• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller khaamoshiya...Ek Rahasya (Completed)

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
अरे काहें सोये हुए शेर को छेड़ रही हैं अंकिता जी !
ये अगर अपने पुरे अवतार में आ जांय तो आप लिखना भुल जायेंगी :lol1:
इन्होंने न जाने कितने राइटर्स की पैंट उतारें हैं वो मैं ही जानता हूं । वो तो शुक्र मनाइए कि आपके लिए अभी तक वाह ! वाह ! ही लिखे हैं । :D
Heheh nhi nhi...mujhe pta h unhe ab bhi meri kahaniyo me bahut gltiya dikh rhi hongi...jo jayaj bhi hai....wo khud bde writter hai...agr wo kuch kmiya nikalege to bhi unka welcome hai.......
 
Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
अद्भुत !
एक साथ में तीन तीन जगहों पर चल रहे घटनाओं को बहुत ही उम्दा तरीके से लिखा है आपने । जहां निशा मर्डर केस की गुत्थी वैशाली हवलदार मुखर्जी से सुन रही थी और श्वेता / राजवीर अस्पताल के मालिक रंजीत से सुन रहे थे वहीं दिशा प्रमुख अपराधी स्वयं गजेन्द्र के मुख से सुन रही थी ।..... बहुत बढ़िया ।

एक मामूली बात के लिए दो होनहार लड़कियों की लाइफ खराब कर दी गजेन्द्र ने ।....... अगर स्टोरी में विलेन का किरदार जबरदस्त तरीके से उभारा जाय तो वो स्टोरी वास्तव में बेहतरीन हो जाती है ।

वैशाली ने अप्रत्यक्ष रूप से दिशा की जान बचाई..... चाकु नामक कुत्ते को उसके साथ रखकर ।

लेकिन कुछ प्वांइट है जिसपर आप का ध्यान आकर्षित करना चाहता हूं -
गजेन्द्र का मेन प्लान क्या था ? यही न कि दिशा के हाथों निशा का खून करवाया जाय और दिशा को ऐसा लगे कि उसने जो भी किया वो एक तरफ से गलत नहीं था ।..... और जब उसे पुरी तरह से विश्वास हो जाय कि वो गुनाहगार नहीं है तभी उसे पुरी सच्चाई बताया जाय कि उसने निशा का खून अपने बेवकूफी की वजह से किया है । और फिर बाद में आजीवन दिशा अपनी बेवकूफी पर अफसोस जाहिर करती रहे या अपना मानसिक संतुलन खो बैठें ।

लेकिन अमृता के कारण गजेन्द्र का यह प्रयास सफल नहीं हो पाया क्योंकि गजेन्द्र को अमृता ने विश्वास दिला दिया कि निशा के खून के अपराध में दिशा जेल में सजा काट रही है ।
गजेन्द्र इतना पावरफुल व्यक्ति.... उसने अपने प्लान को अधुरा क्यों छोड़ दिया ? वो दिशा के बारे में पता क्यों नहीं लगाया ? वो उससे मिलने जेल क्यों नहीं गया ताकि उसे उसकी बेवकूफी का आभास करा सके और फिर वो उस बात का दिशा पर क्या रियेक्सन होता है , देख सके ।
पांच साल तक उसने दिशा की कोई खोज-खबर क्यों नहीं ली ?
उसका मकसद तो पुरा हुआ ही नहीं था फिर वो इतना शांत कैसे रह गया ?

तो अब दिशा ने गजेन्द्र को चैलेंज दी है । मजा तो तब आए जब गजेन्द्र को ये अहसास कराएं कि बेटे की मौत बाप पर कितनी भारी पड़ती है । लेकिन मैं ये कभी भी नहीं चाहूंगा कि किसी निरपराध या मासुम की जान जाए । गजेन्द्र के लड़के यदि सभी अपने बाप के नक्शे-कदम पर ही चल रहे हैं तो इनके मौत से कोई सहानुभूति नहीं होगी ।

ग्रेट अपडेट अंकिता जी ।
दिशा तो सच में बहुत ताकतवर निकली जो गजेन्द्र को अपने हाथों उठा लिया ।
Iske lie mai maafi chahungi....gehu ke sath ghuun bhi pista hai....mahabharat ka yudh ek dharm yudh tha...usme najane kitne maasumo ko bdki chadhna pda...ab disha team itna jaada sochegi...to shayad unka jeetna possible nhi hoga...hope you understand....wo kb tk pta lgate rhege ki kon bura hai kon achha ......kbhi kbbi baap ki krni ka fl beto ko bhugtna pdta hai...
 
Last edited:

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
10,227
38,865
259

agree............ sirf khud bura hona hi aruri nahin............ bure ka sath rahnewala, uska sath denewala bhi uske karmo ka fal bhugt'ta hai
gajendra ke 2 beton ka to sach samne hi hai........... ek iski wajah se nisha mari aur dusra jiski wajah se asha (bachchi) mari aur students ka harrassment kar raha hai............... bas gajendra nahin marna chahiye............

mera manna hai ki kisi insan se bas jindgi mat chheeno.......... baki wo sabkuchh chheen lo jiske liye wo kisi ka bura karta hai ya jiska use ahankar ho
gajendra ne jo kuchh kiya apne beton ke liye kiya aur use apne paise-power par ahankar hai............ usse uske bete.... 1-2 nahin chaaron....aur uska paisa-power sab chheenkar .....apahij banakar jinda rakho.........................uski biwi apne kiye aur na apne samne... apne pariwar ka bura hote nahin dekhna chahti thi.... jaisa usne shweta se kaha....... isiliye ya to wo tension me accidently mar gayi ya suicide kar liya
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
10,227
38,865
259
अरे काहें सोये हुए शेर को छेड़ रही हैं अंकिता जी !
ये अगर अपने पुरे अवतार में आ जांय तो आप लिखना भुल जायेंगी :lol1:
इन्होंने न जाने कितने राइटर्स की पैंट उतारें हैं वो मैं ही जानता हूं । वो तो शुक्र मनाइए कि आपके लिए अभी तक वाह ! वाह ! ही लिखे हैं । :D
:banghead: sanju bhai mujhe samajh nahin aya ki ap meri tareef kar rahe hain ya burai........ :hehe:
itna bhi kameena nahin hoon mein......... bas thoda sa hi hoon :lol1:

Thnks for coment.. SANJU ( V. R. ) ji...ye bs filmo me hota hai...ki kaidi se koi bhi mil skta hai...real me nhi hota ...mai khud meri ek rishtedari me ek kaidi hai usse milne tihaad jail gyi thi....wo bhi murder case tha...khud uska bhai mere sath tha uske bad bhi 1ghnte tk puchtaach,varification,kuu aaye ku...kyu milna hai...bahut tension hoti h...fr bhi mujhe bahar chhoda gya...last time me khud us rishedar(kaidi ne)mujhe bulaya tb mai gyi......bs yhi sb sochkr maine esa kuch likha nhi....
ap pahli bar gayi hongi isliye aisa laga......... simply procedure follow karna hota hai...... koi bhi mil sakta hai kaidi se
............... lekin............ sirf tabhi........... jab kaidi milna chahe...... apki mulakat ki request andar kaidi ke pas jati hai.... agar wo milne ke liye agree hota hai tabhi apko milaya jayega
gajendra jaisa powerful admi legal-illegal har tareeke se bina procedure ke bhi jab chahta disha se mil sakta tha

chaliye koi baat nahin....... apne jankari na hone par avoid kiya....... isme kuchh galat nahin

Heheh nhi nhi...mujhe pta h unhe ab bhi meri kahaniyo me bahut gltiya dikh rhi hongi...jo jayaj bhi hai....wo khud bde writter hai...agr wo kuch kmiya nikalege to bhi unka welcome hai.......
bade writer........ :roflol: :lol1: :lol: ankita jijab mein xossip par register kiya tha us samay bhi aap xossip par bahut famous aur badi writer thin..... sisak jawani ki..... xossip ki top rated stories me se thi................ mein to apka nam dekhkar hi is story par congratulate karne aya tha.... ki itni purani aur badiu writer dobara se forum par active hui hain.............. aur aap mujhe bada writer bata rahi hain
mein to ap sabhi writers ka fan hoon..... critic bhi hoon........aur kahaniyan padhne ka shaukeen bhi...........
ye khamoshiyan bhi........... yash/loverboy ki khamoshyan ki tarah meri favourite story ban gayi hai............ a great story without sex ka tadka
bas wo love stor thi ye thriller hai..............
 
Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
agree............ sirf khud bura hona hi aruri nahin............ bure ka sath rahnewala, uska sath denewala bhi uske karmo ka fal bhugt'ta hai
gajendra ke 2 beton ka to sach samne hi hai........... ek iski wajah se nisha mari aur dusra jiski wajah se asha (bachchi) mari aur students ka harrassment kar raha hai............... bas gajendra nahin marna chahiye............

mera manna hai ki kisi insan se bas jindgi mat chheeno.......... baki wo sabkuchh chheen lo jiske liye wo kisi ka bura karta hai ya jiska use ahankar ho
gajendra ne jo kuchh kiya apne beton ke liye kiya aur use apne paise-power par ahankar hai............ usse uske bete.... 1-2 nahin chaaron....aur uska paisa-power sab chheenkar .....apahij banakar jinda rakho.........................uski biwi apne kiye aur na apne samne... apne pariwar ka bura hote nahin dekhna chahti thi.... jaisa usne shweta se kaha....... isiliye ya to wo tension me accidently mar gayi ya suicide kar liya
Ji...gajendra ka kya hoga...ye shayad koi imagine bhi nahi kr skta...lekin usse pahle gajendra bhi bahut kuch krne wala hai....
 
Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
:banghead: sanju bhai mujhe samajh nahin aya ki ap meri tareef kar rahe hain ya burai........ :hehe:
itna bhi kameena nahin hoon mein......... bas thoda sa hi hoon :lol1:

ap pahli bar gayi hongi isliye aisa laga......... simply procedure follow karna hota hai...... koi bhi mil sakta hai kaidi se
............... lekin............ sirf tabhi........... jab kaidi milna chahe...... apki mulakat ki request andar kaidi ke pas jati hai.... agar wo milne ke liye agree hota hai tabhi apko milaya jayega
gajendra jaisa powerful admi legal-illegal har tareeke se bina procedure ke bhi jab chahta disha se mil sakta tha

chaliye koi baat nahin....... apne jankari na hone par avoid kiya....... isme kuchh galat nahin

bade writer........ :roflol: :lol1: :lol: ankita jijab mein xossip par register kiya tha us samay bhi aap xossip par bahut famous aur badi writer thin..... sisak jawani ki..... xossip ki top rated stories me se thi................ mein to apka nam dekhkar hi is story par congratulate karne aya tha.... ki itni purani aur badiu writer dobara se forum par active hui hain.............. aur aap mujhe bada writer bata rahi hain
mein to ap sabhi writers ka fan hoon..... critic bhi hoon........aur kahaniyan padhne ka shaukeen bhi...........
ye khamoshiyan bhi........... yash/loverboy ki khamoshyan ki tarah meri favourite story ban gayi hai............ a great story without sex ka tadka
bas wo love stor thi ye thriller hai..............
Mai jb gyi thi mujhse bahut swal jbab hue the...filmo me aksar kaidyo ko pathhar todta dikhaya jata hai...pr jb mai andr gyi to...wha unki life ekdm normal thi...blki unko peon ka kaam bhi mila hua tha...saleery tk milti thi uski...bs boundation thi wo ki us jail se bahar nhi jaa skte the...baki life normal thi...to muje lga shayad jese ye film ki trh n h...wese shayad milne wala bhi n ho...kyuki mujhe to bht mushkil se milne diya tha...haa km jaankari ke chalte...mene esa koi jikr nhi kiya....lekin ab isko add kr dungi...with valid reason ki gajendra kyu nhi mila use...or rhi baat bde writter ki...ye aaap b jante hai or hm bhi...ki pahle koi kaam shuru krne se wo us kaam me parnagat nhi ho jaata...mene story likhni pahle shuri jrur ki hogi...prr bde writter aap hi hai...apko story ka 1,2update pdha mene... Moksh trishna se trishti tak ...jaada samay is story ka update bnane ki vjh se jaada nhi pdh paayi...lekin us 1,2update se hi apki lekhan shaili ka pta chlta hai...bahut hi bdhia trika se aapne likha tha....jo shaayd m soch bhi nhi skti...islie ap bde writter hai....accept it...
 
Last edited:
10,470
48,903
258

कामदेव भाई ! आप की बुराई और मैं..... तौबा तौबा !
आपकी स्टोरी पर पकड़ और क्रिटिक्स पर था । एक परफेक्ट क्रिटिक्स:party:

आप की तरह मैं भी अंकिता जी को XS. से ही जानता हूं । मैं तभी से इनका फैन हो गया था । उस समय तो मैं मेम्बर तक नहीं था । मैं उस वक्त भी बहुत कुछ अंकिता जी के शान में कहना चाहता था लेकिन कह नहीं पाया ।
लेकिन आज मुझे फक्र है कि अंकिता जी से भले ही अप्रत्यक्ष रूप से लेकिन रूबरू तो हो रहा हूं । अंकिता जी के तारिफ के लिए क्या कहूं ! सिर्फ यही करने को मन चाहता है - :applause:
 
10,470
48,903
258
Mai jb gyi thi mujhse bahut swal jbab hue the...filmo me aksar kaidyo ko pathhar todta dikhaya jata hai...pr jb mai andr gyi to...wha unki life ekdm normal thi...blki unko peon ka kaam bhi mila hua tha...saleery tk milti thi uski...bs boundation thi wo ki us jail se bahar nhi jaa skte the...baki life normal thi...to muje lga shayad jese ye film ki trh n h...wese shayad milne wala bhi n ho...kyuki mujhe to bht mushkil se milne diya tha...haa km jaankari ke chalte...mene esa koi jikr nhi kiya....lekin ab isko add kr dungi...with valid reason ki gajendra kyu nhi mila use...or rhi baat bde writter ki...ye aaap b jante hai or hm bhi...ki pahle koi kaam shuru krne se wo us kaam me parnagat nhi ho jaata...mene story likhni pahle shuri jrur ki hogi...prr bde writter aap hi hai...apko story ka 1,2update pdha mene... Moksh trishna se trishti tak ...jaada samay is story ka update bnane ki vjh se jaada nhi pdh paayi...lekin us 1,2update se hi apki lekhan shaili ka pta chlta hai...bahut hi bdhia trika se aapne likha tha....jo shaayd m soch bhi nhi skti...islie ap bde writter hai....accept it...
कोई शक नहीं है इसमें कामदेव भाई एक बहुत ही सुलझे हुए और उम्दा राइटर्स है । लेकिन अफसोस..... महीने में एकाध बार ही अपडेट आता है । :D
 
Top