- 28,992
- 64,886
- 173
Thanks Bro for Reading & Supportingshandarr update bro. .
Thanks Bro for Reading & SupportingUpdate 132
Akhir yamraj ka adha sach samne a gaya.. Raj aur veer hi bari bari Yamraj ban rahe the.. aur dono hi ek dushre ke hamraz hai..., Veer ko Raj ke bare me bahut kuch pata hai..
Par ajeeb bat ye hai ki veer jab raj ko kisi teesre ko ye raz pata hone ke bare mai bata raha tha raj ne kuch khas react nahi kiya to isaka matlab usko pata hai teesre sakhs ke bare mai pata hai... Sayad ye wo ho sakta hai jiske pas supernatural power hai....
End me kon a gaya... Sayad sandhya ya paridhi ya phir vidya ho....
Thanks Bro for Reading & SupportingShandar update waiting for next one and happy New year in advance
Thanks Bro for Reading & SupportingUpdate 133
Fabulous update... Superb narration...
6th janm me pari ki entry ho gai...
Ratna to kafi bold hai... Par jarurat padne par dhal ki tarah khadi ho gayi... Ek tarah se Agyant ke prati apni lagaw ko khul kar sabke samne bol diya... Ratna ki nature kuchh kuchh Payal se milti julti hai....
New character vaishali... Aur ek anjan ladki... Ye dono bhi Agyant se aakarshit hai...
Mujhe pehle hi laga tha ki sushant ko koi mantri ne bhadkaya hai... Vo to ab khul kar bagi ho gaya hai... Wahi trikal bhi pahunch gaya hai... Agyant ab har taraf se ghir raha hai...
End me bhayanak tufan jisme sab ud gaye.... Lagta hai ek naxatra me paida hone vale 7 log hi bache hai...
Ab
Agle update ka intezar..
“In the New Year, never forget to thank your past years because they enabled you to reach today! Without the stairs of the past, you cannot arrive at the future!”happy new year
Same 2u bhaiजनवरी गयी, फरवरी गयी,
गये सारे त्यौहार!
नये साल की बेला पर झूं रहा संसार
अब जिसका आपको था बेसब्री से इंतजार
मंगलमय हो आपके लिए 2019 का साल
![]()
Same 2u bhaiHappy new year bhai