Nafrat ya phir Diwaangi.... (Incest Love Story)
Update 75 "Adventure 3"
Na chahte hue bhi Manushi aur kalyani Ayushi ko jaldi se le ke wahan se nikal jaati hain....
Sultaan kuch der wahan behosh pada rehta hai.... Aur phir....
Idhar Sultaan ki diwaaniyon ka dil bechain bana hua hai.... Unhe is baat ka ehsaas hone lagta hai ki Sultaan ko zaroor kuch to hua hai.... Sultaan shayad kisi musibat me hai.... Mehek ki aankhon se aansu beh rahe hain.... Uska dil behad bechain bana hua hai.... Use reh reh ke ghabrahat si ho rahi hai.... Jab us se aur bardasht nahi hota tab wo uth ke tezi bahar ki taraf chal deti hai.... Use yun bahar jaate dekh sab uske rokne ke liye uske peeche jaane lagte hain.... Magar Mehek kisi ki baat nahi sunti.... Jab sab use rok nahi paate to uske sath ******* Jungle ki taraf chal dete hain....
Wahin Naaglok me Ayushi ab poori tarha se theek ho gayi hai.... Use reh reh ke Sultaan ki yaad aa rahi hai... Sultaan ko le ke wo kaafi pareshan bani hui hai.... Wo jald se jald Sultaan ke paas jaana chah rahi hai magar Maga Guru Kapali ke kehne pe Kalyani use Sultaan ke paas jaane nahi de rahi hai.... Jab tak uske theek hone ke baad ek ghanta beet nahi jaata kaali Shaktiyaan poori tarha se nasht nahi ho jaati.... Ayushi ya koi aur Sultaan ke kareeb nahi jaa sakta.... Ek ghanta to bahut dur ki baat hai.... Ayushi se ek pal bhi aur ruka nahi jaa raha hai.... Wo jald se jald Sultaan ke paas jaane ke liye bechain bani hui hai.... Magar Kalyani aur Manushi use jaane nahi de rahi hai.... Waqt hai ki beet nahi raha hai aur Ayushi se sabr nahi ho raha hai.... Use Sultaan ki behad fikr ho rahi hai.... Wo jald se jald apne Sultaan ke paas jaa ke us se milna chahti hai... Use theek dekhna chahti hai.... Jab wo wahan se aayi thi ya ye kehna zyada theek hoga ki jab use wahan se yahan laaya gaya tha tab Sultaan ke seene me yahan ki sab se khatarnaak talwaar ghusi hui thi jis se uske seene se khoon ris ris ke beh raha tha.... Sath hi Sultaan behosh pada hua tha.... Ye baat yaad aate hi Ayushi ka chehra gusse se laal ho jaata hai.... Use apni maa aur behen pe behad gussa aa ne lagta hai.... Wo gusse se unki taraf dekhna bhi pasand nahi kar rahi hai.... Use is waqt bas Sultaan ki hi fikr sata rahi hai.... Jald se jald ek ghanta beete aur wo Apne Sultaan ke paas pahunche.... Uska dil is baat se sab se zyada ghabra hai ki kahin der na ho jaaye.... Kahin Sultaan ko kuch....
Ayushi man me : Nahi nahi ye main kya soch rahi hoon.... Mere Sultaan ko kuch nahi ho sakta.... Jab tak mere jism me jaan hai main apne Sultaan ko kuch nahi hone dungi....
Jaise hi ek ghanta beet ta hai Ayushi daurte hue wahan pahunch jaati hai jahan Sultaan ghayal ho ke pada hua tha....
Wahan Sultaan ko na paa ke uski to jaise saansen hi ruk si jaati hain.... Uski aankhon se aansu behne lagte hain..... Wo paagalon ki tarha rote hue har taraf apne Sultaan ko dhoondhne lagti hai.... Magar Sultaan use kahin nahi mil raha hai.... Use yun rote dekh Kalyani aur Manushi use chup karane ke liye uske kareeb jaate hain.... Magar Ayushi unki baat sun na to dur unki taraf dekh bhi nahi rahi....
Wo Sultaan ko dhoondh hi rahi thi ki tabhi use Maha Guru Kapali nazar aate hain.... Wo unke paas jaa ke unse Sultaan ke baare me poochne hi waali hoti hai ki tabhi kapali jo kehte hain use sun ke Ayushi besudh si hoke zameen pe gir jaati hai....
Kapali : Jise tu dhoondh rahi hai wo yahan nahi hai.... Wo yahan nahi hai....
Ayushi ka aisa haal dekh ke Kalyani aur Manushi uski paas jaa ke use chup karane lagti hain.... Magar Ayushi gusse me dono ka hath jhatak ke unse dur chali jaati hai.... Sath hi behad gusse se kehti hai....
Ayushi : Galti se bhi mere saamne aane ki galti mat kijiyega.... Aap ne Jaisa mere Sultaan ke sath kiya hai waisa to koi kisi dushman ke sath bhi na kare....
Ayushi se aisi dhutkaar ki ummed dono me se kisi ne nahi ki thi.... Dono ki aankhen nam ho jaati hain....
Dono rote hue : Ye tu kya keh rahi hai.... Wo sab humne Sirf aur Sirf tere liye kiya.... Taaki teri izzat aur jaan sahi salamat reh sake.....
Ayushi rote hue : kis jaan ki baat kar rahi hain aap wo jaan jo 3 din baad jaane waali thi jise mere Sultaan ne apni jaan ki parwaah na karte hue bachaya.... Aap sab ne khud apni aankhon se dekha ki kaise meri jaan bachane ke liye kaise wo beintehaan dard sehte hue muskurate hue Laave ke Samundar me khood gaya... Aur to aur jab wo mera ilaaj kar raha tha tab Manushi ne dhoke se uski peeth me wo khatarnaak Talwaar ghusa di jis se use beintehaan dard hone laga.... Wo chahta to is dhoke ke badle wo mujhe marne ke liye chor ke jaa sakta tha.... Ya phir dhoke ke badle gusse me aa ke sab ko jaan se maar sakta tha..... Magar usne aisa kuch nahi kiya.... Balki khamoshi se sab kuch sehte hue usne mera poora ilaaj kiya.... Wo insaan nahi balki nek dil Farishta hai.... Jahan uski pooja karni chahiye wahin aap dono ne mil ke uske seene me Talwaar se jaan leva waar kiya.... Agar wo na hota to aaj main un kaali Shaktiyon ki kaid se azaad na ho paati.... Uska ehsaan maan ne ke bajaaye aap dono ne uske seene me talwaar ghusa diya.... Aur kis izzat ki baat kar rahi hai aap.... Mera ye jism meri jaan yahan tak ki meri ruh tak usi waqt se uski ho gayi thi jab usne meri jaan bachane ke liye us laave ke Samundar ki taraf apna ruk kiya tha....
Abhi wo ye keh hi rahi thi ki tabhi uski nazar Maha Guru Kapali pe padti hai... Unhe dekhte hi wo foran unke kareeb jaa ke unse Sultaan ke ke baare me poochti hai.....
Ayushi rote hue : Baba Sultaan kahan hai....?
Kapali : Wo Chala gaya....?
Kapali ki baat sun ke Ayushi ke sath sath Kalyani aur Manushi bhi buri tarha se shock ho jaati hain....
Ayushi : Chala gaya....!!!! Kahan chala gaya....? Wo buri tarha se zakhmi tha use us halaat me aap ne jaane kaise diya....?
Kapali : Sultaan kaafi der tak behosh pada hua tha.... Uske seene me jahan talwaar ghusa hua tha wahan se dheere dheere khoon ris raha tha.... Har guzarte pal ke sath us ki haalat kharaab hoti jaa rahi thi.... Uski saansen bas rukne hi waali thi ki tabhi Achanak se uske jism me Trikon Power Activate ho gayi jo pichle 18 saal se uske jism me nishkriya awastha me padi hui thi.... Wo ek baar phir se jaag gayi sath hi Sultaan ke jism me recovery Powers Activate ho gayi.... Uske jism se talwaar nikal ke ek taraf gir gayi sath hi us ke jism se baha hua khoon phir se us ke jism me jaane laga.... Dheere dheere Sultaan ke dil ki dhadkan normal ho gayi aur wo Ayushi keh ke cheekh utha.... Wo idhar udhar dekh ke tumhe dhoondhne laga... Magar tum use kahin nazar nahi aa rahi thi..... Tumhe na paa ke wo behad pareshan ho gaya.... Uska dil bechain hone laga.... Uski aankhon se aansu behne lage.... Mere batane pe ki tum poori tarha se theek ho gayi ho.... Ab tumhe koi pareshani nahi hai.... Tab kahin jaa ke Uske bechain dil ko karaar aaya.... Wo Tumse milna chahta.... Ek baar tumhe dekhna chahta tha.... Khud apni aankhon se tumhe theek dekhna chahta tha taaki uske bechain dil ko kuch karaar aa sake.... Jaise hi usne tumse milne ki baat apne muh se nikaali samane padi Talwaar pe uski nazar padi jise dekhte hi uski baat uske dil me hi dab ke reh gayi.... Uske lab Achanak se sil se gaye.... Wo chah ke bhi kuch keh nahi paaya.... Uski aankhon me nami aa gayi uska gala rundh sa gaya.... Uske muh se badi mushkil se bas itna hi nikla....
Sultaan : Uper waale ne bhi kya kismat banayi hai meri ki har baar mere apne hi meri jaan lene ke liye mere seene se khanjar ghusa diya karte hain....
Ye keh ke wo yahan se jaane laga maine use rokne ki bahut koshish ki magar wo nahi ruka aankhon me aansu liye bas ye keh ke chala gaya....
Sultaan : Meri ruh.... Meri Ayushi ka achhe se khayaal rakhiyega.... Use ek kharoch bhi aaye main bardasht nahi kar sakta.... Main jald hi aaunga apni jaan ko apne sath le jaane ke liye....
Kapali : Phir usne Naaglok ko apni Sab se Powerful Suraksha ghere se Cover kiya aur jo Jadibootiyan use chahiye thi use le ke yahan se chala gaya....
Kapali ki baat sun ke Ayushi ki aankhon se aansu behne lagte hain.... Uska dil Sultaan se milne ke liye tadap jaata hai.... Uske aansu hain ki rukne ka naam hi nahi le rahe hain.... Phir kapali jo kehte hain use sun ke Ayushi ko ek jhatka sa lagta hai use unki baat pe yakeen hi nahi aata....
Kapali : Is tarha se tu ro ke khud ke sath sath apne Sultaan ko bhi takleef pahucha rahi hai.... Jitni takleef is waqt tujhe ho rahi hai teri is takleef ko mehsus kar ke is se kayi guna zyada takleef Sultaan ko ho rahi hogi.... Ab bhala kaun aisa hoga jise apni jaan ki takleef mehsus nahi hogi..... Aur tu to uski Sab se Pyari Biwi hai... Jise wo janmon se dil ki gehraiyon se chahta aa raha hai....
Ayushi : Baba ye aap kya keh rahe hain.....?
Kapali : Wo hi jo sach hai.... Is Janam ko mila ke ye 4th baar hai jab Sultaan ne apne khoon se teri maang bhar ke tujhse Shadi ki hai... Tujhe apna banaya hai... Hamesha ki tarha is baar bhi teri maang me uska khoon roopi Sindoor chamak raha hai.... Apne aks ko dekh le tujhe meri baat pe yakeen aa jaayega....
Kapali ki baat sun ke Ayushi Jaise hi apna Aks dekhti hai use apni maang me Sindoor ki jagah Sultaan ke khoon ki laali nazar aati hai.... Jise dekh ke uski aankhon se aansu behne lagte hain sath hi dil khushi se jhoom utha tha.... Uske honthon pe muskurahat si phail jaati hai....
Ye dekh Kalyani aur Manushi bhi buri tarha se shock ho jaati hain....
Kapali : Ye main kya dekh raha hoon.... Itni badi khushi ki baat batane pe bhi teri aankhon me aansu hain....
Ayushi : Ye khushi ke aansu hain....
Is se pehle ki kapali ya koi aur kuch kehta Sultaan ki awaaz fiza me goonj uthti hai jise sun ke Ayushi ke bechain dil ko karaar aa jaata hai.... Sath hi uska utra hua chehra khushi se khil uthta hai.....
Sultaan : Khushi ke ho ya Gum ke Sultaan ko apni ruh apni Ayushi ki aankhon me aansu pasand nahi hai.... Ye jaan ne ke baad bhi meri jaan ro rahi hai....
Sultaan ki baat sun ke Ayushi behad khush ho jaati hai aur foran apne aansu poch ke kehti hai....
Ayushi : Ye to khushi ke aansu the.... Jo apne Sultaan ka pyar mehsus kar ke meri aankhon me aaye the.... Magar ab nahi ab jab mujhe meri jaan kya pyar mil gaya hai to ab se meri aankhon me aansu nahi balki mere honthon pe muskaan hogi... Jaisi meri jaan ko pasand hai....
Sultaan : Ab meri ruh ne mere dil ki baat kahi hai.... Mera intezaar karna main jald hi apni ruk ko apne sath le jaane aaunga....
Ayushi : E.... E.... Ek baat poochun....
Sultaan : Tumhe mujhse kuch bhi poochne ke liye mujh se ijazat lene ki koi zaroorat nahi hai.... Jab chahe jo chahe pooch sakti ho....
Ayushi : Wo... Wo main.... Wo.... Main ye jaan na chahti thi ki kya tum...
Sultaan : Jo tum soch rahi ho wo mumkin hi nahi hai.... Tum ruh ho meri apni ruh se bhala koi naraaz ho sakta hai kya....?
Sultaan ki baat sun ke Ayushi chonk jaati hai....
Ayushi : Tumhe kaise pata chala ki main tumse ye hi baat poochna chah rahi thi....?
Sultaan : Jism ko ruk ki baat pata na chale aisa kabhi ho sakta hai kya....?
Ayushi : Bilkul bhi nahi.... (Phir ek lambi saans leke) Jaane kab wo din aayega.... Jab main apni jaan apne Sultaan ki baahon me houngi....?
Sultaan : Wo din jald hi aayega....
Ayushi : Main kaise apni jaan ke bina rahungi....? Us ko dekhe bina us se baat kiye bina kaise mere din aur raat guzrenge....?
Sultaan : Jald hi hum sath honge....aur tab tak ke liye jab bhi tumhara dil kare tum apne dimaag ke zariye mujhse baat kar sakti ho....
Sultaan ki baat sun ke Ayushi behad khush ho jaati hai....
Sultaan us se phir baat karne ka keh ke Mamta maa ke liye baaki Jadibootiyan jama karne chal deta hai....
Sultaan ko theek dekh ke uske dono dost Shera aur Raftaar ki khushi ka thikana nahi rehta dono aage badh ke kas ke Sultaan se lipat ke us se apne pyar aur apne pan ka izhaar karte hain phir Sultaan ke sath baaki Jadibootiyan jama karne chal dete hain....
Yahan 2 din se Sultaan na to office aa raha hai aur na hi ghar pe mil raha hai is baat ko le ke Mona behad pareshan bani hui hai.... Theek aisa hi haal Anjali aur Aditi ka bhi hai.... Wahin Sweety bas Sultaan ko yaad kar ke aansu baha rahi hai.... Pihu bhi Sultaan se mil ke apne dil ki baat use batane ke liye bechain bani hui hai.... Matlab Sultaan ki har diwani use yaad kar ke uske liye tadap rahi hai....
Sab se bura haal to is waqt Sonal Chachi ka bana hua hai.... Jab se unhone Sultaan ke sath chudayi ki hai tab se wo dil o jaan se use chahne lagi hai.... Unke dil ke sath sath unki Chut bhi apne Sultaan ko yaad kar ke ro rahi hai.... Padma Maa ko bhi Sultaan ki behad yaad aa rahi hai.... Theek aisa hi haal ghar me baaki sab ka bhi hai....
Jungle ke paas pahunch ke Mehek car se bahar nikal ke ek tak Jungle ko dekhne lagti hai....
Naina : Mehek kahin tu bhi to wo hi soch rahi hai jo main soch rahi hoon....
Naina ki baat sun ke Mehek uski taraf dekh ke haan me apna sar hila deti hai....
Mehek ki haan sun ke Naina ke honthon pe muskaan ubhar aati hai....
Naina : To phir der kis baat ki....
Dono ki baaten kisi ko bhi samajh nahi aa rahi hain....
Sapna : Ye tum dono kya baat kar rahi ho... Bataogi....?
Mehek : Hum apni jaan ke paas jaane ki baat kar rahe hain....
Ye keh ke Mehek Naina ke sath aage badh jaati hai.... Is se pehle ki koi unhe rok paata dono Jungle ke under apna kadam rakh deti hai.... Jaise hi unke kadam jungle me padte hain.... Tez hawayen chalne lagti hain...
Naina bhi uske sath sath Aage badh jaati hai Naina aur Mehek ko Jungle me jaate dekh wahan maujood sabhi buri tarha se shock ho jaate hain.... Sapna un dono ko rokne hi waali hoti hai magar tab tak dono under daakhil ho chuki hain....
Darte darte Sapna aur baaki ladkiyaan Nikki Rosy aur Moni unke peeche peeche Jungle me dakhil ho jaati hain....
Sultaan Shera aur Raftaar abhi saari jadibootiyan jama kar ke laut hi rahe hote hain ki tabhi Sultaan ki nazar Mehek aur Naina pe padti hai.... Unhe dekh ke Sultaan behad khush ho jaata hai wahin un ko dekh Shera ka poora jism dar se kaamp jaata hai.... Uske muh se bas itna hi nikalta hai....
Shera : M.... M.... Mallika... S.... Sunehri....