Hahahaha hahahahahahaha

Ye baja tabla hahahahahahaha jhabla ka tabla

maza aa gaya.... Jab jhabla bola to mrinal ko tabla sunai diya or phir khyd hi bol rahi ki naam badal ke jhabla rakh le....

Ek dume pagal hai ladki.... Bechara veer uska kya intro diya... Sale pret bhi balatkar ke darr se bhag liye hihihihi..... Or raj maharaj to bhaj sach me maharaj ban gaye... Sala itna kharatnak drishya tha waha ka... Agar ussme khud gaya hota to pakka mar jata.... Abhi to ban gaya iron man.. Dekhte hain aage kya hita hai.... Super se upper update.... Waiting
