• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Kasoor

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,847
189
Index




Index 2

 
Last edited:

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,847
189
Update 131



Ab tak



Uske baad main bhi apne raste ho gaya. Subah 4 baje apne ghar pahucha gaya. Mujhe dekh kar guard ne gate khola. Main andar chala gaya. Uske baad main ne ghar ka door bell banayi. Those der baad door open hua. Door sunita aunty ne khola tha. Mujhe samne dekh kar bahut khush hui. Aur mujhe apne gale laga liya. Uske baad aunty mujhe andar le chali. Main sunita aunty se aram karne ko kah kar upar apne room chala gaya.





Ab aage





8 baje meri aankh khuli. Main bathroom mein ja kar fresh hua. Uske baad main kapde pahan kar ready ho gaya. Jab time dekha to 8:40 ho rahe the. Main jaldi se niche chal diya. Jab seediyon se utar raha tha to dinning table par Rani aur Heena baith kar breakfast kar rahi thi. Jab Rani ne mujhe seediyon se utarate dekha to wo apna breakfast chhod kar khadi ho gayi. Aur meri taraf daud laga di. Ye dekh kar heena hairan ho gayi, aakhir rani ko kya hua apna breakfast chhod upar apne room ki taraf daud laga di.


Heena ne jab rani ki taraf dekha to main seediyon se niche aa raha tha. Mujhe yahan dekh kar wo khush ho gayi. Usne bhi apna breakfast chhod kar meri taraf bhag kar aane lagi. Wahi rani uchhal kar apne gale lag gayi aur apne dono pair meri kamar ki taraf kar ke mujhe lapet liya. Rani ne mere muh par kiss ki barast kar di. Main bhi uski galo par kiss kiya.

Nakul_ bas kar meri gudiya. Mujhe bahut jor ki bhukh lagi hai.

Rani _ nahi pahle mujhe ye batao aapne mujhe phone kyu nahi kiya. Main maa se bhi bahut kaha ki mujhe bhaiya se baat karni hai. Par wo meri suni nahi rahi thi. Har bar mujhe yahi kahti ki aapka no nahi hai.

Nakul_ haan aunty sahi kah rahi thi. Aunty ke pas mera no nahi tha. Achha suna mujhe bahut bhukh lagi hai. Khana khate hue baat karte hai na.

Rani _ haan thik hai. Main nahi chahti mere bhaiya bhukhe rahe. Chalo aaj main apne hath se khana khilaungi.

Nakul _ thik hai. Mujhe bhi meri gudiya ke hath se khana kha kar bahut maza aayega.

Heena _ kya sara pyar is bandariya ke liye hi hai. Mere liye nahi.

Nakul_ kaisi baat karti ho heena. Main to tum sab se bahut pyar karta hu.

Main aage badh kar heena ko apne gale lga leta hu. Uske mathe par kiss karte hue kahta hu.

Nakul_ kaisi ho.

Heena _ thik hi hu.

Nakul_thik hi hu ka matlab.

Heena _ to kya kahu. Bahut mast hu.

Nakul_ lagta hai tum bhi mujhe naraz ho.

Heena _ naraz kyu na hu. Aapne wahan jaane ke baad ek baar bhi hame phone tak nahi kiya. Ye nahi soch ham kaise hoge. Pata hai ham sab tumhe kitna yaad karte the. Maa to roj tumhe yaad karti thi. Ye rani to aapko yaad kar ke rone bhi lagati thi.

Nakul_ sorry heena tumhe pata to hai ki main wahan kyu gaya tha. Par aage se aisa nahi karunga. Ab to mujhe maaf kar do.

Heena _ thik hai. Aaj to maaf kar deti hu. Par agar phir kabhi aisa kiya to ham sab tumse baat hi nahi karegi. Kyu rani main ne sahi kiya na.

Rani _ haan didi, aapne bilkul sahi kaha agar aage se bhaiya ne aisa kiya to ham sab inhe maaf nahi karege.

Abhi ham sab baate hi kar rahe the ki sunita aunty kitchen se bahae aa gayi. Kab mujhe rani aur heena se baate karte hue dekha to

Sunita _ beta nakul uth gaye. Chalo breakfast kar lo. Main abhi lagati hu.

Rani_ maa bhaiya mere sath khayenge. Aap mere ho plate mein bhaiya ka khana nikal to.

Sunita_ thik hai. Chalo tum sab baitho.

Uske baad main rani ke bagal mein baith gaya. Aur heena mere samne wali chair par. Rani mujhe apne hath se khana khilane lagi. Aur main ne bhi apne hath se rani ko khana khilane laga. Sunita aunty bhi ham dono is tarah khana khilate hue dekh kar khush hone lagi. Jab main ne heena ke taraf dekha to uske chahare par muskaan thi.

Sunita aunty ne bhi hamare sath baith kar khana khane lagi. Khana khane ke baad heena rani ko le kar chali gayi. Ab ghar mein sirf main aur sunita aunty hi thi. Main ne sunita aunty se kaha.

Nakul_ aunty main jara college se ho kar aata hu.

Sunita _ thik hai beta.

Aur main ne apni bike ki key ke kar chal diya. Wahi aunty kitchen ki taraf chal di. Abhi main ghar ka door open karne hi wala tha ki aunty ki awaj aayi.

Sunita_ nakul ek minute ruko.

Nakul_ kya hua aunty. ( main sunita aunty ki taraf mudate hue kah)

Sunita _ beta Zarine tumse milane aayi thi. Use tumse kanika ke baare mein baat karna tha. Jab main use pucha kya baat hai to usne mujhe kaha ki main sirf nakul hi bataaung. Mere pas tumhara no nahi tha. Is liye main tumhe bataa nahi payi. Par main ne anamika aur Minakshi ko message kar diya tha.

Nakul_ ok aunty main college ja rahi raha hu to main use wahi mil lunga.

Sunita _ thik hai. Aur haan beta ek baat aur batani thi.

Nakul_ kya baat aunty.

Sunita _ nakul kal main use milane tumhare college gayi thi. Main use waha mili bhi thi par meri use baat nahi ho paayi. Kyuki zarine ne kaha ki wo mujhe ek ghante baad ghar par milane ko kaha kar mujhe ghar bhej diya. Main waha se ghar chali aayi. Main uska ghar par intezar karti rahi par wo nahi aayi. Nakul mujhe dar lag raha hai kahi uske sath kuch ho na gaya ho.

Nakul_ aap chinta mat kijiye. Main use kuch nahi hone dunga.

Phir main ghar se apni bike le kar nikal gaya. Par college na ja kar sidhe zarine ke ghar par. Mujhe zarine ke ghar par pahuchane mein 20 minute lage. Gate par mujhe dekhte hi gaurd ne gate khol diya. Main ne apni bike se andar chal diya. Bike ko ghar ke door ke samne khada karne ke baad main ne ghar ke door ke pas ja kar doorbell bajaayi.

3 minute ke baad door open hua. Door kisi naukar ne khola tha. Mujhe dekh kar mujhe kahta hai.

Naukar_ ji kahiye kise milna hai.

Nakul_ miss zarine se. Ja kar unse kaho ki nakul aaya hai.

Naukar _ zarine Madam bahar gayi hui hai.

Nakul_ ok kab tak aayegi.

Naukar _ ji 2 mahine baad. Jab wo aayegi main unse kah dunga.

Nakul_ ok. Ek kaam kijiye aap jasmine ji se jaa kar kahiye nakul aaya hai.

Naukar _ wo yahan nahi hai.

Bas kya tha itna sunate hi main ek diya khich kar uski gaal par. Bechara niche gira pada apne gaal par apne hath rakh kar sahala raha tha. Main uska collar pakad kar uthate hue kaha.

Nakul_ kyu saale tujhe pata hai main kaun hu.

Naukar _ ji aap koi bhi ho mujhe ise kya matlab hai.

Nakul_ ab meri baat dhyan se sun. Upar jaa apne Madam jasmine ko bula kar niche la. Aur haan agar wo niche nahi aayi to main tujhe jaan se mar dunga. Aur iske ke sath ek aur rakh diya use gaal par.

Phir kya tha bhagate hue andar chala gaya. Main uske piche piche chalte hue haal main ja kar ek sofe par baith gaya. Jasmine ke aane ka wait karne laga. Mujhe jaada wait nahi karna pada. Jasmine mere pas aate hue kahane lagi.

Jasmine _ hi nakul kaise ho.

Nakul _ main to thik hu. Par mujhe nahi lagata mujhe yahab dekh tum thik hogi.

Jasmine _ kaisi baat karte ho. Mujhe bahut achha laga tumhe yahan dekh kar.

Nakul_ par tumhare is naukar ki baato se to mujhe aisa nahi lagata ki tum mujhe yahan dekh kar khushi hui ho.

Jasmine_ wo kya hai na ye yahan par naya hai. Is liye is nahi pata kisse kis tarah baat karna chahiye. Jaane do bachara garib hai. Achha ye batao kya loge. Thantha ya garam.

Nakul_ filhal to mujhe in mein se kuch bhi nahi chahiye. Tum sirf zarine ko bula do. Mujhe use baat karni hai. Aur haan ye mat kahna ki wo bahar gayi hui hai.

Jasmine _ isame kahne ki kya baat hai. Zarine do mahine ke liye apni kisi saheli ke shadi mein gayi hui hai. Jab main pucha do mahine ke liye kyu to usne kahan bas aise hi ghumane ka mann kar raha hai.

Nakul_ ek baat meri kaan khol kar sun lo. Agar zarine yahan 1 ghante ke andar andar yahan nahi aayi to tum apni aur beti soch lena main tumhare sath kya karunga. Sirf ek ghante. Chal jaldi se apne pati phone kar ke yahan aane ko kah. Aur apne kisi naukar ko bhej ke apni beti ko ghar bulwa le.

Jasmine _ nakul main sach kah rahi hu. Zarine apne saheli ke sath gayi hui hai.

Nakul_ sayad meri baat tujhe samjh nahi aayi.

Ye baat main is tarah gayi thi ki jasmine ki ruh tak kanp gayi thi. Is liye usne sab se pahale apne ek naukar ko beti ko ghar laane ke liye bhej diya. Uske baad jasmine ne apne pati ko phone karti hai. Main jasmine se uska phone leta hu.

Nakul_ kaise ho Mr. Gulshan Khan.

Gulshan khan_ nakul tum mere ghar par kya kar rahe ho.

Nakul_ filhal to baitha hua hu. Abhi tak kuch kiya nahi. Par agar tum mujhe yahan par 30 minute ke andar nahi mile to .... Meri baat samjhe.

Gulshan khan _ dekho meri biwi ke sath kuch mat karna main aa raha hu.

Nakul_ 30 minute

Uske baad main ne phone cut kar diya. Aur jasmine ki taraf dekhte hue kaha.

Nakul_ kyu jaane maan sahi kahan na maine tumhare pati se. Achha ek kaam karo ek mat sa coffee bana kar laao. Aur haan tum khud baanaogi.

Phir kya tha jasmine jaldi se apni seat se uthi aur kitchen ki taraf apni gand matakate hue chali di. Abhi jasmine kitchen ke andar apna pahal kadam hi rakha tha ki doorbell baj gayi. Jaise hi jasmine door ki taraf mudi main use rokte hue kaha.

Nakul_ jasmine tum apne kaam par dhyan do..door tumhara koi naukar khol dega.

Jasmine _ hmm.

Uske baad jasmine kitchen ke andar chali gayi. Main ne ek naukar ko door open karne ke liye kaha. Aur main jasmine ke phone dekhane laga. Main ne abhi jasmine ka whatsapp par hi click kiya tha ki mere kaano mein bahut hi madhur awaz padi. Jab main piche mud kar dekha to ye gulshan khan aur jasmine ka pyar saputr Javed khan tha.

Nakul_ kaise ho javed.

Javed khan _ tum yahan kya kar rahe ho. Tumhe andar kisne aane diya.

Nakul_ ye baat to apne baap se puchna jo abhi aane wala hai. Wahi batayega tujhe mujhe kisne andar aane diya. Agar jada hi jaldi hai to apni maa se puch le jo kitchen mein mere liye mast sa coffee bana rahi hai.

Javed khan _ sale

Apni itna hi kahan tha ki wo niche floor par pada hua tha. Kyuki main use ke jo kar thappd uske gaal par maara tha. Awaj itni tez thik ki jasmine kitchen se bahar aa gayi. Aur apne bete ki halat dekh kar jaise hi aane ko hue. Main uski taraf dekhte hue kaha.

Nakul _ jo kaam diya hai. Wo ja kar yahan aane ki kausish bhi mat karna warna apne bete ko jinda nahi dekh payegi.

Phir kya tha wo kitchen mein chali gayi. Aur main javed ki taraf dekhte hue kahta hu.

Nakul_ meri baat dhyan se sun sale randi ke aulad. Juban sambhal kar baat kar. Agar dubara apna guttar jaisa muh khola na to jindgi bhar bolane laayak nahi rah payega.

Main use wahi chhod kar sofe par aa kar baith gaya. Main dubara jasmine ka phone utha hu aur open karna chah to wo lock ko gaya tha. Is liye main ne uska baad wahi table par rakha diya. Aur TV on kar diya. Ek mast sa song laga diya.

Jasmine mere li coffee le aayi. Main ne coffee lete hu aur use bathane ke liye kahta hu. Jasmine chupchap ek taraf sofe par baith jaati hai. Main coffee ka peene laga. Apni do teen hi got pee thi. Samne dekhte hue kahta hu.

Nakul_ coffee kaafi acha bana leti ho.

Jasmine _ hmm. Tumne mere bete ko kyu mara tha.

Nakul_ kuch nahi jaane maan wo kya kahna use apne baap se baat karne ka tarika nahi pata tha. To main use ek rakh kar samjha diya.

Jasmine itna sune ke baad bhi bilkul chup baithi hui thi. Use pata tha ki main uske sath kya kar sakta hu. Par javed chup na rahe saka. Aur use marne ke liye jaise hi main uthane ko hua. Jasmine ne mujhe rok liya. Maine bhi use jaane diya. Kyuki mujhe abhi zarine se baat karni thi.
 

Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,705
17,758
189
Nice update bro
 
Top