Nafrat ya phir Diwaangi.... (Incest Love Story)
Update 72
Achanak se Kunal ki nazar Mona pe padti hai....
Kunal : Ye darwaze pe wo ladki kaun hai....?
Is se pehle ki Sultaan kuch kehta kunal beech me bol padta hai....
Kunal : Hey ye kahin teri Girlfriend to nahi....
Kumud : Sahi kaha tu ne mujhe bhi ise dekh ke aisa hi lag raha hai.... Itni Khoobsurat ladki Sultaan ki Girlfriend hi ho sakti hai.... Dekh na bilkul Pari jaisi Khoobsurat hai....
kunal : Jab Sultaan khud itna Smart Dashing aur Handsome hai to Uski Girlfriend ka khoobsurat hona to lazmi hi hai....
Kunal aur kumud ke muh se apne liye Sultaan ki Girlfriend aur sath hi apni tareef sun ke Mona behad khush ho jaati hai....
Kunal : Sultaan ki saari Girlfriends ek se badh ke ek hain....
Kumud : Sultaan kaun sa kisi se kam hai.... Jaisa naam waisa hi kaam.... Ab jab ye Sultaan hai to iski Girlfriends bhi to bahut saari hi hongi na....
Kunal : Haan wo to hai.... Aur to aur Sultaan sab ko ek sa Pyar karta hai.... Na kisi ko kam na kisi ko zyada.... Wo apni har ek Girlfriend ka poora khayaal rakhta hai.... Unhe unke hissa ka poora pyar deta hai.... Itna hi nahi uski Saari Girlfriends ko ek dusre ke baare me pata hai... Aur hairat ki baat to ye hai ki kisi ko bhi Sultaan ko dusre ke sath baatne me koi pareshani nahi hai....
Sultaan : Are yaar ab bas bhi karo.... Jo jee me aaye wo kahe jaa rahe ho.... Ab itna bhi khaas nahi hoon main.... Aur rahi baat iski to iska naam Mona hai.... Mona Singh.... Aur ye meri....
Abhi Sultaan ne itna hi kaha tha ki tabhi Kumud aur kunal use aage bolne ka kuch mauka hi nahi dete.... Beech me hi use rok ke bol padte hain....
Dono : Haan pata haiye teri Girlfriend hai....
Phir aage badh ke Mona ka hath pakad ke use apne ghar me laa ke use Sultaan ki Girlfriend keh ke apni maa se milwaate hain.... Mona bhi sab ke muh se apne liye Sultaan ki Girlfriend sun ke khush ho jaati hai.... Kuch der sab ke sath waqt bita ke Sultaan phir aane ka keh ke Mona ke sath Singh Group ki taraf chal deta hai....
Raste me Mona kanki se bas Sultaan ko hi dekhe jaa rahi hai..... Aaj uski khushi ka thikana hi nahi hai....
Sultaan : Sorry....
Sultaan ke muh se Sorry sun ke Mona chonk jaati hai use samajh nahi aa raha hai ki aakhir Sultaan use Sorry kyun keh raha hai....?
Mona hairat se use dekhte hue us se poochne hi waali hoti hai ki tabhi Sultaan jo kehta hai use sun ke use samajh aa ta hai ki Sultaan ne use Sorry kyun kaha...
Sultaan : Sorry..... kunal aur kumud ki taraf se main tumse maafi maangta hoon..... Unhe tumhe meri Girlfriend nahi kehna chahiye tha.... Kahan tum Ameer khandaan ki ek Shehzaadi aur kahan main Sadak chaap awaara.... Jiski itni bhi aukaad nahi ki wo kisi ke saamne khade bhi ho sake.... Mujh jaise Gali ke awaara ko koi apna naukar bhi na banaye Boyfriend banana to bahut dur ki baat hai.... Aur un dono nadaan ne tumhe meri Girlfriend samajh liya....
Sultaan ki baaten sun ke Mona ko wo din yaad aa jaata hai jab usne Mall me Sultaan ki bahut beizzati ki thi.... Wo sab yaad kar ke uski aankhen nam ho jaati hain.... Wo Sultaan se kuch kehne hi waali thi ki tabhi Office aa jaata hai aur Sultaan car park kar ke under ki taraf chal deta hai... Mona bhi aankhon me nami liye Sultaan ke peeche peeche chal deti hai....
Wo ye soch ke khamosh rehti hai ki yahan sab ke saamne baat karna theek nahi hai.... Cabin me jaa ke Sultaan baat karna hi theek hai....
Magar jaise hi Cabin me pahunch ke wo Sultaan se kuch kehna waali hoti hai.... Samne Aditi ko khade dekh wo kuch keh hi nahi paati.... Wo Aditi ke saamne kuch keh ke baat ko nahi badhana chahti.... Wo ye achhe se jaanti hai ki jaise hi usne baat ki pichli baat bhi niklegi jise sun ke Aditi ko mauka mil jaayega use Sultaan ke saamne galat saabit karne ka.... Wo aisa kabhi nahi chahti khaas kar ke ab to bilkul bhi nahi jab wo Sultaan ko chahne lagi hai....
Aditi Sultaan ko dekhte hi usme kho si jaati hai.... Use yun khoya dekh Sultaan use hila ke jo kehta hai use sun ke Jahan Aditi behad khush ho jaati hai.... Wahin Mona chid jaati hai....
Sultaan : Lagta hai abhi tak Meri Pari khayalon me hi hai.... Sapno se bahar hakikat ki duniya me laut aao.... Insaan Pariyon ke sapne dekhte hain.... Pariyaan insaan ke nahi....
Sultaan ki baat sun ke Aditi khushi se uchal padti hai sath hi aage badh ke kass ke Sultaan ke seene se lipat ke Sultaan ke gaal ko choomne waali hoti hai ki tabhi Mona Aditi ko rokne ke liye uska naam le ke use awaaz deti hai.... Mona ki awaaz sun ke Sultaan apna chehra uski taraf ghumata hai.... Theek tabhi gaal pe hone waali kiss honthon pe ho jaati hai.... Jais mehsus kar ke jahan Sultaan ke sath sath Aditi bhi chonk jaati hai wahin Mona ka chehra gusse aur chid se laal ho jaata hai....
Mona : Tujhe zara bhi tameez nahi hai kya....? Aur ye kya tareeka hai....? Aisa bhi koi karta hai kya....?
Aditi : Maine kha kiya....?
Mona : Itna sab kar ke pooch rahi hai ki tu ne kya kiya....? Kya abhi tu ne Sultaan ko kiss nahi kiya....?
Aditi : Haan kiya.... Us kiss ke liye mujhe aap ka Shukriya bhi Ada karna chahiye.... kahan main Sultaan ke gaal pe kiss karne waali thi wahin aap ki wajah se kiss Honthon pe ho gayi.... Main bata nahi sakti Sultaan ko kiss kar ke mujhe kitni khushi mili hai.... Thanks.... Na aap us waqt mera naam le ke chillati aur na Sultaan ghoomta.... Magar aisa hua jo kiss gaal pe hone waali thi wo sirf aur Sirf aap ki wajah se Honthon pe ho gayi.... Iske liye Aap ka dil se shukriya....
Aditi ki baat sun ke Mona ko us se zyada khud pe gussa aane lagta hai.... Wo gusse me use jaane kya kya sunane lag jaati hai.... Aditi bhi kahan kam hai wo bhi uska poora jawaab de rahi hai.... Jis se Mona ka gussa badne lagta hai wo gusse me Aditi ko maarne hi waali hoti hai ki tabhi Sultaan beech me aa jaata hai.... Mona Sultaan se takra jaati hai.... Sultaan sambhal nahi paata wo peeche ki taraf girta hai.... Mona bhi theek uske uper girti hai....
Wo Sultaan ke uper is tarha se girti hai ki uska poora jism is waqt Sultaan ke jism se chipka hua hai.... Jaangh se jaangh Seene se Boobs aur Honthon se honth.... Jahan Sultaan ko ek jhatka sa lagta hai wahin Mona to Achanak se hui is kiss me kho si jaati hai.... Aaj pehli baar uske honthon ne kisi ke honthon ko chooma hai ye aur koi nahi balki Sultaan hai jise wo dil ki gehraaiyon se chahne lagi hai.... Kareeb 10 Seconds tak dono ke honth ek dusre ke honthon se jude rehte hain.... Sultaan jaise hi Mona se alag hone ke liye hilta hai uske honth Mona ke honthon se ragad khaane lagte hain.... Itna hi nahi dono ke jism ka har ek hissa dusre ke jism se ragad kha jaata hai... Honthon se honth.... seene se Boobs aur Lund se Chut.... Jise mehsus karte hi Mona ke jism me masti ki tez leher si daur jaati hai sath hi us ki aankhen band ho jaati hain.... Wo anjaane me hue is kiss me kho si jaati hai.... Uska poora jism gangana jaata hai.... Wo bas aankhen band kiye is romantic lamhe ko mehsus kar rahi hai... Jo zyada der tak nahi rehta... Magar jitni der ke liye bhi rehta hai.... Mona ko jannat dikha jaata hai sath hi Use aur bhi zyada Sultaan ka diwani bana deta hai.... Sultaan use khud se hata ke uthta hai....
Sultaan : Tum dono paagal to nahi ho gayi... Ye kya kar rahi ho....? Bina baat ke jhagda kar rahi ho.... kahin aisa to nahi ki ye sab tum dono ki mili bhagat ho.... Waise kiss karne ka achha bahana banaya hai tum dono ne.... Magar ab nahi...
Sultaan ki baat sun ke dono jaise hi uske kareeb aane lagti hain.... Sultaan foran peeche ho jaata hai....
Sultaan : Mere paas mat aata jaao chup chaap wahan jaa ke baith jaao.... Dono alag alag ek is taraf to ek dusri taraf....
Sultaan ki baat maan ke dono alag alag baith jaati hain.... Wo pyar se bas Sultaan ko hi dekhe jaa rahi hain.... Dono ke dimaag me is waqt bas ek hi baat chal rahi hai aur wo hai kiss... Dono ko is waqt apne honthon pe Sultaan ke honthon ki garmi mehsus ho rahi hai.... Dono us kiss ko yaad kar ke usme khoyi hui hain... Ye unki Life ki pehli kiss jo hai....
Sultaan jaldi se apna kaam khatam kar ke wahan se nikal ke seedhe apne ghar aa jaata hai.... Aaj use ******** Jungle jo jaana tha.... Wo jaldi se fresh ho ke bahar aata hai.... Jahan sab uska intezaar kar rahe hain.... Sab ki aankhon me aansu hain.....
Padma : Aap sab ko yun rote dekh aisa lag raha hai jaise ki Sultaan koi Dulhan hai aur aap sab uski Bidayi pe ro rahe hain....
Sultaan chid ke : Ab bas yahi sun na baaki reh gaya tha....
Sultaan chid ke Acharya ji ke sath bahar ki taraf chal deta hai.... Sab bhi uske peeche peeche aa jaate hain..... Sab use rokna to chahte hain magar unhe ye acche se pata hai ki jab baat uske kisi apne ki ho to phir Sultaan kisi ki nahi sunta.... Apne apno ke liye wo apni jaan ki baazi lagane se bhi nahi chookta....
Sultaan car me baith ke Acharya ji ke sath ****** Jungle ki taraf chal deta hai.... Is waqt car me Mehek Moni Mohini Sapna Naina aur Nikki bhi hain.... Poore raste sab bas ek tak Sultaan ko hi dekhe jaa rahe hain.... Wahin Achaya ji Sultaan ko sab batane lagte hain ki kis kis jagah se kaun kaun si Jadibooti laani hai.... Jald hi wo ****** Jingle ke paas pahunch jaate hain....
Sultaan ek nazar sab ki taraf dekhta hai aur Jungle me dakhil ho jaata hai.... Sab use ek tak dekhte rehte hain....
Sultaan is baat se anjaan ki Jungle me uske sath kya hone waala hai aage badhta hi jaa raha hai.... Jaise jaise wo Jungle ke under jaa raha hai use ek alag hi ehsaas ho raha hai aisa pehle kabhi nahi hua.... Use aisa mehsus ho raha hai ki is Jungle me zaroor kuch hai jo use apni taraf kheench raha hai.... Sultaan apne dono dost se milta hai.... Wo dono us se naraaz hain.... Itne dino se wo unse milne jo nahi aaya hai..... Sultaan kisi bhi tarha se apne doston ko mana leta hai.... Phir wo unhe poori baat batata hai.... Wo saari Jadibootiyan use kahan kahan milengi wo bhi.....
Shera : Achha ab baat samajh aayi.... Suna tu ne Raftaar ye yahan hum se milne nahi aaya hai balki wo Jadibootiyan lene aaya hai.... Jis se ye Apni Mamta maa ko theek kar sakta hai....
Sultaan : Aisi baat nahi hai Shera.... Jo tu ne kaha wo sach hai.... Magar poora sach nahi hai.... Haan ye sach hai ki main yahan Mamta maa ke ilaaj ke liye Jadibootiyan lene aaya hoon.... Magar ye bhi utna hi sach hai ki main yahan apne doston se bhi milne aaya hoon....
Shera : Ye sab bas kehne ki baat hai... Agar tu hum ko apna dost maanta to ek mahine baad yahan na aata....
Sultaan : Yaar aana to main bhi chahta tha magar halaat aise ban gaye ki main aa na saka....
Shera : Kuch bhi mat bol.... Kisi aur ke liye ye baat sahi ho bhi sakti hai ki wo halaat ke aage majboor ho jaaye magar Sultaan wo hai jo apne hisaab se halaat ko sahi ya galat bana sakta hai.... Kya hum nahi jaante ki tere under kitni Powers hain.... Tu waqt ko kaabu kar sakta hai.... Yani rok aur phir dobara shuru kar sakta hai... Tu andhere me bhi dekh sakta hai.... Dur reh ke bhi jise chahe dekh sakta hai.... Bareek se bareek awaaz bhi sun sakta hai.... Is duniya me har ek jeev ki bhasha tu samajh bhi sakta hai sath hi bol bhi sakta hai.... Itna hi nahi tu saamne waale ke dil ka haal bhi jaan sakta hai.... Kiske dimaag me kya chal raha hai tu wo bhi pata kar sakta hai.... Tu paani me ek machli se bhi zyada tez tair sakta hai sath hi unki tarha saans le sakta hai.... Teri Speed aur taakat ka koi mukaabla nahi.... Tere jism pe kisi bhi tarha ke zeher ka asar nahi hota.... Tere jism pe lage ghaav jald se jald bhar jaate hain.... Na koi tujhe maar sakta hai aur na hi tu kabhi mar sakta hai.... Na hi kabhi teri umar badhegi.... Tu hamesha jawaan rahega.... Tere under wo aakarshan shakti hai jiski wajah se jo bhi maada yaani female jeev insaan ho ya jaanwar ya koi aur ek baar tujhe dekh le use teri diwani hone se koi nahi rok sakta.... Tere under Pyar ka wo saagar hai jis se tu sab ko apna bana leta hai sath hi sab ki madat karne ke liye hamesha taiyaar rehta hai.... Tere under na jaane aur kaun kaun si Powers hain jo abhi tak saamne nahi aayi hain.... Tu insaan nahi balki ek nek dil farishta hai.... Aisa Sultaan jiske dil me sab ke liye Sirf aur Sirf Pyar bhara hai.... Ab bata aisa insaan kabhi majboor ho sakta hai kya....?
Sultaan : Nahi.... Magar phir bhi kuch aisi baaten ho gayi jiski wajah se main chah ke bhi yahan nahi aa paaya....
Shera : Sultaan tu hum ko apni baaton me nahi phasa sakta.... Aisi kya majboori thi jiski wajah se tu apne jigri doston se milne nahi aa saka.... Bata mujhe....
Sultaan unhe shure se le ke ab tak jo jo hua wo sab batane lagta hai.... Jise sun ke Shera ke sath sath Raftaar bhi gusse se paagal se ho jaate hain.... Dono behad gusse me sab ko jaan se maarne ke liye Jungle se bahar ki taraf jaane lagte hain.... Badi mushkil se Sultaan unhe rokta hai....
Sultaan : Wo koi gair nahi mere apne hain....
Raftaar Gusse me : Apne kabhi apno ki jaan lene ki koshish nahi karte.... Jo apno ki hi jaan lena chahe aise apno ko zinda rehne ka koi haq nahi....
Sultaan : Nahi.... Please meri baat suno.... Tum dono ko meri kasam tum unhe kuch nahi karoge.... Please meri baat maan lo....
Sultaan ki kasam ke aage wo apni haar maan lete hain....
Sultaan unhe sath le ke ek taraf chal deta hai jahan se pehli Jadibooti leni thi.... Sultaan abhi us taraf jaa hi raha hota hai ki tabhi Achanak se uske Pair use dusri taraf le jaane lagte hain.... Ek anjaan rah ki taraf.... Is taraf wo pehle kabhi nahi aaya hai.... Sultaan ko us taraf jaate dekh dono behad ghabra jaate hain.... Sultaan awaaz de ke dono ko bulata hai.... Sultaan ki awaaz sunte hi dono daurte hue wahan aate hain.... Dar ke maare dono ke muh se awaaz tak nahi nikal rahi hai..... Wo chah ke bhi kuch bol nahi paa rahe hain.... Shock se unki aankhen badi ho gayi hain....
Badi mushkil se Shera himmat bator ke kuch kehne hi waala hota hai ki tabhi kisi ki kadak awaaz sun ke dono ki ruh kaamp jaati hai.... Dar ke maare dono ka poora jism kaamp jaata hai.... Sath hi wo foran peeche hat jaate hain....
"Tumhari himmat kaise hui yahan aane ki....?"
Awaaz sun ke Sultaan idhar udar dekhta hai.... Magar use koi nazar nahi aata....
Sultaan : Ye kiski awaaz hai....? Aur tum dono itna dar kyun rahe ho....?
Shera darte darte kehta hai....
Shera : Y.... Y..... Ye awaaz Naagrani Ayushi ki hai....?
Sultaan : Naagrani Ayushi.... Ab ye kaun hai....?
Shera : Naagrani Ayushi Naaglok ki Rajkumari hai.... Is duniya ki sab ke takatwar Ichchadhari Nagin..... Is poori duniya me us se zyada takatwar aur koi nahi.... Usme beintehaan Powers hain.... Aage ka ilaaka Naaglok ka hai.... Wahan jaana matlab maut ko daawat dena.... Jo koi bhi us taraf gaya wo kabhi wahan se wapis laut ke nahi aaya.... Ye bhi pata nahi ki wo sab zinda bhi hai ya nahi.... kisi ko bhi wahan jaane ki ijazat nahi hai....
Sultaan : Magar mera wahan jaana behad zaroori hai.... Jo Jadibootiyan mujhe chahiye unme se kuch mujhe wahin milengi....
Shera : Magar Naagrani Ayushi ka kya.....? Pehli baat to ye ki wo tumhe Naaglok me jaane ki ijazat nahi dengi.... Aur agar galti se bhi tum under chale gaye to phir unka keher tum pe tootega....