• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?


  • Total voters
    95
  • Poll closed .

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
45,631
122,598
304
Update-32(Thinking)


Anaa-How do you know??

Main-Kyunki I am That 1 In 25 crores Anaa.. I am the Rare case...



Anaa-What??

Main-Yeah issiliye jaanta hun main itana sab drugs k baare mein yaad haina main bhi drug addict tha ek time..

Anaa-Correction hai tum they nahi tumhe banaaya gaya tha..

Main-Khudse koi drugs nahi leta Anaa sabka apna koi naa koi reason hota hai..Maje k liye drug lena koi suru nahi karta... Haan suru karne k baad Maje k liye bahot log letey hain drugs..


Anaa-Really??

Main-Yep trust me i have 5 PHD's on Drugs and human body..

Anaa-Hehehe.. Kya hehehe ye mat sochna maine maaf kardiya tumhe..

Main-What the hell.. Aise kaise..

Ye bolke maine usko pakkad k apni taraf khinchna jisase woh mujhse chipak gayi.. Then maine apne hathon se usse pakkad liya.. That feel ufffff! Uss room ki hotness seconds k hissab se badh gayi...

Anaa-AP Chhodo koi aajaega..

Main-Nope.. Pehle bolo maaf kiya..

Anaa-AP.. Leave.. Dekho Aajaega koi..

Main-Nope..

Anaa-Acha baba maaf kiya ab Chhodo..

Main-Give me a kiss..

Anaa-Not here.. Nope..

Main-Main nahi chhodunga fir...

Anaa-AP Jidd Matt karo..

Main-Then give me my kiss.. I deserve that..

Anaa-AP.. Leave me..

Main-Oh trust me i will never leave you i will hold you forever..

Ye sun Anaa ne blush karke meri aankhon Mein Jhaank k dekha or turant ek small saa smooch deke mujhse durr hokar bahaar Bhaag gayi.. Lekin woh Chotey se smooch ne pure din ki thakan durr kardi.. Uff she is something else let me tell you that..

Uske Jaane k baad Sam Rohit or Ravi andar aae..

Ravi - Kaise londey..

Main-Kya kaise??

Ravi-Kya kar raha tha??

Main-Bhosdk bomb bana raha tha lawda yahaan kya karunga woh gussa thi ye sab se bus ussi ki explanation deraha tha..

Rohit-Naraaj toh hogi he be Iron Man k jaise gun k saamne khadda tha tu.

Main-Woh lawda kuch nahi karne waala Tha be..

Sam-Bhenchod bolo jhant baraabar londey drugs letey firr rahe hain.. Even gun bhi hai lawde k pass..

Main-Oh Haan bc.. Wahi gun kaa scene nahi samjh aaya mujhe ye jeb mein toh nahi thi toh kahaan se Lee ussne..

Ravi -Matlab college mein yaa bahaar he kissi ne di hai usko.. Matlab college mein or contacts bhi ho shaktey hain iske..

Main-Arrey gajab londey Smart horahe ho tumlog daily..

Sam-Teri sangat ka ashar hai..

Main-Anjali dekh legi sab issliye just chill and chalo ghar chalein..

Sam-Abhi?? Kya karega be bore honge udhar..

Main-Toh idhar kya kar raha hai??

Sam-True.. Chalo ghar..


Humlog canteen se bahaar aae lockers mein se kapdey uthaae.. Tabtak Sam ne gaadi nikaali Rohit rukk raha tha ek class thi uski humlog nikale ghar k liye or raaste mein maine Kiya Jiya ko call..

Main-Kya scene hai??

Jiya-Kuch nahi boss apne ghar gaya tha woh abhi nikala hai just wahaan se bag abhi bhi hai uske pass..

Main-Hmm.. Listen usko Chhodo uske ghar par najar rakho uski family mein kon hai??

Jiya-Uski maa hai or ek Ladki hai maybe behen hai uski..

Main-Cool toh usko Jaane do uski family par najar rakho.. Usko kuch nahi karenge wohlog.. Abhi usko kuch karenge toh kitani heat jaaegi unki gang k uppar woh nahi caahiye unhe issliye uske piche jaake faayda nahi hai wohlog uski family ko uthake usko blackmail karenge kuch karne k liye..

Jiya-Got it boss..

Main-Thanks.. Babes..

Call disconnected..

Humlog haweli pohanchey or jaise Sam ne bola tha karne ko kuch tha nahi toh humlog nahaa dho k lunch karke hum Sam k room mein TV series dekhne baithey.. Raat takk mahool ban gaya bc.. Kaafi sahi chal rahi thi series ek season end karke humlog uthey kyunki dinner k liye babhi kaa call aagaya tha niche se.. Dinner k liye niche aae toh Bhai Abeer Mangal or Rishi bhi aachuke they yaani full family present thi wahaan par.. Main Sam Ravi Ami or Bhabhi bhi dinner k liye baithey.. Abeer ne Anjali se case k baare mein puchliye tha or bhai ko inform kardiya tha iske baare mein..

Deva-Tu rest leraha haina?? Kyunki aise Chotey Motey cases hotey rahenge team easily dekh legi ye sab..

Main-Yep i am on total rest actually subah se cricket or TV series he dekhi hai..

Babhi-Shabbas..

Maine dinner finish kiya ab bc normal Khaana khaata tha main ghaas fuss se durr hochuka tha..Dinner Finish kiya he tha ki Jiya ka call aaya mere pass..

Main-Haan Jiya..

Jiya-Boss woh Uski maa or woh Ladki aapki haweli ki side aarahi hain..

Main-What??

Jiya-Yep.. Main or Ajay piche hain unke, roukun unhe bolo toh..

Main-Naa naa aane dey tumlog hidden he raho..

Jiya - OK boss..

Call disconnected..

Main-Jack kahan hai??

Abeer - Bahaar he hai.. Kya hua??

Main-Uss ladke ki Maa or behen idhar aarahi hain...

Deva-Pata chal gaya hoga unko unke Betey k kand. Aane dey bechaaron ko help caahiye hogi..

Main-For sure..

Main Ami or Abeer uthke bahaar lawn mein aae as humaara dinner finish hochuka tha.. Wahaan Jack bus abhi farm house k liye nikal raha tha.. Jack or Vinny yahaan piche farmhouse mein rehtey hain situation par depend karta hai agar koi violent yaa badi situation chaalu hoti hai toh woh dono haweli mein he rukk jaatey hain as yahaan bhi rooms hain unke or Agar sab Normal hota hai toh wohlog guards ko set karke farmhouse chale jaatey hain jo keval 250-300 meters hoga yahaan se..

Main-Jack..

Jack-Ji bhai..

Main-2 ladies aarahi hain.. Ami tu search karlena ek baar then Jack andar bhej dena..

Jack-Ji bhai.. Koi issue hai??

Main-Naa ek chota saa case hai koi..

Jack-Ok bhai..

Jack or Ami gate par gaye humlog wahin lawn mein walk karne lage tabtak Babhi Sam or Ravi bhi aagaye.. Tab Jack or Ami andar aae unke sath 2 ladies thi ek 45-50 ki aunty thi jo uski Maa hogi ofcourse then ek ladki thi 20-21 ki jo uski behen thi..unhone aatey he hath jodd liye wahaan like unhe bhi pata tha ki hum sab jaantey hain..

Abeer-Ji..

Aunty-Beta aapko toh pata he hai kyun aae hain yahaan humlog..Beta Vinayak aisa ladka nahi hai.. Ussne puri jindagi meri seva or ghar chalwaane mein nikaal di ab pata nahi kaise insab mein fans gaya..

Babhi - Humein pata hai Maata Ji ye sab shakal dekh k he bata diya tha inhone mujhe aap chinta Matt kijiye hum dekh rahe hain ye case..

Aunty-Beta aaj dopehar se koi khabbar nahi hai uski pata nahi kahaan hai kaisa hai.. Main toh police k pass bhi nahi jaa shakti..

Main-Help Police he karegi Aunty maine Vinayak ko bola tha ki main sab dekhlunga lekin ussne kahaa ki woh sab theek kardega.. Ab maine socha theek kardega toh theek hai jaa bhai.. Or maine Jaane diya usse..

Babhi-Tune Jaane diya??

Main-I mean mere pass koi option nahi tha , uske pass bandukk thi or nishaana meri khopdi par tha...

Babhi-What??

Ye sun woh Aunty or uski beti ki aankhein fattne ko hogayi. Unhone expect nahi kiya tha itana sab..

Aunty-Banduk??? Nannnahi...

Main-Ji or maine usko bola ki tu marrjaa bhai beshak jaake I don't care matlab mujhe farak nahi padta lekin teri family ko kuch main nahi hone dunga kyunki usko kuch nahi karenge wohlog actually kar he nahi shaktey bahot jyaada risk hai issliye aaplog ko kidnap karke usko blackmail kardenge koi ulta kaam karne k liye issliye aapki security k liye humlog aap par najar rakhe hue hain issliye uski chinta kam kijiye or apni jyaada usko kuch nahi hoga Atleast abhi k liye toh nahi or hopefully hum usko jaldi he save karlenge.. Chinta Matt kijiye.


Aunty-Kaise naa karun chinta beta Maa hun main ek ,apni maa se pucho jab tumhe kuch hojaae toh unki kya haalat hoti hai..

Main-Meri Maa se puchne k liye uppar Jaana padega mereko or usme time hai abhi kaafi.. Lekin humaari Maa ye haina Babhi ji, Inko bahot tension hoti hai humaari issliye main samjh shakta hun.. Issliye don't worry..

Ye bol main wahaan se Mudd gaya andar ki taraf.. Maa..??? Maa... Word he bahot time baad suna tha lekin believe me ye word andar takk jaake laga... That Hurts more then a bullet.. It really does..

Lekin it is what it is, this is life.. Main seedha apne room mein aagaya.. Or kuch tha nahi karne ko.. Kal dekhtey hain Vinayak kaa kya scene rehta hai.. Hopefully jinda rahega tabtak woh.. Agar nahi toh it is what it is..


Continued..
:reading:
 

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
45,631
122,598
304
Update-33(Drugs = Frustration)





Subah main time se utha fresh hoke niche aaya exercise wagairaah ki then waapis room mein aake ready hua college k liye or aaya niche... Wahan Sam or Ravi ready they..

Babhi-Tumhaari sports uniform washed and ready to go hain lejaao..

Main-Maine le li meri..

Sam-Same..

Ravi-Same..

Humlog naasta karne baithey..

Babhi-Uss ladke ki koi news??

Main-Anjali se puchna usko maalum Hai sab..

Babhi-Tujhe pata hai woh Uski Maa or behen apne ghar k bahaar baithi hain..??

Main-What the hell.. Yahaan kyun? Police station mein jaake baitho..

Babhi-Kal Raat Se.. Khaana wagairaah nahi khaa rahe hain..

Main-Noice.. Noice..

Main naasta karke khadda hua Hath munh dhoye Sam or Ravi bhi ready they.. Or Humlog bahaar aae lawn mein, tabtak Ravi ne RR nikaali garage se or humlog nikale bahaar toh humaare main gate k just saamne wohlog baithey they dono Maa beti.. Humlog ignore maarke nikale college k liye.. Raaste mein he Ashish kaa call aaya mere pass..

Main-Haan lawde..

Ashish - AP sun..

Main-Bhosdk jor se bol thoda..

Ashish - Abe woh idhar he hain.. 4 students Vinayak ka locker pata lagaane ki try kar rahe hain.. Or unmein se 2 ko humne kabhi college mein nahi dekha..

Main - Ok ok.. Hum pohanch rahe hain..

Ashish - OK bhai..

Call disconnected..

Main-Pel dabaake...College mein issue hai.. Koi Vinayak kaa locker dhund raha hai..

Humlog 2 minutes mein college pohanchey gaadi bichmein he rouk di or bhaage andar ki taraf..

Ashish Abhi Lucky Ajit Anaa or Arushi wagairaah humein Block 1 k saamne he mill gaye..

Ashish - Sports center ki side hain wohlog wahaan coach se locker puch rahe they ussne nahi bataaya toh kuch students se pucha..

Main-OK tumlog rukko..

Anaa-Dhyaan se AP..

Ashish - Haan be..

Main-Don't worry..

Ye bolke hum sports block ki side gaye jahaan students k locker wagairaah hain.. Raaste mein maine Rohit ko call kiya ussne kaafi derr mein uthaaya..

Main-Kidhar??.

Rohit-Bus bike park ki hai abhi..

Main--Tufaan ki speed se sports center aa lafda hone waala hai.. Like abhi..

Rohit-Aagaya bhenchod..

Call disconnected....

Main-Gun leke aae ho be konsa??

Sam-Lawde ki gun be babhi ne keval tujhe he allow kiya hai college mein gun laane k liye.

Main-bc main laaya nahi but good news ye hai Maine Anjali ko call kardiya Hai wohlog bhi aa he rahe hain toh humein bus dhyaan bhatkaana hai chup chaap bus apne apne lockers par Jaana or apni uniform taang dena..

Sam-Main locker ki chaabi nahi leke aaya be..

Ravi-Mere pass hai meri toh..

Main-Same.. Tu chup chaap khadey hojaana..


Humlog andar aae toh first section mein koi naa Tha humlog apne apne locker par aae toh wahaan dikhe 4 bandey jinmein se 2 toh shakal se he drugie lag rahe they... Unhone humein dekha ofcourse pehchaan toh liya he tha lekin then hum unko ignore karke apni dresses rakhne lage.. Tab wohlog firse normal hoke search karne lage..Humlog wait kar rahe they Anjali wagairaah k liye.. Rohit bhi aagaya tha..Tab bahaar se ek or londa andar aaya chilaata hua..

Ladka-Arrey mill gaya uss maadarchod kaa locker.. Locker number 1343 khoooooo...

Woh wahin rukk gaya kyunki uski najar hum par paddi... Uske sathi bhi satark hue.. Humne unko dekha unhone humein..

Ladka2-Tu locker khol hum sab inhe dekhtey hain..

Sam-Apne behen ki Shaadi karwaaega dekh k maadarchod....

Ye suntey he wohlog bhaage humaari taraf woh 5 hum 4.. Unmein 3 toh humaare he college k they unnhe Sam Rohit or Ravi dekhlenge lekin 2 motey tagdey they jo iss college k nahi they 100% gundey they.. Jinhe main dekhne waala Tha.. Bc kamjor hun lekin Itana bhi nahi ki in 2 se Pitt jaaun.. Woh dono aae mujhe maarne main thoda piche hatta taaki momentum paa shakun thoda... Jagah kam thi wahaan par jiska faayda uthaake aatey he maine pehle ko diya pait mein punch woh jukha jisase second rukka or maine niche waale ko di laat munh par woh niche jaake girra...Dusare ne mujhe push kiya jisase main piche lockers se takraaya or ussne mujhe punch maarna caaha jisse maine hath se rouka or niche apna ghutana diya uski goti par woh piche ko hatta or hatt tey he maine di uski chest mein ek laat jisse lagtey he woh piche jaa girra lekin turant utha or fir aage aake mujhe maarna caaha ussne jisase main bacha tabtak woh second banda woh Vinayak kaa locker todney laga.. Maine apne waale ko pela ek or punch woh piche ko hatta then di ek laat uske lawde par woh apne ghutano par aaya or ghutano par aatey he uske thobdey par di laat maine bhenchod kaa thobda sapaat Banaa diya woh piche deewar se takraaya. ..Ab issue ye hua ki Sam or Rohit struggle kar rahe they kyunki unke opponents kaafi tagdey they bc Ravi waala toh charsi tha woh bus maar kha raha tha. . Issliye maine aage badhke pehle toh Sam waale ko di laat jissne Sam ko pakkada tha woh niche girra or girrtey he Sam jhapta uske uppar...

Sam-Teri maai kaa bhosdaa maadarchod galla he naa Todd diya tha bhosdk.. Rukk teri behan ko chhodun bhenchod..


Tabtak Rohit bhi sambhal gaya tha issliye main locker waale k piche gaya woh locker mein busy Tha lekin jaise he main uske just piche pohancha woh palta or ussne kuch fainka mere munh par or main girrtey he samjh gaya ki Drugs hain woh drugs meri naak or munh even thoda bahot toh aankhon mein bhi chale gaye main piche ko Girr gaya aankhein toh khul gayi turant lekin gand tab marri jab woh drugs meri body mein enter hue.. Meri body hui vibrate or Mera dimag ek second k liye rukk kar fir se chaalu hua or pata nahi kyun isase mujhe bahot jyaada gussa aaya.. Itana gussa mujhe 2.0 k Jaane k baad aaj he aaya tha main turant khadda hua woh banda uss locker se woh drugs apne bag mein daal raha tha mere uthtey he woh mujhe maarne k liye piche mudda or maine pakkada uska hath or dusare hath se diya usse bhayaaanak punch woh piche lockers se takraaya or takraatey he ek k baad ek bhenchod Atleast 15 punch uske munh par diye maine saari frustration nikaal di maine uske uppar.. Uska chehra pura khoon se bharr gaya tha mere rukktey he woh niche girra or girrtey he fir maine di laat he laat usko.. Uske thobdey par fir laatein maarne laga main or last mein woh hogaya behonsh.. Lekin gussa hua nahi shant.. Main waapis aaya tabtak woh pehle waala banda ladkhadaatey hue uth raha tha woh jukhaa hua tha or woh kuch kar paata usase pehle maine Bhaag k uski gardan par maari laat woh itani force se lagi ki woh piche deewar se takraaya or fir naa hilla shayad gardan gayi thi uski.. Ab main aaya Sam k pass unka muqaabla baraabar par tha maine Sam ko khinch k ek side kiya or uss bandey ko di laat woh piche ko hattke fir mere uppar jhapta lekin usase pehle he maine diya uske mumh par punch or uss punch se recover hota usass pehle di ek laat uske lawde par woh apne ghutano par aa gaya lawda pakkad k or niche baithey he maine di usse laat he laat piche deewar se satt gaya woh or aage se laatein padd rahi thi usse bhenchod uska chehra pichka diya maine mera pair takk Dard karne laga tha tab jaake rukka main woh bejaan saa wahin deewar k sahaare padda rehgaya.. Ravi waala banda niche padda tha or Ravi usse uppar se laatein deraha tha.. Rohit waala baaki tha or pehle waale ki haalat dekh Ravi durr hogaya or usse mere liye chhod diya ab woh mere Saamne khadda tha ussne apne sathi ki haalat dekhi thoda kuch socha or fir aage badha aage badhte he maine diya usko punch jisase woh bacha jiska faayda uthake maine di usko ek laat jisase naa bach paaya woh or piche lockers se takraaya or piche hotey he main jhapta uske uppar.. Bhenchod laat ghusse maar maar k wahin almost locker mein fit kardiya tha maine usko woh Bechaare ne bachaav karna takk bandh kardiya tha yaa pata nahi Jaan nahi rahi thi itani but jo bhi ho woh wahin niche Girr padda or fir naa hilla.. And Done And Dusted...



MAIN-FUCKKKKKK... FINALLY BHENCHOD...

Main chilaaya ab jaake frustration durr hui.. Lekin ek second frustration aai kaise?? Mood toh theek tha ekdum se kya hua.. Drugs??? Oh Haan drugs bhenchod.. Drugs.. My Almighty Problem """"" DRUGS"""".....


Continued.....
Awesome Super Fantastic Mind Blowing Dhanshu Update.
Surendra aur Red jon ka ap se ladai ka hashr dekhne ke baad koi Drugs ka dhanda karnewala Ap ke hi college me to jaan bujhkar Dhandha nahi karega . Ye to lagta hai ki 2.0 ko jagane ka paln hai ab AP ke sharir me drugs ja chuka hai eska koi asar hoga uspe ?
Anna ke sath seens cute aur Romantic the kafi ♥️
 

Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,055
173
Update-32(Thinking)


Anaa-How do you know??

Main-Kyunki I am That 1 In 25 crores Anaa.. I am the Rare case...



Anaa-What??

Main-Yeah issiliye jaanta hun main itana sab drugs k baare mein yaad haina main bhi drug addict tha ek time..

Anaa-Correction hai tum they nahi tumhe banaaya gaya tha..

Main-Khudse koi drugs nahi leta Anaa sabka apna koi naa koi reason hota hai..Maje k liye drug lena koi suru nahi karta... Haan suru karne k baad Maje k liye bahot log letey hain drugs..


Anaa-Really??

Main-Yep trust me i have 5 PHD's on Drugs and human body..

Anaa-Hehehe.. Kya hehehe ye mat sochna maine maaf kardiya tumhe..

Main-What the hell.. Aise kaise..

Ye bolke maine usko pakkad k apni taraf khinchna jisase woh mujhse chipak gayi.. Then maine apne hathon se usse pakkad liya.. That feel ufffff! Uss room ki hotness seconds k hissab se badh gayi...

Anaa-AP Chhodo koi aajaega..

Main-Nope.. Pehle bolo maaf kiya..

Anaa-AP.. Leave.. Dekho Aajaega koi..

Main-Nope..

Anaa-Acha baba maaf kiya ab Chhodo..

Main-Give me a kiss..

Anaa-Not here.. Nope..

Main-Main nahi chhodunga fir...

Anaa-AP Jidd Matt karo..

Main-Then give me my kiss.. I deserve that..

Anaa-AP.. Leave me..

Main-Oh trust me i will never leave you i will hold you forever..

Ye sun Anaa ne blush karke meri aankhon Mein Jhaank k dekha or turant ek small saa smooch deke mujhse durr hokar bahaar Bhaag gayi.. Lekin woh Chotey se smooch ne pure din ki thakan durr kardi.. Uff she is something else let me tell you that..

Uske Jaane k baad Sam Rohit or Ravi andar aae..

Ravi - Kaise londey..

Main-Kya kaise??

Ravi-Kya kar raha tha??

Main-Bhosdk bomb bana raha tha lawda yahaan kya karunga woh gussa thi ye sab se bus ussi ki explanation deraha tha..

Rohit-Naraaj toh hogi he be Iron Man k jaise gun k saamne khadda tha tu.

Main-Woh lawda kuch nahi karne waala Tha be..

Sam-Bhenchod bolo jhant baraabar londey drugs letey firr rahe hain.. Even gun bhi hai lawde k pass..

Main-Oh Haan bc.. Wahi gun kaa scene nahi samjh aaya mujhe ye jeb mein toh nahi thi toh kahaan se Lee ussne..

Ravi -Matlab college mein yaa bahaar he kissi ne di hai usko.. Matlab college mein or contacts bhi ho shaktey hain iske..

Main-Arrey gajab londey Smart horahe ho tumlog daily..

Sam-Teri sangat ka ashar hai..

Main-Anjali dekh legi sab issliye just chill and chalo ghar chalein..

Sam-Abhi?? Kya karega be bore honge udhar..

Main-Toh idhar kya kar raha hai??

Sam-True.. Chalo ghar..


Humlog canteen se bahaar aae lockers mein se kapdey uthaae.. Tabtak Sam ne gaadi nikaali Rohit rukk raha tha ek class thi uski humlog nikale ghar k liye or raaste mein maine Kiya Jiya ko call..

Main-Kya scene hai??

Jiya-Kuch nahi boss apne ghar gaya tha woh abhi nikala hai just wahaan se bag abhi bhi hai uske pass..

Main-Hmm.. Listen usko Chhodo uske ghar par najar rakho uski family mein kon hai??

Jiya-Uski maa hai or ek Ladki hai maybe behen hai uski..

Main-Cool toh usko Jaane do uski family par najar rakho.. Usko kuch nahi karenge wohlog.. Abhi usko kuch karenge toh kitani heat jaaegi unki gang k uppar woh nahi caahiye unhe issliye uske piche jaake faayda nahi hai wohlog uski family ko uthake usko blackmail karenge kuch karne k liye..

Jiya-Got it boss..

Main-Thanks.. Babes..

Call disconnected..

Humlog haweli pohanchey or jaise Sam ne bola tha karne ko kuch tha nahi toh humlog nahaa dho k lunch karke hum Sam k room mein TV series dekhne baithey.. Raat takk mahool ban gaya bc.. Kaafi sahi chal rahi thi series ek season end karke humlog uthey kyunki dinner k liye babhi kaa call aagaya tha niche se.. Dinner k liye niche aae toh Bhai Abeer Mangal or Rishi bhi aachuke they yaani full family present thi wahaan par.. Main Sam Ravi Ami or Bhabhi bhi dinner k liye baithey.. Abeer ne Anjali se case k baare mein puchliye tha or bhai ko inform kardiya tha iske baare mein..

Deva-Tu rest leraha haina?? Kyunki aise Chotey Motey cases hotey rahenge team easily dekh legi ye sab..

Main-Yep i am on total rest actually subah se cricket or TV series he dekhi hai..

Babhi-Shabbas..

Maine dinner finish kiya ab bc normal Khaana khaata tha main ghaas fuss se durr hochuka tha..Dinner Finish kiya he tha ki Jiya ka call aaya mere pass..

Main-Haan Jiya..

Jiya-Boss woh Uski maa or woh Ladki aapki haweli ki side aarahi hain..

Main-What??

Jiya-Yep.. Main or Ajay piche hain unke, roukun unhe bolo toh..

Main-Naa naa aane dey tumlog hidden he raho..

Jiya - OK boss..

Call disconnected..

Main-Jack kahan hai??

Abeer - Bahaar he hai.. Kya hua??

Main-Uss ladke ki Maa or behen idhar aarahi hain...

Deva-Pata chal gaya hoga unko unke Betey k kand. Aane dey bechaaron ko help caahiye hogi..

Main-For sure..

Main Ami or Abeer uthke bahaar lawn mein aae as humaara dinner finish hochuka tha.. Wahaan Jack bus abhi farm house k liye nikal raha tha.. Jack or Vinny yahaan piche farmhouse mein rehtey hain situation par depend karta hai agar koi violent yaa badi situation chaalu hoti hai toh woh dono haweli mein he rukk jaatey hain as yahaan bhi rooms hain unke or Agar sab Normal hota hai toh wohlog guards ko set karke farmhouse chale jaatey hain jo keval 250-300 meters hoga yahaan se..

Main-Jack..

Jack-Ji bhai..

Main-2 ladies aarahi hain.. Ami tu search karlena ek baar then Jack andar bhej dena..

Jack-Ji bhai.. Koi issue hai??

Main-Naa ek chota saa case hai koi..

Jack-Ok bhai..

Jack or Ami gate par gaye humlog wahin lawn mein walk karne lage tabtak Babhi Sam or Ravi bhi aagaye.. Tab Jack or Ami andar aae unke sath 2 ladies thi ek 45-50 ki aunty thi jo uski Maa hogi ofcourse then ek ladki thi 20-21 ki jo uski behen thi..unhone aatey he hath jodd liye wahaan like unhe bhi pata tha ki hum sab jaantey hain..

Abeer-Ji..

Aunty-Beta aapko toh pata he hai kyun aae hain yahaan humlog..Beta Vinayak aisa ladka nahi hai.. Ussne puri jindagi meri seva or ghar chalwaane mein nikaal di ab pata nahi kaise insab mein fans gaya..

Babhi - Humein pata hai Maata Ji ye sab shakal dekh k he bata diya tha inhone mujhe aap chinta Matt kijiye hum dekh rahe hain ye case..

Aunty-Beta aaj dopehar se koi khabbar nahi hai uski pata nahi kahaan hai kaisa hai.. Main toh police k pass bhi nahi jaa shakti..

Main-Help Police he karegi Aunty maine Vinayak ko bola tha ki main sab dekhlunga lekin ussne kahaa ki woh sab theek kardega.. Ab maine socha theek kardega toh theek hai jaa bhai.. Or maine Jaane diya usse..

Babhi-Tune Jaane diya??

Main-I mean mere pass koi option nahi tha , uske pass bandukk thi or nishaana meri khopdi par tha...

Babhi-What??

Ye sun woh Aunty or uski beti ki aankhein fattne ko hogayi. Unhone expect nahi kiya tha itana sab..

Aunty-Banduk??? Nannnahi...

Main-Ji or maine usko bola ki tu marrjaa bhai beshak jaake I don't care matlab mujhe farak nahi padta lekin teri family ko kuch main nahi hone dunga kyunki usko kuch nahi karenge wohlog actually kar he nahi shaktey bahot jyaada risk hai issliye aaplog ko kidnap karke usko blackmail kardenge koi ulta kaam karne k liye issliye aapki security k liye humlog aap par najar rakhe hue hain issliye uski chinta kam kijiye or apni jyaada usko kuch nahi hoga Atleast abhi k liye toh nahi or hopefully hum usko jaldi he save karlenge.. Chinta Matt kijiye.


Aunty-Kaise naa karun chinta beta Maa hun main ek ,apni maa se pucho jab tumhe kuch hojaae toh unki kya haalat hoti hai..

Main-Meri Maa se puchne k liye uppar Jaana padega mereko or usme time hai abhi kaafi.. Lekin humaari Maa ye haina Babhi ji, Inko bahot tension hoti hai humaari issliye main samjh shakta hun.. Issliye don't worry..

Ye bol main wahaan se Mudd gaya andar ki taraf.. Maa..??? Maa... Word he bahot time baad suna tha lekin believe me ye word andar takk jaake laga... That Hurts more then a bullet.. It really does..

Lekin it is what it is, this is life.. Main seedha apne room mein aagaya.. Or kuch tha nahi karne ko.. Kal dekhtey hain Vinayak kaa kya scene rehta hai.. Hopefully jinda rahega tabtak woh.. Agar nahi toh it is what it is..


Continued..
Behtreen update hai mitr.
 

Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,078
188
Jabardast update bhai
Anaa ke sath time spend se lekar vinayak family ke sath batchit and last me dhamakedar fight maja aagya . AP ke andar jo drugs gaya hai uska side effect kya problem lekar aayega dekhna padega
 
Top