Ekdam fabulous update..
Akhir kar pari aur chanchal ko pichle janm ki baten yad aana shuru ho gaya hai...... Sandhya to is sapne ki jad tak jane ka man bana liya hai, mujhe chanchal se sandhya jyada khatarnak lagti hai....
Par ye clear nahi ho paya kon raj ko divya ke janm din par marna chahti hai, is update se to donon me se koi bhi nahi lag raha hai...
Guruji aur parshuram ki baton se ye lagta hai aage chalkar rahen kisi ke liye bhi aasan nahi hoga...
To ye bandi ladki Rajkumari Ratna hai......
Aur ek naya character Prachandasur jo ratna ko bandi banaya hua hai.... pehle ye jund pyar aur nafrat ka tha, par ab ek aur angle jud gaya takat ka...... Prachandasur koi neel mani ko pana chahta hai, jo sayad pari ke shaktiyon se judi hui hai, aur wo raj ka amanat hai.....
Aur ye raj ne kya dekh liya...
Ab dekhte hai
Aage kya hota hai......