• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller khaamoshiya...Ek Rahasya (Completed)

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
पूरा दिमाक ही हिल गया यार क्या सोच था क्या निकला सच मे आप लाजवाब लेखक हो ऐसे ही लिखते रहिये
🙏इंतजार है आप के अलगे अपडेट का 🙏
Thnks...abhi or dimak hilna baaki hai sir...ab takkr khulkr hogi disha team and gajendra ki...
 

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
10,239
38,943
259
kamdev99008 ji.....bs like kr rhe ho coments ko...fir leon ji coment krege uspr ap coment krna ki mere coment k lie kuch nhi bcha...abhi moka hai krdo coment...
Rat ko laptop use karunga....tab sirf comment nahi pura review dunga...
 

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
10,239
38,943
259
ab ek sawal baki rah gaya hai..............
gajendr ki patni ki hatya hui ya usne atmhatya ki
agar hatya hui to kisne ki............ kyonki jis raj ko wo chhupaye huye thi........ us raj ko to gajendra batana chahta tha disha ko, sath hi rajvir ko ahsas karana chahta tha.............
jo vyakti shweta ek cbi officer ke ghar par hamla kar sakta hai...... wo aisa raj khulne ke dar se patni ko kyon marega....... ????

baki sab sawal to vaishali, rajvir, shweta aur disha poonchh hi chuki hain........
fir bhi kuchh dhyan me aya to agle update ke baad poonchh loonga
 

SHADOW KING

Supreme
15,887
32,826
259
mera sochna sahi nikla ki gajendra ke bete se pyar ka matter hoga ..jab wo photo saamne aayi tab ye baat dumaag me aayi thi .

gajendra ne ek master plan banaya aur nisha ko disha ke haathi hi marwa diya 😡😡.. wo ladka pyar nahi karta tha sirf attraction yaa hawas hogi uski isliye disha ko bhi maarne ko kaha apne baap se ..

par ab disha ne gajendra ko challenge karke sahi kiya ab us ladke ki baari hai tadap tadap ke marne ki ...aur jab disha ke saath varsha aur rajveer ,shweta mil jaaye to gajendra ka kya hoga ye samajh jana chahiye 😁😁😁..

gajendra ke 2 ladke to ghatiya hai ye pata chal gaya ab unke saath kaise khelti hai disha ye dekhna hai ..
 

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
ab ek sawal baki rah gaya hai..............
gajendr ki patni ki hatya hui ya usne atmhatya ki
agar hatya hui to kisne ki............ kyonki jis raj ko wo chhupaye huye thi........ us raj ko to gajendra batana chahta tha disha ko, sath hi rajvir ko ahsas karana chahta tha.............
jo vyakti shweta ek cbi officer ke ghar par hamla kar sakta hai...... wo aisa raj khulne ke dar se patni ko kyon marega....... ????

baki sab sawal to vaishali, rajvir, shweta aur disha poonchh hi chuki hain........
fir bhi kuchh dhyan me aya to agle update ke baad poonchh loonga
Uski ptni ka ni na hatya hui...na hi sucide kiya usne...uski normal death hui hai....gajendra ne shweta ne bar bar puchha ki tum jail se kyu aayi...to saaf mtlb hai ki gajendra ko ye baat nhi pta...ki uski biwi me shweta se koi baat bhi ki thi...uski normal death hui hai...jaisa kahani me dikhaya gya hai......gajendra ko disha ko btana to tha sb...lekin apne samne taki disha ki halat ko dekh ske...uski tadap dekh ske......so usne apni patni ko nahi maara...dono ke vichar aalg the lekin fir bhi dono me achha pyar tha...
 
Top