• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Kaisa Ye Ishq Hai ~ Ajab Sa Risk Hai ~ Reload (Completed)

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
Page 766 Se 775 tak har panne par update hai.

Final closing update on page:-
792



Issi ke sath Ishq Risk reloaded ka ye season poora hua. Next fantasy journey announce ho jayegi. Ummid hai pahle

"Arymani:- The Pure Alfa Between Two World's."

Yahi aaye... Jo bhi hoga purv suchna mil jayegi... Fihlaal end enjoy karenge... Aur kahani ka poora safar kaisa rahega wo ek baar jaroor sajha karen...



Filhaal Abhi vyast hun ek pure romantic journey par....


Aap sab ka :welcome1: hai udhar. Kahani par pahunchne ke liye story title par ulgi karne ka...


 
Last edited:

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
So akhir Kar sachhai samne aa hi gayi... jiviya ke liye nischal bas naam ka hi pati hai..:lol: jiviya to pyar kare apsyu se hi :mahboi:
upor se hawas ki aag is kadar lagi hai ki aaj apni bahan kasak aur besti nandu se bhi zyada importance dene lagi apsyu ko :akshay: :party1:
apne yaar ko bachane bich mein kud padi.. aisa kiya apsyu ne iske sath raat raat bhar us ashram mein aur miayani beach pe... jo iski deewani ban baithi :akshay:
Kamal hai main to aaj tak Chutiyadr sahab ki story kirdaar kaajal ko sabse badi bewafa maanti thi.. lekin ye jiviya to :mahboi:
kam se kam kaajal bewafayi jarur karti thi lekin apne pati ke liye jaan dene piche nahi hati.. aur ek ye hai jo thoda khoon kya dekh liya apsyu ke naak se behte, are re re kamini tadap uthi :D
Well... meko kya . :popcorn: ab jisko jo pasand :D.. tulshi is sanshar ke bhaanti bhaanti ke log :lollypop:
bas hanshi aa rahi khud par hi ki kabhi kisi jamane mein jivu meri favorite kirdaaro mein se ek hua karti thi.. kosti hu us pal ko jab isko apni favorite kirdaar maan baithi thi..
Khair... waise is baat pe bhi hanshi aa rahi ki Nischal... jisko samne dekh ek se badhkar ek param shaktisali yodha thar thar kaanpe.. mahamahim bhi uske aage chinti badabar hai.. yahan tak ki lag bhag lag bhag suprmachis ko takkar dene wala... usko pit diya us apsyu ne :lol:

Khair... ab kare bhi to kya kare.. writer sahab to pehle hi bol diye ki wo hai is story ke boss.. unki hi marzi chalegi..
So ashambhav ko hi sambhav bana diya :mahboi:
( oh haan.. nothing personal, just a simple revo ;))

Main isko ye manti thi ... Wo falana hing lane gaya... Wahan chatni churan mila... Kahani ko chhod'kar duniyabhar ki baten... Aisa lag raha hai... Kannad movie ko Tamil substitale ke sath dekhna pad raha hai...

Aap irshya ke mad me hain... Bahar nikaliye... Aur aasan bhasha me samjhaeye kahna kya chah rahi
 

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
Oh ho aisa kya...
Jiviya ki khujli aur apsyu tharki
mile jab dono
dekho kaise hawas ki aag bharki :mahboi:
matlab ab nischal free hai :what1:
matlab ab nischal hella se pyaar bhi kar sakta hai aur shaadi bhi :hippi:
are shaant gadadhari pehelwan shaant :popcorn:
aise khoon jalane se kya faida jo hona tha wo chuka hai :D
Jiviya pehle hi us gatar ke kide, 1000 najayaz baap ki ek aulad apsyu ki ban chuki thi jab uske sath bhagi thi :mahboi:
sukar karo cuckold nahi banaya bechare nischal ko :mahboi:

Geeta ka ek slok hai "Neti Neti" ... Arthat na idhar ki socho na udhar ki socho... Sab bhulte huye aage badho... Irshya mann ki bhavna se aap paar paa jayenge
 

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
Mai shant ho jaunga bas wo nall aur jiviya mar jaye yato dono koma me chal jaye ya to imli nishchal ke sath soye ya to iss yudhh me imli uss nalle ke pith me chhura ghomp de isse niche pe kuchh sunwai hi nhi hai
uri baba itna gussa... :shocked2:
Khair gussa karke ya deewar pe apna sar fod koi faida nahi.. :D
Bas itna jaan lijiye... chaahe ek baar ke liye nischal aur nandini ko maar denge writer sahab par us imli jiviya aur apsyu threesome par aanch tak aane nahi denge :mahboi:
Nain sir ne story ko extraordinary banane ke chakkar me kabad kar Diya iss story ko
Mera dil ro rha hai Mai Kya batau
Geeta ka ek slok hai "Neti Neti" ... Arthat na idhar ki socho na udhar ki socho... Sab bhulte huye aage badho... Main bhi yahi kar raha hun... Aap dono bhi yahi kar sakte hain
 

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
Bahut badhiya update sahib

Kya gazab entry maari jivi ne

Nandni ke chellenge ko jivi ne aaina dikha diya
Yodha ka shaant dimag hi jeet dila sakta hai

Per Guru Guru hota hai Bahubali

Nira bail budhi nikla re

Kahan se ish sirfire ko naayak bana diya aapne bhai
Hahaha thankoo so much Nevil bhai lekin kahani ka ek pahlu abhi aaya.... Abhi to bahut sare chaukane wale facts baki hain ... Bane rahen
 

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
Pgyk par Kya hua I don't no but Maine wo story read ki hai wo ek gakatfahami thi ha thodi jyada thi but it's ok shayad mai utna react nhi karta but ye hansi aur uss apasyu ko aakar bachana bas ye nhi hona tha aap jo dil me aata wo karte but jivisha ko abhi uss side nhi jana tha use aap neutral rakhate jivisha ko bas mamala aage badate dekhate to entry karwate ....aur ye apasyu ha ye apasyu mijhe isse koi Lena Dena nhi tha Mai samjhta hu uski bhumika but aisa lag rha sabkuchh uske chalte adhura hai ..abhi thoda bhi romance nhi hua ki aap jaldi se shadi karwa ke ek bematalab yuddh me phasa Diya Jo mamla Shanti se ho Jane Wala tha uske liye yuddh wo bhi fair tarike se nhi ..apasy ek trillar romance story ka Nayak Jo ki aapke do story ke nayako par bhari pada aur iss story me apasyu drish wali bhumika me aa sakta tha..wo nishchal ka dost ka ek achchha dost ban sakta tha wo bhi bina ek dusare ko aajmaye but nhi ..aur maine kab kaha ki nishchal ka character aisa kyo hai mujhe problem hui hai uss jiviya ke character se wo chahati to bahut kuchh nhi hota ..1st time usne apasyu ki barai ki wo bhi Shakti ke mamle me joki aadmi ka abhiman hota hai ...aur dusari baar yuddh ke samay aakar hasana ...agar wo chahati ki ye dono dost ban jaye to wo wo sari baat bata deti ki mamla khatm aage bado but nhi usse nishchal ko apni power ki aukat dikhani thi kyoki baad me wo kabhi ye na kah sake ki Mai bahut powerful hu ye ek stopez tha uske manobal par ...ha nishchal apne daud ke Bal par yuddh nhi jeet sakta but apasyu usse kuchh plan ke alawa Kya de sakta hai aur uss kuchh plan ke liye itna drama kyo karwaya apasyu bataur gest appriance bhi aa sakta tha .. manta hu ki aap pura story dekhkar chalte hai but ham kaha Tak dekhenge current update ya usse next 2-3 update Tak to ye sir aapako dekhana hai ki ek update me kitna dalna hai Taki Jo bhi masala ho usme sulajh jaye .... aap aadha adhura baat dalnge to natija yahi aana hai ...
Pata na Jivisha kya chahti hai ... Let me call bahut dino se baat nahi hui..

Tringg tringg ... Ghanti ja rahi hai..

Tringg tringg .. ghanti ja rahi...

Tringgg tringgg ... Haan hello ...

Main:- ji halluuuu

Udhar se:- Aap kaun

Main:- Ji kya Jivisha ji hai..

Udhar se:- Aap jis member se sampark karna chah rahe hain wo miss naina ke sath farar ho gayi... Kripya naina se contact kare...

Abhi ji... Naina ji se achhi ban rahi hai.. uss se sampark kar sakte hain baki.

Neti Neti
 

nain11ster

Prime
23,655
80,786
259
Nischal ~~
:D

Hella ~~ Main hoon na. :consoling:
imli ~~ Main bhi hoon tere sang :love:
Saachi ~~ aur main to hamesha se hi hoon :love:

Aisa lage hain jaise ab tamil movie malyalam subtitle ke sath aa rahi... Are je chhodi kahna ke chawe hai... Imli aur sachi ne idhar ke kaam

Raat bhar kya isi story ke baare mein sochte rahe kya ...
are bas story hi to hai, itna dil pe nahi lagane ka :tease3::alright3::party1:
just chill :D
Kamal hai... Neti Neti ka path aaj padhaya ... Inme raat me kaise asar hua... Lagta hai Apasyu ne telepathy kiya hoga
 
Top