- 28,992
- 64,869
- 173
Thanks For Reading & Supporting.Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.
Is YAMRAJ ne to fir bawal macha diya H. M. ko markar.
Chehra dikhaya or uske baad vo swath mar gya .
Devlok me Devraj INDRA or unke putra Malay ke bich kafi achha vartalap dikhaya h aapne.
INDRA Ke ghamand ko bhi aapne bakhoobi dikhaya h.
Bua ke sath to aaaahhhh.
Mzaaaa aa gya bhai waah.
Or ab ,
Aage ka intjaar
Shukriya Rishabh bhai, apko vapis dekh kar atyant harsh ho raha hai..
Devraj ka ahankar to jag vikhyat hai..
Agla upcoming chapter yamraj ke karnamo se bharpoor hone wala hai..full of blood
Stay With Us.
Today's update is on page.....1327
