• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAAJAN

What do you Think About this Story...??

  • Good

    Votes: 84 26.3%
  • Better

    Votes: 25 7.8%
  • Best

    Votes: 201 63.0%
  • Bad

    Votes: 2 0.6%
  • Worse

    Votes: 0 0.0%
  • Worst

    Votes: 7 2.2%

  • Total voters
    319
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,235
173
Bhai aapko yaha dekh kar bahot khushi
hui,
pichhle do mahine me maine aapko
kitne hi sites par dhoondha but aap kisi ke contact me nhi the,
aapki story meri favorite stories me se ek rhi hai,
Please aap arhaan mohabbat ya nafrat ko yaha par restart kijiye,
aapke reply ka intajar rahega
Bilkul sahi kaha aapne bhai
 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,235
173
SAAJAN


UPDATE*138

Love Story Continue............

Subah jaise hi ratna ki need khulte hi vo ‘’agyantttttt’’ chillate huye uth baithi…maharj aur maharani uski cheekhne ki awaz sun kar turant bhag kar uske kaksh me me aa gaye

Bistar me vaha Ratna ko baithe dekh kar unhe hairat ke sath sath behad khushi mahsus huyi aur vo uske pass chale gaye jaha ratna abhi bhi kisi aur hi duniya me thi

Maharani—Ratnaaaa....meri putri..tu theek to hai na

Alexander—ha.beti..par tum mahal me kab aayi….?..aur minakshi kaha hai..?

Maharani—tum itni jor se cheekhi kyo…..?

Dono ke hilane se rarna vastivik duniya me lout aayi to apne aap ko khud ke shayan kaksh me pakar hatprabh rah gayi….kabhi khud ko to kabhi apne mata pita ko dekhti hairat bhari nigaho se

Alexander—bolo beti…tum chup kyo ho….?

Ratna—hame nahi malum pita ji……hum yaha kaise pahuche….?..mai to trikal ki gufa me kaid thi aur agyant hame azad karane ke liye trikal se lad raha tha….usne hame vaha se bahar le jane ke liye kisi se kaha tha iske baad kuch yaad nahi….pitaji…agyant kaha hai…? Hame use abhi dekhna hai

Alexander—ham to khud hi agyant ka hi intazar kar rahe the….ki tumhari cheekh sun kar yaha aa gaye

Maharani—ha beti….hame to khud hi nahi malum ki agyant kaha hai….?

Alexander—minakshi kaha hai putri…?

Ratna—hum dono sath me hi the....agar mai apne kaksh me hu to vo bhi apne kaksh me hi hogi......hame abhi isi samay agyaant ke paas jana hai

Maharani—kintu beti…agar agyant vaha se lout aata to pahle yaha aata vo…lagta hai..

Ratna (vyakul hokar)—nahi maa…..aisa ashubh vichar mann me mat lao…..agyant ko kuch nahi ho sakta….hum use kuch nahi hone denge….hame jana hoga

Maharaj—par beti…..

Ratna (nam ankho se hath jod)—hum apke hath jodte hain…..hame agyant ke paas jane dijiye vo hamari zindagi hai…pita ji……ham aap dono se vinti karti hain ki hame apne agyant ke paas jane dijiye…

Aur itne me hi anshu uski ankho se tap tap karke girne lagte hain…maharaj aur maharani bhi Ratna ki manodasha ko bhali bhanti samajh chuke the ki unki ye beti bhi agyant ko behad prem karti hai

Maharaj—theek hai putri…..agyant agar vapis aa chuka hai to hum khud abhi kisi sainik ko bhej kar agyant ko yaha bulate hain

Ratna (bawli hokar)—nahi pitaji..ham itna intazar nahi kar sakte…..mujhe meri asabhyata ke liye kshama kare

Maharani—theek hai beti…..hum bhi tumhare sath chalenge….hame bhi to us farishte ka shukriya ada karna hai

Alexander—aap theek kahti hain maharani….hum dono ratna ke sath jayenge par pahle ek baar ye khush khabri divya ko bhi to de do

Vo jaise hi divya ke kaksh me gaye to vaha ka drishya dekhte hi unki atma tak kaamp gayi.. sab ki ladli divya besudh hokar jamin par padi thi….jo ek baar hosh me aane ke baad punah behosh ho chuki thi

Maharani (cheekh kar)—divyaaaaa

Alexander—betiiii

Teeno bhag kar uske paas pahuch gaye….use awaz lagane lage…kintu vo to achet thi to inme se kisi ki baat ka pratyuttar na de saki

Divya ke najuk komal hath buri tarah se aag se jhulas gaye the….uski phool jaisi mulayam hatheliyo me jagah jagah par phode type nikal aaye aaye the

Vahi paas me bhagwan ki murti ke samne ek deepak abhi bhi bina ghee tel ke hi apni roshni se jhilmila raha tha

Maharaj aur maharani ko to kuch samajh me hi nahi aaya kintu ratna ko sara mazra samajhte der nahi lagi…vo divya ke hatho ke aise jalne ka rahasya samajh gayi…uski ankho se bhi pani tezi se bahne laga

Ratna (mann me)—tum sach much me dhanya ho divya….tumhara saajan prem poori duniya ke liye ek mishal hai…..tumhare is prem ke aage mai bhi aaj natmastak hu

Divya ki oor se koi pratikriya hote na dekh maharaj ne bhavavesh me aakar divya ko utha kar raj vaidya ke paas le jane ke suvichar se divya ke sar ko hath laga diya vaise hi unhe ek tez jhatka laga ki vo sidhe divya ke shayan kaksh se bahar jakar gire

Maharani ne jakar unhe uthaya…ratna ne pani leke divya ke chehre par dala tab kahi uski jakar uske achetan sharir me chetna ka pravah shuru hua

Kuch der tak hilne dulne ke baad antatah divya ne apni ankhe khol di…aur ankh khulte hi

Divya—saajannnnnn

Maharani (adhir hokar)—divya meri beti….kya hua tha tujhe….tu behosh kaise ho gayi…aur ye tere hatho ko kisne jalane ki gustakhi ki…?

Divya—kuch nahi maa…ab hum theek hain…aap vyarth chinta na kare…..

Phir divya ki nazar ratna par gayi to uski chehre par khushi ka koi thikana nahi raha….use sabse jyada khushi is baat se huyi ki ratna yaha hai to matlab uska saajan sakushal aa gaya hai

Divya—didi…aap aa gayi…..agyant kaha hai….?

Ratna ne phir divya ko poori baat batayi jise sun kar vo bhi milne ke liye vyakul ho uthi aur agyant ke paas jane ko uth khadi huyi

Maharani—kintu beti..tumhare hatho ko ye kya hua….?

Ratna—kuch nahi maa…raat bhar isne apne hatho se us deepak ko bujhne nahi diya agyant ki khatir

Maharani—tum dono sach me pagal ho chuki ho

Ratna—maa jaldi chalo na

Maharaj—mai nahi chal paunga.....meri to kamar hi sidhi nahi ho rahi ab…aap teeno jao

Maharani—theek hai…aap vishram kare

Phir teeno agyant ke ghar ke liye rawana ho gayi…..divya ne apne hatho me aushadhi ka lep lagakar apne dono hatho ko kapde se bandh liya tha

Vahi haal minakshi ka bhi tha…use sakushal dekh uske mata pita phule nahi sama rahe mare khushi ke aur baar baar agyant ko ashirwad de rahe the

Minakshi bhi agyant ki kushalta ko lekar chintit thi aur jald se jald usse milna chahti thi aur dusra karan ye bhi tha ki agyant ki is bahaduri ne minakshi ke dil me pyar ki chingari jala di thi….is chingari ne bhi use agyant se milne ko vivash kar diya tha

To vo bhi guru ji ke sath agyant se milne chal di….jabki agyant ke jane se vaishali aaj ki raat pratigya ke paas hi ruk gayi thi

Jaise hi sab vaha pahuche to vaishali aur pratigya inke sath maharani ko vaha dekh kar chounk gayi

Vaishali—rani maa aap aur yaha...aur ye dono kab aayi…? Agyant kaha hai…?

Pratigya—ha…agyant kaha hai.... ?

Maharani (mann me)—meri dono betiya to pagal ho hi chuki thi par lagta hai agyant ne in dono ko bhi pagal kar diya hai

Minakshi—vahi to hum dekhne aaye hain...ki agyant kaha hai... ?

Pratigya (hairan)—kyaaaa.... ? par vo to aap dono ko chhudane gaye the na…?

Phir un dono ko bhi poori kahani sunani pad gayi....jise sun kar unko bhi ab agyant ke liye chinta hone lagi

Sab bhagte huye andar agyant ke kamre me ghus gayi….jaha pahuchte hi sab ki ankhe hairat se khuli rah gayi

Drishya hi kuch aisa tha….andar agyant tamboo me bamboo lagaye so raha tha….charo ke chehre par sharam aur jigyasa ki lalima chha gayi…gore gore gaal noorani ho gaye

Ab charo is kashmakash me thi ki agyant ko is halat me uthaye koun…. lekin milna to tha hi to ek dusre ka muh dekhne lagi

Ratna—tum sab bahar jao…..pahle mujhe agyant ki chot me aushadhi lagane do

Vaishali—dekhna kahi galat jagah mat laga dena apni aushadhi

Ratna—vo mera jaha jaha mann karega vaha lagaungi....(phir kuch soch kar)..divya pahle tu mil le…mujhe jyada samay lag jayega agyant ke paas

Divya—kyooo…? Aap aisa kya karne wali ho…?

Ratna—vo sab chhod…ja jake mil le

Divya—na pahle tum hi mil lo jakar

Pratigya—mai utha deti hu...phir sab mil lena

Ratna—nahi pahle divya jayegi

Divya jakar sidhe agyant ke paas bistar me baith gayi....aur use ektak dekhne lagi...agyant ke sote huye chehre ko dekh kar uske hotho par mushkurahat aa gayi

“Jab Khamosh ankho se baat hoti hai

Aise hi mohabbat ki shuruwat hoti hai

Tumhare hi khyalo me hi khoye rahte hain

Pata nahi kab din aur kab raat hoti hai’’


Agyant bhi is samay divya sapne me divya ko hi dekh raha tha…achanak na jane use kya hua ki need me hi usne divya ko pakad kar apne niche khich liya aur uske upar aakar apne tapte hoth divya ke mulayam larjate labo par halke se rakh diye

Divya pahle to hadbadayi par jaldi hi khud ko apne saajan ki baho me mahsus kar ke khushi se ankhe band kar li

Agyant ne uske hotho ko dhire dhire chumna shuru kar diya….ye ek pal ka khushnuma ehsaas dono ke dilo me sama gaya

Tabhi pratigya ki ankho ke samne vahi rajgarh ka vision dikhayi dene laga…ek ek drishya use andar tak hila de raha tha….vision me khoyi huyi hi vo kab agyant ke kamre me chali gayi kisi ka dhyan nahi gay….aur jaise hi uski nazaro ne samne bistar me agyant ko divya ke upar dekha to uski ankho me aag jalne lagi

Pratigya (vision me hi)—saajan ye tune theek nahi kiya….phir se dhokha mere sath..tab bhi tune yahi kiya tha…isi divya ke liye

Mohabbet bhi teri thi, Wo nafrat bhi teri thi !

Wo apnaane aur thukrane ki ada bhi teri thi !

Me apni wafa ka insaaf kis se maangti!

Wo shahar bhi tera tha aur wo addalat bhi teri thi!!


Magar ab nahi hone dungi main…..agar tum mere nahi to phir kisi ka bhi nahi hone dungi.. tum maut pane ke hi layak ho….

Aur gusse me pratigya ne apna hath aage kiya to uske hath me ek trishul aa gaya aur phir

Hum phir loutenge Saajan-Divya ke 6th janam ke climax part ke sath aaj raat theek 11 baje.....Padhna mat bhulna 'SAAJAN'...update*139

Agli subah sabhi log phir se hospital pahuch gaye….nasta ghar par hi diksha ne ready kar diya tha…to sabne mil kar breakfast kiya

Mamta—aaj to mujhe chhutti mil jayegi na…

Mai—ha maa…aaj hum ghar chalenge

Neha—ha didi aapke bina ghar bilkul suna suna lagta hai

Mamta—chhoti mere ghar ki rounak to mera beta raj hai

Rupaly—kyaaaa…..mera beta….?

Mamta ko jaldi hi apni bhul ka ehsaas ho gaya aur usne use sudhar bhi liya jaldi hi….kyon ki use malum tha ki sabhi raj ko hi apna beta mante hain

Mamta—matlab hum sab ka….tum log ulta sidha mat socha karo

Madhu—ha ab theek hai…..dubara mat kahna ki mera beta….mera beta

Mai—kyo sab log maa ko pareshan kar rahe ho…

Mitali—raj ..time nikal ke aaj chandni ka admission kisi college me karwa dena

Mai (kaan me)—don’t worry chachi….aap bhi meri aur chandni bhi meri…akhir Sali jo hai vo meri

Mitali (dhire se)—pahle mujhe to sambhal le

Payal—raj vaha kya khusur fusur kar rahe ho....yaha mere paas baitho

Mitali—jao…ye payal na jarur lagta hai meri soutan banegi

Mai—chachiiiii

Mitali—sorry mai mazak kar rahi thi...gussa mat ho

Tabhi vaha uday chacha apne hath me guldasta liye khushi se jhumte huye aa gaye...aur jaise hi maa ko dene ko huye to unki nazar paas me hi khadi chandni par gayi to to guldasta unke hatho se niche gir gaya

Uday (mann me)—ye yaha kaise... ? ye to raat me mar gayi thi…matlab haram khoro ne mera kaam nahi kiya….lekin vo log to behad khunkhar aur vade ke pakke hain…phir ye abhi tak jinda kaise hai….? Iska jyada der tak jinda rahna mere liye theek nahi hai...mujhe aaj hi kuch karna hoga

Maa—kaha kho gaye uday....ye chandni hai...ise aise kyo dekh rahe ho.... ?

Uday (hadbadakar)—na..na...bhabhi.....akhir meri Sali hai.....mai soch raha tha kyo na aaj apni Sali sahiba ko shopping karwa du khud hi…

Chandni (turant)—nahi...mujhe koi shopping nahi karni

Neha—jab tere jiju itne pyar se bol rahe hain to chali ja na

Chandni (gusse se uday ko dekh)—bilkul nahi…mujhe nahi karni matlab nahi karni shopping

Sab chandni ke aise behaviour se hairan rah gaye…mujhe aur mitali ko chhod..kisi ko bhi aise bartav ki ummid nahi thi

Nani—beta aise rudely baat nahi karte

Chandni—didi…ghar chalo..mujhe vapis jana hai aaj hi

Mai—aaiye coffee pine chalte hain chandni mousi ji

Payal—mujhe bhi pini hai coffee….ruk mai bhi chalti hu

Mai—mai lekar aata hu...tab tak aap naha kar ready ho jao phir ghumne chalenge

Payal (khushi se)—sach....mai abhi ready ho jati hu

Payal didi mere sath ghumne ka sun kar khushi se uchhalte huye vaha se bhag kar bathroom me ghus gayi..jabki ruchi didi ka chehra latka hua tha..vo asha bhari nigah se meri oor dekhti phir ankhe jhuka leti...mujhe unki ye ada bahut jaanleva lagti

Mai (mushkura kar)—ruchi didi..aapko nahi chalna kya mere sath shopping karne

Ruchi (jaldi se khadi hokar)—chalna hai...mai full ready hu

Mai—ok..meri baki sisters bhi taiyar ho jao…aaj hum shopping karenge…kal seniors ki bari

Sab khushi se uchchalne lagi....ye dekh maa ke chehre par mushkurahat aa gayi sath hi sath sab ke chehro par bhi chahe jhuthi hi sahi

Uday chachu jyada der tak vaha nahi ruke aur tilmilate huye vaha se bahar chale gaye jabki mai chandni ko lekar canteen aa gaya

Mai—to apko yaha koi taklif hai…?

Chandni—mera hostel me rahna hi theek hai

Mai—iska matlab apko mujh par bharosa nahi hai…?

Chandni—aisi koi baat nahi hai raj…bas meri study ka loss ho raha hai

Mai—to aayi hi kyo…?

Chandni—didi ne kaha tha

Mai—to phir itna jaldi jane ka vichar kyo aa gaya

Chandni—didi ko dekhna tha to dekh liya bas…aur kya..

Mai—sidhe tarah se ye kyo nahi kahti ki uday chachu se darr rahi ho

Chandni (mujhe dekh)—tumhe didi..ne..kuch...

Mai—ha..mujhe unhone sab bata diya hai..maine hi unhe apko yaha rokne ke liye kaha tha.. hostel me aap safe nahi ho ab

Chandni—to yaha koun sa safe hu…har pal mujhe apni izzat lutne ka darr laga rahta hai

Mai—yaha to sirf darr laga rahta hai…yaha se jate hi pakka lut jaogi…yaha mai hu..

Chandni—tum akele kya kar loge... ?

Mai—ok...aap ja sakti hain...mere sath shopping chalogi…baki sab ja rahe hain

Chandni—nahi

Maine bhi phir jyada jor nahi diya coffee pikar vapis aa gaya…..tabhi vaha veer bhi aa gaya uske chehre par barah baj rahe the

Mai—tujhe kya hua…kyo itna udas hai…?

Veer—arey kuch nahi yaar bas sar dard hai

Vidhya—mai abhi medicine lekar aati hu

Veer—raj chal hum dono coffee pikar aate hain

Mai—ha chal..tum log wait karo bas mai abhi aaya

Veer—yaar bahut bada lafda hai

Mai—hua kya..pahle ye to bata…?

Veer—vo raat me…….(phir veer ne poori raat ki kahani batayi)

Mai—hu to ye baat hai

Veer—meri to halat hi kharab ho gayi thi…akkha life me first time apun bhi sala darr gaya

Mai (haskar)—hnnn….theek hai …ispar hum baad me baat karenge….abhi tu ek kaam kar.. aaj uday ki kudli nikal….kaise bhi shaam tak

Veer—ho jayega

Mai—theek hai…bye

Sab ready hokar mera hi intazar kar rahe the …maine phone par kisi ko massage kar ke unko lekar shopping ke liye nikal gaya

( Current Update Size : 2573 Words )

 

anandsngh12

Well-Known Member
28,992
64,235
173
Nice update bhai....... Uday ki chhuti or 6th janam ki love story ek sath hii khatam hoga lagta hai
Thanks for Reading & Supporting
Stay tuned with us
Bilkul bhai irada to kuch aisa hi hai...dekhte hain kya hota hai
 
  • Like
Reactions: shahnaz123
Status
Not open for further replies.
Top