Bahut mast update
Idhar shanaya or abhay ki mulakat ho gayi ha or abhay ko fir sandhya ne haweli me rahne je liye kaha lekin abhay to ab sabke samne sandhya se badtamiji karne pe aa gaya to shayd chandni ko abhay per gussa aa gaya ki use aisa nahi karna chhahiye kher chandni ke apne kuchh raj ha jisse wo sandhya se naraj nahi ha past me abhay ke prati behavior se
Idhar sayra ka alg raaj ha ki wo kyun 2 salon se abhay ke ganv me haweli me jasus banke rah rahi thi ye sirf chandni ko pata ha or shayad shalini ko bhi kya pata usne hi use bheja ho idhar
Or ye khandhar ko abhay haweli bata raha ha jaise ki abhay ne kaha ki yahan sab kuchh haweli ki tarah ha to kya uske dada ne sach me 2 haweliyan banwai thi kya lekin kyon banwai hogi or ye last me kya dikh gaya dono ko ki dono dum daba kar bhag gaye ye sach me tha ya kisi machine ke dwara logon ko darane ke liye banaya gaya tha ki log bag idhar se hi ise dekhkar bhag jayen lagta ha is khandhar me bahut bada raj chhipa ha kher lekin khandhar wala scene to old horror type movie ki tarah tha