• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Everyone has a story

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
Shasha n har tarah se fook fook ker qadam uthaye lekin ek galti ho gayi Ruthven ko achche se samajh nahi paayi or apne hi bichaye jaal m fas gayi or ab yeh jagah bhi chhod ker bhagna pada
Badle ki aag ne dimag ka use nahi hone diya. Vo actual me kitni intelligent hai ye jab pata chalega tab sirf ek sabad niklega wow
Ruthven ne Mike se itne saare passport banane ko kyon kaha kia ab woh saari Dunia ghoomna Chahta h
Aisa hi kuch karne ka plan hai
Yeh sala doctor ko tow kamyabi mil gayi usne chalta firta bomb hi bana dala 2 minutes se itne bade bade jallado maar kaat ker rakh dia
Bana to liya hai bas ruthven kitna waqt leta ye nahi dikha
Ab aise kamyabi ke liye party tow banti hi tow doctor ka Lisa ke saath rang ralia manayega
Party to banti hi hai
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Badhiya zabardast shaandar update bhai
Thank you so much bhai
 
  • Like
Reactions: Naik

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
वर्तमान मे लिजा मैडम जो कार्य डाॅक्टर के लिए लैब मे कर रही है , शायद वही काम डाॅक्टर के लिए अतीत मे शाशा मैडम कर रही होगी ! और दोनो महिलाएं पाप कर्मों के भागीदार रही है ।
Kuch kuch same karti thi kuch kuch alag
डेनियल-ओ-ब्रायन साहब के तो कहने ही क्या ! आर्टिफिशल इंटेलिजेंट का इस्तेमाल कर , साइंस का दुरुपयोग कर , नेचर के नियमों के विरुद्ध जाकर , मानवता को ताक पर रखकर अमेरिकन प्रेसिडेंट का चुनाव जीतना चाहते है । यह न सिर्फ अमेरिका के लिए विनाश की घड़ी है अपितु पुरे विश्व के लिए यह मौत का सामान तैयार कर रहे है ।
Apne fayde ke liye kisi ki jaan bhi chali jaye to vo buri chhij nahi hai daniel jaiso ke liye
शाशा मैडम के बारे मे हमारी आशंका सच ही थी । अपने स्वार्थ के लिए , अपने ब्राइट फ्यूचर के लिए मैडम ने अपना शरीर और आत्मा दोनो ही बेच दिया ।
Shasha ki bhi ek kahani hai. Beech me pata chalegi
बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट।
Bahut bahut sukriya bhai
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

Lone survivor

Well-Known Member
8,687
29,811
219
UPDATE-15
Ruthven- mike tu ladka to kaam ka hai lekin hai bakchod. Kahi teri esi bakchodi ke chakkar me tu mara na jaye mujhe bas esi chhij ka dar hai

Mike- bhai kya hua? Maine kya kar diya?

Ruthven- india ka passport kaha hai esme? Uske liye alag se bolna padega tujhe?

Mike- mujhe laga india to nahi hi jaoge aap esliye nahi banaya

Ruthven- meri baat ko confirm kar raha hai tu

Mike- gussa mat karo bhai. Thoda waqt do bana deta hu

Ruthven- vaise main koe khooni nahi hu mike. Jo log kal maare gaye vo sirf esliye maare gaye ki unhone hathiyaar uthaye the mere upar

Mike- bhai vo sab bhade ke tattu the. Mat socho unke bare me

Ruthven- tujhe ye to nahi lag raha ki main tujhe explanation dene ki kosis kar raha hu?

Mike- hai?? Nahi bhai. Bilkul bhi nahi

Ruthven- good. Kyuki main tujhe esliye bata raha hu ki agar future me koe aa jaye aur teri gand fatne ki noubat ho to ek baar soch lena ki kiske khilaaf kaam kar raha hai tu

Mike- us time main apni gand bachaunga fir aapko inform karke dobara apni gand bacha lunga

Ruthven- samjhdar to hai tu

Mike- vaise main contact kaise karunga aapse?

Ruthven- bas dil me soch lena mere bare me. Mujhe pata chal jayega

Mike- aise thodi na hota hai bhai. Ye to filmy baatein hai

Ruthven- try karke dekhna ek baar.

Mike- jaisi aapki marji

Mike- vaise us ladki ke bare me thoda bahut janta hu main

Ruthven- kya?

Mike- khatarnaak hai. Kuch ulte experiments ke chalte kafi baar news me naam aa chuka hai usko. Kahte hai human weapon banana chahti hai vo

Ruthven- usko kya jarurat hai? Apni aankhon se hi maar de vo insaano ko

Mike- haha bilkul bhai lekin aap jaise nahi faste na unke jaal me

Ruthven- aur kya janta hai?

Mike- ek professor ke sath kuch gullu gullu ka scene hai uska

Ruthven- naam?

Mike- akshat rathore

Ruthven- indian hai?

Mike- ha bhai

Ruthven- mujhe nahi lagta mere kisi kaam ka hoga. Vo vaise bhi use hi kar rahi hogi usko. Kuch pata to loda nahi hoga usko

Mike- main to bas khabar bata raha tha

Ruthven- aur bata fir

Mike- teen fake passport bana kar diye the maine usko. Alag alag naam ke

Ruthven- agar tujhe shasha ke fake passport ke bare me yaad hai to tujhe baki ke bhi yaad honge? Hai na?

Mike- bhai vo sundari thi esliye yaad rakhne ka man kiya. Uske alava to agency se kuch letter aate the main kaam karke vapas de deta tha

Ruthven- letter honge nahi tere pass?

Mike- jo leke aata tha vohi vapas bhi leke chala jata tha

Ruthven- usko bhi nahi janta hoga tu?

Mike- mask pahan ke rakhta tha

Ruthven- maine suru me kaha tha na tu chutiya hai?

Mike- bakchod kaha tha bhai

Ruthven- matlab to ek hi hai na? Dekh main tujhe kuch nahi bol raha tha fir tune khud ungli kari aur mujhe gussa dila diya. Ab agar mujhe jaldi se kuch information nahi mili to main sara gussa tujh par nikal dunga

Mike- main to bas help karne ki kosis kar raha tha

Ruthven- aur usi me chud gaya. Ab jaldi se hath aur dimag chala aur kuch soch mike kuch soch

Mike- jee bhai

Mike apne kaam par lag jata hai aur ruthven apni aankh band karke let jata tha

Rachel ka muskurata hua chehra uski aankhon me fir se ghumne lagta hai aur ek baar fir uske chehre par badi pyaari muskaan aa jati hai.

Mike- bhai hogya
Mike ki aawaz ne uske ek haseen sapne ko tood diya. Gussa to bahut aaya lekin chehre par dikhne nahi diya ruthven ne

Jitne passport banvaye the un sab ko ruthven dekhne laga aur apna naam bhi. Initials sab same rakhe the usne taki signature same ho sake

Ruthven- vo bag pada hai usme le ja jitne paise lene hai

Mike- paise nahi chahiye bhai. Kisi din jarurat padi to madad kar dena bas

Ruthven- karz nahi rakhta main

Mike- main bhu karz nahi chadha raha hu. Bhai bola hu bas eske liye. Baki aap ache se jante ho

Ruthven ne koe bahas baji nahi ki aur bag utha kar vaha se nikal gaya

Vaha se sidha shasha ke flat me pahuch gaya jo lock tha lekin lock todna uske liye konsa muskil kaam tha. Ander aa kar apna vo bag uthaya jo rachel ne use diya tha. Usme paise bhare aur vapas nikal gaya

Rachel ki ek hi to yaad thi uske pass jisko vo shasha ke ghar to bilkul nahi chhod ke jana chahta tha

Fir berlin chala gaya. Ab problem ye thi ki etna sara cash leke vo flight me to chad nahi sakta tha aur uska dimag me ek aur chhij chal rahi thi ki agar shasha ya mike ne use double cross kar diya to puri team uska intezaar kar rahi hogi jaha bhi vo utare

Esliye usne ek do din ka intezaar karna sahi samjha aur fir fake identity se ek room book kiya aur vahi chala gaya

Tv on karke news chala li aur desh dunia me kya kya ho raha hai uske bare me pata karne laga

Daniel use ek baar aur news me dikh gaya tha. Ab to uske bare me pata lagana hi padega. Ruthven ne apne aapko kaha aur fir kisi cafe me chala gaya

Rachel ne bataya tha use ki internet par sab pata chal jayega lekin vaha snow ki vajah se aur rural area ki vajah se internet connectivity bahut kharab thi lekin yaha vo pata kar sakta tha

Ek cafe me gaya aur kone ki seat pakad kar daniel o brown search kiya

Bahut sare result uski aankhon ke samne aa gaye aur vo ek ek karke sabko padhne laga. Yaad karne ki bhi kosis kar raha tha jo safal ho nahi pa rahi thi lekin information use kafi mil gaye thi

Vo jaan gaya tha ki ye opposition party ka leader hai aur ek time me eski sarkar bhi thi US me jisme ye defence minister tha. Defence sabad dekhte hi uske dimag me project ko leke thodi baatein samjh me aaye

Aisa ho sakta tha ki esne hi sab suru kiya ho?

Tabhi ek jagah najar padhi jisme saaf likha hua tha ki ek illegal project ke chalte sakar gir gaye thi jisme humans ke upar experiment kiye ja rahe the. Baad me koe saboot nahi mila esliye case band ho gaya

Ruthven ab sara majra samjh gaya tha ki ye sab daniel ki hi kari dhari hai aur sabse pehle esi ki gardan pakadni hogi

Use yaad tha ki kuch dino pehle daniel germany me hi tha usne rachel ke sath tv par dekha tha usko jo uske liye achi baat thi lekin fir pata chala ki ye to vapas ja chuka hai

“ sale sare dusman US me hi bathe hai” ek baar fir ruthven ne apne aapse kaha

Usne doctor ko baki sabko bhi search kiya lekin unke bare me jada information thi nahi vaha par to cafe se bahar aa gaya


Uske baad aise hi sadko par ghumne laga. Aise hi to use henry mila tha. Kya pata koe aur bhi mil jaye aur use kuch aur jankari hasil ho jaye

Lekin aisa luck baar baar kaha kaam aata hai. Vo kafi der tak ghumta raha fir dimag me rachel ka khayal aa gaya ek baar fir se

“Kya aisi ladkiya aaj bhi exits karti hai? Kitni kind, beautiful aur intelligent thi rachel”

Bina kuch jane pahchane usne ruthven ke liye jitna kiya utna to sayad aaj ke jamane me koe saga bhi nahi karta

Ek din vapas jaunga uske pass aur use vo sab dunga jiski vo hakdar hai. Muskaan kabhi hategi nahi uske chehre se etna pyaar karunga main us se
Apne aapse kaha ruthven ne aur vapas hotel chala gaya….
 

Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
20,908
44,585
259
रेचेल को वापस लाना पड़ेगा लेखक साहब, रूथ का दिल स्टोर पर ही छूट गया है।

पर एक लिंक को और ढूंढता तो ज्यादा पता लगता, या वो जर्मनी में ही मौजूद हो।
 
  • Like
Reactions: Naik
Top