• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Samundar Ka Shikari ~ सम्राट मार्टिन की सल्तनत

Chutiyadr

Well-Known Member
16,961
42,102
259
Samundar Ka Shikari...
सम्राट मार्टिन की सल्तनत
((both in Hinglish and देवनागिरी Font))


A Fantasy, Action


By

~SGP 2009

"यहाँ समुन्दर मे सिर्फ दो ही कायदे है, या तो तुम शिकार हो या फिर शिकारी... "



Pics-Art-02-22-08-18-40
nayi story ki bahut bahut badhaiya ago bhai..
 

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
25,907
24,937
274
Wah bro wah mast fadu suruwat huye Hai story ki. :yourock:
Thanx bhai
Or pic to ek dam faduuuuu dala h

By the way congrats new story k liye sgp bahi

Or ha hinglish Mai likhyo kuch to samjh ay ga
Hinglish me bhi hai bhai... Index dekho
nayi story ki bahut bahut badhaiya ago bhai..
Mast typing mistake ki hai... Thanks btw :cheers:
Or pic to ek dam faduuuuu dala h

By the way congrats new story k liye sgp bahi

Or ha hinglish Mai likhyo kuch to samjh ay ga
Hinglish me bhi hai bhai... Index dekho
Ary wah kia baat h mast zabardast shandar interesting update

Wo kia h na Mai dragon story shoq se read kerta ho or yaha to story shoro hi dragon se hoi h

Wese manna pare ga martin,or nial ko dono hi Bahadur the
Martin Jo apne logo ko surakshit rakhne kliye lar raha tha dragon se

Wohi nail lar raha tha apne samarat kliye Martin kliye
Or larte hoy mara gaya Sahi hi to kaha tha nail ne k wo ek siphai h or ek siphai ka farz h k wo apne logo kliye lare or un ki raksha kre

Or ye aditya Sala tharki larkiyo Mai ghusa hoa tha ye bhi na socha k khatra un ki traf a raha
Or 2 log gawa betha dragon ki waja se
Paapo ka fal to bhugatna padta hai... Aditya n bhi bhugta
Kasa kay bhau.... navin story...
ekdam tanka, rapchik update bhau...
mast plot hai aapki kahani ka... aapki pehli kahani the ron meine pdhi thi.. bohot maja aaya tha
ab ye dugna maja. baaki kahani ke baarein kahu toh ekdam romanchak shuruvat hai bhau..
waise ismein purana ron hai ya nahin..?
Thanx pk bhau...
Aur bina ron ke story thodi likhi jaa sakti hai.. Next update me laata hu naa. Usko
Hindi font :cry2:. Padhna ni aata
Roman me bhi available hai
superbb update bro
wese samrat wha se niklne k bad kha gya
sidha 250 saal baad present m aa gya
or ye nail ka baccha bhi usi k sath h
wese dekhte h ye captain apne ship or khud ko kese bachata h
Ship to.... Khatam..tata... Bye..bye....
aur ye martin ke waqt ke dragon waha kaise aa gaye aur sidha hamlaa kar diya jahaj par ..
lagta hai us jahaj ko paani ke niche khichkar kahi dusri jagah le jaya jayega 🤔🤔..
Jab dragon aaye to baaki log bhi aayenge :nervous: us time ke??
Bahot behtareen zaberdast shaandaar update bhai
Naik :hide2: meri ek story me villain hai Naik :p:
ये तो थी 1870 कि बात, अब प्रेजेंट में, और ये प्रेजेंट किस ईयर का है ????
Present ab koyi sa bhi maan lo.. Waise orihinally to 2012 me likha tha ye story... Par 2021 maan lo... And thanx for everything... :D main ye ahsaan kaise chuka paunga :p:
Lekhak mahodaye ki vilakshan Shelly se aut prot ek sunheri katha ka aagman hona ek utam sahitye ke itihash me mile ka pathar shabit ho yahi meri hridey se shubhkaamna hai dosto sabhi ko
Shri Shri Gyaneshver Maharaaj ki jay
Subhmangal sawdhaan
Thanx vroooooooo :D
Aap ki story yaqeenan buhat achi ho gi.magar sorry bhai muhy Hindi nai aati.
Plz for sorry🙏🙏
Hinglish me bhi hai bhai.. Index at #2 post.
Great update bhai..
Aditya hawsi admi h..
Khaire ab dekhna hoga aage kya hoga..
Aur rahi baat pics add karne ki vo kar do aap..
Idea mil jayega story me character kis tarah kee honge..
Bhai Three girls vali story par bhi update dete rahnaa Varna flow tut jayega..
Aur intrest hi mar jayegaa readers ko uss story see..
Aur Intezar rahegaa next update ka..
Wo likhega naa apun.. Par abhi kya hai thoda aage tak ka likh ke save kar lu... Aur mujhpe shaq karna matlab bhagwan pe shaq karna hai.. I can handle more than 5 stories at a time :cool:


Hindi font :cold:
Index check kariye, waha roman font pe bhi update add hai :cool:
Awesome update

Kahani suru Hoti hai ek eland / esland se Jise dekhkar the great China wall vala scane yad aa gya ...jaisa ek samrat ki hona Chahiye ki vo apne varchasv or abhiman ko banaye rakhe vaise hi yha par bhi samrat apne samne Vishal dragon Sena hone ke bavjud bui maiden me dta rha rha jab tak uska khas sainik Niel nhi aa jata .... Neil ke cheroctor se pta chalta hai ki vo Martin Ka Kitna vafadar sainik hai ya you khe ki senanayak ...Esme ye to purn rup se nhi samaj paya ki Martin ko vapas bhej dene ke bad Uske sath kya hua ? Kya vo mar gya ? Ya for abhi tak jinda hai ... actual me ye fantasy story hai to Kuch bhi ho Sakta hai
Mene to suru Me socha tha ki niel Ka beta hi nayak banega par yha to kahani present me kafi age bad gai
Khair Uske bad avagaman hua tharki captain Ka Jo Antarctica se apna jahaj leker paras ki or palayan karta hai par bich me hi vhi purane dragon jinhone bahut salo pehle atank failaya tha vo aa jate hai jiske chalte captain Aditya Ka klpd ho jata hai Khair dekhte hai ye dragon do jahaz tabah Karne ke bad Aditya ko bhi nuksan pahuchate hai ya for Kuch or ajuba hota hai
Vaise ye update pad kar pairats of Caribbean series ki yad aa gai khaskar captain jack sparrow ki
Let's see what happens next
Yadi piratesbof the caribbean movie nahi dekhta to ye story likhne ka soch bhi nahi sakta tha.. Matlab samundar pe based story..wo bhi ek 19 saal ka ladka jisne samundar dekha tak naa ho... Baaki aditya ka kirdar to default hai..meri har story me rahta hai... Jack sparrow se inspired aage milega ek 😉😉
:congrats:purne Ghar par Asian paint ki lipa poti Karne ke liye
Tere liye to naya hai naa :D
Marvelous start bhai
Fantastic update bhai ji
very nice update bhai
nice start & superb update
:congrats: :hug:

Mai thodi late ho gayi :redface:

Watching the thread :happyjump:
Bhar Bhar ke photo dalo ...ek photo ne hi update me Jan Dal Di ...
Or ha waiting for next update
Aap great ho
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thank You Everyone.... Next Update aaj hich dega apun :online:
 

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,133
204

Yug Purush

सादा जीवन, तुच्छ विचार
Staff member
Sr. Moderator
25,907
24,937
274
#2. THE RON


कोलकाता, भारत

कोलकाता के सबसे बड़े होटलों में शुमार ओबरॉय ग्रांड मे एक के बाद एक कई महंगी कार की लाइन लग रही थी, इसका कारण था, वहा होने वाली Apex Predator नामक एक जहाज बनाने वाली कंपनी की आपातकालीन बैठक.. जिसमें शहर के लगभग सभी बड़े रहीस और रहीसजादे शिरकत कर रहे थे.

" सब आ गए....?" मीटिंग रूम में 28 साल की एक नवयुवती सीईओ की सीट से उठते हुए पूछी. जिसका कुछ लोगो ने ने हां में सिर हिलाकर जवाब दिया, तो वही जो लोग अपने CEO से खुन्नस खाये बैठे थे, वो शांत बैठे रहे. वो अपनी पिता जी के कंपनी के डायरेक्टर्स के रवैये से समझ गई की आज ये मीटिंग आसान नहीं होने वाली....


उसने सामने लगे स्क्रीन की तरफ इशारा किया, जिसमे कोलकाता पोर्ट पर खड़े एक विशाल जहाज की तस्वीर थी. जिसके ऊपर डेक पर कैप्टन आदित्य खड़ा था....

" हमारा जहाज जो बरमूडा ट्रायंगल, डेविल्स ट्रायंगल भी कहते हैं, उसके Exploration के लिए निकला था, पर पिछले 2 दिन से उस शिप से हमारे सारे संपर्क टूट चुके है ..."


"मिस रूबी...."डायरेक्टर्स की कुर्सियो पर बैठे सभी ये सुनते ही सीधा तनेन बैठकर आपस मे खुसर -फुसर करने लगे... रूबी के उस एक वाक्य ने उन सबको ऐसा बिजली का झटका दिया था की, उनके मुँह से एक शब्द तक नहीं निकल रहा था.. क्योंकि ये दूसरी बार था जब रूबी ने Apex Predator कंपनी के जहाज को डेविल्स ट्राइंगल के exploration मिशन पर भेजा था...


कुछ तो इस सफर की शुरुआत से पहले ही रूबी के खिलाफ थे और जो नहीं थे.. वो शायद इस खबर के बाद होने वाले थे..जो रूबी उन्हें आगे देने वाली थी.

"संपर्क टूटने के बाद... उस जहाज के बारे मे पता करने के हमारे सारे प्रयास भी विफल रहे है. मिआमी की लोकल अथॉरिटीज ने कुछ घंटे पहले ही ये पिक्स रिलीज की है...."


रुबी ने स्लाइड चेंज की और नेक्स्ट स्लाइड मे विशाल समुन्दर मे जहाज के कुछ मलबे तैर रहे थे... जिनमे से एक मे APEX PREDATOR लिखा हुआ साफ दिख रहा था.


"कैप्टन आदित्य और.... जहाज मे सवार सभी लोग अब शायद ही कभी वापस आए. इसलिए उन सभी को मरा हुआ मान लेना मेरे खयाल से कोई अतिशयोक्ति नहीं होगी. मैं हमारे इस असफल प्रोजेक्ट के लिए आप सभी से माफी चाहती हूं और आगे क्या करना चाहिए, जिसमें आप सभी की राय भी जानना चाहती हूं... पर पिछली दो नाकामयाबी ने मुझे इतना जरूर सीखा दिया है कि अगली बार मुझे क्या करना है..."इतना बोल कर रूबी वापस अपनी CEO कि कुर्सी पर विराजमान हो गई और अपने बालों पर उंगलियां फिराने लगी. उतभी एक अधेड़ उम्र का आदमी उन लोगों के बीच में से ही उठा और अपने सर के गिने-चुने बालों पर हाथ फिराते हुए कहा



" मिस. रूबी.... अब हम क्या कह सकते हैं. यह प्रोजेक्ट आपकी इच्छा थी हमारी नहीं... आप उस डेविल्स ट्रायंगल के पीछे पागल थी. हम सब ने कहा भी था कि यह असंभव है, लेकिन आपने हमारी नहीं सुनी... समुन्दर बहुत विशाल है, यह हमारी सोच और लालच के दायरे मे नहीं समा सकता... इसलिए अब हमारी राय देने या फिर ना देने से क्या होगा...."वहा मौजूद अपने साथी डायरेक्टर्स की ओर मुख़ातिब होते हुए उसने आगे कहा.. "मै, मिस रूबी को.. CEO के पद से हटाने का प्रस्ताव रखता हूँ, जो कि दो दिन बाद होने वाली हमारी सालाना मीटिंग मे हमारी वोटिंग से तय होगा..."


इतना बोल कर वो आदमी बैठ गया और उसके बैठते ही उसी की उम्र का एक और शख्स खड़ा हुआ


" आपको जरा भी अंदाजा है रूबी जी... कि ये खबर बाहर पहुंचते ही हमारी कंपनी के शेयर का क्या हाल होने वाला है...?? हम आपके फादर की बहुत इज्जत करते थे, पर आपकी लगातार बेफालतू के प्रोजेक्ट से और उनकी नाकामियों से हम सब तंग आ गए हैं. आपको अंदाजा भी है की दो जहाज सिर्फ आपके exploration की चाह से तबाह हो गये...?? हम साइंटिस्ट नहीं है और ना ही मानव की प्रगति हम पर निर्भर है... आपके फादर अब इस दुनिया में नहीं है, लेकिन उन्ही के कहने पर कई सालो से मै इस कंपनी से जुडा हुआ था. पर अब हमें लगता है कि हमें फिजूल खर्च बंद करना चाहिए.. और अपना सारा बचा हुआ पैसा अपने जहाज यातायात के कारोबार को आगे बढ़ाने के लिए लगाया जाए... ना कि आप के बेतुके के प्रोजेक्ट पर.. और मुझे लगता है कि यहां मौजूद कंपनी के सभी बोर्ड मेंबर मेरी इस राय से सहमत होंगे... और एक बात और रूबी जी... नेक्स्ट मीटिंग मे मै भी आपको CEO के पद से हटाने के लिए वोट दूंगा..."



रूबी के चेहरे का रंग उड़ गया, उसे गुस्सा भी आया लेकिन उसने शांत रहने की कोशिश की. सभी रूबी और उसके प्रोजेक्ट को फिजूलखर्ची और फालतू बता रहे थे, कुछ ने तो रूबी को ही फालतू करार दे दिया. रूबी अपनी सीट से उठ खड़ी हुई और मीटिंग में मौजूद हर शख्स को देख कर बोली


"आप सभी भरोसा कीजिए, नेक्स्ट टाइम हम जरूर कामयाब होंगे... मुझे पूरा पता है की अब मुझे क्या करना है..?"


"सॉरी मिस रिया, अब हम आपका और समर्थन नहीं कर सकते..." यह कहकर मीटिंग में मौजूद सभी बोर्ड मेंबर ख़जादे हुए और एक-एक करके वहां से बाहर जाने लगे. और थोड़ी देर बाद वहां केवल सिर्फ दो लोग ही बचे थे.. एक थी रूबी और दूसरी उसकी सेक्रेटरी....


"मैम...."पानी का गिलास टेबल मे रूबी कि तरफ सरकाते हुए उसकी सेक्रेटरी बोली


इसका जवाब मे रूबी ने पहले तो अपनी सेक्रेटरी को घूर कर देखा और फिर वो पानी वाला गिलास उठा कर जोर से सामने स्क्रीन पर दे मारा और गुस्से से अपनी चेयर पर बैठते हुए अपनी सेक्रेटरी कि तरफ अपना एक हाथ किया... रूबी कि सेक्रेटरी एक पल के लिए कंफ्यूज हो गई....


"जी मैम... ओ.. सॉरी मैम..."याद आते ही झट से अपने पर्स मे रखे सिगरेट के पैकेट से एक सिगरेट निकाल कर उसने रूबी को दिया और फिर लाइटर ऑन करके सिगरेट को टोचन दिया


"तुम नहीं जानती कि यह लोग कितनी बड़ी बेवकूफी कर रहे हैं.. इन्हे नहीं मालूम कि उस डेविल्स ट्रायंगल के बीच कितना खजाना समंदर के सीने में दफन है... लेकिन मैं हार नहीं मानूंगी. नेक्स्ट मीटिंग के पहले तक पावर मेरे हाथ मे ही रहेगी... I don't give a damn about these Taklus... जहाज तो पोर्ट ऑफ़ कोलकाता से छूट कर रहेगा और इस बार मैं खुद भी जहाज के साथ जाऊंगी.. अब या तो आर या पार.... बेलाडोना ~Belladona को तैयार करो और कैप्टन Apex Predator का नहीं होना चाहिए... वरना यदि इन टकलूओ को खबर लगी तो इमरजेंसी मीटिंग करके मुझे CEO के पद से हटा देंगे..."


"लेकिन मैम, कैप्टन आदित्य का कुछ पता नहीं चला... बिना कप्तान के आप....?? और कौन है जो डेविस ट्रायंगल में जाने के लिए तैयार होगा... वो भी इन दो घटनाओ के बाद..."


" कैप्टन आदि, की सारी बाते भकोसली निकली... बहुत कहा करता था की, समुन्दर उसका गुलाम है... समुन्दर का पानी पी -पी के समुन्दर सूखा देगा... वैसे अच्छा हुआ जो, कमीना मर गया... तुमसे बदतमीजी करने का फल तो उसे भुगतना ही था एक दिन..."


"पर मैम... कोई तैयार होगा जाने के लिए...??"


"एक मर्चेंट नेवी का ऑफिसर है मेरे पहचान में... उसकी बेटी को Adrenal Cancer है... उसे पैसो कि जरूरत है और मुझे उसकी...यदि वो आ गया तो अपने साथ कुछ लोग को जरूर लेकर आएगा, बाकी कोलकाता के समुद्री इलाके से लगी बस्तियों मे से आदमियों को उठाओ... दो वक़्त खाना और शराब के लिए वो नर्क तक मे जाने के लिए तैयार हो जाएंगे.... और उसका पता करो... क्या नाम है उसका ... जिसके बारे में कुछ लोग बता रहे थे.. कि वो अपने आप को समुन्दर का शिकारी बताता है..."

" किसकी बात कर रही हैं आप ?"


"अरे उस पागल का.. रॉन.. नाम है उसका.. उसके बारे में मालूम करो.. कहां है वो, इस वक़्त ."

"अच्छा वह.. मैम आप उस पागल को क्यों बुला रही हैं.... वो जिस नजर से मुझे देख रहा था, पिछली बार.... मुझे बिल्कुल भी अच्छा नहीं लगा था... "


" तुम्हें मालूम नहीं होगा पर एक बार उसने मेरी जान बचाई थी... वो बात अलग है कि मुझे उस से बेइंतहा नफरत है, पर आदमी है बड़े काम का....."

"ओके.... मैम"

"काम पे लग जाओ, फिर... और यदि रॉन तुम्हारी इज्जत भी मांगे तो दे देना... "दोनों पैर टेबल पर ऊपर रखकर रूबी ने कहा और टेबल पर रखी निर्मल चक्रवर्ती की" महान समुद्री सम्राट मार्टिन " बुक के पन्ने पलटने लगी.



कोलकाता के समुद्री इलाके से सटे एक छोटे से शराब खाने में शोर शराबा चल रहा था. गांड मराये कोरोना और सोशल डिस्टेंसिंग... किसी को कोई मतलब ही नहीं था.. या फिर जितने लोग जिस हालात मे उस शराबघर मे मौजूद थे किसी को पता भी होगा,इन दो शब्द के बारे मे.. इसपे भी शक है... क्योंकि वहां की हालत देखकर ही अंदाजा लगाना मुश्किल नहीं होगा यहाँ किस तरह के लोग आते होंगे... कोई किसी से लड़ रहा था, तो... कोई शराब के नशे में अपने वीरता के किस्से सुना रहा था.. तो कोई शराब के नशे में पागल हुआ, अपने कपड़े फाड़ रहा था या फिर दूसरों के.. तो कोई जोश मे आकर ऐसे सबके सामने खुल्ले मे मुट्ठ मारने मे लगा हुआ था. पर कोई कुछ ना कुछ जरूर कर रहा था. खाली कोई भी नहीं बैठा था या खड़ा था या फिर लेटा था.... और अभी अभी, तीन आदमी मिलकर एक युवक से लड़ाई करने लग गये थे, पहले तो उन तीनो ने उस एक युवक को बहुत मारा.. फिर जब वो पस्त होकर जमीन पर लोट गया तो उसके कपडे उतारे और फिर अपने भी कपडे उतार कर उसे चोदने मलग गये... सब देख रहे थे.. लेकिन कोई कुछ कर नहीं रहा था.. उल्टा नीचे मार खा -खा कर चुद रहे आदमी के ऊपर दारू गिरा रहे थे....


"थूक की जगह दारू लगा के चोद.... फिर मदरचोद के गांड मे माचिस मार देना... भरभरा के जल उठेगा... हा हा हा..."वहा मौजूद तमाशा देखने वालों मे से एक ने कहा

"मुँह मे मुट्ठ मार, मादरचोद के... मेरे को कल जुए मे 20 रुपये हराया था....."

"मेरा भी खड़ा हो गया, मैं भी चोदने आउ क्या... पोंद बढ़िया दिख रहा इसका.."


इसी बीच वहां बड़े अजीबोगरीब कपड़े पहने हुए शराब के नशे में धुत, डगमगाते हुए एक शख्स अंदर आया और ऐसे ही डगमगाते हुए,इधर उधर लोगो और दीवारों से टकराते हुए अंदर घुसने लगा...


"अबे ओए, कहां घुसे जा रहा है अंदर.... चल एंट्री करा.. " काउंटर के पास जो बैठा हुआ था, उसने उस शख्स को आवाज़ दी...

"सस्ती शराब यही मिलती है.. ना...? "

"एंट्री करा..."

"एंट्री जरूरी है ?वो क्या है कि मैं बहुत फेमस हूं और यदि किसी को पता चल गया कि मैं ऐसी जगह पर आता हूं तो..., "


" फेमस और तू.. लवड़ा .. मजाक मत कर.. एक तो ये गरीबो की तरह कंबल जैसे कपड़े पहना है.. कई दिनों से धुले भी नहीं लगते और तेरे शरीर से ही मरे हुए जानवर जैसी बदबू आ रही है.. तुझे देखकर तो लगता है कि तू कई महीनों से नहाया भी नहीं है.. और तू फेमस है..? "

" कई महीनों से ? मुझे नहाए हुए पूरे 1 साल से भी ज्यादा समय हो गया.. कम समय बता कर मेरी बेइज्जती मत करो.."

" अपनी बकवास बंद कर और एंट्री करा.. नाम क्या है ?"

" किसका मेरा..?"

"नहीं अपने बाप का नाम बता..."

" वह तो मुझे नहीं मालूम.."

" अपना नाम बता.. पता नहीं कैसे-कैसे लोग आ जाते हैं"

" मेरा नाम.. उम्म्म्म... रंजू- ओखाड़वाला- नेवरत है..."

" यह कैसा नाम है.. दूसरा नाम नहीं है क्या.."

" दूसरा नाम.. है. दी रॉन.. महान समुंदर का शिकारी... "



Waiting for 2nd update ghani bhau please kingu 69 ki fatmaish Puri kar dijiye
 

Moon Light

Prime
29,932
28,168
304
#2. THE RON

Kolkata, Bharat

Kolakata ke sabse bade hotelo mein shumaar Oberoy Grand me ek ke baad ek kayi mahangee car ki line lag rahi thee, iska kaaran tha, vaha hone vaale Apex Pradator naamak ek jahaaj banaane vaali company ki aapatakalin baithak.. jisame shahar ke lagbhag sabhi bade raheesh aur raheesjaade shirakat kar rahe the.

"sab aa gaye....?" meeting room mein 28 saal ki ek navayuvati CEO ki seet se uthate huye puchhi. jiska kuchh logo ne haa mein sir hilaakar javaab diya, to vahi jo log apne CEO se khunnas khaaye baithe the, vo shaant baithe rahe. vo apane pita jee ke Company ke directors ke ravaiye se samajh gayi ki aaj ye meeting aasaan nahin hone vaalee....

usne saamne lage screen kee taraf ishaara kiya, jisame kolakata port par khade ek vishaal jahaaj kee tasveer thee. jiske upar Deck par Captain Aditya khada tha....

" hamaara jahaaj jo Baramuda triangle devils triangle bhee kahte hain, usake Exploration ke liye nikla tha, par pichhale 2 din se us ship se hamaare saare sampark toot chuke hai ..."

"Miss Rubi..." Directors kee kursiyo par baithe sabhi ye sunte hee seedha tanen baithakar aapas me khusar -phusar karane lage... Rubi ke us ek vaakya ne un sabko aisa bijali ka jhataka diya tha kee, unke munh se ek shabd tak nahi nikal raha tha.. kyonki ye dusari baar tha jab Rubi ne Apax Pradator company ke jahaaj ko Devils tringle ke exploration misson par bheja tha... kuchh to is safar ke shuruaat se pahle hee Rubi ke khilaaf the aur jo nahi the.. vo shaayad is khabar ke baad hone vaale the..jo Rubi unhe aage dene vaali thee.

"sampark tootane ke baad... us jahaaj ke baare me pata karne ke hamaare saare prayaas bhi viphal rahe hai. Miami ki local authority ne kuchh ghante pahle hee ye pics release kee hai...." Rubi ne slide change ki aur next slide me vishaal samundar me jahaaj ke kuchh malabe tair rahe the... jinme se ek me Apax Pradator likha hua saaph dikh raha tha.

"Captain Aditya aur.... jahaaj me savaar sabhi log ab shayad hee kabhee vaapas aaye. isliye un sabhee ko mara hua maan lena mere khayaal se koi atishayokti nahi hogi. main hamaare is asafal project ke liye aap sabhi se mafi chahati hu aur aage kya karana chaahiye, jisme aap sabhi kee ray bhi janana chahati hoon... par pichhli do nakamayabi ne mujhe itna jaroor sikha diya hai ki agli baar mujhe kya karana hai..."itana bol kar Rubi vaapas apne CEO ki kursi par virajman ho gayi aur apne baalo par ungaliyaan phiraane lagi. tabhi ek adhed umar ka aadami un logo ke beech me se hee utha aur apne sar ke gine-chune baalon par haath phiraate huye kaha

" Miss. Rubi.... ab ham kya kah sakte hain. yah project aapki ichchha thi hamaari nahi.... aap us Devils Triangle ke peechhe paagal thi. ham sab ne kaha bhi tha ki yah asambhav hai, lekin aapne hamaari nahi suni.... samundar bahut vishaal hai, yah hamaari soch aur laalach ke daayare me nahi sama sakata... isliye ab hamaari raay dene ya phir na dene se kya hoga...."vaha maujood apne saathi directors ki or mukhaatib hote hue usne aage kaha.. "mai, Miss Rubi ko.. CEO ke pad se hatane ka prastaav rakhta hoon, jo ki do din baad hone vaali hamaari salana meeting me hamaari voting se tay hoga..."

itana bol kar vo aadami baith gaya aur uske baithate hi usi ki umar ka ek aur shakhs khada hua

"aapako jara bhi andaja hai Rubi jee... ki ye khabar baahar pahunchate hee hamaari Company ke share ka kya haal hone vaala hai...?? ham aapke pita ji k i bahut ijjat karte the, par aapaki lagaataar vifaltao ke project se aur unki naakaamiyon se ham sab tang aa gaye hain. aapako andaaja bhee hai kee do jahaaj sirf aapke exploration ki chaah se tabaah ho gaye...?? ham scientist nahi hai aur na hee maanav kee pragati ham par nirbhar hai... aapke pita ji ab is duniya mein nahin hai, lekin unhi ke kahane par kayi saalo se mai is company se juda hua tha. par ab hame lagta hai ki hame fijul kharch band karna chaahiye.. aur apna saara bacha hua paisa apne jahaaj Yatayat ke kaarobaar ko aage badhaane ke liye lagaaya jaye... na ki aap ke betuke ke project par.. aur mujhe lagta hai ki yahaa maujood company ke sabhi board membar meri is raay se sahamat honge... aur ek baat aur Rubi jee... next meeting me mai bhi aapako CEO ke pad se hatane ke liye vote dunga..."

Rubi ke chehare ka rang ud gaya, use gussa bhi aaya lekin usne shaant rahane kee koshish kee. sabhi Rubi aur uske project ko fijulkharchi aur Faltu bata rahe the, kuchh ne to Rubi ko hee Faltu karaar de diya. Rubi apani seat se uth khadi huyi aur meeting mein maujood har shakhs ko dekh kar boli

"aap sabhi bharosa keejiye, next time ham jaroor kaamayaab honge... mujhe poora pata hai kee ab mujhe kya karana hai..?"

"Sorry miss Rubi, ab ham aapaka aur samarthan nahin kar sakate..." yah kahakar meeting mein maujood sabhi board membar khajaade hue aur ek-ek karake vahaan se baahar jaane lage. aur thodee der baad vahaan keval do log hi bache the.. ek thi Rubi aur doosari uski secretory....

"maim...."paani ka gilaas table me Rubi ki taraph sarakaate hue usakee secretory boli

isake javaab me Rubi ne pahle to apani secretory ko ghoor kar dekha aur phir vo paani vaala gilaas utha kar jor se saamane screen par de maara aur gusse se apanee chair par baithate huye apanee secratory ki taraph apana ek haath kiya... Rubi ki secratory ek pal ke lie Kanfuz ho gayi.... "jee maim... o.. sorry maim..."yaad aate hee jhat se apane pars me rakhe ciggret ke packet se ek ciggret nikaal kar usane Rubi ko diya aur phir laitar on karke ciggret ko tochan diya

"tum nahin jaanati ki yah log kitani badi bevkoophi kar rahe hain.. inhe nahin maaloom ki us devils triangle ke beech kitna khajaana samandar ke seene mein daphan hai... lekin main haar nahin maanoongee. Next meeting ke pahle tak power mere haath me hee rahegi... i dont give a damn about these Taklus... jahaj to port of kolakata se chhoot kar rahega aur is baar main khud bhi jahaaj ke saath jaongi.. ab ya to aar ya paar.... Beladona ko taiyaar karo aur Captain Apax Pradator ka nahi hona chaahie... varana yadi in takaluoo ko khabar lagi to emergency meeting karke mujhe CEO ke pad se hata denge..."

"lekin maim, Caiptan aditya ka kuchh pata nahin chala... bina kaptaan ke aap....?? aur kaun hai jo devis triangle mein jaane ke lie taiyaar hoga... vo bhi in do ghatanao ke baad..."

" Caiptan aadi, kee saaree baate bhakosli nikali... bahut kaha karata tha kee, samundar usaka gulaam hai... samundar ka paani pee -pee ke samundar sookha dega... vaise achchha hua jo, kameena mar gaya... tumase badatameejee karane ka phal to use bhugatana hee tha ek din..."

"par maim... koyi taiyaar hoga jaane ke liye...??"

"ek marchent navi ka officar hai mere pahachaan mein... usaki beti ko Adrenal Cancer hai aur use paiso ki jaroorat hai aur yadi vo aa gaya to apane saath kuchh log ko jaroor lekar aaega, baaki kolkata ke samudri ilaake se lagi bastiyon me se aadamiyon ko uthao... do vaqt khaana aur sharaab ke liye vo nark tak me jaane ke lie taiyaar ho jaenge.... aur uska pata karo... kya naam hai uska ... jisake baare mein kuchh log bata rahe the.. ki vo apane aap ko samundar ka shikaari bataata hai..."

" kiski baat kar rahi hain aap ?"

"are us paagal ka.. RON... naam hai usaka.. usake baare mein maaloom karo.. kahaan hai vo, is vaqt ."

"achchha vo.. maim aap us paagal ko kyon bula rahee hain.... vo jis najar se mujhe dekh raha tha, pichhalee baar.... mujhe bilkul bhee achchha nahin laga tha... "

" tumhen maaloom nahin hoga par ek baar usne meri jaan bachayi thee... vo baat alag hai ki mujhe us se beintaha napharat hai, par admi hai bade kaam ka....."

"okay.... maim"

"kaam pe lag jao, phir... aur yadi Ron tumhaari ijjat bhi maange to de dena... "donon pair table par upar rakhakar Rubi ne kaha aur Table par rakhi Nirmal chakravarti ki " Mahaan Samudri Samraat Martin " book ke panne palatane lagi.


kolkata ke samudri ilake se sate ek chhote se sharaab khaane mein shor sharaaba chal raha tha. gand maraaye corona aur social distancing... kisi ko koi matalab hee nahin tha.. ya phir jitane log jis haalaat me us sharaabaghar me maujood the kisi ko pata bhi hoga, in do shabd ke baare me.. isape bhi shak hai... kyonki vahaan ki haalat dekhakar hee andaaja lagaana mushkil nahin hoga yahaan kis tarah ke log aate honge... koi kisi se lad raha tha, to... koi sharaab ke nashe mein apane veerata ke kisse suna raha tha.. to koinsharaab ke nashe mein paagal hua, apane kapade phaad raha tha ya phir doosaron ke.. to koi josh me aakar aise sabake saamane khulle me mutth maarane me laga hua tha. par koi kuchh na kuchh jaroor kar raha tha. khaali koi bhi nahin baitha tha ya khada tha ya phir leta tha.... aur abhee abhee, teen aadamee milakar ek yuvak se ladai karane lag gaye the, pahale to un teeno ne us ek yuvak ko bahut maara.. phir jab vo past hokar jameen par lot gaya to usake kapade utaare aur phir apane bhee kapade utaar kar use chodane me lag gaye... sab dekh rahe the.. lekin koi kuchh kar nahin raha tha.. ulta neeche maar kha -kha kar chud rahe aadamee ke upar daaru gira rahe the....

"thook ki jagah daaru laga ke chod.... phir madarachod ke gaand me maachis maar dena... bharabhara ke jal uthega... ha ha ha..."vaha maujood tamaasha dekhane vaalon me se ek ne kaha

"munh me mutth maar, maadarachod ke... mere ko kal jue me 20 rupaye haraaya tha....."

"mera bhee khada ho gaya, main bhee chodane aau kya... pond badhiya dikh raha isaka.."

isi beech vahaan bade ajeebogareeb kapade pahane hue sharaab ke nashe mein dhut, dagamagaate hue ek shakhs andar aaya aur aise hee dagamagaate hue, idhar udhar logo aur deevaaron se takaraate hue andar ghusane laga...

"abe oe, kahaan ghuse ja raha hai andar.... chal entry kara.. " caunter ke paas jo baitha hua tha, usane us shakhs ko aavaaz dee...

"sastee sharaab yahee milati hai.. na...? "

"entry kara..."

"entry jaroor i hai ? vo kya hai ki main bahut famous hoon aur yadi kisee ko pata chal gaya ki main aisee jagah par aata hoon to..., "

" famous aur tu.. lavda .. majaak mat kar.. ek to ye gareebo kee tarah kambal jaise kapade pahana hai.. kayi dinon se dhule bhee nahin lagate aur tere shareer se hee mare hue jaanavar jaisee badaboo aa rahee hai.. tujhe dekhakar to lagata hai ki tu kayi mahino se nahaaya bhee nahin hai.. aur tu famous hai..? "

" kayi maheenon se ? mujhe nahaye hue poore 1 saal se bhee jyaada samay ho gaya.. kam samay bata kar meree beijjatee mat karo.."

" apani bakvaas band kar aur entry kara.. naam kya hai ?"

" kisaka mera..?"

"nahin apne baap ka naam bata..."

" vah to mujhe nahin maaloom.."

" apana naam bata.. pata nahin kaise-kaise log aa jaate hain"

" mera naam.. ummmm... ranjoo- okhaadavaala- nevarat hai..."

" yah kaisa naam hai.. doosara naam nahin hai kya.."

" doosara naam.. hai. THE RON.. Mahaan Samundar ka Shikari... "
 
Last edited:
Top