• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAJAN

🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

What do you Think About this Story...??

  • Good

    Votes: 84 26.3%
  • Better

    Votes: 25 7.8%
  • Best

    Votes: 201 63.0%
  • Bad

    Votes: 2 0.6%
  • Worse

    Votes: 0 0.0%
  • Worst

    Votes: 7 2.2%

  • Total voters
    319
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,886
173
bhai chandrakanta first modern hindi novel hai,
jo devaki nandan khatri ke dwara likha gaya tha,
aur iss par 2017 me ek tv series bhi release ho chuka hai,
Aapko ye novel kisi bhi public library me mil jayega
Aapne sahi kaha Jitu bhai
Vaise mere paas iski PDF bhi available hai
 

luv4sale696969

Active Member
1,303
1,674
158
Shukriya Rishabh bhai ki apko ye update pasand aaya
To meri mehnat bhi nirarthak nahi gayi
Sahitya me meri ruchi yo to bachpan se hi rahi hai
Devkinandan Khatri ji ki amar krati Chandrakanta, Chandrakanta Santati, Bhootnath, Harivansh rai bachchan ki Madhu Shala, South Indian author ki Nagarjun aur bhi kayi lagbhag 150-200 logo ki rachnaye padhi hain jinme dharmik granth bhi sammilit hain aur unki books bhi hain mere paas
Jaha tak iss paheli aur Gufa ke Tilism se judi ghatna ka sambandh hai to maine ye paheli kahi padhi to avashya hai kintu ye dhyan nahi hai ki kaha par padhi hai.
Devkinandan ji ki to lagbhag sabhi rachnao me Tilismi ghatnao ki bharmar hai, to sambhav ho ki unme se hi kisi me maine padha ho.


Hmmmm.... तो ये राज है हमें इतनी शानदार कहानियां पढ़ने मिलने का।
Good.... मोगैम्बो खुश हुआ।
 

shahnaz123

Member
420
1,796
123
Awesome Update
Hamesh ki tarah behtareen
Nani to gayi ab lagta h
Nani ne bahut se sawalo ke jawab de diye
Paridhi ki diary ka raaz bhi open ho gya
Lekin iske piche h koun....?

Gufa aur uske tilism ka shandar varnan kiya h
Mujhe bhi yahi lagta h ki sher ki ankh ko press karna chahiye
Vo sadhu koun tha jisne nani ko bhadkaya tha...?
Uday aur rajendra bhi isme shamil the

Nani ke sath ho rahi ghatnao ka ktya arth h...? Raj agar payal ko nhi rokta to shayad nani ab tak tyan bol gyi hoti
Paridhi ki qurbani ke samne payal ne bhi khud ko nat mastak kar liya
Neha ko uski beti mil gayi, shayad ab uske dil me raj ke liye jo kadwahat aa gayi thi usme kuch kami aaye

Dekhte hain aage kya hota h...?
Anyway excellent update
Waiting next...
 
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

Fighter

THE CREATER OF DEVIL FIGHTERS
11,654
26,061
259

Naughtyrishabh

Well-Known Member
10,053
29,755
258
Shukriya Rishabh bhai ki apko ye update pasand aaya
To meri mehnat bhi nirarthak nahi gayi
Sahitya me meri ruchi yo to bachpan se hi rahi hai
Devkinandan Khatri ji ki amar krati Chandrakanta, Chandrakanta Santati, Bhootnath, Harivansh rai bachchan ki Madhu Shala, South Indian author ki Nagarjun aur bhi kayi lagbhag 150-200 logo ki rachnaye padhi hain jinme dharmik granth bhi sammilit hain aur unki books bhi hain mere paas
Jaha tak iss paheli aur Gufa ke Tilism se judi ghatna ka sambandh hai to maine ye paheli kahi padhi to avashya hai kintu ye dhyan nahi hai ki kaha par padhi hai.
Devkinandan ji ki to lagbhag sabhi rachnao me Tilismi ghatnao ki bharmar hai, to sambhav ho ki unme se hi kisi me maine padha ho.
Aapne jitne bhi kitab ke naam liye sanyog se maine bhi padha h.
 
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories
Status
Not open for further replies.
Top