• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Kasoor

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,848
189
Index




Index 2

 
Last edited:

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,848
189
Update 54

Ab tak

Anamika_ mujhe abhi tak ye samjh nahi aa raha hai ki nakul aakhir aisi kaun si jagah gya tha jiske bare mein man pata na laga saki. Koi nahi mujhe ab nakul bahut hi jada dhyan rakhna hoga.

Pr ye khushboo ka kya chakkar hai. Aisi kaun si baat hai jo mujhe samjha nahi aa rahi hai. Jaisa nakul ne mujhe bataya tha sab kuch mujhe vaisa hi mila hai. Jahan tak technology ki baat hai mujhe jada koi nahi janta hai. Hacking mein to no one hu is world mein. Koi nahi pata to lagaai hi lungi main us khushboo ke bare mein.


Ab aage

Wahi main so chuka tha jab tak kanika room.mein aayi. Jab subah meri aankh khuli to dekha kanika ka adha sharir mere upar rakh kar so rahi thi. Us samay mujhe Kanika ka chahra bahut hi pyar lag raha tha. Main Kanika ko apne upar se hath kar ek taraf sulaa deta hu. Sath hi uske mathe pr kiss kar ke fresh hone chala jata hu..fresh hone ke baad niche ground mein aa kar running karne lgta hu. Us ground ke 15 chakkar lagne ke baad main push up karne lagta hu.
images


Abhi maine 30 push up hi kiye the ki Anamika mere pas aa jati hai. Mere sath hi wo bhi push up karne lagti hai. Main Anamika ko good morning karte hue khada ho jata hu. Bina kuch kahe use bade dhyan se dekhne lagta hu. 10 mints ke baad Anamika khadi hoti hai aur kahti hai.
Anamika_ kya dekh rahe ho.
Nakul _ kuch nahi main to bas apke khde hone ka intezar kar raha tha taki puch saku mujhe aaj kya karna hai.
Anamika_ ok to dhyan se mujhe dekho jaise jaise main karti hu vaise hi tum karna ok
Nakul_ thik hai.

Uske baad Anamika ne mujhe fighting ke kuch technique batati hai aur jise main bade hi dhyan se dekhta hu. Mujhe batane ke baad Anamika mujhse kahti hai, ab se is fighting skills ko har samay practice karoge. Ok.

Nakul_ thik hai. Uske baad main us fighting skills ko kam se kam 1 hours practice karta hu. Uske baad main apne room mein nahane chala jata hu. 30 mints ke baad main niche dining table pr aa kar nasta karta hu. Phir kanika ko ek kiss karta hu aur kahta hu. Main college ja raha hu. Tum khushboo ke sath chali aana.

Kanika_ nakul kya tum aaj bhi mujhe naraz ho kal ki baat ko lekar. Jo mere sath nahi chal sakte ho.

Ye baat kahte hue kanika ke aankho mein ashu aa gaye the. Phir main uski aankho ko pyar se chumta hu aur kahta hu.

Nakul_ jaan main kal ki baat se bilkul naraz nahi hu. Main to bas apni practice kar rahu taki main jaldi se jaldi shikh saku. Agar tum kahti ho to main nahi jata hu.
Kanika_ nahi tum apni practice kro pr college tum mujhe jarur milna.
Nakul_ jaan ek baat dhyan rakhna main chahe kahi bhi chala jaun pr tumhare liye main wapas aa hi jaunga. Aur is dil mein hamesha tum hi rahogi ye wada raha jab tak tum nahi jahati is dil mein kisi ko aane nahi dunga.
Kanika_ pakka na.
Nakul_ pakka ab main chalu.
Kanika_ hmmm

Phir main waha se college ke liye nikal jata hu. Ab main road pr Anamika ki bataayi hui fighting skills ka anusaran karte hue. Aise hi main apne hi dhun mein ja raha tha. thik mere pas fir se ek car aa kar rukti hai. Aur usme se aurat utarti hai. Mere pas aa kar mere pair pakd kar rone lagti hai. Wo aurat rote hue nakul mujhe maaf kar kar do. Jo tumare sath aisa kiya,

Nakul_Mrs rajni thakur mere pair chhodiye. Please bich sadak pr tamasa karna band kar dijiye. Ab kya lene aayi hai mere pas sab kuch to aapne aur un logo ne mil kar mujhse chhin liya hai. Ab mere ps kuch nahi hai jise main tumhein de saku.

Rajni thakur_ nakul mujhe tumse kuch nahi lena hai. Main to bas tumhein ek sachai bataane aayi hun.
Nakul_ kaisi sachai mujhe kuch nahi suna hai. Jarur koi chal hogi tumhari isme.
Rajni thakur_ nahi isme meri koi chal nahi hai aur nahi main tumse jhuth bol rahi hu. Chahey tum mujhse kisi se kasam khila lo.
Nakul_ mujhe koi kasam.nahi khilwana hai. Bas tum yaha se chali jaao. Mujhe aur kuch nahi chahiye.
Rajni thakur_ nakul main jyoti ki kasam.kha kar kahti main yaha pr bas tumhein ek sachayi bataane aayi hu.

Wahi main sochne lagta koi bhi maa apni hi beti ki jhuthi kasam nahi kha sakti. Phir kahta hu.
Nakul_ kahiye kya kahna hain mere pas jada samay nahi hai.
Rajni thakur_ nakul tumhari maa abhi jinda hai.
Nakul_ kya? tum jhuth bol rahi ho meri maa to mere paida lete hi mar gayi thi.
Rajni thakur_ nahi nakul tumhari maa abhi jinda. Tum hi bataao bhala koi maa apni hi beti ki jhuthi khaa sakti hai. Nahi na.
Nakul _ main kuch der sochte hu. Ji haan aap sahi kah rahi hai. Meri maa kaha hai abhi kya aap mujhe bataa sakti hai.
Rajni thakur _ mujhe bas itna hi pata hai ki tumhari maa jinda hai.
Nakul_ phir kisi pata hai meri maa ke bare mein. Ab main kaise pata karu meri maa kaha hai.

Meri baat rajni thakur sune ke baad kuch sochti hui kahti hai.
Rajni thakur_ haan yaad aaya maine ek baar tumhere chacha Mahinder thakur aur tumhari badi maa ko tumhari maa ke bare mein baat karte hue suna tha. Sayad wo dono hi tumhari maa ke bare baata sakti hai. Main isme tumhari maddat kar sakti hu agar tum chaho to.
Nakul_ thik hai. Boliye mujhe kya karna hoga.
Rajni thakur_ abhi tum college jaao main tumse baad main milti hu. Ye lo mere card college ke baad tum is no pe call kar..ok
Nakul_ thik hai.

Uske baad main waha se college nikal jata hu. Meri jaane ke baad rajni thakur muskurati hui apni car le kar waha se chali jati hai. Wahi main kuch sochte hue college nikal jata hu.
 
Top