Nafrat ya phir Diwaangi.... (Incest Love Story)
Update 83 "Ajeeb Surprise 2"
Jhadne ke kuch der baad jab Siya normal hoti hai tab Sultaan ko saamne khade dekh buri tarha se sharma jaati hai....
Is se pehle ki Sultaan kuch kehta peeche se aa rahi car ki horn ki awaaz ko sun ke wo apne muh me aaye alfaaz ko rok.... palat ke peeche ki taraf dekhta hai.... Peeche khadi car aur usme baithe logon ko dekh ke gusse se uska dimaag phatne lagta hai.... Wo foran gusse se apna chehra dusri taraf ghuma leta hai.... Wo log bhi Sultaan se milna chahte hain baat karna chahte hain.... Magar Sultaan ki naraazgi dekh ke unki himmat hi nahi hoti kuch bhi kehne ki bina kuch kahe wo apni car ko Sultaan ke bagal se le jaate hain....
Sultaan ko is tarha itne gusse me dekh Siya uske achanak se gussa hone ki wajah poochti hai....
Siya : Sultaan.... Kaun the wo log....? Unhe dekh ke tujhe itna gussa kyun aa gaya....?
Sultaan : Chor na yaar.... Unlogon ki baat kar ke main apna mood nahi kharaab karna chahta.... Filhaal Company chalte hain wahan mujhe ek important kaam hai use poora kar ke mujhe jald se jald Mamta maa ka ilaaj karne ghar bhi jaana hai....
Sultaan Siya ko sath le ke Sk Group chala jaata hai....
******** ki Car jaise hi Sk House me enter karti hai.... Wahan ki Shaan o Shaukat dekh ke wo sab usme kho se jaate hain....
***************************************
Nanda bua... Inhe dono parivaar waale Sweety ke sath hi Pihu ke Nanihaal waale bahut maan dete hain....
Vinay Singh : Sweety ke Chacha
Sukanya Singh : Sweety ki Chachi
Snehal : Sukanya ke Bhai ki Beti
Kalki Singh : Sweety ki Bua Vidhwa hai....
Krisha Singh : Kalki ki Beti
Gulab Singh : Pihu ke Chote Mama aur Sweety ka Pati
***************************************
Snehal : Wow kitna Aalishan Ghar hai....
Sukanya : Ghar kahan ye to Mehel hai Mehel.... Aap ne kabhi bataya nahi Bua ki aap ki beti Padma yahan itne bade aur Aalishan Mehel me rehti hai....
Nanda Bua : Mujhe bhi kahan pata tha.... Pichle 5 saal se Padma mujhse dur yahan is Sheher me reh rahi hai....
Bas phir kya tha sab Sk House ki tareef karne me lag jaate hain....
Nanda Bua : Are under bhi chaloge ya bahar khade khade bas baaten hi karte rahoge....
Sab Nanda Bua ke sath Sk House ke under jaate hain..... Sk House to under se aur bhi zyada Khoobsurat hai.... Sab uski khoobsurati dekh ke behad khush ho jaate hain....
Tabhi wahan Padma maa aa jaati hain.... Nanda Bua ko yun achanak se yahan dekh ke unki khushi ka thikana nahi rehta.... Wo foran aage badh ke kas ke unke seene se lipat jaati hain....
Padma maa : Ooooohhh... Maa main bata nahi sakti aaj saalon baad aapko dekh mujhe kitni khushi ho rahi hai.... Aap ko apne seene se laga ke mujhe kitna sukoon mil raha hai....
Ye kehte kehte Padma maa ki aankhen nam ho jaati hain.... Unki khushi aur aansu sambhale nahi sambhal rahe hain.... Theek aisa hi haal is waqt Padma maa ka bhi hai....
Nanda Bua : Main bhi aaj apni beti ko seene se laga ke behad khush hoon....
Padma : Kya kismat hai meri apni maa ke itne paas reh ke bhi aaj 5 saal baad unse mil rahi hoon.... Main apne kaam ki wajah se nahi jaa paati thi aur aap baba ki kharaab tabeeyat ki wajah se.... Waise ab baba ki tabeeyat kaisi hai....?
Nanda : Ab bhi wo waise hi hain.... Dr ne kaha hai unka ilaaj sirf aur sirf ek hi tarha se ho sakta hai....
Padma : Bataiye maa kya hai wo tareeka.... Baba ko theek karne ke liye main kuch bhi karne ko taiyaar hoon....
Nanda : Dr ka kehna hai ki inke ilaaj ke liye khaas tarha ki Jadibootiyon ki zaroorat hai.... Un Jadibootiyon ko pees ke unhe pilane se wo bilkul pehle ki tarha theek ho sakte hain....
Phir apne Purse me se kuch tasveeren nikaal ke use Padma maa ko dikha ke kehti hain....
Nanda : Ye hain wo Jadibootiyan.... jinka ras pilane se tere baba ke apahij shareer me phir se jaan aa sakti hai....
Padma : Maa jab aap ko itna sab kuch pata hai to phir aap ne ab tak in Jadibootiyon ke zariye baba ka ilaaj kyun nahi kiya....?
Nanda : Main chah ke bhi aisa nahi kar sakti kyun ki wo Jadibootiyan jahan milti hain wo is duniya ke sab se khatarnaak Junglon me se ek hai.... Wahan kisi ka zinda jana to Mumkin hai magar wahan se zinda laut ke aana na mumkin hai....
Padma : kahin aap ******* Jungle ki baat to nahi kar rahi hain....
Nanda : Haan main usi Jungle ki baat kar rahi hoon.... Wahin paayi jaati hain ye jeewan dayi Jadibootiyon....
Nanda Dadi ki haan sun ke padma maa ki khushi ka thikana nahi rehta... Wahin unhe achanak se itna khush dekh ke Nanda Dadi ko behad hairaani si hoti hai....
Nanda : Yahan main itni pareshan hoon.... Tere Baba ka ilaaj nahi ho paa raha hai.... Jo Jadibootiyon chahiye wo bhi nahi mil paa rahi hain.... Itna sab jaan ne ke baad dukhi hone ke bajaye tu khush ho rahi hai....
Padma : Wo is liye kyun ki baat jo khushi ki hai....
Nanda : Tere baba ab tak bimaar hain ye tere liye khushi ki baat hai....?
Padma : Nahi maa... Khushi ki baat to ye hai ki Jald hi Baba theek hone waale hain....
Nanda : Bina Jadibootiyon ke wo kaise theek ho sakte hain....?
Padma : Jadibootiyon ke milne pe to theek ho sakte hain na....
Nanda : Haan magar maut ke us Jungle me koi kaise jaa sakta hai....
Padma : Wo sab aap mujhpe chor dijiye... Aap bas jald se jald Baba ko yahan laane ka intezaam kijiye.... Baaki sab mujhpe chor dijiye.... Dekhna jald hi Baba ek dum theek ho jaayenge....
Nanda : Kya tu sach keh rahi hai....? Dekh Baba ko le ke mazaak nahi samjhi....
Padma : Main mazaak nahi balki sach keh rahi hoon.... Agle 2 ghante me ye saari jadibootiyan yahan aap ke paas hongi... Aap bas jald se jald Baba ko yahan bulwaane ka intezaam kijiye....
Nanda : Padma tu sach keh rahi hai na tere baba theek ho jaayenge na....?
Padma : Haan Maa mera yakeen kijiye... kal subah ke nashte ke waqt tak baba kaafi had tak theek ho jaayenge... Haan magar 8 saal se bistar pe rehne ki wajah se unhe uth ke khade hone me kuch waqt zaroor lagega....
Sukanya : Kal Subah tak koi chamatkar hone waala hai kya...? Ya phir jaadu se wo Jadibootiyan yahan aa jaayengi...
Padma : Aisa hi kuch samajh lijiye.... (Nanda se) Maa jald se jald baba ko yahan bulwaiye....
Nanda Sukanya ke Pati Vinay se : Vinay Jaldi se jaa aur tere fufa ko yahan le ke aa....
Na chahte hue bhi Vinay Nanda bua ki baat maan ke Fufa ji ko lene chale jaate hain.... Wahin dusri taraf Padma Sultaan ko call kar ke use poori baat batati hai aur sath hi ye bhi kehti hai ki jald se jald un Jadibootiyon ko ****** Jungle se le ke yahan aa....
Padma : Maa 2 ghante me ye saari jadibootiyan yahan aap ke paas hongi...
Sukanya : kyun Padma tere paas koi jaadu ki chadi hai kya jise ghumate hi wo Jadibootiyan tere paas aa jaayengi...
Padma : Aisa hi kuch samjha lo bhabhi.... Mere paas jaadu ki wo chadi hai jis se ye Jadibootiyan to kya main kuch bhi paa sakti hoon....
Kalki : Haan is aalishaan Mehel ko dekh ke lagta to hai ki tu ne abhi jo kaha hai wo ho bhi sakta hai.... Yun hi kisi ke paas Mehel nahi hua karte... Sach sach bata tere paas koi Gini wini to nahi aa gaya....?
Padma : Aisa hi kuch samajh lijiye....
Sukanya : Matlab....?
Padma : Wo sab baad me pehle aap sab fresh ho ke khana kha lijiye phir araam se bait ke baat karte hain....
Phir wo sab ko unka kamra dikha ke unhe fresh hone ko kehti hain....
Fresh hone ke baad wo sab khana kha hi rahe hote hain ki tabhi wahan Sultaan aa jaata hai wo bina kisi ki taraf dekhe jaldi se Padma maa ko Jadibootiyon ka packet pakda ke uper Mamta maa ka ilaaj karne apne room ki taraf daur jaata.... Is baat se anjaan ki yahan aur bhi bahut se log maujood hain....
Nanda : Ye ladka kaun tha... Jo aandhi ki tarha aaya aur toofaan ki tarha se nikal gaya....
Padma : Ye hi to hai mera Gini jiski main baat kar rahi thi....
Nanda : Gini.... Magar ye to insaan jaisa lag raha hai....
Padma : Lag nahi raha balki ye wakayi me insaan hi hai.... Naam hai Sultaan.... Ye kisi farishte se kam nahi hai.... Jab bhi kisi ko takleef me dekhta hai foran uski madat karne pahunch jaata hai.... Chahe wo uska apna ho ya paraya Sultaan sab ki madat karya hai.... Aaj isne aapki bhi madat kar di.... Ye dekhiye.... Ye hi hai na wo Jadibootiyan jo baba ke ilaaj ke liye chahiye thi.... Sultaan use wahan se le aaya....
Jahan Padma maa ki baat sun me Nanda Dadi behad pareshan thi wahin baaki sab ke liye to ye baat kisi Shock se kam nahi thi ki abhi abhi jo yahan aaya tha wo Sultaan tha.... Aur Padma maa use jaanti hain....
Sultaan ke peeche peeche Mehek Moni Sapna aur baaki sab bhi ghar aa jaate hain.... Padma maa sab ko unse mil waati hain.... Inko yahan dekh Moni Akshata aur Neeta behad hairaan ho jaati hain.... Aisa hi haal in sab ka bhi hai....
Padma maa sab ko aapas me milwati hain.... Milne ke baad sab fresh hone chal dete hain.... Wahin Sultaan apne room me jaa ke use under se lock karta hai phir Geeta aur Mamta maa ko le ke Mamta maa ka ilaaj karne Dream World Teliport ho jaata hai....
Kareeb 1 Ghante unka ilaaj karne ke baad wo Pyar se jam ke Mamta ki Chudayi karta hai phir 2 - 4 ghante araam kar ne ke baad dono ko sath le ke laut aata hai....
Raat ko khane ke waqt Dinning Table pe jab uski nazar ghar me maujood logon pe padti hai tab wo shock ho jaata hai.... Sab se bada jhatka to use tab lagta hai Jab Padma maa unhe apna rishtedar keh ke unhe Sultaan se milwaati hain....
Padma : Sultaan ye hai meri pyari maa Nanda Singh Thakur... Ye mere liye meri maa se bhi badh ke hain.... Ek anaath ladki ko inhone na sirf sahara diya balki seene se laga ke paal pos ke bada aur is laayak banaya jo ki aaj main hoon....
Is se pehle ki koi kuch kehta Snehal jo kehti hai use sun ke wahan maujood ghar ke lagbhag sabhi logon ko uspe behad gussa aa jaata hai.... Dadi use beech me rok deti hain....
Snehal : kya kaha aap bhi Sultaan ki tarha anaath hain.... Jiske na maa ka pata hai na baap ka.... Na hi ye ki ye jaane kis khandaan ka hai.... Ya phir kahin ye kisi ki najayaz....
Dadi Gusse me : Ladkiiiiiiiiiiiiiiiii.... jo bhi tumhara naam hai.... Tameez se baat karo.... Tumhe pata bhi hai ki tum kiske baare me kya baat kar rahi ho....?
Nanda : Snehal tumhe zara bhi tameez nahi ki kise kaise kya aur kab kehna chahiye....?
Snehal : Maine aisa kya galat keh diya jo aap sab mujhpe itna Naraaz ho rahe hain.... Maine to wo hi kaha jo sach hai....
Dadi Gusse me : Sultaan anaath nahi hai... Pota hai mera.... Jaan hai meri suna tu ne.... Aaj keh diya dobara aisa kaha to mujhse bura koi nahi hoga....
Dadi ko itne gusse me dekh ke wahan maujood sabhi behad ghabra jaate hain.... Wahin koi aisa bhi hai jise yahan ho rahi kisi baat se koi bhi matlab nahi hai.... Wo to jaise yahan ho ke bhi yahan maujood nahi hai....
Ye aur koi nahi balki Sultaan ki jaan Mehek hai.... Wo apne hi khayalon me gum chup chaap khana khaye jaa rahi hai....
Moni aur Mohini hairat se bas ek tak Mehek ko dekhe jaa rahi hai.... Unhe is baat pe yakeen nahi aa raha hai ki Mehek ki maujoodgi me Snehal ne Sultaan ke liye itni giri hui baat kahi.... Jahan Mehek ko ab tak gusse me aa ke Snehal ko maar maar ke uski haalat kharaab kar deni chahiye thi use is sab baaton se jaise koi fark hi nahi pada....
Dadi ko gusse me dekh sath hi baat ko bigadte dekh Sultaan foran Dadi ke paas jaa ke unhe apne seene se laga ke unke gusse ko shant karta hai....
Sultaan : Dadi gussa choriye.... Use jitna pata tha usne wo kaha....
Sapna : Sahi kaha Sultaan ne jiske paas jitna dimaag hoga sath hi jaisi jiski soch hogi wo waisa hi kahega na.... Haan magar aaj ke baad dhyaan rahe ki galti se bhi Sultaan ke khilaaf ek bhi galat lafz kaha na to tere maa baap zaroor be aulaad ho jaayenge....
Ye keh ke wo Dadi ke paas chali jaati hai.... Sab ko itne gusse me dekh ke Nanda Dadi Snehal ko Sultaan se maafi maangne ko kehti hain..... Na chahte hue bhi Snehal ko Sultaan se maafi maangni padti hai....
Wo uperi dil se to Sultaan se maafi leti hai magar uske under ek aag si lag jaati hai.... Wo Sultaan ko sorry bol ke apne room me chali jaati hai....
Ye dekh Sukanya ko bilkul bhi achha nahi lagta....
Sukanya : Ye kya kiya Bua aap ne meri masoom si bachhi ko rula diya.... Waise bhi usne kuch galat bhi to nahi kaha....
Nanda Dadi : Wo kya kam thi jo abhi tu bhi shuru ho gayi....
Padma maa ko samajh me nahi aa raha hai ki wo kis ki taraf se baat kare.... Sultaan ki taraf se ya phir Nanda maa ki taraf se.... Kyun ki Snehal Nanda maa ke sath aayi hai.... Sath hi wo Sukanya ke bhai ki beti bhi hai.... Matlab wo koi gair nahi balki apni hi hai.... Haan magar Sultaan ka kya....? Kya sirf isi liye ki wo Nanda maa ke sath aayi hai use Sultaan ki insult karne ka haq mil gaya.... Wo sab choro.... Sab se zaroori baat to ye ki main jise apna sab kuch maanti hoon use mere hi saamne zaleel kiya gaya aur main khamoshi se khadi dekhti rahi.... Use rokna to dur mere muh se ek awaaz tak nahi nikli....
Mehek bina koi reaction diye apne room me chali jaati hai.... Sultaan badi mushkil se sab ke gusse ko shant karta hai....
Nanda Dadi : Beta mujhe maaf kar dena....
Sultaan : Ye aap kya kar rahi hain Dadi....? Main aap ko Dadi keh sakta hoon na....
Nanda : Haan haan kyun nahi....
Sultaan : Dadi jo bhi kuch hua usme aap ki to koi galti nahi thi.... Aur waise bhi kisi ke kuch kehne se kuch fark nahi padta.... Kisi ke anaath keh dene se main anaath to nahi ho jaaunga na.... Mere paas mera bhara poora parivaar hai....
Ye keh ke Sultaan jaise hi apne hath phailata hai sab daur ke uske paas jaa ke uske seene se lipat jaate hain.... Sab ka itna pyar dekh ke Sultaan ki aankhen khushi se nam ho jaati hain....
Padma bhi aage badh ke Sultaan se maafi maangna chahti hai magar Sultaan unhe beech me hi rok deta hai...
Sultaan : Aap ko kuch kehne ki zaroorat nahi hai.... Us waqt halaat hi aise the ki aap kuch na keh saki.... Aur waise bhi kisi ke kuch bhi kehne se koi fark nahi padta.... Mujhe sirf is baat se fark padta hai ki mere apne mere baare me kya sochte hain.... Wo mujhe kitna pyar karte hain.... Bas aur kuch nahi.... Aur main to aap ki jaan hoon na....
Sultaan ki baaten sun ke Padma kas ke use apne seene se laga ke uspe apni mamta lutane lagti hai....
Phir Sultaan Mehek se baat karne uske room me jaata hai.... Magar use soya dekh uske bagal me baith ke pyar se uske chehre ko dekhne lag jaata hai.... Mehek ke masoom aur Pyare chehre ko dekhte dekhte wo usme kho sa jaata hai use Mehek pe itna pyar aane lagta hai ki wo aage badh ke uske honthon ko apne muh me le ke Pyar se use choosne lagta hai.... Achanak se hue is hamle se Mehek ki aankh khul jaati hai... Wo gusse me kuch karne hi waali hoti hai ki tabhi uski nazar Sultaan pe padti hai aur uska gussa jaise hawa ho jaata hai.... Wo bhi kiss me Sultaan ka poora sath dene lagti hai.... Achanak se Sultaan ko apne muh me namkeen sa mehsus hone lagta hai.... Sath hi use sisakne ki bhi awaaz sunayi dene lagti hai.... Mehek ka rona Sultaan se dekha nahi jaata.... Uska dil tadap jaata hai.... Wo foran us se uske rone ki wajah poochta hai....
Mehek : Mujhe maaf kar do Sultaan.... Mere saamne us kameene ne tumhe kya kuch nahi kaha.... Use maarne ke bajaye main chup chaap baithi uski baaten sunti rahi....
Sultaan : Bhool jaao wo sab.... Jo beet gaya use yaad kar ke pareshan hone se kuch haasil nahi hoga.... Aur waise bhi ye waqt hum dono ka hai.... Us kameeni ko yaad kar ke hum apne is khaas waqt ko kyun barbaad karen....
Ye keh ke Sultaan Mehek ko apni bahon me samet ke apne honthon se uski ankhon se bahe aansuon ko pee ke pyar se uske honthon ko choomne lagta hai..... Dono ek dusre ke honthon ko choomte choomte kab gehri neend so jaaye hain unhe pata hi nahi chalta....
Agli Subah jab Mehek ki aankh khulti hai tab wo khud ko Sultaan ki baahon me paati hai.... Wo pyar se ek tak Sultaan ke chehre ko dekhne lag jaati hai.... Wo abbi Sultaan ke chehre me khoyi hui hi thi ki tabhi use apne honthon pe kuch geela geela sa mehsus hota hai jis se uski tantra toot jaati hai.... Sultaan ki harkat ko dekh aur mehsus kar ke wo buri tarha se sharma jaati hai.... Uska poora jism masti me gangana jaata hai....
Sultaan apni Zubaan ko uske honthon pe phira raha hai sath hi ek hath se uski thoos narm mulayam Choochi ko masal bhi raha hai....
Mehek : Ye kya ho raha hai haan....?
Sultaan : Pyar....
Mehek : Pyar wo bhi subah subah....
Sultaan : Pyar karne ka koi mukarrar waqt thodi hi hota hai.... Main to jab chahe jahan chahe apni jaan ko pyar kar sakta hoon aur waise bhi tum to meri jaan hone ke sath sath meri biwi bhi ho....
Ye keh ke Sultaan Mehek ko apni baahon me kas ke use pyar se choomne lagta hai.... Mehek bhi uske pyar me khone lagti hai theek tabhi darwaza khulta hai aur Mohini kamre me dakhil hoti hai.... Mehek ko dekh ke Mohini ko uspe behad gussa aane lagta hai.... Wo gusse me dono ke kareeb jaa ke Mehek ko kheench ke Sultaan se alag kar ke kehti hai....
Sultaan : Mohini ye aap kya kar rahi hain....?
Mohini : Wo hi jo mujhe karna chahiye.... kal jab wo kameeni tumhe jaane kya kya sunaye jaa rahi thi tab to ye tumhare sath nahi thi.... Kya yahi tha iska Pyar....?
Sultaan : Wo baat aisi hai ki us waqt Mehek kisi baat ko le ke behad pareshan bani hui thi... Ise to pata hi nahi ki raat ko wahan kya hua....?
Mohini : Main bhi to jaanu ki aisi kaunsi madhoshi chayi hui thi ispe....
Sultaan : Wo baat aisi hai ki jab se ye Jungle se aayi hai ********************* ye baat baar baar iske dimaag me ghoom rahi hai.... Ab aap hi bataiye ki isme iski kya galti hai.... Aap hi bataiye kya ye mumkin hai ki koi Mehek ke saamne mujhe kuch bhi ulta bol de aur ye chup chaap use sun ke le le.... Ye gusse me aa ke usi waqt use cheer phaad ke rakh de....
Mehek : Maasi maine wo sab jaan ke nahi kiya... Mujhe to pata hi nahi ki kal raat kya hua tha.... Main us waqt yahan ho ke bhi yahan nahi thi.... Magar ab main us kameeni ko nahi chorungi....
Sultaan : Nahi koi kuch nahi karega..... Is waqt yahan wo humari mehmaan ban ke aayi hai....
Mehek : Mehmaan hai to iska ye matlab to nahi ki wo tumhare sath kuch bhi galat kare aur hum khamoshi se bas use dekhte rahe.... Uski kameeni harkaton ko bardasht karte rahen.... Nahi Sultaan koi tumhe kuch galat kahe ye main kabhi bardasht nahi kar sakti....
Sultaan : Nahi Mehek please baat maan le aisa kuch mat karna.... Wo humare mehmaan hain aur sab se badi baat ye hai ki wo Padma maa ke khaas hain.... Hum ne galti se bhi unke sath kuch galat kiya to Nanda Dadi ko bura lagega sath hi Padma maa ko bhi bura lagega.... Aur main ye kabhi bardasht nahi kar sakta ki meri kisi baat ya harkat se unhe bura lage... Ya unhe kisi ke aage sharminda hona pade....
Mehek : Magar Sultaan....
Sultaan : Please Mehek kya tu mere liye itna nahi kar sakti.... Please....
Abhi Sultaan ne itna kaha hi tha ki tabhi kisi ki awaaz sun ke sab chonk ke us taraf dekhte hain....
Nanda Dadi : Sultaan tu itna achha kyun hai.... Snehal ne kal tujhe kya kuch nahi kaha aur tu hai ki use kuch kehne ke bajaye sab ko use kuch bhi kehne se rok raha hai.... Sirf isliye ki hum ko koi dukh na ho....
Sultaan : Dadi wo bhi to apni hi hai....
Padma : Haan ye alag baat hai ki wo tujhe apna nahi maanti na hi baaki sab....
Sultaan : Bhale hi wo sab mujhe apna nahi maante magar main to unhe apna maanta hoon na... Aur mere rehte mere apno ko kisi bhi tarha ki takleef ho ye main kaise bardasht kar sakta hoon....
Nanda Dadi foran aage badh ke Sultaan ko kas ke apne seene se laga leti hai.... Uspe apna Pyar aur apni mamta lutane lagti hai.... Jise mehsus kar ke Sultaan ki aankhon me khushi ke aansu aa jaate hain....
Nanda : Kya hua mere bachhe achanak se teri aankhen itni nam kyun ho gayi....
Sultaan : Wo kuch nahi Dadi ye to khushi ke aansu hain.... Kahan main ek Dadi ke pyar ke liye taras raha tha aur kahan uper waale ne mujhe ek sath 2 Dadi ka pyar aur sath de diya....
Ye keh ke wo kaveri Dadi aur Nanda Dadi dono ko kas ke apne seene se laga leta hai.... Wo dono bhi uspe apna pyar aur apni mamta lutane lagti hain....
Tabhi Achanak se koi aata hai jise dekh ke Sultaan shock ho jaata hai....