Vk248517
I love Fantasy and Sci-fiction story.
- 5,914
- 18,130
- 189
oh neha ek bhirya,ye kese hoaUPDATE 113
Main udne ki kosish karne laga par thoda saa upar utha aur phir niche gir
gaya
Mere samajh men nahin aa raha tha ki aakhir yah ho kyaa raha hai
Tabhi vahan par tej roshni hui yeh roshni jamani pehchani thi main samajh gayaa tha ki yah guru ji ke aane kaa sanket hai
Thodi hi der men vah prakat hue
Guruji - yah kya kiyaa tumne shishy yeh tumne thik nahin kiya eska bahut hi
bada prbhaav tumhare shareer aur tumhare aane vaali zindgi men pad sakta hai
Main - guru ji yah sab etna jaldi hua ki mujhe kuch pata hi nahin chala ki
maine kya kar diya hai jahan tak mujhe lagta hai meri jaisi halat uski bhi
hogi
Guruji - kah to bilkul sahi rahe ho tum lekin tum don ki talware aapas men
takrane ki vajah se ek nayi shakti kaa janam ho gayaa hai ab vah kiska sath de
yah keh pana bahut hi mushkil hai
Mai - guruji eskaa koi to upaay hoga
Guruji - tum to jaante ho ki jab tumhaari aur uski kaali shaktiyaan takrayi to ek nayi shakti kaa ka
janam honaa sambhav hai aur esska koi kuch nahi kar sakata hai
Mai - par guruji mere sharir ko kya ho raha hai
Guruji - vats tumhari madad ab mai bhi nahin kar sakta aur na hi uski koi
kar sakta hai ab ess jangal se nikalne ke liye tumhe khud hi himmat karna hoga
par yaad rahe yah narabhakshiyo ka elaaka hai
Mai - kyaa narabhakshiyo ka elaaka
Guruji - tumhaari shaktiyan aur
uski shaktiyan kuch samay ke liye baadhit ho gayi hai jab tak ki vah nayi
sakti jiska nirmaan tum dono ki shaktiyon se hua hai vah saamne na aa jaye
Mai par guruji meraa etnaa bolne se pahle hi vah gaayab ho chuke the
Kdev - budha sala din bhar akar bus kaan pakata hai har baat ko adha
batayega aur chala jayega
Mai - guru ji ke bare men aisi baten mat kar
Kdev - ghanta guruji jab ata hai tab kuch naa kuch khaali pravachan
suna kar chala jata hai kabhi bhi kisi bhi kam ka samadhan nahin batata
abe mujhe to es par shak hai ki yah guruji hai yaa filmo ki dabing karne vala esse jyada to kisi flim ke trailer se pata chal jata hai ki aage kyaa hone
vala hai
Mai - jo guru ji kahte hain sahi kahte hain unki baaton ko galat tarike se lena
aur unkaa apman karna hamare lia sahi nahin hai
Kdev - abe to jab tuh ne talvaar felki thi thi tab aakar bhi to rok sakta tha
jab sala laundiyaa nache kar chali jaati hai tab ata hai ki recording karni
hai
Mai - yaar kaisi baaten kar rahaa hai aaj kyaa ho gayaa tujhe
Kdev - sara sharir dard ke mare akada jaa raha hai aur tu kah rahaa hai ki
kya ho gayaa hai
Mai - kah to sahi rahaa hai mujhe bahut pyaas lag rahi hai gala sukh kar
kata ho gaya
Kdev - ab aage chalega kahin dekh yahan se baahar nikalne kaa raasta to mile aur essko bhi pata nahi kitani need aa rahi hai kisnai kaha taha bhar jaane ko
Mai - chhod naa sab thik hoga
Mai dhire dhire aage badhne lagaa mai kaafi der sai chal raha tha mujhe patto
ke hilane ki aavaz aane lagi jaise koi hamara pichha kar raha hai
Mai - kaun hai vahan saamne aao dekho main aakhri baar kah raha hun saamne aa jao acha nahin hoga tumhare liye
vahaan se ek sundar si ladki nikli woh dhire dhire mere paas aayi
Mai - kaun ho tum aur yahaan kyaa kar rahi ho
Laadki - ham naa ham naa
Mai - are bhaai aage bologi kuch
ladki ne mere upar chhalaang lagaa di aur boli - Tumhaaraa khoon pine aayi aur tumhara maans khane usne mere gardan par apnaa daant gadaa dia
Mainne use pakad kar dur phenk diya aur apne gardan par haath rakha
Mai - yah saali aakhiri chij kyaa thi
K dev - abe tuh ladakiyon ko dekh kar sala etna phigal kyu jata hai abhi us
budhe ne bola naa ki yahannarabhakshi rahte hain
Mai - par yaar yah narabhakshi to nahin lag rahaa thaa lag rahi thi
Mai lagadata huaa dhire - dhire aage badhne lagaa shikha ke vajan sai mujhe
takawat ho rahi thi tabhi mujhe thode thode jaise kisi paani ki awaaz aa rahi thi
Mere jaan mei thodi si jaan aai chalo kam se kam paani to milaa main dhire - dhire
us awaaz ki taraf badhne laga
Thodi hi dur jakar mainne dekha ki aage ek nadi hai mujhe thoda - thoda
dundhla dundhla saa chamak raha tha
Esaliye main apnaa shir baar - baar edhar - udhar kar rahaa thaa taaki mujhe saaf dikh sake
Maine shikha ko uthar kar ek pathar ke side mai leta diya maine dhyan se saamne dekha
Mujhe kuch aisaa najar aaya jise main naa to kabhi soch sakta tha aur naa hi
kabhi socha kyonki kuch tha hi aisa samne mere jo shayad ek bhai ke lia
dar kaa karan bhi ho sakti thi ki aakhir uski bahan etni raat men sunsaan
elake men kyaa kar rahi hai
Mai esi kasamkas mai tha ki aage jakar uss sai puchu ki woh yaha kaya kar rahi
hai Ki tabhi mujhe piche se kuch aavaaj sunai di
Main patthar ke aad men chhup gaya aur aage dekhnai laga ki akhir vajah hai
kaya
Maine dekha vahan par kuch jaanvaro kaa jhund aa raha tha
Jab dhire - dhire vah paas aayaa tum
mujhe dar lagaa ki kahin vah nehaa ko kuch kar na de
Par shaayad yah mera vaham thaa mere kuch sochne se pahle hi ek bhediya use
gira kar uske gaalon ko chatne laga
Mai - bas dekhne ke alava kuch karne ki halat men nahin thaa jaise mujhe
yakin hi nahin ho raha thaa yah sach mai mere aankhon ke samne ho raha hai main thodaa saa piche hone lagaa ki dusri side ho jau tabhi mera pair kisi
lakadi par pad gaya
Sare bhediyon ke kaan ek saath khade ho gaye vah sab meri taraf dekhne lage aur neha bhi par vah kuch boli nahin
Unmai se ek bhediyaa ani jeeb fherata hua meri taraf aane laga
Usske pichhe neha bhi bhaagti hui aa rahi thi vah jaise hi mere karib pahuncha kisi dusre bhedia ne uski gardan ko muh men bhara aur use dusri taraf phenk diyaa
Meri aankh se fat gayi ho jaise kyuki vah bhedia koi aur nahin meri bahan meri
sagi bahan neha hi thi
Mere pair maano baraf mai vahi jam gaye kyaa jo aaj hua vah sach mere samne laane ke lia huaa thaa yaa kuch aur par joh bhi thaa mujhe hairan kar dene vala tha
Aaj mujhe samajh mai aaya ki meri sari behano ki tarah kyu nahi hai yeh neha etna shaant chhup chaap kyu hoti hai
Woh dono ek dusre ke charoo taraf ghum rahe the
Mai - neha ruk jaa
Kdev - abe janawar kabhi insano ki baate sunate hai kaya
Mai - yaha naa koi janwar hai naa koi insan yaha bus ek bhai behan hai
Mai - neha aa gudiya rahene de yaha aa jaa mere pass
Usnai todha edhar udhar dekha aur phir meri taraf aane lagi woh mere pass aa
gayi mai niche ghuanato par beth gaya aur usse gale laga liya
Mai - meri gudiaya kaya ho gaya hai yeh tujhe chal jaldi sai shi ho jaa
uss nai apana muh merre sine mai ragadnai lagi jaise mana kar rahi ho
Maine usski gardan ko dhirre dhiree sahalaya toh woh neche beth gayi
Mai uske pakad ke betha tha uska shir gardan sahit meri god mai tha Woh dheere dheere soo gayi [bediaya bane hue ]
Shikha didi ko hosh aa gaya* wah dhire - dhire apni ankhen kholakar uthne lagi
Pehale woh thodi der aise hi baithi rahi aur apni ankhon ko malane lagi phir
uski najar mere upar padi aur wah khush ho gayi
Nice and beautiful update....UPDATE 125
Mai andar aaya
Mai - kaya yaar tum toh pitawa ke hi dum logi
Shikha - haa tum meri dum nikal doo uss sai pehale kuch toh kar lu
Mai - kaya bola tumnai
Shikha - sab dev ki power aur takkat janate hai par mai toh joker ki majbooti ko bhi janati hu toh mujhe pata hai mera dum toh nikalene wala hai
Mai - you,, ruko bhaag kaha rahi ho
Shikha gate sai bahar chali gayi aur jaate jaate bol gayi aram karo aram
Maine bhi socha ki haa aram kar leta waise bhi sab masoom janu riccha sona sabko hi unnke ghar chhod diya bhaut time ho gya tha ghar nahi gayi thi
Udhar
Shashank - chal aaja mere andar
Usske bolate hi black bird ek kala dhua saa ban ke usske andar ghus gaya
Shashank ki aakhe kaali pad gayi ussnai ek ghusa diwal pe mara aur diwal hawa mere royi ki tarah udd gayi
Aur woh uchalta hua ek bandar jaise sehar ki taraf chala gaya
Aur esske kuch ghanto baad
Mai bahut gehari need mai thaa par mera phone bhaut baz raha thaa
Mai phone utha ke - haa hello
Saloni - gate khol kaya hua awaaz bhi nahi sun raha dopher ke 12 bej rahe hai
Mai - aata hu
Mai utha aur jambhayi leta hua gate khola
Mai - haa bolo saloni kaya hua
Saloni mujhe ghur ke
Mai - haa bolo naa kaya hua
Saloni - kuch nahi maine socha dekhu kahi teri tabiyat toh kahrab nahi hai naa joh kal aaya bhi late aur soya bhi late tak
Mai- nahi nahi bus thoda thak gaya tha
Saloni - fresh hoja phir nasata deti hu tujhe
Mai - acch pari kaha raat dikhi nahi mujhe
Saloni - woh jaldi so gayi thi naa classes chalu hai abb usski subah hi chali gayi hi
Mai - acha aata hu aap chalo
Mai usske baad fresh hu naha kar nicche aya waha sab bethe the
Mai bhi beth gaya
Dad - aur dev chal jada dikkat nahi hui naa
Mai bread leta hua - nahi dad bus thoda illigeal chizo kaa thaa ho gaya aram sai
C chacha - haa padha maine par dhyaan rakaha karo kahi pehale shoot naa karate toh �..
Dad - haa sahi kaha aur yeh kis ladaki ke baare mai likha hai
Mai - kisi nahi dad bus mera naam kaharab karne ki saajish hai woh
Mom - aree bus karo khaane do aram sai abb ussko bacha nahi hai abb woh
Mai - aree nahi mom aap logo ke liye hamesha bacha hi rahunga
Mom - accha baba thik hai thik hai
Mai - mom mai soch raha hu ki pari aur neha ke liye kuch log rakh du security ke liye kaam mai toh busy rahuanga par woh manegi nahi
Mom - are woh tuh dekh mai tum logo ke bich mai naa aane waali unki side li toh tuh bolega teri li toh woh bolegi
Maine apne phone pe msg dekha
Mai - shikha jara meri dress lana station jana hai kuch kaam hai mujhe
Dad - kaya bola tune keval shikha
Mai shikha ko dekh ke - haa dad ess nai kudh kaha hai mai toh soch raha saloni hi bolo ennko bhi
Mom - chup kar badamaas badho kaa naam aise nahi lete hai
Shikha meri dress laati hui jaise pehale hi lakar piche rakhi thi
B chachi - ussko chhodo didi yeh dekho aise dress laa rahi jaise esska boss kam pati jada ho
Mom - aee chup kar kuch bhi bolati tuh kaah aur jaa jaldi
Uske baad mai sab kuch chize puri karke bahr nikala toh raste pe bhaut jaam laga hua tha
Mai ek - ladake sai- kaya hua hai age
Ladkaa - sir namaste
Mai - haa thik hai namaste
Ladaka - sir aage koi black bird nai msg likha hai hai aur 5 logo ko maar diya
Aur taang ke likha hai roak sake toh roak loo
Mai aage Gaya aur dekha waha nitika arav kadhe
Mai - haa kaya hua hai yaha
Arav - wahi shir phira jiska tune btaya nam yaha black bird likha hai par Sala cc tv mai Shashank aaya hai
Mai - acha tum logo sai uska bhi protection nahi hua naa
Arav - woh
Mai - kaya yaar woh yeh Meri team mai sab aise hi bhare pade hai kitnai log the waha ussko rokane ke liye
Arav - 5 log the
Mai - etnai toh Sala raw ka sayaad chuha bhi maar ke bhaag jaye woh toh hai raw ka agent
Nitika - humnai socha valut ekdum sahi hai
Mai - tum log sochate bhaut ho abn dekho kaise yeh laashe tangi hai yaha ab enka kaha karu nachu enko lekar
Nitika Arav - sorry boss
Mai - ha haa thik hai jaao press walo ko report do yaah yeh bhi mujhe karna hoga essmai bhi gabad mat karna
Usske baad maine laasho ko dekha mai samajh gaya abb mera time aa gaya hai ki mai hell jaau kyuki yeh black bird shaitan ko kush karke woh shakti paa gaya jisko mai aram sai hara sakata hu par maar nahi paaunga
Ess shakti kaa naam tha "Shaktibasam"
Darsal essmai agar ek jadugar ki rooh kisi insaan mai daal di jaaye aur 5 logo ko maar ke unka khoon pi liya jaaye toh usse marne wala vapas sai usse kudh hi zinda karne pe majboor ho jaayega
Ess liye mujhe esska tod hell mai hi milega par kaise
Thodi der baad jab arav aaya toh maine ussko bola case ke chakar mai mujhe kahi jana hoga kaha yeh nahi bataya maine
Maine shikha ko phone kiya aur baaki sabko conference mai lene ko bola
Thodi hi der mai sab add ho gayi
Masoom - kaya hua etnai jaldibaazi mai call sabko
Mai - haa baby mujhe hell jana hoga
Pari - what kaya hell par kyu
Mai - are pari woh black bird nai shaitan ko kush karke ek azzeeb si power le li hai uss sai bhaut pareshani hogi aage yaha mujhe jana hoga mere baad tum logo ki safety mera ek ansh k dev karega
Sona - par
Mai - jana samajha karo aur mere dimag ki baate kabhi enn sab ko mat bataya karo woh kisi madad ke liye hai naa ki kudha aur logo ko pareshan karne ke liye
Sona - haa samajh gayi par mai keh rahi thi devika yaa janu mai sai kisi ko le jaao naa madad hogi
Mai - nahi pari waha nahi jaa sakati aur janu waha gayi toh woh etnai shaktishali ho jaayegi ki mujhe hi nuksan naa pahucha de
Janu ruth ke - accha etnai buri hu mai
Mai - are nahi par tumhari shaktiya bhaut khatnak hai yeh tuh janati ho aur tumhare jaane sai kon vaps aayega yeh janati ho naa tum usske samane Black bird kuch nahi hi
Janu toh yeh baat sunate hi pasine pasine ho gayi
Janu - haa haa thik hai aap jao par dhyaan sai haa
Maine call kata
Mai K dev bahar
K dev bahar aaya
K dev - kaya baat boss hell kaa tour pe jaa raha hai
Mai - haa tuh samajh gaya naa kaya karna hai
K dev - saale tune bataya kyu nahi unn logo ko tuh saayd nahi fas bhi sakata hai
Mai - pagal hai waise hi abb sab thik hua aur duniya mai logo ko bachana bhi jaroori waran duniya pe raj karne ke chakar mai yaha kitnai aur hi logo ko maarega
K dev - haa chal thik
Maine apni talwar nikali aur K dev ko di
K dev - ready
Mai - haa ready
Maine ek portal khola aur K dev nai mere kandhe pr war kiya aur mai wuss portal mai khichta hua gaya
Jab mai utha toh dekha kaale kaale badlo sai log aase gir rahe the gaise koi lasho ki barish ho rahi ho
Har jagah khoon hii khoon mano jaise narak ho har taraf chikh pukar machi
hai haa narak hi toh hai
KAYA KAR KAB KAAM AUR STUDY TEST AYE PATA NAHI CHALATA HAI BROBhai ye kya ho rha hai 1 update dene ke baad firse kaha gayab ho gye kl pura din
THANKS WAISE K DEV KAAM HI HAI KHEL KHELANAAb ek aur nayi musibat. Ye dev chu***ya apne bhaiyo ko maar deta to ek tension to khatam hoti. Ab gaya narak mein, pata nahi aayega bhi ya nahi. Kahin K-Dev koi game naa khel de.
Abhi Jada time mil nahi raha toh abhi mushkil hai bro karata hu time milate hiBhai index update kar do
Bro abhi tak maine neraly 100 update padhe hai it's awesome storyAbhi Jada time mil nahi raha toh abhi mushkil hai bro karata hu time milate hi