• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAJAN

What do you Think About this Story...??

  • Good

    Votes: 84 26.3%
  • Better

    Votes: 25 7.8%
  • Best

    Votes: 201 63.0%
  • Bad

    Votes: 2 0.6%
  • Worse

    Votes: 0 0.0%
  • Worst

    Votes: 7 2.2%

  • Total voters
    319
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Viraj Raj

Active Member
509
948
93
Fantastic Update Bhai

super_8_hd_65095-1920x1080.jpg


Mind Blowing

wallpaper.wiki-Best-Awesome-Wallpaper-HD-PIC-WPE008317-758x426.jpg


Great Bhai

mind-blowing-blue-flower-abstract-wallpapers-abstract-desktop-background-hd-wallpaper-wallpapers-for-walls-mobile-iphone-download-abstract-1716052722.jpg


Waiting For Next Update
good-night-images-hd-download.jpg
 

Aj1980

Well-Known Member
3,662
9,353
158
रैना बीती जाये आए ना बालम रैना बीती जाए

आप का बेसब्री से इंतज़ार है भाई

मेरे प्यारे बयान लारा आपको हार्दिक शुभकामनाएं 500 पेज पूरा करने की
 
  • Like
Reactions: anandsngh12

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,282
173
SAAJAN

UPDATE * 148

Priyadarshini (phir jor se bhigi ankho ke sath)—suna mrinal saajannn…saajannn….mata rani ne meri pukar sun li sakhi

Bas phir kya tha priyadarshini badahawash hokar hospital ke andar turant doud laga di…..mrinal bhi turant uske hi bhag chali….vo nurse kuch aur kah rahi thi unse kintu ab dono ke kaano me koi awaz nahi pahuch rahi thi

Priyadarshini to aise bhag rahi thi jaise koi race chal rahi ho…sab ankhe phade un dono ko aise paglo ki tarah bhagte dekh ashcharya chakit ho rahe the

Ab aage………..

Priyadarshini jaise hi ICU ke bahar pahuchi to dekha ki vaha ka gate band hai…..usne use kholne ki koshish karne lagi tabhi andar se ek ladies doctor bahar aayi

Priyadarshini (bhavuk)—dekhiye hame us ladki se milna hai….hame usse milna bahut jaruri hai

Doctor—dekhiye is samay vo ICU me hai….abhi is samay usse milna sambhav nahi hai….aap uske sath thi na… to pls kisi Saajan ka naam baar baar behoshi me bhi dohraye ja rahi hai….aap saajan ko jitna jaldi ho sake yaha aane ko kah de….us ladki ke paas waqt bahut kam hai

Mrinal—abhi abhi to hame kisi ne kaha ki vo hosh me aa gayi hai….?

Doctor—vo kshanik hosh me aakar phir behosh ho gayi hai…..shayad uski bimari ab apne antim seema ko paar kar chuki hai….aur ha ek baat…hame uske sar me gahre chot ke nishan bhi mile hain

Mrinal—aap kuch bhi kar ke use theek kar dijiye….Jitni keemat chahiye hum dene ko taiyar hain

Doctor—sorry…..lekin ab bahut der ho chuki hai…..pls aap saajan ko inform kar de

Itna bol doctor phir andar chali gayi aur darwaja band kar liya…..priyadarshini aur mrinal dono behad pareshan mahsus karne lagi khud ko

Priyadarshini—ham to khud hi saajan ko khoj me bhatak rahi hain…..ab hum kaha se bula de unhe yaha par…..?

Mrinal—ye to bahut badi pareshani ki baat hai….kya kare ab…..?

Priyadarshini (pareshan)—meri to khud hi kuch samajh me nahi aa raha hai….?

Mrinal—hum saajan ki talash me dharti tak aaye…..yaha aane ke baad mata rani ke paas pahuch gaye….mata rani ke darshan ke baad hame ye ladki mili jo bimar hai….aur is ladki ke muh se saajan ka naam nikla…iska matlab ye saajan tak pahuchne ka rasta hai jo mata rani ne hame dikhaya hai

Priyadarshini (bhavuk halat)—haa..sakhi….lekin mere bhagya ki vidambana to dekho….jis saajan ke intazar me maine sadiya gujar di.. jis saajan ke liye har pal bechain hokar tadapti rahi…..aaj ussi saajan ka jikra kisi aur ke muh se sunne ke baad meri ummid jaag uthi saajan se mil pane ki…parantu jiske dwara ye ummid jaagi vo to khud hi maut ke darwaje par khadi hai

Mrinal—aur vo shayad isliye ki mata rani hame iske dwara hi saajan tak pahuchana chahti ho

Priyadarshini—par kaise…..?

Mrinal—shayad ab tumhare prem ki asli pariksha ki shuruwat huyi hai…..mata rani ne tinke ka sahara de diya hai… ab tumhe kisi bhi tarah us tinke ko yani is ladki ko bachana hai sabse pahle

Priyadarshini—shayad tum sahi kah rahi ho…….kintu mere paas Rog Nivarak shaktiya nahi hain sakhi

Mrinal—agar ye ladki saajan ko janti hai to sambhav hai ki iske ghar wale bhi jante honge…..hame is ladki ke ghar ka pata lagana chahiye…shayad vahi se koi aage ka marg nikal kar aaye

Priyadarshini—bahut hi uttam vichar hai sakhi…..tum is ladki ke ghar ka pata lagao

Mrinal—main kaha se pata lagau.....yaha dharti lok aane ke baad hamari shaktiya bhi simit ho gayi hain

Priyadarshini—ab lagta hai ki mai apni manzil ke itne karib aakar phir usse dur hoti ja rahi hu….hamari shaktiya bhi kaam nahi kar rahi hai…kewal kuch ko chhod kar

Mrinal—sakhi vo dekh…bahar vahi mandir vala bhikhari khada hai hath me katora liye

Priyadarshini—chal jaldi se..unke paas …

Dono bahar khade us bhikhari ke paas aa gayi….jo hospital ke bahar road ke kinare par khade hokar aane jane walo se bhikh maang raha tha

Priyadarshini—pranam baba

Bhikhari—ishwar tumhara kalyan kare beti

Priyadarshini—baba main bahut pareshan hu…..mujhe koi rasta dikhao

Bhikhari—tumne prem kiya hai...apne marg par chalna khud sikho beti….tumhe apni madad khud karni hai….baar baar baikhakhi ke sahare chalne ki adat tyag do……agar tumhara prem sachcha hai to use apne dum par talash karo… aur ha beti prem ke is marg me tumhari koi shaktiya kaam nahi karegi

Mrinal—aisa kyo…? Vo ek dev kanya hai….ye to uski janma jaat shaktiya hain

Bhikhari—parantu prem to usne ek manav se kiya hai…..prem ke beech me in dev shaktiyo ka koi auchitya nahi hai ek sadharan manav ki tarah hi apne buddhi vivek se apne saajan ki talash karo……yahi tumhare prem ki pariksha hai agar tumhare mann me sachcha prem hai to ek na ek din tum avashya hi saajan ko prapt karogi

Priyadarshini—kintu us ladki ki antim ichchha kaise poori karu main jo saajan ko pukar rahi hai

Bhikhari—saajan ko pana kisi ke bhi liye itna asaan nahi hai……vo ek karma yogi hai…..use sirf vahi pa sakta hai jiske andar kewal sachcha, nischal,nihswarth,niskam prem ho……jise is sansar me uske prem ke alawa kuch dikhta hi na ho.. is awastha ko jab prapt kar logi to tumhe bhatakne ki jarurat nahi rahegi…tumhare antar aatma ki pukar us tak apne aap hi pahuch jayegi

Mrinal—kya saajan itna mahan hai…..?

Bhikhari—ye karma lok hai…..kisi ko bhi mahan use uske karma banate hain…….kya ye uski mahanta ko sabit karne ke liye paryapt nahi hai ki tumhari is sakhi ke liye saajan ko swayam Jagat janni maa Gouri ne chuna

Mrinal—kya hamari koi shaktiya kaam nahi karegi….?..to phir hum vapis kaise lout payenge apne lok….?

Bhikhari—maine abhi abhi to bataya tumhe…..saajan ko sirf vahi pa sakti hai jise prem ke alawa kisi ka bhi hosh na rahe…..agar tumhe saajan chahiye to baki sab moh maya ka tyag karna hoga

Priyadarshini—mai samajh gayi baba…ki mujhe kya karna hai…..kintu is ladki ke pran bachane ka koi upay bata dijiye

Bhikhari—tumhe uski koi chinta karne ki avashyakta nahi hai…..agar usne sachche hriday se uska naam pukara hoga to uski dil ki pukar khud hi use uske paas tak khich layegi kisi na kisi madhyam se…….ye mrityu lok hai….rog ka ilaz ho jata hai kintu mrityu ka koi ilaz nahi hai kyon ki…

‘’Mout Se Bhi Bhala Koi Bacha Hai Aaj Tak’’

Priyadarshini—mujhe agya de baba.... pranam

Bhikhari—tumhara kalyan ho

Mrinal—baba aap koun hain.....bhikhari to nahi ho sakte aap....aur aap apna chehra itne ghane baalo me kyo chhupa kar rakhte hain..... ?

Bhikhari—vo isliye kyon ki mera chehra bahut hi khubsurat hai......dekhte hi tumhare pran pakheru ud jayege sharir se... kaho to dikha du apna chehra

Mrinal (ghabra kar)—nahiii...nahii...aise hi theek hai....aap aise hi bahut sundar hain...pranam

Bhikhari—hahahaha

Mrinal ghabra kar jaldi se bhagi vaha se priyadarshini ke piche jo hospital ke andar ja rahi thi....uske paas pahuch kar lambi lambi saanse lene lagi

Mrinal—kaisa ajib bhikhari hai ye..... ?...tere saajan ki talash karte karte kahi aisa na ho ki hum kahi ke na rahe

Priyadarshini—kyo.... ?

Mrinal—jab hamari shaktiya hi nahi rahegi to vapis kaise jayenge...... ?

Priyadarshini—unhone aisa kab kaha ki hum vapis nahi ja sakte ya hamari shaktiya khatam ho gayi..... ?

Mrinal—vahi bhikhari to kah raha tha....meri samajh me to kuch bhi nahi aaya

Priyadarshini—unhe bhikhari mat kaho sakhi….vo jarur mata rani ke hi bhakta hain…unhe yaha mere marg darshan ke liye mata ne hi bheja hoga…aur jaha tak unki bato ka talluk hai to unke kahne ka matlab tha ki hame apne prem ko samanya manav ki tarah talash karna chahiye kyo ki saajan bhi ek manav hain

Mrinal—to kya ab hamare paas shaktiya nahi hain….?

Priyadarshini—hain….kintu hame unka prayog savdhani purvak karna hoga……khas kar saajan ki khoj me to karna hi nahi hai…..ye mere prem ki pariksha hai…..hame is ladki ki madad karni hogi

Mrinal—ham kaise karenge uski madad…jabki tumhare paas rog theek karne ki shakti hi nahi hai

Priyadarshini—har jagah tu shaktiyo ko beech me kyo le aati hai…..yaha har kaam bina shaktiyo ke hota hai…hame bhi vaise hi karna hoga….uski seva karni hogi….uske madhyam se hi hum saajan tak pahuch sakte hain

Mrinal—kintu sakhi tum shayad ye bhul rahi ho ki vo apni antim saanse le rahi hai

Priyadarshini—hame ye kaam jaldi hi karna hoga…..main apni shaktiyo se use theek to nahi kar sakti magar hosh me to la hi sakti hu

Mrinal—aur phir hum usse sari bate pata kar lenge

Dono bate karte huye hospital ke andar aa gayi….us ladki ko abhi bhi emergency me ventilation par rakha gaya tha tabhi priyadarshini chup chap adrishya hokar ICU me ghus kar us ladki ko apni shaktiyo se hosh me lane ka prayas karne lagi

Priyadarshini ki mehnat kafi had tak kamyab rahi….kuch samay pashchat use hosh aane laga…ye dekh priyadarshini turant vaha se bahar nikal kar visible ho gayi

Mrinal—kya hua..kuch kaam bana ki nahi….?

Priyadarshini—haa…use ab hosh aane hi wala hai

Thodi der baad ICU room ka door open hua aur ek nurse ne bahar aakar bataya ki us ladki ko hosh aa gaya hai vo chahe to usse mil sakti hain kuch samay baad….tabhi ek doctor bhi bahar aaya

Doctor—dekhiye use hosh to aa gaya hai….kintu halat vahi hai…..uske paas ek week se jyada ka samay nahi bacha hai behtar yahi hoga ki aap uske parijano ko phone kar de jisse vo ise ghar le jakar dekh bhal aur sewa kare…. Ye sarva janik hospital hai hum yaha do din se jyada kisi ko bhi nahi rakh sakte hain

Mrinal—theek hai hame uske ghar ka pata malum hai ….hum use pahucha denge

Doctor—theek hai….kal aap use le ja sakti hain

Priyadarshini (doctor ke jane ke baad)—tumne jhuth kyo kaha jabki hum to uske vishay me kuch bhi nahi jante hain

Mrinal—to ab jaan jayenge

Priyadarshini—aur hame kyo batayegi vo…..?..jabki vo bhi hame nahi janti hai

Mrinal—hamne uski jaan bachayi hai…uska farz hai sab sach batane ka humko

Us ladki ko ICU se nikal kar dusre emergency ward me shift kar diya gaya….dono samay dekh uske paas milne pahuch gayi..jaha vo ankhe band kiye leti thi

Priyadarshini—ab kaisi tabiyat hai apki.... ?

Ladki (ankhe khol kar)—theek hai…..aap koun….?..maine pahle to kabhi nahi dekha aap ko....

Mrinal—kaise dekhti.....hum yaha ke hain hi nahi....(wo aur kuch bolti ki isse pahle hi priyadarshini ne use chup kara diya)

Ladki—kahiye kya kaam hai apko..... ?

Mrinal—tumhe hum dono ne hi yaha ilaz ke liye lekar aaye the...tum hame mandir ki sidhiyo me behosh mili thi

Ladki—ohhhh.....sorry....aap dono ka bahut bahut dhanyawad....aaiye baithiye

Priyadarshini—mera naam priyadarshini aur ye meri sakhi mrinal hai....hum yaha mandir me darshan karne aaye the

Mrinal—aur tumhara naam kya hai..... ?

Ladki—Paridhi Thakur hai mera naam

Mrinal—tum saajan ko kaise janti ho…..?

Paridhi—saajannn…..koun saajan…? Mai to kisi saajan ko nahi janti..... ? aap kis saajan ki baat kar rahi hain.... ?

Mrinal—vahi saajan jiska naam tum behoshi me bhi baar baar saajan....saajan pukar rahi thi

Paridhi (hairan)—mai aur saajan......mai bhala aisa kyo kahungi jabki mai to aise kisi admi ko janti tak nahi

Mrinal—to kya hum jhuth bol rahe hain…..?

Paridhi—par mai aisa kyo kahungi jise mai janti hi nahi

Nurse—ye sach hai..tum behoshi me bhi baar baar saajan ko pukar rahi thi

Paridhi (hairan)—par mujhe to aisa kuch bhi dhyan nahi hai

Priyadarshini—koi baat nahi….aap apne ghar ka pata bata dijiye jisse hum apke ghar walo ko suchit kar sake

Paridhi—aap dono ka bahut bahut shukriya……main khud chali jaungi

Nurse—pls aap dono bahar chaliye….abhi unhe aaram karne dijiye doctor ne jyada baat karne se mana kiya hai

Mrinal—bahut achcha kiya tumne yaad dilaya….ye dhok…tarr kaha milta hai

Nurse—dhok…tarr nahi doc tor….doctor….jo mariz ka ilaz karta hai

Mrinal—achcha…achcha….suna sakhi…yaha vaidhya ko dhok….tarr kahte hain…..ab samajh gayi

Priyadarshini—aap aram kijiye…..kisi bhi cheez ki jarurat ho to hame bata dijiyega

Paridhi—thanks

Mrinal—tanks…tanks

Priyadarshini—chalo sakhi bahar chalte hain

Mrinal (bahar nikal)—ye to palat gayi….hamne iski itni madad ki…badle me isne hame hi chuna laga diya….

Priyadarshini—kyo……?

Mrinal—dekha nahi…….hame saajan ke bare me kuch batana hi nahi chahti……kaho to do char jama ke ugalwa lu sab kuch

Priyadarshini—mrinalllll……aisa sochna bhi mat...... (phir udas hokar) lagta hai meri kismat hi kharab hai

Mrinal—tu udas mat ho.....ham jarur khoj lenge use....dekh jara soch pahle hamare paas kewal uska naam tha lekin aaj ek madhyam hai us tak pahuchne ka.....hamne ek din me itni tarakki ki hai...kya ye kam hai.... ?

Priyadarshini—lekin use to kuch yaad hi nahi hai.....saajan ke bare me

Mrinal—to hum uska picha karte karte saajan tak pahuch jayenge

Dusri taraf jab hum college pahuche to vaha har taraf meri tasveero ke poster lage huye the….jinme company ka naam bhi menson tha…ye dekh kar mera dimag off ho gaya

Mai—veer pata karo ki ye kis ki harkat hai

Sonu—aur kiski tumhari nayi lover madam ishika ki kar gujari hai ye

Divya—whatttt….?..

Mai—arey koi lover nahi hai vo meri…ye pagal hai

Monu—hame to aaj tak kabhi usne apna naam na bataya…tumhe pahle din hi bata diya aur famous bhi kar diya poore college me

Tabhi vaha office peon aa gaya..batane ki mujhe pricipal sir ne bulaya hai apne cabin me…..maine sab ko class me jane ko bol principal se milne chala gaya

Mai—may i come in sir

Principal—yes come in

Mai—aapne mujhe bulaya sir

Principal—ohhh…mr.raj thakur……come …come….ye meri khusnasibi hai ki tum jaisa ek icon person mere college ka student hai…aao baitho

Mai—no sir…mai yaha sirf ek student hu……aur vahi rahne dijiye mujhe…koi icon mat banaiye

Principal—well mr.raj...actually maine tumhe isliye bulaya tha ki next month se inter college sports start ho rahe hain to main chahta hu ki tum usme participate karo

Mai—koun koun se sports hain usme……?

Principal—sabhi sports hain...just like...cricket, basketball, kabaddi, football, running, boxing, ..and many more

Mai—ok sir

Principal—tum sports teacher mrs. Chawla ya mr. chadda ke paas apna naam likha dena aur sab ko encourage karo isme bhag lene ke liye

Mai—jinko bhag lena hai vo to apne aap hi bhag lenge

Principal—isi baat ka to rona hai raj……st. paul college ke student hi hamesha bazi marte hain hamesha….hamare college ne ek medal bhi nahi jeeta aaj tak

Mai—aisa kyo….?

Principal—vo college yaha ke home minister ka hai……vaha gunda gardi chalti hai…..sab sports me vo state label ke bahri admi bulate hain…yaha tak ki boxing me to last time state champion ko hi khada kar diya apne college ka student bata kar

Mai—theek hai sir…mai dekh leta hu is baar

Principal—mujhe is baar tumse aur veer se bahut si ummid hain

Mai—to phir aap chinta mat kijiye….hum sab handle kar lenge

Principal—thanks…mujhe tumse yahi asha thi

Mai unke cabin se nikal kar jaise hi bahar aaya to ishika madam ne mujhe dekh kar awaz lagayi jo class lene ja rahi thi lekin mujhe dekh kar ruk gayi…

Mai unke cabin me chala gaya...jaha aaj vo kayamat lag rahi thi.....ekdam low cut blouse me unke ubhar sama hi nahi rahe the..lagta tha blouse phat jayega aur parinde azad ho jayenge

Ishika—aao na raj…utni door kyo khade ho…paas aao yaha

Mai—yes madam

Ishika—raj tumhe koi aitaraz to nahi hua na ki maine tumse bina puche tumhare posters lagwa diye

Mai—lekin iski jarurat kya thi, mam…….?

Ishika—pata nahi...bas dil ne kaha aur maine kar diya

Mai—aur koi kaam mam

Ishika—tum mujhe mam mat kaha karo....chaho to ishika kah sakte ho

Mai—aap meri mam hain bhal mai aisa kaise kah sakta hu

Ishika—vo sab chhodo...lo coffee piyo...mujhe pata hai tumhe coffee pina pasand hai

Mai—apko kaise malum..... ?

Ishika—log to aas maan me baithe bhagwan ka pata laga lete hain to kya main itna bhi malum nahi kar sakti

Mai—vo aapne mujhe bulaya tha……?

Ishika—ha....tum is Sunday ko free ho kya..... ?

Mai—ha..kyo….?

Ishika—ok…to Sunday ko tumhe mere sath kahi chalna hai

Mai—kaha….?

Ishika—vo baad me bata dungi

Mai—ok

Tabhi ishika madam ne apna spoon niche gira diya ya gir gaya...uthane ke liye niche jhuki to unka pallu sarak gaya jisse unki dono golaiya nazar aane lagi

Ishika—aise kya dekh rahe ho raj...sab kuch theek hai na....koi kami to nahi hai

Mai (had badakar)—na..na..sab kuch mast aur ek dam jhakkas hai

Ishika—thanks…tumhe pasand aaya na

Mai—kyaaa….?

Ishika (mushkurate huye)—coffee…tum kya samjhe…. Raj

Mai—coffeeeee….ha..ha…coffee..bhut achchi thi…ab main class me chalta hu

Mai jaise hi ishika madam ke cabin se bahar aaya to sonu monu dono muh me hath rakhe darwaje ke paas khade mil gaye..shayad key hole se andar jhakte rahe honge

Sonu—teri to nikal padi yaar

Monu—ha…kitni mast madam pat gayi aate hi…jo sab kuch dikha rahi hai khud hi

Sonu—aur to aur ghar bulane tak bhi baat aa gayi

Mai—tum log yaha kya rahe ho…chalo class me

Uske baad class me aakar hamne classes attend ki…maine sab ko sports ke bare me bata diya….baad me sab ghar aa gaye…

Aane ke baad maine ruchi didi ko ready hone ko bol diya jo badi besabri se mera hi intazar kar rahi thi….hamne sath me baith kar khana khaya..uske baad main ready hone laga

Payal—ye kaha jane ki taiyari ho rahi hai…?

Mai—vo…kahi nahi bas ruchi didi ko thoda ghumane le ja raha hu…..mere jane ke baad bilkul akeli ho gayi thi vo…thoda mann bahal jayega unka

Payal—tu na ye jyada cream seem laga kar aur itna tip top ban ke college mat jaya kar..samjha

Mai—ab isme kya problem hai apko……?

Payal—tu jo aaj kal us ishika madam ke sath tanka bhida raha hai na mujhe sab pata hai..samjha

Mai (mann me)—lagta hai sonu aur monu kamino ne mirch masala laga ke didi ko bata diya

Mai—koun madam...achcha...vo...vo to just normal tha

Payal—achcha itna normal ho gaya ki dusre din me hi uske sath ghumne jane ki baat bhi ho gayi…hai na

Mai—kya di…kaha ki baat aap kaha le jati ho

Payal—college me itne ladke hain unke sath ghumne jaye...use tu hi mila tha kya...aur tu na usse dur raha kar

Mai—ye kaise ho sakta hai didi...vo meri class teacher

Payal—malum hai tujhe kya padha rahi hai vo aaj kal…tu na padhayi hi chhod de

Mai—lagta hai kisi ne apko mere khilaf bhadkaya hai

Payal—mujhe to kabhi kahi lekar nahi jata…ha kyo le jayega mujhe mai tujhe hamesha daant lagati hu…chillati hu… mujhe kahi lekar kyo jayega…isiliye tu mujhse dur bhagta hai

Mai (unhe apni baho me lekar)—aisa kabhi mat sochna aap aaj ke baad....apki daant mujhe kabhi buri nahi lagti kyon ki usme mere liye apki fikar chhupi hoti hai......yaha har kisi ke dil me koi na koi raaz hai magar aap vo aayina ho jiske dil me koi raaz nahi hai.....kewal ek aap hi ho jis par main aankh band kar ke bharosa kar sakta hu....mere dil me apki jo jagah hai vo koi nahi le sakta didi..koi bhi nahi

Payal—sorry raj...mai kya karu....mujhe hamesha darr laga rahta hai....main tujhe phir se khona nahi chahti

Mai—hum kal ghumne chalenge

Payal—sach

Mai—haan...mai aap aur divya

Payal—gudiyaa.... ?

Mai—agar apko aitaraz ho to koi baat nahi..mai usko mana kar dunga

Payal—nahi re....gudiya se bhala mujhe kaisa aitaraz....uske sath hone se to mujhe khushi hoti hai

Mai—mai ab jau..ruchi didi ke sath

Payal—ha..ja...lekin raat hone se pahle lout aana

Mai—koshish karunga

Payal—kya kaha...koshish karunga..ruk tujhe batati hu....

Mai vaha se bhag kar ruchi didi ke room me aa gaya...vo full ready ho gayi thi jaise kisi shadi me jana ho...main maa ko bata kar unke sath long drive par nikal gaya

( Current Update Size : 3574 Words )
 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,282
173
To aakhir priyadarshni and minal ko mirtyu lok ke anuthay anubhav honey lage. Aur ab unko arshiward bhi mil gaya talash puri hone ka lagta hain ki jo ladki unko mili hain woh paridhi ho shayad jisay sab ne kisi ghalat fahmi ki wajah se mara hua samajh liya ho. Aur yah locket uskw pass kaisay aaya yah bho ek rehasya ban gaya hai. Dairy me aisa kia pad liya jo chaukane wala hain. Intezaar rahega agli update ka.
Thanks for Reading & Supporting
Stay tuned with us
Shukriya bhai is khubsurat review ke liye
Locket ka raaz khulne me abhi samay hai
Diary ka raaz jarur agle kuch updates me samne ayega
 
Status
Not open for further replies.
Top