- 658
- 4,704
- 124
JADUI PARIVAAR
Main Chuddakad
Main Chuddakad
I NDEX
Last edited:
I NDEX
Nice update hemya bhaiUPDATE 21
Ek shant jangal tha. Jaha par dhimi hawa se peydo ke jhilmil rahe pattoke sath paani ki khadkhadne aavaj aa rahi thi.
Vaha Achanak aa pahunchi us ladki kuch samajh nahi paayi ki vo kaha hai.
Tabhi use kisi insaan ki aahat hui.
Vo us taraf pahunchi jaha par bahte jharne ke pass ek khubsurat ladki baithi hui thi.
Uske chamkile vastra kisi badi maharani ki tarah the.
Tabhi us sundar ladki ke kandho par ek ladke ka hath pada.
" Amrita tum yaha kya kar rahi ho?."
Meena ye dekh kuch samjh na paayi. voto Kamal ke atit me pahunchni chahiye thi lekin ye do log kon hai vo samajh nahi payi.
Usne bhi Kamal ki tarah galti kar yiti ki aankho me dekh liya ,jo ki vo kamal ko achanak behosh dekh yiti ki aankho me dekh liya.
Lekin ab vo yaha pahunch chuki thi.
Vo thodi aage gayi atit me hone ke karan use koi dekh nahi paa Raha tha naa hi vo kisi chij ko chhuu paa Rahi thi isiliye un dono ladka ladki ke pass chali gayi.
" Pritam, Ab kya Karu tum to apne kaamo me vyast rahti ho isiliye main hi akeli yaha aa gayi."
Tabhi Amrita ke reshmi baalo me Pritam me hath rakha aur tabhi Amrita ne ek lambi saans li.
Usne pichhe dekhne ki koshish ki lekin Pritam ne paani me Amrita ko apni parchhayi dikhate hue baalo me Maagdhi yaani chameli ke foolo ko baalo me lagaya.
Amrita khud ko Us saaf sudhre paani me Pritam ke sath dekh upar se us chameli ki sugandh se khush ho gayi.
" Aap bhi naa mujhe kabhi naraj hone hi dete khudse."
" Bhala kyu hone du , Ab itni Sundar Biwi kise milne vaali hai."
Amrita ke chehre par muskan chhati hui thi.
Jise paani me hi dekh kar Pritam ne apne hatho ko Amrita ki kamar par rakh diya.
Amrita ne bhi Apna bhaar dheere se pritam ke kandho par daal Diya.
" Kash ham dono isi tarah ki jindagi ji paate ."
" Hmm"
Amrita ne najar Pritam se milakar.
" Aap bhi naa? Yahi sab chije to kitni khubsurat hoti hai . Dheere dheere aapke sath chalna . Aapka is tarah mere liye phool laana. Asli pyaar to yahi hai. Naaki jo aapke man me basa rahta hai ."
Pritam Amrita ke taane par muskurakar.
" Meri Jaan mene 'hmm' isiliye kaha kyuki me thoda thak chuka hu Tumhare pasandida phool laane jo gaya tha. Aur vaise bhi sab ki pyaar ki apni apni paribhasha hoti hai."
Is baat par halka sa mukka pritam ko pada.
" Haa pata hai , Apni paribhasha bass ye mat bol Dena ki main tumhe sirf meri khubsurati ke vajah se pasand hu jaan le lungi "
" Aree Jaan lene ki baat mat karo , tum to mujhe har ek baat ke liye pasand ho jo tum me hai ."
" Achha , aur agar vo chije mujhme nahi rahi to ."
Amrita ne badi aankhe kar puchha.
" Achha to ab pariksha lene vaali ho ."
" Nahi bass puchh rahi hu." Amrita ne muskaan dete hue kaha.
" Haa pata hai , vaise me to tumhe
Kisi bhi sharir me pahchan lunga .bhalehi main mujhe kuch yaad naa ho lekin bass tumhara ahasaas hamesha mere sath rahega bhalehi main mar jaau isme koi dohrahi nahi hai ."
" Ye kuch jyada nahi ho gaya.
Kisiko yaad nahi rahta sirf sharir kuch badal jaane par lekin aapto baat sidhe agle janm ki kar rahe ho jaha to aapko kuch yaad bhi nahi rahega."
" Yaad rahe yaa Naa rahe lekin main tumhe dekhkar hi pahchan lunga ."
" Achha mujhe jaise puri baate agle janm tak yaad rahne vaali hai ."
Tabhi Meena ko kisiki aavaj aayi.
"Aap yaha kaise?''
Aavaj sun pichhe mudi to dekha Kamal khada tha.
" Ye kya hai aur vo dono kon hai aur Tumhare atit me kya kar rahe hai "
" Aapko usase kya lena dena ."
Meena Kamal ke aise bartav se irritate ho gai.
"Kyuki main bhi tumhare sath fasi Hui hu , aur ye baat mat bhulo ki main tumhari hone vaali bhabhi ho."
Kamal ne irritate ho kar nadi ki taraf dekha vaha par uska atit Amrita ke sath matargashti kar raha tha.Meena Kamal ko un dono ki taraf is tarah dekhta paakar soch me pad gayi.
Aur dhire dhire budbudane lagi.
" Yadi agar Dadaji ne batayi baat sahi nikli matlab vo Pritam aur Amrita vahi raja aur raani bhi ho sakte hai, aur ham yaha hai iska matlab.."
Ahsaas hote hi Meena ki aankhe badi ho gayi.
Kamal ka is par ekdum thandi pratikriya dekh vo samajh gayi.
" Nahi ye nahi ho sakta tum to .."
Kamal ne ye shabd sun Apani najar Meena ki taraf kar di.
" Kya nahi ho sakta?"
" Yahi ki tum Pritam ho."
Ye bolte hi Meena ko achanak kuch dhyan me aaya .
" Yaani Amrita ki hi Amrita hai . Isiliye tum use jaante ho ."
" Aisa aap ko kyu lagta hai?"
Meena kuch bolne vaali thi phir uske dhyan me aaya ki Kamal ka swar puri tarah se Meena ko tokane vaala tha.
" Tumhe shayad nahi pata lekin meri shaktiyan meri akal hai. Aur ab mujhe tumhara raaj pata ho chuka hai."
" Achha thik hai.aapki tahkikaat ho gayi, ab main kuch puchhu aap vaha kya kar rahi thi."
" Kuch nahi, vo to ham Yiti ko pakdne aaye the , usase hame kaam tha ."
Kamal Meena ki baat sun thoda chakit hua Abby ne to kahi hamse pahle inhe yiti ko pakdne ke liye to nahi bheja hame pata de kar.
Kamal kuch bolta .
" Kamal kya baat hai ? Tumne itni badi baat hamse kyu chhupati ham to tumhare parivar vaale hai naa ."
Kamal Meena ki baat par has diya.
" Kya aapki sach me shaktiya akal hai.agar hai to vo shaktiyan to lagata hi kisi kaam hi nahi rahi."
Meena Kamal ki baat sun samajh gayi ki usne kya kah diya use pata tha ki unhone Kamal ke sath durvyavahar kiya hai lekin us galti ko usne kabhi bhi thik karna sahi nahi samjha .
Tabhi achanak unke aaspass ka gayab hua aur jab Kamal ki aankh khuli to ek kamre me Jamin par leta hua tha.
Aasan pass khun ke dhabbe chhaye hue the.
Use Diwaar par khun se khasitne ke dhabbe dikh rahe the .
Lekin jab uski najar ek almari par padi vaha par uske aayne par ek insaan sar ke tikakar gira hua tha. Aur uski aankho me kach ke tukde the.
Ye koi aur nahi yiti tha aur uska sharir puri tarah se ghisa hua tha . Jis vajah chehra aadha nikal chuka tha . Lekin vo abhi bhi jinda tha.
Kamal ko khada hota dekh Karan ne Yiti ko chhod bola.
"Tune use bahar nikalkar achha kiya varna aaj tere sharir ko ghis kar sabun se bhi chhota kar deta."
Yiti jaise hi niche gira .vo kisiki aur dekh nahi paa Raha tha kyuki uski aankho me kanch fasi Hui thi.
Karan bhi khun me bhiga hua tha. Use dekh Shweta aur guddi to behosh hi ho gayi thi. Rupali ko to jaise ulti aa rahi thi.
Meena ne jab uthakar dekha to thodi rahat ki saans li . Aur apni bahan shweta ko dekhne lagi.
Karan ne Kamal ko sahara dekar uthaya.
" Ye mauka bhi hamare hath se gaya , mar Gaya saala ."
Kamal ne apne aasa pass dekh muh banaya .
Phirse karan bol pada.
" Ye sab kon hai tum inhe jaante ho kya ?"
" Haa meri jaanta hu . Abby ke sath kaam karti hai ."
Ye sun kar Rupali aur Meena ko bura laga. Meena soch rahi thi ki Rupali ko bataye yaa nahi lekin use laga ki ye baat pahle use Kamal se thik se kar leni chahiye.
Vo kuch samajh paate tab tak Kamal aur karan tabhi gayab ho gaye.
Ghar par.
" Mujhe to lagata hai ki Kamal ko koi buri aadat jarur lagi hogi" Sunidhi yaani shweta ki maa bol padi.
Is par Rupali thoda gussa ho gai.
" Nahi aisa bilkul nahi hai , jarur use kisi ki buri sangat lagi hogi." Rupali ne Amrita ki taraf dekhte hue kaha.
" Haa Rupali beta aisa bhi ho sakta hai varna Kamal jaisa ladka akela ghar se door kyu rahega."
Ye baat Meena ko achhi nahi lagi.
" Nahi maa Shayad ye bhi ho sakta hai ki use kisise pyaar vagere ho gaya ho ."
Is par Sab ki najare Ashu ki aur chali gayi.
Ashu thodi gussa ho gayi.
" Aap kyu us par shak kar rahe ho? Vo to aap logo se tang aa kar ghar chhod kar chala gaya aur yaha aap dosh us par mal rahi hai."
Ye baat Shital ko thodi chhubh gayi.use Samajh aa raha tha ki vo ek maa ke roop me kis tarah se haar gayi hai.
Phir jab Rupali apne kamre me pahunchi to Meena bol padi.
" Rupali di aapko nahi lagata ki ham sab ne sach me Kamal ke sath bura bartav kiya hai ."
"Meena ham Bhai bahano ke sath naa kare to kiske sath kare agar use pasand nahi aata to usme hamari galti thodi hai."
" Haa aapki baat sahi hai , lekin isase vo ham sab ko bura Maan ta hoga uska kya ."
" haa ye baat bhi hai"
Rupali ko bhi ab Meena ki baat sahi lagi.
_______
" Nahi mujhe kuch nahi hua ." Amrita ko apne baare me chinta karta dekh Kamal bola.
" To phir chote kaise aayi." Kamal ne baat ko ghumana chaha.
" Vo tum Ashu ko laani vaale thi Naa apne sath ."
Amrita muskurate hue.
" Kya hua , sharam nahi aati apni ek girlfriend ko dusri girlfriend ko laane ko bol rahe ho ."
Amrita ki baat sun Kamal thoda sharma gaya aur fridge ki taraf chala .
Amrita kuch samajh nahi paayi.
Tabhi vo phir se vapas aa gaya.
Aur Amrita ke hatho me chameli me phoolo ka gajara de diya.
Amrita khushi ke sath sath samjh bhi nahi paayi.
" Ye kya hai ?"
" Maine suna hai kisiko Chameli ke phool pasand hai ."
Ye sunkar Amrita ki muskurahat aur badh gayi. Uske aankho main achanak aansu aa gaye.
Kamal samajh Gaya ki ye kyu hai.Kuch bolta ki achanak Amrita uske sine se lag kar rone lagi.
Kamal ne apne hatho ko Amrita ke sar par rakha.sahlane ke baad khudse alag kiya .
Tabhi vaha par kisi ki ahat hui.
" Aap yaha kaise aai?"
" Mujhe pata tha ki Amrita jarur tumse hi Milne Jaa Rahi hogi isiliye uska pichha kar aa gayi."
Amrita bhi Meena ko is tarah se vaha dekh chauk gayi.
"Kyu aayi hai aap yaha.?"
" Mujhe tum se baat karni hai , vaha se tum hamse bina mile chale gaye."
" Boliye kya baar karni hai ?"
Amrita ne phir ishare se kaha ki vo jaa Rahi hai. Kamal ne uspar haami bhar di . Meena andar aate hi bed par baith gayi.
" To batao tum yaha kya kar rahe ho?"
" Ye sawal to mujhe aap se puchhna chahiye ki aap yaha kya kar rahi hai main to ab yaha rahta hu ."
" Aise kaise tumhara itna bada ghar hai."
" Sach me aap khudko hoshiyar maanti ho aur itni baat bhi nahi samajh pati ki vaha par koi mera parivar nahi hai."
" Aisa mat kaho , tumhare vajah se Rupali didi ki Shadi sagai nahi hui kyuki tum Ghar par nahi ho."
" Achha matlab meri kimat sirf tyoharo tak hi simit hai."
" Tum hamare liye nhi balki Ashu ke liye to aa hi sakte ho, yaa phir ab koi mil gaya to use bhi bhool Gaye ho "
Is baat par Kamal ko behad gussa aaya.lekin vo kuch nahi bola.
" Achha Maan liya ki ham sab se galti ho gayi "
" Aise kaise ye sab pyaar aap sab me achanak kaise umad aaya.kya ye meri sachhai janne ke baad hua hai."
" Nahi aisi baat nhi balki , tum ham sabse baate chhipane lage ho isiliye."
" Achha ,main chhupane laga hu yaa ab aapko pahli baar farak padne laga hai, shayad mene aap sab se sunny ke marne ki baat bhi chhipayi thi jiski vajah se tab to mere pass koi nahi aaya."
" Dekho Kamal maanti hu ham sab ne tumhe ignore Kiya hai lekin ab main apni galti sudharne ke liye taiyar hu. bass hame ek mauka do sab thik ho jayega."
" Kaise thik ho jayega kya mauka du. Mujhe kuch samajh nahi aa raha, ye achanak mehnat kyu ?"
" Tum batao to sahi hame kya karna chahiye hamari galtiya thik karne ke liye."
" Achha aisi baat hai, to thik hai " Kamal ne ek baar Meena ke sharir ko dekha aur bola.
" Apne kapde utariye."
" Kya bakwas kar rahe ho? Sharam nahi aati ?tumhari Bhai ke sath shadi karne vaali hu bahan ki tarah hu ,chhhii"
" Mene kaha naa aap kuch nahi kar sakti chali jaiye "
" Mujhe laga main samjha sakungi lekin aise insaan se to baat karna hi bekar hai .chhhhiii"
Meena gusse me vaha se muh banate hue chali gayi aur Kamal ke chehre par muskan aa gayi.
Shandaar updateUPDATE 21

Kal aa rahi hai agli update shayad aaj bhi aa sakti hai , bhai kya karu ab time nahi milta. aage se 15 din nahi 7 din me ek update Dene ki koshish karunga.Ek update de do fir 15 din ya ek mahine ki chhutti sahi hai bhai
WaitingKal aa rahi hai agli update shayad aaj bhi aa sakti hai , bhai kya karu ab time nahi milta. aage se 15 din nahi 7 din me ek update Dene ki koshish karunga.