• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance मोक्ष : तृष्णा से तुष्टि तक .......

रागिनी की कहानी के बाद आप इनमें से कौन सा फ़्लैशबैक पहले पढ़ना चाहते हैं

  • Total voters
    42

Chutiyadr

Well-Known Member
16,889
41,092
259
अपडेट 4 ए

रागिनी और पूनम रागिनी की गाड़ी से श्रीगंगानगर जा रहे थे तो गाड़ी चलाते-चलाते अचानक रागिनी बोली

“पूनम! तुम मुझे कितना जानती हो?”

“कितना मतलब? में तुम्हें तब से जानती हूँ जब तुमने कॉलेज मे बी॰कॉम मे एड्मिशन लिया था... “

“मतलब ये कि मेरे घर-परिवार के बारे में .... क्या तुम कभी मेरे घर गयी थीं?”

“नहीं में असल में तुम्हारी सहेली नहीं.... में विक्रम को जानती थी”

“और विक्रम को कितना जानती थी”

“ज्यादा नहीं... बस विक्रम के साथ मजे लूटती थी.... प्यार-व्यार से तो विक्रम का दूर-दूर तक कोई रिश्ता ही नहीं था....उसे तो बस जिस्म कि भूख मिटानी होती थी..... और मेरा भी यही मकसद था.... क्योंकि मेरे घरवाले मेरी शादी एक ऐसे लड़के से तो हरगिज नहीं करते जिसके नाम के चर्चे शहर भर में हवस के पुजारी के रूप मे हों ..... हाँ इतना पता है कि उसने कॉलेज से बाहर कि किसी लड़की से शादी कर ली थी.... लेकिन उसके बाद वो मुझे कई साल तक मिला ही नहीं.... जब मिला तो तुम्हें लेकर.... लेकिन उससे कुछ पूंछने कि मेरी हिम्मत भी नहीं हुई... क्योंकि अगर मेरे और उसके रिश्ते कि भनक लग जाती तो मेरा घर, मेरा पति और बच्चे ....शायद सब कुछ बिखर जाता.... इसलिए वो जैसा कहता गया ...में मानती गयी.... कम से कम मेरे घर परिवार पर तो कोई आंच नहीं आयी अब तक उसकी वजह से” पूनम ने कहा तो रागिनी चुपचाप कुछ सोचती रही...फिर बोली

“लेकिन मेरे और विक्रम के रिश्ते के बारे में तुमने उससे कुछ पूंछा नहीं... क्योंकि तुमने बताया था कि कॉलेज में मुझे विक्रम से नफरत थी”

“पूंछा था... तो उसने कहा कि तुम्हारे और तुम्हारे बच्चों के बारे मे वो समय आने पर बताएगा..... वैसे ये प्रबल तो तुम्हारा बेटा हो भी सकता है लेकिन अनुराधा तुम्हारी बेटी हरगिज नहीं हो सकती”

“में भी जानती हूँ इस बात को.... दोनों ही बच्चे मेरे नहीं हो सकते” रागिनी ने गंभीरता से कहा

“तुम ऐसा कैसे कह सकती हो?” पूनम ने सवाल किया

“क्योंकि अब से 6 महीने पहले मुझे कुछ दिन के लिए बीमारी कि वजह से कोटा हॉस्पिटल मे एड्मिट रहना पड़ा था... तुम और मोहन भी मुझे देखने आए थे.... तभी मेरे वहाँ मुझे कुछ परेशानी लगी थी” रागिनी ने अपनी टांगों के जोड़ की ओर इशारा करते हुये कहा “तो मेंने गाईनाकोलोजिस्ट को दिखाया था... उसने बताया कि मेंने तो अभी तक कभी सेक्स भी नहीं किया है... मेरी झिल्ली भी नहीं टूटी.... तो मेरे बच्चे कैसे हो सकते हैं?” रागिनी ने अजीब सी मुस्कुराहट के साथ कहा

“क्या? तो फिर तुमने विक्रम से नहीं पूंछा?”

“वही तो नहीं बताया विक्रम ने.... बल्कि कुछ नहीं बताया.... कभी कभी तो मुझे ऐसा लगता है जैसे मुझे एक तरह से मेरे दिमाग से कैद करके रखा हुआ है विक्रम ने... वो मेरे बारे मे सबकुछ जानता है.... लेकिन हर बात के लिए कह देता है कि समय आने पर बताऊंगा.......... अब तो विक्रम ही नहीं रहा.... मुझे तो कुछ समझ नहीं आ रहा कि मेरी ज़िंदगी का क्या होगा?”

पूनम को भी कुछ समझ नहीं आया तो वो भी चुपचाप बैठी रही...

अगला भाग कुछ देर में.....
Abhi story ko lekar koi bhi najariya banana sahi nahi rahega,tag romance ka hai..
Aur janha tak samjh aaya ragni ko bhi apne bite jivan ke bare me jyada nahi pata..
Vikram ragni ka sautela beta hai,wahi baki ke dono bachche umra me abhi bahut chhote hai lekin ragni ke bachche nahi hai,vikram ne punam se kaha ki wo kisi se shadi kar raha hai ya shadi kar liya hai...
Ab wo kon hai shyad ragni ,ab swal ye bhi hai ki ragni ki yaddast ko kya hua hai...
Koi jaldbaji nahi itna to mujhe samjh aa raha hai har ek line me aane wali story ka blueprint. Chhipa hua hai..
To dekhte hai story kaha jayegi..
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,260
189
ha ha ha.... kamdev bhiya aapka update confusing nahi tha... story to simple hi chal rahi hai... magar sab pathako ke dimaag ki gaadi ka gear issi baat par atka hua hai... ke Ragani abhi tak seal pack ekdum kunwari hai shaadi ke itne saalo baad bhi ... aur iss sabka use khud nahi pata...

chalo is-se ye baat to saaf ho gayi ki Vikram ne kabhi bhi Ragani ke upar haath saaf nahi kiya.... beshak hi wo uske college mein uske saath padhti thi, aur shayad maha-kamini laundiya thi jiski har samay puri college life mein Vikram se 36 ka aakda raha hai... par lagta hai Vikram us-se bhi bada kamina nikla jisne uski ego aur willpower bahut hi strategically bend kar di...

ek teer se do shikaar... usko pela bhi nahi .. aur uski self respect uske step kids ki najro mein gira bhi di... aur uski Shaadi bhi aisi jagah kar di, ragani ki shaadi apne baap se kara di taki wo apni saari jindagi social pressure mein rahe .... aur saath hi uske psychology ki bhi maa-behan kar di.. ......... kuch bhi kaho .. launda (vikram and is kahani ka writer dono) cha gaya.:wink:

iss kahani mein Ragani ka to wala haal kar diya ..... jaise 'Ishaqzaade' movie mein Arjun kapoor .. parineeti chopra ka kar deta hai.. jaha movie mein ek powerful politician ki kamini aur ghamadi beti ko sare samaj ke saamne uski izzat utaar di thi..

kahani mast jaa rahi hai... bast thoda jaldi chaapne ki koshish kiya karo... kyon ki muzhe lagta hai ki aapki sui (needle) bhi moksh, trishna aur trushti par hi atki rehti hai...
:superb: review :rose:
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,260
189
Abhi story ko lekar koi bhi najariya banana sahi nahi rahega,tag romance ka hai..
Aur janha tak samjh aaya ragni ko bhi apne bite jivan ke bare me jyada nahi pata..
Vikram ragni ka sautela beta hai,wahi baki ke dono bachche umra me abhi bahut chhote hai lekin ragni ke bachche nahi hai,vikram ne punam se kaha ki wo kisi se shadi kar raha hai ya shadi kar liya hai...
Ab wo kon hai shyad ragni ,ab swal ye bhi hai ki ragni ki yaddast ko kya hua hai...
Koi jaldbaji nahi itna to mujhe samjh aa raha hai har ek line me aane wali story ka blueprint. Chhipa hua hai..
To dekhte hai story kaha jayegi..
 :bow::bow:
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,536
34,469
219

dr sahab ye kahani bahut dur tak le jana chahta hu.......... typing thodi mushkil lagti hai.... mehnat ka kam lagta hai..... lekin likhte likhte aadat me aa jayega............
is kahani ke bahut sare rajj.... jinse ap mukhya kirdaaron ke bare me jaan sakein....8-10 updates mein samne a jayeinge........ baki dhire dhire........raaj gehrayeinge bhi aur khuleinge bhi.............. ye apse hi seekha hai meine.................
vaise ye kahani mere jiye huye jeevan ke satya par adharit hai kuchh ghatnaon ko chhodkar :D... haa ghatnao ko natkiya mod dekar suspence banaye rakha hai........... jo dekhte hain kab tak bana paunga.,............baaki masaale sab original dale gaye hain..... koi milawat nahi............. masaale ke swaad se hi to pathkon ko padhne me maja ayega......... mujhe to jo swaad lene the liye, le raha hoon aur leta rahoonga.......... pathko ko bhi usmein se kuchh dena banta hai

PS : jaisa bahut se pathakon ne kaha tha meri short story USC me MOKSH aur bhi vistaar se likhi ja sakti thi.................. to uska vistaar bahut jyada hai................jo ap yahan aage chalkar padh payeinge

aur chhoti bachchi Naina ko bhi thanks ............reviews ke reviews dene ke liye :lol:
 
Chutiyadr

Well-Known Member
16,889
41,092
259
dr sahab ye kahani bahut dur tak le jana chahta hu.......... typing thodi mushkil lagti hai.... mehnat ka kam lagta hai..... lekin likhte likhte aadat me aa jayega............
is kahani ke bahut sare rajj.... jinse ap mukhya kirdaaron ke bare me jaan sakein....8-10 updates mein samne a jayeinge........ baki dhire dhire........raaj gehrayeinge bhi aur khuleinge bhi.............. ye apse hi seekha hai meine.................
vaise ye kahani mere jiye huye jeevan ke satya par adharit hai kuchh ghatnaon ko chhodkar :D... haa ghatnao ko natkiya mod dekar suspence banaye rakha hai........... jo dekhte hain kab tak bana paunga.,............baaki masaale sab original dale gaye hain..... koi milawat nahi............. masaale ke swaad se hi to pathkon ko padhne me maja ayega......... mujhe to jo swaad lene the liye, le raha hoon aur leta rahoonga.......... pathko ko bhi usmein se kuchh dena banta hai
Ha devnagri me likhna thoda kathin jata hai kamdev ji,ek external keyboard rakh sakte ho typing ke liye, voice typing bhi kar sakte ho mob. Se...
Mujhe voice typing pasand nahi kyoki usme feel nahi aata mujhe ,hath keyboard me rahe to sochane me aasani hoti hai,but voice typing se bahut jyada kam samy me likh sakte ho...
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,536
34,469
219
अध्याय 4
पृष्ठ संख्या 26 पर
 
Last edited:
Top