• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller HEART TRANSPLANT

Story ki female lead kise hona chahiye???

  • Shanaya

    Votes: 23 76.7%
  • Ishita

    Votes: 11 36.7%
  • Jahnvi

    Votes: 7 23.3%

  • Total voters
    30

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
10,239
38,935
259
Thanks bro,
Kis hadh tak mafia ne penetrate kiya hai schools ko aage kuch updates me pata chal hi jayega aapko
School ki kamai sirf drugs se nahi hai, bohut kuch chupa hua hai jo dheere dheere Saamne aayega
Shanaya ke saath kya rishta hai wo Filhal ke liye ruk jayega. Next female lead ki entry hogi agle update me
Saath rahiye
Drugs, jua aur sex racket...
Sabke liye ek hi entry point....
Innocent app....

Ye aj ki reality hai.....
25-26 sal pahle jab meine internet use karna shuru kiya tha tab email aur chat messanger, fir orkut se social networking ka daur shuru hua
Ab app ka yug aa gaya hai... Smartphone ek hathiyar ki tarah hai jitni jyada app bullets utna hi khatarnak... Lekin dusre se jyada phone holder/owner ke liye

Dekhte hain kingshuk in sabse kaise paar pata hai...
Aur shamsher se khushi aur apna badla bhi to lena hai...
 
Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
22,647
45,595
259
Drugs, jua aur sex racket...
Sabke liye ek hi entry point....
Innocent app....

Ye aj ki reality hai.....
25-26 sal pahle jab meine internet use karna shuru kiya tha tab email aur chat messanger, fir orkut se social networking ka daur shuru hua
Ab app ka yug aa gaya hai... Smartphone ek hathiyar ki tarah hai jitni jyada app bullets utna hi khatarnak... Lekin dusre se jyada phone holder/owner ke liye

Dekhte hain kingshuk in sabse kaise paar pata hai...
Aur shamsher se khushi aur apna badla bhi to lena hai...
Sir ji

सेक्स रैकेट तो बच्चे खुद ही चला रहे हैं आज कल, हां booz and weed is something from outside. But well penetrated in school system.
 
king cobra

Well-Known Member
5,258
9,927
189
Kya kya ho raha hai bhai jish ladki ko dekho Peete ja rahi hai kya kingshuk ki koi self respect hai ya nahi hai koi misunderstanding hai to clier honi chahiye ye kya baat hui jisko dekho bajaye ja raha hai mana ki hero maar kha kha kar hi strong hoga magar kya ye jaruri hai upar se aapke update itna lete aate hain ki kya bolun mai
 
Swaraj

Well-Known Member
6,845
25,769
219

Is story me hero ka role ek innocent ladke ka hai jiski power sirf us heart ka hai jo uske body me transplant hua hai, isliye uska gussa uske emotions par havi sirf wo heart hai.
Kingshuk se pehle shanaya takrai aur kyunki shanaya ka rishta kamzor sa hai us heart ke saath isliye thappad khaane ke baad bhi koi emotions nazar nahi aaye, shamsher ke saath bhi panga hua tha kingshuk ka lekin fir bhi us heart ko koi fark nahi pada aur isliye kingshuk ko bhi badla lena zaroori mehsoos nahi hua, nayi ladki ishita ke saath bhi aisa hi hua, please story ko follow kijiye aur updates ko jodiye
Updates late dene ke liye sorry
Thanks saath rahiye
 
Swaraj

Well-Known Member
6,845
25,769
219
Sir ji

सेक्स रैकेट तो बच्चे खुद ही चला रहे हैं आज कल, हां booz and weed is something from outside. But well penetrated in school system.
Thanks bro,
Next kuch updates me students ke gang ke baare me bhi pata chalega, is story me mai us hisse ko touch karna chahta hoon jo aajkal common hai high profile students me
Saath rahiye
 
Swaraj

Well-Known Member
6,845
25,769
219
Drugs, jua aur sex racket...
Sabke liye ek hi entry point....
Innocent app....

Ye aj ki reality hai.....
25-26 sal pahle jab meine internet use karna shuru kiya tha tab email aur chat messanger, fir orkut se social networking ka daur shuru hua
Ab app ka yug aa gaya hai... Smartphone ek hathiyar ki tarah hai jitni jyada app bullets utna hi khatarnak... Lekin dusre se jyada phone holder/owner ke liye

Dekhte hain kingshuk in sabse kaise paar pata hai...
Aur shamsher se khushi aur apna badla bhi to lena hai...
Thanks bro,
Reality hai ya nahi pata nahi lekin meri koshish rahegi ki school, college ka role drugs, politics aur prostitution me kahan tak hai us tak jaane ke liye, heart transplant sirf kingshuk ki story nahi hai, ye uske doston ki story bhi hai. Unke sacrifice unke lalach aur unke downfall ki
Filhal to gopal musibat me hai
Saath rahiye
 
Top