- 1,135
- 2,566
- 144
Kuch time with karna padega bro kyunke main dunki markar turkey jaa Raha hoNo issues...
intezaar rahega next update ka Xabhi123 bhai....

Kal tak dene ki Koshish karta hoWaiting for next update
Bahut hi shaandar update diya hai Xabhi123 bhai....Update 40
Veeranchal Grah ki woh divya roshni aur Satyalok ki anant shanti ab piche choth chuki thi Jaise hi Surya ne portal ke us paar kadam rakha uski indriyon ( senses ) ne turant Darti ke vatavaran ko pehchan liya shehar ki dhool, gadiyon ka shor
Whoosh!
Surya apne bedroom ke beech-o-beech prakat hua Wahi purana kamra wahi furniture lekin ab sab kuch kitna chota aur sadharan lag raha tha Surya kuch der tak shanti se khada raha Uska sharir abhi bi us 'Blue-Gold Armor' ki garam urja ( energy ) se tharthara raha tha jo uski atma main sama chuka tha
Usne thandi sans li aur apne bistar ( bed ) par bath gaya Subah ke 4 baj rahe the Khidki se Jaipur ka asman halka neela aur sunehra dikh raha tha jaise ek naya suraj nikalne ki taiyari main ho
Surya ne uth kar mirror ki taraf dekha Uska chehra wahi tha lekin uski aankheen badal chuki thi Unka rang ab gehra neela ho gaya tha jisme sunehri chamak tab aati thi jab woh kuch sochta tha Uski aura (aura) itni taqatwar ho chuki thi ki uske kamre main rakha sheesha thoda kampne laga
Surya ( Man main ) :Main wapis aa gaya hoon Lekin ab main woh Surya nahi hoon jise log jante the Ab main ran neeti (strategy) aur yudh dono mere muthi main honge
Usne apni aankheen band ki aur apne dushmanon ke bare main sochna shuru kiya
Surya ke samne sabse pehla naam aaya Pawan Thakur ka Wohi admi jo pahle vinos Singh ke ke Saath milkar crime karta tha Lekin ab Vinod aur paramveer dono sudhar gaye Hain Lekin Pawan Thakur aj bi waise hi Hain aur ab Raghuvanshi parivaar ko mitane par tula tha.
Surya ( Dheere se ) : Pawan Thakur tune socha tha ki tu Jaipur ka raja ban jayega? Tujhe pata nahi ki tune mere parivar ki aankhoo main jo ansu diye hain, unka har katra tujhe bohut bhari padega
Phir usne Kapoor infra aur un sab corporate dushmanon ke bare main socha jo SSR Group aur Raghuvanshi Office ko neche girane ki koshish kar rahe the
Surya ne socha ki kya usey sedha apne pita Shakti Singh Raghuvanshi ke pass chale jana chahiye
"Nahi," usne apne ap se kaha
Surya : Agar main abhi sedha gaya toh dushman satark (alert) ho sakte Hain Mujhe 'Surprise Element' chahiye Mujhe dushmanon ke dimag ke saath khelna hoga
Surya Apne apse
Surya : mujhe sabse pahle us insan ko Marna Hoga jiski waja se aj main apni maa se alag hua ho us insan ki waja se Meri maa ki aj yeh halat Hain
Phir surya Gusse main Chillate hue bola
Surya : BALE HU TU RISHTE MAIN MERA BAP HAIN LEKIN TERI WAJA SE MERI MAA KI BOJUT TAKLEEF UTHANI PADHI HAIN AUR USKE LIYE MAIN TUJHE MAAF NAHIN KAROGA AA RAHA HO MAIN TUJHE MARNE KE LIYE PAPA
Usne tai kiya ki woh abhi kuch din 'Gumnam' (anonymous) rahega aur ishi bech woh Apne bap ko saza dega
Kuch der bad :-
Surya yeh dekhna chaha ki kya Satyalok ki shaktiyan Darti par waisi hi kaam karti hain. Usne apni hatheli (palm) upar ki
*ZING!*
Choti-choti neli chingarieyan uski ungliyon se nikalne lagi Usne socha ki usey apne armor ki zarorat nahi hai, usey ab 'Information' ki zarorat hain
Usne apni aankheen band ki aur pure Jaipur shehar main apni mental energy phailayi Usey mehsus hone laga... har building har car har insan ki dhadkan
Abhi surya yeh sab soch aur dek hi Raha tha ke achanak uske dil main dard hua lekin usko Samaj Nahin AA Raha tha ke yeh achanak hua Kya Hain
Surya ne ek table par rakha notepad uthaya aur uspar kuch points likhe
Phase 1 Market Crash : Kapoor Group ke shares ko itni buri tarah girana hai ki Mr. Kapoor sadak par aa jaye
-Phase 2 The New Project : Is 2000 crore ke mega infra project ko har keemat par SSR Group aur Raghuvanshi Group ki partnership ko dilwana hain
Phase 3 The Reveal : Jab Mr Kapoor aur Pawan Thakur apni jeet ka jashn mana raha ho, tab uski tabahi ke liye Surya Singh Raghuvanshi enter karega
Surya ne apne hath main ek pen liya lekin usne pen se likha nahin
Abhi surya Kuch karta ke Tabhi thithak gaya Usey achanak wahi thandak mehsus hui jo usey Satyalok main portal main dakhil hote waqt hui thi Ek aisi urja jo Kall Dhwaj ki nahi thi balki usse bi ziyada purani aur kadwi (bitter) thi
Surya ne khidki se bahar dekha Achanak usey aisa laga jaise Jaipur ki sadkon par kuch 'Kale Saye' (Dark Shadows) ghum rahe hain. Yeh insan nahi the yeh kuch aur tha
Surya ( Gambhir hokar ) : Kya Kall Dhwaj ka ant sirf ek Shuruat thi? Kya waha se mere saath koi aur bi darti par dakhil hua hain
Usne mehsus kiya ki usne jis 'Maha-Antim Dhanush' ka upyog kiya tha usne ek 'Leakage' paida kar diya tha Bramhand ke kisi kone se ek aisa shaitan azad ho chuka tha jo Surya ko pehchaenta tha
Surya : Kon ho Sakta Hain yeh
Abhi surya yeh soch hi Raha tha ke achanak uska mobile bajne Laga jab Usne dekha to Vidya ki call Thi surya pehle to heran hua magar phir turant call attend kar Liya aur bola
Surya : hello haa bolo Vidya di
Surya ke kanon main Vidya ki rote hue awaz gunj rahi thi Usne phone kaan se lagaya hua tha lekin uska dimag sunn pad gaya tha
Vidya ( Rote hue ) :Surya... jaldi aa jao! Juhi aunty ka... unka accident ho gaya hai. Woh ICU main hain City Hospital Halat bohut kharab hain
Surya ke haath se phone chot kar zameen par gira
*THUD!*
Jis Surya ne abhi kuch der pehle Anant-Dhanush se Bramhand ke sabse bade rakshas ko mitaya tha jo khud Samrat ka punarjam tha woh ek pal main bikhar gaya Kyunke woh chahe kitna bi bada yodha ban jaye apni maa (Juhi) ke liye woh aj bhi wahi chota sa bacha tha
Uski Aankhoo ka neela rang ( blue color ) achanak gehra ho gaya aur uska Chahta Dard se bhar gaya
Surya : Maa...
Usne darwaze ki taraf dekha Uske pass waqt nahi tha ki woh gadi dunde woh foran Bahar ki Taraf bagha
Bina ruke usne sadak par daudna shuru kiya Uski raftar kisi Olympic runner se bi tez thi Hawa uske kanon main siti baja rahi thi. Uski aankheen sirf rasta dekh rahi thi, aur dimag main sirf ek cheez thi Meri Maa ko kuch nahi hona chahiye
Daudte hue uske aas-pass ke log usey dekh bi nahi pa rahe the, woh bas ek dundla saya' ( blur ) tha jo unke pass se guzra
Kuch hi minton main Surya City Hospital pahunch gaya. Usne reception par pocha to ladki ne usko ICU ka rasta bata diya ki kaha per Hain to surya sidhe ishi taraf bagha
ICU ke bahar corridor main pura parivar betha hua tha to surya ki Nazar dadi per gayi to Uska chehra ansuon se bhega hua tha Woh baar baar ICU ke darwaze ki taraf dekh rahi thi
Jaise hi dadi ne Surya ko aate hue dekha woh apni jagha se uthi aur daud kar Surya ke gale lag gayi Dadi jo puri duniya ke samne ek 'Iron Lady' thi, aj Surya ke kandhe par sir rakh kar ek bachi ki tarah rone lagi
Dadi ( Siskte hue ) : Surya! Kahan the tum? Dekho na kya ho gaya... Juhi subah mandir ja rahi thi... aur ek tez Raftar car ne unhe... unhe..
Dadi aage bol nahi payi
Surya ne dadi ke sir par haath fera Uski chhuwan main ek ajeeb si shanti thi jisne dadi ki ghabrahat ko thoda shant kiya
**Surya (Bhaari awaaz mein):** "Main aa gaya hoon Di. Maa ko kuch nahi hoga. Main unhe kuch nahi hone dunga."
Surya ne ICU ke darwaze ki taraf dekha to waha per papa kade the woh dheere dheere surya ki taraf aye aur surya se bole
Papa : surya humne Socha tha ke is bar humari wedding anniversary ko main Vidya ko Tumhe as a gift ke Tor per mil wao Lekin Dekho yeh Kya ho gaya Hain humne kabhi Socha Nahin tha ke hum aise mileage
Apne papa ki baat sunkar surya ko bohut dhuk hua aur uski ankhoo se ansu aane Lage
Aur surya ek side hokar wahi beth gaya aur rone Laga toh achanak uske kandhe per ek haath aya jab surya ne apna sir utha kar dekta to yeh uske nana ji The yani digvijay Thakur
Nana ji : sambalo khud ko surya sab thek ho Jayega
UKi baat sunkar ek pal ke Liye surya ko bohut gussa aya Lekin woh khud ko sambal kar bola
Surya : ap hote Kon hain mujse baat Karne wale behtar Hoga ke ap Yaha se chale jaye
Aur surya ne Apne nana ji ka haath Apne kandhe se hata diya ke tabhi ICU se ek doctor bahar nikla Woh doctor pareshan lag raha tha
Surya doctor ke pass gaya
Surya : Doctor meri maa kaisi hain?
Doctor : Dekhiye chot bohut gehri hai. Unke sir (head) par severe injury hai aur internal bleeding ruk nahi rahi hai Hum puri koshish kar rahe hain lekin agle 24 ghante bohut critical hain
Surya aur parivar wale yeh sun kar wapis rone lagi kyunke Raghuvanshi parivar main har koi Juhi se bohut Pyar karta tha phir chahe woh Bada ho ya chota Lekin Surya hila nahi Uski Aankhoo main ab Anson nahi the Wahan wahi Blue-Gold roshni halki si chamak rahi thi
Doctor ki baat sunkar surya wahi farsh per beth kar rone Laga Kuch der rone ke bad Jan woh shant hua tab surya ke dimag main Vidya ki BAAT ayi toh woh wapis se utha aur Piche dekar kar Piche dekar kar Apne papa se bola
.
Surya : papa Maa ka accident kahan hua tha? Aur kisne kiya?
Papa : Woh... woh Mandir wale chauraye par Police keh rahi thi ki koi 'Hit and Run' ka case hai Kisi badi gadi ne takkar mari aur ruka bi nahi. Log keh rahe the gadi ka number RJxxxx kuch tha jab Maine pata karwaya to yeh Gadi Kapoor Group ke ke Owner Mr Kapoor ke bete ke Naam se register thi
Surya : Kapoor Group
Surya ki mutthi itni zor se band hui ki uski hatheli se khoon nikalne laga
Surya : Mr Kapoor Pehle Tumne maa ko dokha diya unhe dukh diya aur aj uski ya uske logon ki wajha se maa ki yeh halat hai
Surya : Ache se dhyan rakhna Maa ka papa Main todi der main aata hoon
Sapna di : Surya, kahan ja rahe ho? Tum gusse main lag rahe ho, kuch galat mat karna
Surya ne mud kar Sapna ko dekha Uski Aankhoo main ek aisi deheshat thi ki sapna sehm gayi
Surya : Galat toh ho chuka Di Ab toh bas Hisaab hoga
Papa : jo bi Karna sambal kar Karna aur apna khayal rakna
one papa ki baat sunkar Surya halke se muskura diya aur tezi se hospital se bahar nikal gaya Bahar aate hi usne asman ki taraf dekha
Surya ( Dahadte hue man main ) Mr Kapoor Tune aaj meri 'Jaan' ( Maa ) par hamla kiya hai Aaj tera paisa teri power, tere gunde... tujhe koi nahi bacha payega. Main aa raha hoon... Tera Kaal ban kar.
Surya ne parking lot main khadi ek bike jo shayad kisi aur ki thi par abhi uski zarorat thi start ki aur puri speed main Kapoor Mansion ki taraf nikal pada
Raste main hawa usse baatein kar rahi thi aur Surya ka gussa har pahiye ke ghumne ke saath badhta ja raha tha Aaj Jaipur dekhega ki jab surya Singh Raghuvanshi ka parivar chuta hain to uske Saath Kya hota Hain
~~~ aj ke Liye itna hi ~~~
Guys update
chota likha Hain Lekin time hi Nahin mil Raha Hain so itna ki lik paya thank you
Pasand aye toh like aur comment lazmi dena agar koi galti hui Hain toh maaf karna
Thank youBahut hi shaandar update diya hai Xabhi123 bhai....
Nice and lovely update....
Update achchha tha but Hero ki sex life kab shuru hogi allready 40 update ho chuke hain waiting for nextUpdate 40

Thank you and hero ki sex life aane wale 6 ya 7 update main start ho jayegiUpdate achchha tha but Hero ki sex life kab shuru hogi allready 40 update ho chuke hain waiting for next