• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance >>> Too Young !! Too Old (Completed) <<<

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
54,742
69,793
354
Ji shukriya maim... Isse main naye update ke upar recape section me dal dun to jyada behtar hoga... 😂😂😂😂😂😂

Bikul recap jaisa aapne likha hai kal se meri kahani me pichhle update ke bhi highlights jaroor honge .. :D..
😂🤣😃
आप इतनी मेहनत करते हैं तो मैंने सोचा कि हम भी आपका थोड़ा बहुत सहयोग कर दें। नहीं तो आप शिकायत करेंगे कि मेहनत आप अकेले कर रहे हैं और मज़े और चटकारे मारने सभी आ जाते हैं।😂😂🤣🤣
 

nain11ster

Prime
23,655
80,778
259
Sia aur vyas bich kahtti mithi baatein... waise Vyas bhi thoda ukhada hua tha lekin Sia se baat karne ke baad us mood khushnuma ho gaya.... btw ye college mein agle din milne ki baat to thik lekin ye jo Sia bol rahi thi hum jayenge Vyas ke sath shopping ke liye, kya Sia ke sath koi aur aane wala ya wali hai?

Mana ki Vyas baatein karwi ho sakti hai lekin hai to karwi sachh hi naa.... waqt ka kaam waqt rehte hi kar leni chahiye, jis manjil paane ke liye uski aurr chal pade hai, bich raah pe kadam dagmagane nahi chahiye... Vyas bilkul pate baat ki hai.. jo un teeno ne milkar planning kiye the ki aage chalkar kya karne wale hai aur us raah chal bhi pare.. lekin Asif aur Riaz ke kadam kahi aurr hi jaa rahe hai, mana ki study alawa bhi ek jindagi hoti hai, lekin us jindagi mein itna mat kho jao ki apne hi dwara target kiye huye manjil ko hi bhool jao,
Vyas ek masle ko aur sahi tarike samjha diya hai un dono ki Vyas ko yun rok tok shayad aage mann jarur ek khatas paida kar de isliye Vyas ka kinara ho jana hi behtar hai...
is pure situation ke dekh yahi lage ki Vyas sach true friend hai, Jo jarurat padne par apne dosto ko daant phatkar ke sahi, karwi baatein sunake hi sahi lekin apne dosto ko sahi raah pe khinch lagega... kabhi galat par jaake kadam dagmagane nahi dega...
Reality ko leke soch hai Vyas ki wo soch sach mein kabile tarif hai..
ushe bahot gahrayi se ehsaas hai jindagi ke vastavikta ko leke..ki ek aisi galti aur jaake jab kuch tabah..

ek maa hoke apni beti se dusmani, itni nafrat...kya Sugandha sach mein meera ki hi maa hai na, ya kahi kal ko pata chale ki nahi... wo to sauteli maa hai Meera ki... yaar itne kam paise wo bhi itne bade shahar mein mbbs karne wali ek ladki ke liye, wo bhi naukaro se maang ke leni padti hai har baar, upor hisab bhi deni padti hai....
tabhi main sochu Sugandha us din shaadi mein kahe chaplusi kar rahi thi... kamini ... Soch rahi hogi Som to abbal darje ka sharabi, pagalo jaisa baal rakhne wala baat baat par gussa karne wala... chalo iske gale hi bandh deti hu apni sauteli beti meera ko taaki shaadi ke baad meera ki jivan narak ban jaaye, upor se shaadi din bhi bhari mehfil mein uski tamasha bhi banaya jaye.. Oh to isliye Som ki itni chaplusi kar rahi thi Sugandha, Diksha k shaadi wale din...
is Sugandha ki to aisi ki taisi :chop:
well pranshu family walo ke khilaf jaake meera ke liye bank account kholke madad kar raha hai...
Meera bhi shayad apne family walo khas kar Sugandha ko tit for tat jawab dene ke liye atur hai...
Khair.... abhi tak jis meera ko dekh rahi thi aur jis meera dekh rahi hoon dono mein kayi antar hai..
waise "akkk thuuuu " ye Meera mere dialogues kahe copy paste karing :sigh:
waise meera aur Sugandha ki dusmani ki wajah kya hai, kab se hai.. details chahiye..
hmm...uski family aur company merger ki baatein padhne ke baat to yahi lage ki sia aur iske sabhi family wale bahot amir hai...
Meera aur Som ki jodi to thik coz dono AMIR gharane se belong karte hai lekin
I think Vyas aur Sia ka rishta thik nahi... aage chalke Vyas ko is rishte se problems ho sakti hai...
Kyunki Sia ke itne bade AMIR pariwar mein kuch aise bhi log hai jo kal ko Vyas ya uske mom dad ya uske behno ko kuch aisi baatein bhi suna dein jo dil ko hi chubh jaaye..
I think aage chalke aisi problem ya scene create na ho iske liye Vyas apni jindagi se Sia bahar nikal fek de wo bhi abhi waqt rehte hi...
HALAKI JUGNU BHI BEST THI VYAS KE LIYE, KYUNKI DONO HI JITNE BHI ACHIEVEMENTS ,ACCOMPLISHMENTS PA LE YA SUCCESSFUL HO JAAYE JINDAGI MEIN LEKIN DONO HI JAMEEN SE JUDE REHNE WALO ME SE HAI.. PURE PERFECT COUPLE.. Lekin Jugnu bhi ushi Amir gharne se belong karti hai..
ISILIYE HUMA HI BEST HAI VYAS KE LIYE :smarty: :thanx: :vhappy:
Khair update mein kayi saari baaton se parda uth gaye... update kaafi dilchasp tha, sath hi kirdaaro ki bhumika bhi
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills nain11ster saheb :yourock: :yourock:
VYAS AUR HUMA KI JODI SUPERHIT HAI.. un dono ki sari gile sikwe mitake ek kar diya jaaye :protest:
Edited >> meera ko us 4000 crores ke company ki malkin bana di jaaye :protest:
hukum ki tameel ho :bat:

Sia to born billionaire hai... :hint: fir to isme koi 2 rai hi nahi hai... But she is the daughter of Anurag Malhotra and sister of Som Malhotra isliye kabhi amiri me nahi rahi aur khud company se 40k salary leti hai kaam ke wo bhi TDS laga kar... Sab kaat kut ke 34-35k hath me aata hai... Sia ko koi manhga saman lena hota hai to apne dad se maagti hai... Apne pitaji se leti hai... Aur Diksha se maangti hai...

Wo hum wali baat maine gaur kiya hai dekhte hain... Shopping ke waqt kya reality rahti hai... Iss masle ko hum tabhi samjh lenge aap bji najat banaye rakhen...

Meeta chepter continues isliye uss par abhi koi charcha nahi aaram se humare pas sat aur Sunday hoga poora charcha ke liye...

Chalte hain next update par aur dekhte hain kya hua... Thanks for your lovely comment
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,357
304
Ye sab bate hoti rahengi aur versha bahan to roast hoti rahengi ...lekin iss baat par bhi dhyan Diya Jaye ki jiss writer ke garib se garib character hote hai ,wo bhi carore pati hote hai ...phir ye achanak 5 hajar par kaise aa Gaye ..aur last me khas aapke liye SANJU Bhai...
Samjha karo yaar... Waise to sakth banda hai nainu saheb lekin Sugandha ko jab bhi dekhe pighal jaate hai, ab aise mein Suggu jiiiiiiiiiiiiiii ko naraz kar unke khilaf jaake meera k hak mein bole to kaise bole nainu saheb.. :D
 

nain11ster

Prime
23,655
80,778
259
majedar update ..sia ne call kiya aur vyas ko blue shirt pehenke aane ko kaha 🤩. sia ab laila majnu khelna chahti hai wahi vyas apne padhai ko lekar serious ho gaya hai ..

vyas ne asif aur riaz ko bahut kuch suna diya par sab unke liye sahi tha ,padhai ko chhodkar asif ghum raha tha aqsa ke saath ,aur riaz phone pe busy .
waise vyas ki baate bhi sahi thi ki unhone padhai ko lekar serious hone ka socha tha jo wo nahi kar paaye ..
pariwar me ijjat ki baat bhi sach thi ..

meera aur pranshu akele me mile jaha meera ko paise dene ke liye ek account khulwakar de diya hai kisiko bina pata lage ..
aur jugnu ke saath har mahine 1 lakh bhi de dega ..
ye pranshu ko bhi pata nahi hai ki meera ki shadi som se tay ki gayi hai ..

meera ko jab bataya pranshu ne company merge ke baare me to meera bahut jyada khusg ho gayi aur kehne lagi aur sunao 🤣🤣🤣..
in dono ki baat sunke lagta hai kisiko jyada paise nahi diye jaate 🤔..
lata mishra ne phone pe mast sunaya sabko aur bolti band kar di 🤣🤣🤣..
sia business se dur hai par apne dimaag ko sahi se istemal karke company ko aage badhane me madad ki hai 😍😍..


aur ye status jadeja ka matlab kya hai ??.
Laila Majnu khelna chahti hai 😂😂😂😂😂😂.... Bade khel khelwa rahe hain leon bhai sab thik to hai na 😜😜😜😜😜

Abhi to aadha suna hai aapne ... Aadha abhi baki hai... Tanik bhi chinta na kare... Aage aur maza aane wala hai... Baki vyas to serious hua sath me Asif aur Riaz ki class bhi laga gaya... Dekhiye ab iss action ka kya reaction hota hai..

Sath bane rahen aur nahen jamaye rakhe
 

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,357
304
Sia to born billionaire hai... :hint: fir to isme koi 2 rai hi nahi hai... But she is the daughter of Anurag Malhotra and sister of Som Malhotra isliye kabhi amiri me nahi rahi aur khud company se 40k salary leti hai kaam ke wo bhi TDS laga kar... Sab kaat kut ke 34-35k hath me aata hai... Sia ko koi manhga saman lena hota hai to apne dad se maagti hai... Apne pitaji se leti hai... Aur Diksha se maangti hai...
lekin amir ghar se talluk rakhna achhi baat nahi hai, upor se Diksha ke sasurwale, aur upor se dil ke kale rishtedaar to hai hi... Diksha ki shaadi mein sab open ho chuki hai, so isiliye Vyas huma ko apni gf bana le wohi behtar hai uske liye.... aur baad mein ek sundar mrignayani sanskari pandiayan se shaadi kar le... :protest:
 

nain11ster

Prime
23,655
80,778
259
कुछ हट के रेभो करते हैं । नैना जी के उलट । :D

व्यास का पढ़ाई को लेकर आसिफ अली और रियाज अहमद को नसीहत देना -
जो लड़के पढ़ने लिखने में तेज होते हैं वो और भी कई कामों में तेज होते हैं । जैसे कि स्पोर्ट्स में , मूवी देखने में , प्यार व्यार के चक्कर में , शरारत करने में ।
और यह जरूरी भी है । दिमाग फ्रेश रहता है । बुक्स की चीजें जल्दी ही याद हो जाती है ।

मीरा को न भेजकर सोनी काकी को पैसा भेजना -
पढ़ने वाले को ज्यादा पैसे क्यों भेजना ! उन्हें पढ़ाई और जरूरी कामों के अलावा पैसों का क्या काम ! ज्यादा पैसे होने से बच्चों के अन्दर ज्यादा खर्च करने की भावना आती है जो कि फ्यूचर में उसके लिए गलत साबित हो सकता है ।

सुगंधा का अपनी बेटी मीरा का रिश्ता सोम से तय करना -
हर मां चाहती है कि उसकी बेटी की शादी अच्छे लड़के से हो । ससुराल बहुत बढ़िया हो । सोम ने अपनी काबिलियत दीक्षा की शादी में ही दिखा दी थी । फ्रीलांसर फाइटर है तो आमदनी भी अच्छी खासी है । अगर कोई समस्या आए तो मिश्रा दम्पत्ति सोम के पीछे दीवार की तरफ खड़े हैं । मिश्रा फेमिली के रूप में और सोम के फादर के रूप में बढ़िया ससुराल पक्ष है । सिया के रूप में संस्कारों से भरी हुई ननद है । इससे बेहतर और कहां रिश्ता मिलेगा ! सोम खुद इतना समर्थ है कि वो अपनी पत्नी की रक्षा कहीं भी किसी हालात में कर सकता है ।

मीरा की नाराज़गी अपने फैमिली से - कुछ तो जरूर किया होगा उसने तभी तो नाराज हैं उससे । ज्यादा पैसे खर्च करती होगी तभी तो पैसों पर लगाम लगाया होगा उन्होंने । साइंस की पढ़ाई छोड़कर डाक्टरी की पढ़ाई करने लगी तो परिवार वाले नाराज हो होंगे ही ।

वैसे लता मिश्रा ने जडेजा फेमिली का अच्छा क्लास लिया । सालों पुरानी कम्पनी है और उन्हें अपने कुशल व्यापारी होने का गर्व है । जबकि मिश्रा फैमिली की कम्पनी महज चंद साल पुरानी है फिर भी उनकी कम्पनी का ग्रोथ उनसे कहीं बहुत ज्यादा है ।
और बात करते हैं कम्पनी मर्ज करने के लिए । पहले अपनी कम्पनी पर ठीक से तो ध्यान दें !

आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट नैन भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
Hahaha ... Ulta likhte to dhang se ulta likhte ye poora ka poora postive hi likh dala aapne ab main confuse ghum raha...

Haan yaar Asif aur Riaz sahi hain... Vyas hi over react kar raha...

Haan yaar Sugandha ne sahi kiya bachho bigad na jaye...

Haan yaar hai to ladka Som heera ... Hum sab usse jante hain aur yahi maante hain bhale launde ko khud yakin na ho ki.. aay sala ye kaisi maa hai jo mujh se rishta tay kar rahi :D..

Bahut locha kar dala hai aapne iska asar to meri lekhni par padna lazmi hai 😂😂😂😂

Thanks to correct me...
 

nain11ster

Prime
23,655
80,778
259
Are oo Nainu bhaya Kahe mera Ghar pura samtal krane pr tule ho has has ke lot pot ho rha hu mera Bhai bhi aakr bola Dr ke pass chle ka Agra tb bhi hontho se mushkan na gyi lata Ji ne kya jabarjast 4 minute me sunaya hai maza type hi aa gya meera se badla liya ja rha hai uska account bhi block krva rakha hai kaki se paise mangne padte hai pranshu hi sahi maine me samhal rha hai meera ko is update me sadi ke baad ek ladki se kaisi kaisi ummide lgai ja sakti hai Iska ek namuna pesh kiya hai Bahut si bato se parda uthaya hai aapne vyas ne apne ek Sacche dost hone ka farj nibha diya hai ab dekhna hai asif riaz samajhte hai ya nhi jugnu ko meera ne Mna kiya family business join karne se or dekho aaj vah Apne kaam se khush hai vyas or sia ki vo pyar bhari bate ahaha... Superb update bhai sandar jabarjast padh kr un tamam chijo ki yaad aa gyi jo hmare sath sadi ke baad hui hai pr uska bhi apna ek maza hai...
Aapne hansa na ... Bus mera likhna saafl ho gaya...waise maine shadi ke baad ka to kuchh bhi aisa hansi mazak nahi dikhaya ... Bus kewal saas gari debe wala scene chhod kar ... Lagta hai mazak mazak me saas gari debe wala scene khub jhela hai aap ne 😜😜😜😜😜

Khair abhi aadha padha tha aap ne aadha abhi baki hai... Dekhiye kya hota hai uss par hum aap vistrit charcha Saturday Sunday ko karenge
 

nain11ster

Prime
23,655
80,778
259
Bhadiya update bhai..
Ye sab business ki baate kr rahe idhar..
Kuch-2 bouncer gya..
Meera aur uski maa kee bich banti nahi h sayed..
Tabhi uskaa a/c block karvayaa..
Hoo saktaa h iski bhi koi wajah ho...
Jiske chalte Meera aurr Sugandha kaa 36 kaa akadaa ho ..
Great update bhai..
Intezar rahegaa next update ka..
Jo kuchh bhi bouncer gaya hai uss par hook shot lene ka tha bro... Sawal kar lete main hun to yahan.. Khair... Ho sakta hai kuchh suspence creat ki gayi ho so wo bouncer aage ummid hai catch ho jayega :D

Baki thankoo so much ... Aise hi vichar deta rahe.. the Meera continue isliye uski baat poore sat Sunday karenge
 

nain11ster

Prime
23,655
80,778
259
alle alle sanju sahab, khud ek hi sameeksha do pehlu ke bich virodhabhas dikha gaye... :laughing:

Vs

Matlab ju ke hisab se Riaz aur Asif meera se zyada talented, smart aur padhayi mein zyada tez hai..
in dono pehlu ko jis tarah pesh ki hai ju ne,,, isse saaf jaahir hota hai ki ju ke hisab se meera to ladki hai isliye wo bas ghar se college, college se ghar, isse matlab rakhni chahiye,
na ghumna phirna, na dosto se milna aur na hi koi nayi pasand ki dress bhi nahi khardni chaahiye... wohi purani jo dresses hai usise hi kaam chala leni chahiye... aur ju ne jo vichar prakat kiye hai us hisab se matlab meera agar koi kaam na ho ghar pe hi bandh rehna chahiye... coz ju ke hisab wo ek ladki hai..
Wohi dusri taraf ju ke hisab se Asif aur Riaz to ladke hai, wo kuch bhi matlab kuch bhi kar sakte hai.... chaahe aise ladkiyon ke sath kahi bhi, kidhar bhi, din raat bhar ghumne phirne se, sararat karne se, padhayi chhod pyar byar ke chakkar mein Awarapan banne se unke mind aur fresh honge.... aur free mind se study materials cheejo ko aur bhi zyada yaad rakh payenge... hai na...
Kyunki Asif aur Riaz ladke hai isliye kuch bhi kare ju ko koi problem nahi... aur to aur ju ke hisab se ye sab karne se wo dono dimag se aur bhi zyada tez ho jayenge.. kyun yahi kehna chaah rahe the aap :laugh:
itne ved bhav to dayan type ke Sasural wale bhi nahi rakhte jitna ju rakhte ho ladka ladki ke bich :D
olle olle aage aur bhi kuch likha hai.. :lol:

Oh to janab ne aage bhi aur kuch likha hai :D

lo Kar lo baat.... :D
Ek pita sakhti bhi dikhaye to maan lu.. ek bada bhai ya uski badi bahan bhi sakhti dikhaye to maan lu.. haan yaar ye ladki hai badi natkhat aur be hisab bina matlab paisa kharch karti hai unki nazar mein...

lekin ek maa....
ek maa ke liye uske santan kya hai ye jag jahir hai.
ju ke hisab se sugandha best mom hai, kyunki Som jaise itne achhe dulhe ke samne hath per jod ke, usko baaton mein fanshake, chaplushi karke , wada yaad dilake meera ke sath shaadi karne ke liye raazi kar li .. ab itni hi fikar aur pyar hai apni beti ke liye..... .. toh abhi jo uski beti meera ghar se itni door naukaro sath itne bade shahar mein mbbs ki padhayi kar rahi hai, tab kaha gayi uski ye fikar...
aaj kal ke jamane mein wo bhi bade shaharo mein 5000 rupees matlab 500 rupees hi hai....
itne se to city bus se ghar se college up down karte hi khatam ho jaaye... baaki sab to dur ki baat hai... are upor se khane pine ka kharch, ghar ka rent etc.. Study related kharch wo alag... kya in baaton dhyan nahi diya Sugandha ne... Of course jaanke bhi Anjan bani rahi.... point to be noted...

aate hai narazgi ya yun kahi jaaye ki Meera ne flashback mein koi galti ki thi isse Sugandha naraz hai uspar,
ye point bhi yaad kar lijiye ki Diksha ke shaadi pehle Sugandha wo nahi thi jo shaadi wale din hriday parivartan ke chalte totally changed ho gayi thi, Som ko sar ankho pe bitha liya jisse pehle nafrat karti thi.
Isse prove hota ki Diksha shaadi pehle Sugandha aur meera ke bich jo ghatana ghati thi usme sirf aur sirf galti Sugandha ki hogi definitely.... shayad meera sachhai ka aaina dikha di ushe, aur garam Sugandha aur bhi garam ho gayi hogi .. ki is meera ki ye mazal... ab Meera thehri had se zyada smart aur tez dimag wali, ushe sikast dena Sugandha ki bas ki baat nahi.. isliye mauka dhund rahi thi, ab jaake mila hai Som ke roop mein wo mauka :D
isliye abhi Sugandha jo kar rahi hai isse pata chale ki Sugandha meera ki sauteli maa hai.... yahin akhiri sach bhi hai....
Aapke yun ulte vichar karne se sachhai chup nahi sakti, Jo sach hai wo samne hai...
Aur ab yeh baat bhi prove ho gayi hai ki kaahe ju Riaz Asif ke side le rahe the aur sath hi ye bhi prove ho gaya ki ju kahe Sugandha ki side le rahe the...
Sabhi baat madde nazar yahi conclusion nikle ki ju ko 201% meera se nafrat hai... ju ko ye baat hazam nahi hoye ki Meera aise kaise lead kirdaar ban sakti hai story mein, ju ke hisab se to ushe dab kar rahni chahiye... kyun yehi ju dil mein baat hai na jishe aaj tak prakat nahi kar paaye par aaj reh reh kar nikal rahi hai wo dabi kuchli nafrat... :lol:
Jalkura :hehe:
Itna lamba chauda discussion jo aap ne VS banakar maar diya hai... Bechare Sanju bhai ne to wahan bacche kaha tha wo ladka aur ladki dono ho sakte hain jaisa ki update me bhi tha... Aap ne na sirf baat ka patangar.banaya baki itna khinch diya ki shabd tak to rahe hain kis typist ae pala par gaya ... Koi iske chammach shot par rok lagao 😂😂😂😂😂
 

nain11ster

Prime
23,655
80,778
259
Itne lakh itne carore ki baate yaha ho rahi hai ,aur meera ko bas 5 hajar wo bhi per month... writer sahab Kya ho gaya hai ju ko ...Jo writer kabhi bhi 1-1.5lakh carore ke niche baat nhi karta chahe wo sena ho ya dhan daulat wo 5 hajar par aa gaya...ye anarth kaise ho gaya...mujhe laga pahali baar Maine galat padh liya hoga ...5 hajar carore hoga ya 5k million lekin dobara padha to laga ki achanak Surya ka tej shital par gaya hai...samundar me volcano ubal para ho..aisa laga jaise komalrani mam ke story ka erotic Chala gaya ho...aisa laga jaise Naina mam , The king ki tarah review de rahi hai...aisa laga Mano iPhone hang Kar Raha hai...ye adabhud chamtkar kaise ho gaya writer sahab aakhir kaise aap Suraj ko pashchim me se uga diye....kaise??????
Sena ko kab Arabpati banaya boss... Likhne likhte flow me bah gaye hain lagta hai... Carorpati ko upper middle class kahte hain.

Khair koi Meera padh raha.. koi Vyas ... To koi Lata Mishra ko... Ju ki najron me 5000 khatkega ye main janta tha... Isliye dhyan dijiye... Ussi update me 1 lakh per month ka jugad laga diya...

Rahe garib charcter ki bat to ek ke ghar me 1 lakh 20 hazar aaya tha... To uski bahan ne mujh se 3 update likhwa diye ki sala ye paisa aaya kidhar se ... Aap kahte hain garib charecter nahi hote ...

Wo bechare Asif ki maa mall me naukri karti hai... Wo na dekha aap ne... Bechare wo tikri 1000 rupye ke liye Sia ke paun pakad liye... Auto ke liye 50 rupya maange... Tab ka soye huye the...

Khair .... Badhte hain aage abhi carore aur Arab ka kissa to dhang se shuru bhi nahi hua ... Ju na tension lo arbon ki baten hoti rahengi
 
Top