Update 126
Koi edhar ro raha koi udhar kisi ke hatho mai kile mari jaa rahi hai toh
kisi ki kahal kichi jaa rahi hai
Kayi logo ki aakhe nikali jaa rahi aur kaiyo ko ki ungliyo ko sabji ki tarah
kata jaa raha hai
Tabhi unn lasho ke dher sai ek haath nikal woh saabko hatata hua usse sai
bhar niakala ki ussii nazar yaha padi
Mujhe ek baat toh pata this agar yeh log jaan gaye ki mai yaha kisi maksad said aaya hu toh yeh mujhe ussi dum maar denge aur Jada badi shaktiya bhi use nahi kar sakata kyuki yaha kaa Raja jaag jaayega
Toh Maine apne shir or haath rakaha aur ek mantra padha jis sai mai yeh bhul jaau ki mai kudh yaha aaya hu aur jis kaam ke liye aaya hu usska bus ek jahlak dimag mai reh jayega
Kyuki yaha woh log rehate joh aapke man mai Kaya hai aap kaya caahte ho Sab jaan jate Bina bataye
Jaise hi Maine mantra Pura Kiya Mera dimag jaise reset ho Gaya
Mai - eee yeh bhagawan mai kaha aa gaya hu
Tabhi waha suar jaise kutto par sawaar ek kankal meri taraf bhadha woh bhaut tezi sai meri hi taraf aa raha tha mai bhaganai laga puri jaan laga kar kaafi der bhagaane ke baad mere saamnai ek aag ki kahyi aayi mai usse suar
ke hato katne sai ach kudana hi samajaha
Mai uss aaag mai chalang laga dii
Par mai uss aag ke aar par ho gaya aur girta raha
Kafi dher baad mai ek andre kamre mai tha taha ek suii girni ki bhi awaj dara
de
Tabhi waha waha tez roshai aur awaaz hui jiss sai mere kaan aur aakhe dono
sun ho gaayi
Mai kaafi der baad jab dekha toh mere samnai yeh tha
Mere shrir par saniko ke kapade the aur lal rang ka kuch samne thaa uss nai ek talawar pheki
Samasi - chal uth aur lad mujhsai bahut ladnai kaa shokh hai hai na
Mai - kon ho tum mai kyu ladu tum sai aur mai hu kaha
Samasi - tuh narak mai
Mai - kaya par kaise kyu
Samasi - kyuki tunne bhaut logo kaa bherahmi sai khon kiya hai
Mai - par woh galat log the
Samasi - par tunne insano ko bhi apni choto moti shkati sai mara insano ko dand dene ka haak sirf Mahashaitan ka hai chal abb lad aur apne dard ke din ginana shuru kar
Mai - nahi ladunga mai caahe kuch bhi ho
Samasi - uska bhi taraika hume aata hai uss nai haath aage kiya
Maa - a......aaa....a.ah.....mera hath nahi ruk jao aaa..m......... Rukoo
Samsai nai apni muthi khol di
Mai - huuuffff....ffff..uhhhhuhhhh maine talawar uthayi aur ladkhadata hua kdha hua
Usnai apna hath aage kiya tabhi mere samnai gamin sai ek azzeb si chiz nikali
Are yeh toh sanik hai dhere dhere ek ek karke mere charo tarf saniko kaa
ek mela lag aur gamin uss andhere sai bhar aa gayi
Yaha jaase koi jawala mukhi kaa source hai sayad
Mai soch mai hi tha ek nai mujh par war kiya mera kandha kat gaya thoda
gehara saa par bacha kyuki mere shareer par thoda halka saa kavach tha
Maine talwar ko kass ke pakada aur ek sanik par waar kiya par uss kuch nahi
hua
Mujh par ek sath charo taraf sai war hua mai chalag mar kar kudh gaya
Maine talwar ek sir par phek di uska sir kat gaya aur talawar mere haatho mai
jaise aayi ek tir danadanta hua meri pith mai ghus gaya
Samsai - ek aur maro ek aur
Mai phir ek saink phir mar diya
Ek teer meri taraf aaya main jahtt shir jhukaya aur kaat diya
Mai - aaahhhh ...merii jhang
Teer kat ke do aur teer meri jhang mai ghus gaye
Samsai - yaha teri mout ka tandav hoga aur yeh tujhe tadpani ka kila banega tuh kaya socha yeh kaya hai ha ha ha ha maroo
Mai - ruk jao agar mai ennhi nahi marunga toh mai bhi mara jaunga
Samsai - tuh toh mara hua hai tabhi yaha aya hai naa warana zinda log yaha kaise aa sakaete hai
Mai - phir mera khoon aur mujhe dard kyu ho raha hai
Samasai - ha ha ha teri saja tera dard
Mai - thik toh yahi sahi
Mai saniko ko marata gaya aur terr khata gaya
Aakhir sabkoo marnai ke baad meri halat kaharab ho gayi mai ghutano par gir gaya
ABB CHALATE HAI EARTH PAR
JAHA KUCH ALAG HI CHAL RAHA HAI
K Dev - aur darling kaya ho raha hai
Meera - kaya tum bhi naa etnai din baat aaye
K Dev - kaya Kare jaan jab sai tumhe pataya hai mera maalik mujhe aane nahi deta hai
Meera K Dev ke baalo mai ungli daal ke - acha tum toh kehate ho uss sai kuch nahi chipata toh yeh Sab kaise chhup gaya
K Dev usske ass ko apne haatho mai dabate hue - esske liye toh mai hard chiz chupa sakata hu uss sai
Meera - waise tumhare andar etnai takaat hai toh usske andar kitnai hogi
K Dev - are pagal chup kar kabhi chali mat jaana usske pass aise hi maje le woh nahi toh tere aur mere maje band Kara dunga
Meera - acha matalb mera bf mere asali bf sai darata hai
K Dev apna haath hata ke - are Meri chudail bus kar naa mujhe lagta Teri ess figure ke chakar mai kayi mere lene ke dene naa pad jaaye
Meera - aree thik hai thik hai nahi bol rahi jab tak tum mere saath
K Dev usske hoth chusata hua ussko bed or girata hai ki waha rakaha tv kaa remote dab jata hai
News 7
Nisha - aaj ki badi news mashur joker aur dgp ek hi hai aur kal unki death ho
gayi aisa enka kehna hai
BB - haa sahi bola re tune item
Nisha - app apne bare mai kuch baatye aur yaha aise bate mat kariye
BB - MAI HU BLACK BIRD TUM SABAKA NAYA BHAGWAN
Nisha - sorry sir yeh national tv hai bola naa aisa mat kahe yaha
BB - haa pata hai
Nisha - yeh sab chhodiye batiye humare dharshako ko ki kis nai mara hai unko
BB - Uski wife nai kaya naam hai has janu
Nisha - jaha tak humare sutro sai pata chala hai unki koi wife nahi hai
BB nai ek haath mara desk par usske tukde ho gaye
BB Nai phir nisha ko ek taapad mara - mujhe jhuta bolati hai apne yaha yaha ke naye raja ko oye haarmkhoro focus yaha mere par