- 28,992
- 64,886
- 173
Thanks for Reading & Supporting.Ye sex wali ansuiya thi... Sayad yaha ye pari ka roop li hui hai.... Lekin yaar kya romantic romantic laga rakhe ho... Jiss wajah se rajkumar yaha aaya tha uska to abhi tak kuchh pata hi nhi chala... Uss aurat ko wada kiya tha ki unke bacho ko lake dega... Itne dino baad to unke zinda rahne ki bhi sambhavna n rahi to layega kaha se bacha ke... Or wo ladki kaha gai... Jo jitu ko apna pati bta kar gaon walo ko lut rahi thi... Kya wo divya thi jo bahar jaa ke aise karti thi roz... Or wo ladki koun thi jo uss barish wali raat bheegti hui jitu ke sivir me aa gai thi... Or wo koun thi jo sabno me aati hai... Bahut sare kafiyan chhuti hai... Judegi kab.... I am waiting for next
Bhai saajan ek love story hai divya aur saajan ke saat janmo ki..to isme romance nahi hoga to kya hoga...?
Jaha tak baki cheezo ki baat hai to jitu ko yaha aaye huye abhi sirf teen hi din huye hain...50 update ki story me abhi kewal 13 update hi aaye hain..poori story to baki hai abhi...aur ye bhi to sambhav hai ki jis maqsad ke liye vo iss gaon me aaya hai uss tak pahuchne ka rasta yahi se ho kar nikalta ho...?
Stay with us.
Today's update is on page......1348

