• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

DEVIL MAXIMUM

"सर्वेभ्यः सर्वभावेभ्यः सर्वात्मना नमः।"
Prime
11,448
35,698
244

DEVIL MAXIMUM

"सर्वेभ्यः सर्वभावेभ्यः सर्वात्मना नमः।"
Prime
11,448
35,698
244
Awesome update

Ye sandhya phir Chandni ka sahara le rahi hai Abhay ko bike Dene ke liye , Sandhya khud kyu nahi baat kerti hai Abhay se , Sandhya ko Abhay ki nafrat ka samna kerna hi hoga tabhi Abhay ki nafrat kam hogi Sandhya ke prati , but sandhya dusro ka sahara le ker Abhay ko manana chahti hai usko bike de ker usse manana chahti hai ,
Thank you sooo much ellysperry bhai
.
Bhai bike ke leye Sandhya ne pehle he bat ki thi Chandni se tab Chandni me bola tha ki Abhay nhi lega tab Sandhya ne Chandni se bola tha tabhi Chandni mani bat ko
.
Baki rhe aapki bat bhi maani jaygi thodi await kro sab hoga jld he
 

dev61901

" Never let an old flame burn you twice "
1,555
3,260
143
Badhiya mast comedy romantic or suspenseful update

Idhar raj ko pyar bhi hua to kisse chandni se sidhe sherni ke muh me hath dal diya ha bhai kher dekhte han chandni ko patane ke liye raj ko kitne papad belne padenge :winknudge::winknudge::lol::lol:

Ya fir chandni ke dil me koi or ho

Idhar khandhar ka raj badhta ja raha ha lagta ha khandhar bahut jyada khatarnak ha tab hi to chandni bata rahi thi ki uske chief ke trained officer ka khandhar me pata nahi pada lekin abhay ir raj udhar se bachkar nikal kar aye han or lagta ha koi naya dushman or ane wala ha abhay ka jo is khandhar ke andar kuchh kar raha ha jaisa chief ne kaha tha vaise mujhe ye chief M M MUNDE hi lag raha ha

Kher idhar last me fir king ka jikra hua ha jisne abhay ko power or gun wagera di ha dekhte han ki abhay kyon kisi ko uske bare me nahi bata raha
 
Last edited:
Top