• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance >>> Too Young !! Too Old (Completed) <<<

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259
इक्कीसवाँ भाग

जबरदस्त महोदय।

शादी बिल्कुल वैसी ही हो रही थी जैसे आजकल के चोचले हैं। लड़की लड़के को उठाकर नाटक कर के जयमल की रश्म निभाई जाती है। ये तो एक अपमान की तरह है जिसे करने में लोग अपनी शान समझते हैं।


बहरहाल दीक्षा का जयमाल पर अपनी मौजूदगी जताकर सोम मैडम से मिलने जाता है और ढेर आरी बातें करते हुए सेल्फी लेने लगते हैं। तभी फिर से नया बवाल हो जाता है। किसी ने सोम का मोबाइल जो दीक्षा ने उसे उपहार में दिया था उसे उसके हाथ से छीनकर फेंक देता है और कल्पना मैडम को धक्का दे देता है।।

बस सोम का दिमाग़ फ़िर गया। उसने पांच आदमियों की अच्छी खासी बैंड बाजा दी। जिसे दीक्षा ने आकर रोका। मुझे ये लग रहा है कि किसी की गहरी साजिश है इस सबके पीछे। शायद सोम और दीक्षा के रिश्ते को तोड़ने की साजिश।।🤔🤔🤔

Beshak upar aap ke diye vichar bilkul tark sangat hai aur shadiyon me kayi baar jaymaal ke stage par kayi sare logon ko embaressing situation bhi face karna pad gaya tha... Fir bhi kisi ko mana kari overspeed se accident hoga to wo maante thode na hai.. hath paun tudwane ke baad bhi speed kam na hoti hai...

Baki rahi baar maar kutai ki to main aage ke update diye de raha hun... Wahan aap judge kar ke mujhe jaroor batayen ki kiski sajis thi... I am waiting :waiting:
 

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259
Adbhut atiuttam superb imotion Jabardast kya dikhaye Ho bhai mind-blowing update awesome writing skills bhai
Thankooo .. thankooo... Thankooo soo much xabhi bhai... Aap ke comment padh kar to main josh me aa gaya... Waise type karte karte mere keypad ka area itna ghisa hua hai ki agar thoda aur josh dikhaya to kahin button ke aakar ka screen me chhed na ho jaye... Isliye main ja raha hun dusre ka comment dekhne jab tak aap agla pratikriya dijiye... Oh haan aur thoda kam joshila pratikriya.. 😂😂😂😂😂😂
 

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259
ye itne best fight scene aur drame ko bich me rokkar maja kirkira kar diya padhne ka 😔😔.

jaldi jaldi aur 2 update de do ..

Solly Leon bhai... Main de deta 2-3 update lekin likhe huye update sare khatm ho gaye the.. iss vajah se update de na saka :(

आंदोलन होगा । किसान आंदोलन की तरह साल साल भर आंदोलन होगा जब तक आप दीक्षा की शादी सोम से नहीं कराते । :D

Solly ju r late... "Agale janm mohe Som ki Diksha banaoyyo" aise yagya karwayen... Jab tak main dono ko tapkane ka plan karta hun 😂😂😂

wo kaun vip hai jiske ghatiya gundo ne madam ko dhakka de diya 😡..
som sabki khabar le lega 😍..

waiting for update ..

Laalam laal ho gaye Leon bhai... Bus 10 minute dijiye sab namurad ko aap ke samne khada jar deta hun :D


Meera :shout: Som :shout:

Hey.. nainu mainu ji... ju ne edit kahe kiya. :bat: ..ye mazal ki nischal ki meera ko Som ki Meera bana diya :bat:
Itna yaad rakhiye ki meera and nischal ek duje ke liye bane hain :bat:
Kripya hindi ya English ki bhavna me coment likhe... Ye aap ke Chinese feeling wale comment samjh me nahi aate hain :sigh2:
 

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259
To Som ne jugnu ko t&c bta diya diksha ki dance karne vali dono hi bichadne ka gum Apne dil me chhupaye ek dusre ke samne majboot bne huye hai pr unke dil se puchhiye Sahab kya bit rhi hai...
Feeling very touchy imotional bhai to diksha ko stage me chhod Som apne anshu pani se dhul aaya Samajik bandishe suru ho gyi hai yha mishra Ji Apne samdhi Ji or unke chachere Bhaiyo ke sath Baithe guftgu kr rhe hai vhi Som pahuch jata hai to viraj Ji Uski apni bato se lene lagte hai or sath me mishra Ji ki bhi Som vha to aram se sb sun Leta hai pr mishra Ji ko bol kr jata hai ki apne sath mishrain ji ko rakha kre jb samdhi Ji ke yha jana ho fir Inki Bolti band hogi... Superb update bhai
Thankooo sooo much xabhi bhai... Ummid hai kahani aap ko pasand aa rahi hogi... Parivar me har tarah ke log hote hain... Life me har tarah ke log milte hain... Achha ya bura to nahi kah sakte Viraji jaise logon ko unhe self centered kaha ja sakta hai, jise apna hi kaha aur kiya achha lage... Aur jivan me 10000 log me se 9998 log aise hi milenge...

Chaliye dekhte hain aage ki fight par aap ka kya kahna hai
 

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259
Mere liye feel the proud moment madam ma ke liye or chhoti diksha ke liye
Akshar ham aage badhne ki daud me chhoti chhoti chije bhul jate hai Ya ignore kr dete hai...
Kaha Som or madam Apne bachpane ko Injoy krva rhe the ki ye videshi gunde Jaise body guardo ne diksha ka diya huya phone fenk diya or fir bhi man na bhara to madam ko hi dhakka de kr nikal liye bina koi pachtava ke Ya sorry bole vo to Accha hai Som bakiyo Jaisa nhi hai vo Har chhoti se chhoti baat ko samjhane or Unpr pratikriya dene janta hai to Som ne bina kisi 2nd thought ke un bodyguardo ko dhona suru kr diya Atyant gusse ke sath jb 5-6 ko dho diya tb diksha ne Som ko vastvikta ka bhan kraya...
Superb update bhai meaningful, ful on imotional Nainu bhaya keep rocking...
Nahi nahi xabhi bhai ye itna chhota vakya tha ki kisi ko samjh me hi nahi aaya ki hua kya tha. Madam ko dhakka laga hai ye koi dekh bhi nahi paya tha... Dekhta to sab na bole lekin kuchh to Som jaisa soch rakhne wale log to hote hi 200 logon me...

Baharhaal thanks to share your feel the proud moment... Jald hi dekhte hain aage kya hua.
 

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259

Halaanki ye counter sab se aakhri me aaya hai par iss counter ko 100 Topon ki Salaami... Thanks to teach me sach a great lesson... You are simply outstanding... :bow: :bow: :bow:

ye Diksha ki bachhi to ekta ki fan nikli.. lagta hai, saas bhi kabhi bahu thi serial ki tarah is story pe bhi ant tak kirdaaro ke sine pe mug dalti rahegi.. :roflol:

:p:
is disksha ki to..:chop: kamini..... meera purohit ki role khane aayi hai :chop:
wo bhool kyun jati baar baar ki wo heroine nahi hai is story ki, mahaz ek side character hai :sigh: kaha meera purohit :adore:
aur kaha ye disksa :beee:

:p:


:p:

Meera to aate hi nischal ko hi khojegi ki kaha hai dilwar :D

:p:

Nahi matlab ye to achha hi hai na ki 5000 update honge ek story pe....
Actually mein ye record hoga xp se leke xf tak :D

wo to aap hi likhenge :yesss:
Apni Priyatama meera ke liye Nischal jarur aayega is story pe... :hippi:
raj Kumar ki tarah :horseride: :D

:p:
 

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259
chalo aaj ke liye itna kaafi hai shayad...:D ab bhookh bhi lagi hai... :eating:...
Disksa ki bachhi.. ye le inam :buttkick:

:p:

Nischal, meera purohit :peep:
:goodnight: :snore:

:p:
Waiting for next

Maximum 10 minute me update de raha... Sat, Sunday off rakhta hun Krish bhai.. likhne se kuchh break lene ke liye... Kuchh waqt baad dekhte hain.. filhaal aise hi chalega..

Lagta hai vo apne shastri Ji ke yha minister nhi tha jisko yha pr aana tha Vahi aaya hai ab yhi se Som se khunnas kha kr jayega or sia, shastri ji ko paresan krega

Might be aisa ho sakta hai... Dekhte hain kya hota hai... Update aa hi raha hain..

🤦🤦Wese Naina ji aap apne Dr visit per regular to hai na ?🤔

Yaad nahi mujhe :D

Yep...
Btw....
gifoo
nain11ster sahib ne story pe ab tak entry nahi diya in dono ko.. bichare isliye Sagar kinare uchhal kud rahe hai..ki kab entry mile inko :akshay:
bad Bhery Bhery bad feeling sad :popcorn:

:p:

Wetting sir jee

10 minute.. me

Waiting waiting
10 minton me update pak jayega
 

nain11ster

Prime
23,655
80,781
259
Shayad words kam pad gye ho reader ke pass ;)

Shyad reader ati alsi ho.. ye b ho sakta hai...


Every Mom dialogue over simple argument used to be Same!!😀😀😀



:laugh: :laugh: mom will be mom. No one change them.



Kafi research kiye ho Nain.... Mtlab har moms k behaviour ki or every action par reaction ki kamal ki lines likhe ho..



🙏🙏🙏🙏 No words for this one...

Maar pit ka kaam online karta hai... Ye rare dialogue tha... Sabhi mom na maarti hai :p:

Hahaha ... Haan bski sare katnaak bole to your words absolutely right aur ek maa ko anubhav kare duniya ki tamam maa ki bhavna lagbhag milti julti hi hain... :D..

Mother's diary ke point of view se bahut kuchh hai but yahan hona jaroori kaam ki suchi me nahi aata isliye ummid kam hai ki wo aap padhe.. you know ... hope it's self a lie... Smile plz
 
Last edited:
Top