Bhai ek baat samajh me nahi aaya ki jab ramn Sandhya se darta hai to jab Sandhya ne sab band karne ko kaha to
Ramn me himmat kaise ho gai ki wo Sandhya se kahne ki ki
Tum janti ho main tumse kitna pyar karta hu, tumhare liye pagl hu
Aur Sandhya ki ek baat aur samjh nhi aaya ki jab malti ne 2nd update me abhay ki mar ko lekar boli to Sandhya gusse se chid gai thi
Aur 1st update me jab ramn ne Sandhya ko bola ki abhay tumse itna darta hai ki kisi ko kuchh batane ki himmat nahi karega tab Sandhya na ramn par gussa Hui aur na hi ramn ko kuchh kaha
Kya iske piche bhi koi Raj hai
Jan Sandhya ne ramn se pucha ki
Kya abhay ne tumhe mere kamare me aate dekha tha
Tab aapne kaha ki Sandhya ne yesa kyu bola tha ye bhi baad me pata chalega