Nice and superb update....Ruthven- i know him. Newspaper me ek photo chhipi hue thi jise dekh kar ruthven rachel se bola
Rachel- dikhao. Rachel bilkul sat kar khadi ho gaye ruth se aur newspaper me dekhne lagi
Rachel- he looks like a big fish. Umm daniel o brown. Opposition leader of US.
Ruthven- ye to main bhi padh sakta hu??
Rachel- wait what? Tum bhi padh sakte ho? This is not in your language??
Ruthven- ohh love you don’t know me
Rachel- and do you know yourself?… i am sorry
Jaise hi use realize hua sorry bolne se bhi vo piche nahi hati
Rachel- look. Jab uski party power me thi to he used to handle security department of the country
Ruthven- now its making sense. Eske sath wali sundari kaun hai? Ek ladki bhi thi uske sath photo me jise dekh kar ruth bola to rachel apni aankh dikha kar use ghurne lagi
Ruthven- just asking for a friend
Rachel- his assistant meera
Ruthven- indian hai?
Rachel- lag to yehi raha hai
Ruthven- niceeee
Rachel- ab agar esko ghurna ho gaya ho to bakas do ladki ko. Apna chehra teda meda banate hue rachel boli
Ruthven- koe to jal raha hai are ha ladkiya ohh sorry lakdiya. Tum hi to jal rahi ho ohh sorry tumne hi to jalaye hai
Rachel- shut up. Aur vo muskurae
Ruthven- can we find a little bit more about this guy??
Rachel- we can but abhi network aayega nahi because of the snow. Agar mosam saaf hua to we can
Ruthven- will wait.
Rachel- aur kya yaad hai tumhe?
Ruthven- aapka chehra aur aapki muskaan mujhe hosh me rahne de to kuch yaad karu.
Rachel- ruth i am serious. Bahut muskilo se apna blush rokne ki kosis karte hue rachel boli
Ruthven- I don’t know yaar. Bas aisa dhundla dhundla dikhta hai ki koe scientist hai jo mujh par experiment kar raha hai aur main ghar jane ki bol raha hu. Vo mujhe ghar jane ki promise bhi karta hai lekin es sart par ki pehle jo vo kar raha hai main usko support karu. Jaisa vo bole vaisa hi karu. Thats it. Es se jada kuch nahi
Rachel- hmm. Aise cases pehle soviet union ke time par bhi bahut dekhe gaye hai. Vo bhi human experiment karte the sayad ab US bhi esme kud gaya hai
Ruthven- lag to aisa hi raha hai
Rachel- pariwar ke bare me kuch yaad hai?
Ruthven- nahi. But mujhe mahsus hota hai ki vo mujhe aaj bhi yaad kar rahe hai.
Rachel- hum DNA technique se pata lagane ki kosis kar sakte hai. At least etna to maloom chal sakta hai na ki tum ho kaha se aur kya pata record me kisi se tumhra match bhi ho jaye? Ha percentage bahut kam hai but aisa ho sakta hai
Ruthven- kar to sakte hai lekin main abhi bahar nahi aana chah raha. You know ki jab aap etna bada experiment kar rahe ho to its obvious ki aapke pass resources bahut jada honge aur agar kisi ko mere bare pata chal gaya to its very dangerous
Rachel- lekin kuch to karna hi padega na? Kab tak aise hi bathe rahoge?
Ruthven- mujhe yaha se bejhne ki soch rahi ho? Sidha bol sakti ho main chala jaunga and believe me i will not judge you
Rachel- fuck you ruth. Maine aisa bilkul bhi nahi socha. Tumhre yaha hone se mujhe balki acha aur lag raha hai. Parivaar ke khatam ho jane ke baad se main akeli thi lekin ab tum ho. Tumhe sayad andaja nahi hai ki tum kitna mahtav rakhne lag gaye ho meri life me
Ruthven- so finally ladki ke ander feelings ne janam le liya hai?? Nice. Ab mujhe bhi akele nahi sona padega
Rachel- shut up. Kuch bhi bolte ho aur fir blush karne lag gaye
Ruthven apne chair par piche ki taraf chehra lita kar aankhen band kar leta hai. Rachel use dekhti hai lekin bolti kuch nahi
Ruthven- you know main ye sab nahi bolna chahta bas mere muh se nikal jata hai apne aap. Its like an inner force jo mujhe ye sab bolne ko push karti hai
Abhi bhi vo piche sar litaye batha hua tha aur aankhen band thi
Rachel- jis din tum khud se bologe apne dil se us din main tumhe surprise dungi
Ruthven- you will kiss me. I know that
Rachel- whattt??? How???
Use yakeen hi nahi hua ki ruthven ne ye kaise jaan liya kyuki vo bhi to yehi soch rahi thi. Use ruth ab pasand aane lag gaya tha, feelings ne apna kamaal dikhana suru kar diya tha aur vo ab aage badhna chahti thi
Ruthven- aapke chehre par likha hai sab
Rachel apni jagah se uth kar ruthven ke pass aane lagi aur uski chaal abhi ruth ko thodi ajeeb lag rahi thi. Ajeeb in the sense aisa lag raha tha vo jaan bujh kar seductive way me chal kar ruth ke pass aa rahi ho
Jo ruthven abhi tak piche sar kiye batha tha vo seconds me sidha ho gaya aur rachel ki harkatein dekhne laga
Rachel- kya ye bhi mere chehre par likha hai ruth?
Aur vo ruth ke bilkul pass aa gaye. Etni pass ki un dono ki saase aapas me takrane lag gaye thi
Thoda ajeeb feel hua ruthven ko lekin fir vo thoda rachel ki taraf khisak gaya jiski vajah se unki duriya aur bhi kam ho gaye
Rachel- ab main kya karna chah rahi hu? Jara batana mera chehra padh kar?
Koe to jaag raha tha nind se aur rachel ko es baat ka andaja bilkul nahi tha
Ruthven- teasing
Ghuti hue aawaz me vo bola
Rachel- hehehehehe
Bahut jor se muskurate hue rachel piche hat gaye
Rachel- chehra dekho apna pura laal pad gaya hai. Hahahahhahaha
Ruthven- garmi badh gaye hai sayad esliye
Rachel- yeah right. Garmi badh gaye hai. Hehehe
Ruthven aage kuch nahi bola
Rachel- main sone ja rahi hu. Bahut time ho gaya hai
Ruthven- aa raha hu main bhi do minutes me
Rachel- hahaha. Jaan liya, samjh liya sab maine. Esliye try something different next time aur vo muskurate hue apne kamre ki taraf chal di
Rachel ke jate hi vo khud bhi apne kamre me chala jata hai aur sare kapde nikal kar apne sareer ko dekhne lagta hai
Bahut sare scars the uske sareer par jinhe mahsus karke vo kuch yaad karne ki kosis karne lagta hai lekin safalta milti nahi hai usko
Nanga khada jab uski najar apne hi pairo ke beech me jati hai to uska lund abhi tak khada tha. Rachel ki harkato ne use jada hi uteejit kar diya tha sayad
Halka muskuraya ruth aur fir vapas kapde pahan kar apne bed par let gaya
Najre chhat ko ghur rahi thi aur dimag me hajaro khayal ghum rahe the
Ghanto ki mahnat ke baad finally usko thodi nind naseeb hue lekin fir ek sapne ne nind ko puri hone se pehle hi tood di
Vo uth kar bahar aa gaya aur fir kuch soch kar gate se bhi bahar chala gaya
Ghar ke bahar temperature minus me tha aur snow fall ke sath sath halki halki hawa bhi chal rahi thi
Bahar etni thand me use thodi rahat mili aur vo kafi der tak vahi khada raha ki
“What the hell you’re doing here? Pagal ho gaye ho kya? Jaldi ander aao nahi to vahi jam jaoge”
Rachel ki hi aawaz thi ye jo sayad pani peene hue thi aur ghar ka gate khula dekh kar bahar aa gaye
Ruth ki baju pakad kar use andar kheechte hue vo use datne lagi
Rachel-- tumhe akal nahi hai thodi bhi? Dikh nahi raha bahar thand maut ka tandaav kar rahi hai? Marna hai kya tumhe? Dundna nahi hai khud ko? Deni nahi hai saja unko jinhone anayay kiya hai tumhre sath? Jana nahi hai apne parivaar ke pass vapas?
Ek ke baad ek sawal daag diye rachel ne aur es waqt vo sach me bahut gusse me lag rahi thi. Vaise uski galti bhi nahi thi bahaar sach me maut ka tandaav hi chal raha tha
Ruthven- sorry. Vo mujhe suffocation ho rahi thi ander
Rachel- to hall me aajate mere room me aa jate lekin nahi tumhe to bahar baraf ke gole ke sath khelna hai
Ruthven- RACHEL MAIN SO NAHI PA RAHA HU.
Bas ek sentence kafi tha rachel ka sara gussa gayab karne ke liye.
Rachel- come lets go inside
Behad naram aawaz me boli aur ruth ki baju ko pakad kar apne kamre ki taraf chal di
Ruth bhi bina bole uske sath chal pada
Rachel- sit
Bed ke kinare par aakar rachel boli to ruth agayakari bacha bana bath gaya
Rachel- aa rahi hu do minute me
Aur rachel bahar chali gaye aur vapas aaye do bade mug me coffee liye
Rachel- now talk. Batao mujhe kya hua?
Coffee ruth ko dete hue boli
Ruthven-
That training was ruthless. He ruined my childhood, my life my every fucking thing. Jab bhi aankh band karta hu khud ko sirf rote, chhilate hi pata hu. Kuch samjh me nahi aa raha kya karu, kaha jau kisko maar du. I am going mad.
Rachel- hmm aur
Ruthven- i dont know yaar. Abhi to aisa lag raha hai jaise mujhe bahar nikalna chahiye and thats why main vaha khada tha. Kamre me ghar me mujhe ghutan hone lagti hai. Jab tak main un sab chhijo ko face nahi kar leta unhe khatam nahi kar deta mujhe chain nahi aayega main kabhi theek se so nahi paunga
Rachel- next week chale jana yaha se. Ek week aur ruk jao, aur samjh lo. Jab tum us dunia ko face karoge jiske bare me tumhe kuch yaad hi nahi hai to tumhra mentally prepare hona bahut jaruri hai. I know its tough and i also know ki tum kar loge. One more week can you handle yourself for one more week??
Ruthven- one more week….