, humare pichhe uski biwi apne bachho ko liye khadi thi ,wo bhi Bhanu ke uttar ki pratiksha kar rahi thi.
Bhanu : (thoonk gatakte hue) aapko humse kya chahiye maalik ?
Me : Tumhari wafaadari . par abhi ke liye humare kheto me majdur lagaye he unse meri gair haajri me sahi se kaam karwana he, me jaha leke jaane ko kahu jab kahu tab jaana hoga, jarurat padi to hath pair hathiyar tak chalane honge. Baki me tere ghar ka saal bhar ka raashan pani bhar dunga, police tuze haath nahi lagayegi, uski naubat me aane nahi dunga ! Teri patni ke upar meri najar na aaj tak kabhi kharab hui he aur na hogi to uski bhi chinta tu chhod de ! Rahi paise ki baat to mahine ke 20 hajar rupye dunga. Bol Manjur he ?
Wo jaisa tha waisa he khada raha, uski biwi ne use hilaya aur use use ha karne ko kaha,
Bhanu : Maalik me kal se he kaam pe aaunga .
Me : Hmm badhiya.
Jaate jaate maine 500 ka note bachhe ke hath me diya aur ghar aake khana khaya aur kheto pe jaake so gaya.
Jindagi agar badalni ho to ya to aapko aapki kharab aadate badalni hoti he aur mehnat karni hoti he ya fir kismat ke sahare pendulam ki tarah jhulate rehna padta he aur me pendolam nahi banunga ! Mene jo sapne dekhe he unhe me pura kar ke he rahunga aur iss ke bich me koi nahi aa sakta , koi bhi nahi ! Aur agar koi aayega to me uska naam, sharir , kaam sab kuchh mita dunga !
Mera laksh mere saamne he aur me use paa kar he rahunga !
.
.
.
To be continued…
Bahut hi badhiya update diya hai Thakur bhai....Update 22 : Praarambh !

Thanks for support suniyaSuperb awesome fantastic mind blowing update bhai![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()