- 28,992
- 64,886
- 173
Thanks for Reading & SupportingWaah Anand Bhai jabardast fantastic update speechless_____
Sab log kamre me fase huye the. Usme se nikalne ka jo sanket dikha wo bahut khoob tha. 8 likho 8 baar aur answer aaye ek hazaar. Ye maine kahi padha tha. But yaha par ye paheli dekh kar achha laga. Is paheli ke base par aakhir raasta mil gaya but nani ne jaldbaji me apna hath hi fasa liya tha____
Tum mujhe khoon do main tumhe ajaadi dooga kya khoob bhai. Aakhir sab log baahar aa gaye kamre se. Uske baad jo kuch bhi huwa wo thoda nasamajh me aane wala hai. Sadhu baba ki harkate aur uski baate sach hai ya chhalawa iska kuch pata nahi hai. Usne jis tilismi kitaab ka jikra kiya wo sach ya jhooth?? Ya fir wo in sabko kisi tilism me fasa dena chaahta hai___
Sadhu baba aur uski beti kangana ke gayab hone ke baad in logo ne khud apna raasta chuna aur chal diye apni manjil ki taraf. Raaste me raj ne aag ko paar karne ke liye in sabko apne upar chadha liya. Nani aur neha chachi ke sath hot romance bhi majedaar raha____
Aage lutiya pahaadi ke paas pahuch kar inke sath aur kya kya hota hai ye dekhna interesting hoga bhai_____
Tilismi duniya ka behtareen najara padhne ko mil raha hai bhai. Ab ye dekhne ki jigyasa hai ki ye log musibato ko paar karte huye kaise apni manjil tak pahuchte hain_______
Bahut bahut shukriya is behtareen motivating review ke liye
Stay with us
Today's Update is on Page....854